Jaiza: Range trading strategy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Range trading strategy
    Range trading strategy

    Range trading strategy key base par trading karny key ley traders ko sab se pehly range ko find karny ki koshish karni chaye, aur supply and demand force ko define karny ki koshish karni ho gi, agar ye conform kar leya jaye key supply and demand currency par kenta impact kar sakty hey to traders key ley rang trading strategy useful ho sakti hay, range trading strategy use karny ka next step traders ka support and resistance levels ki identification hoti hay jo key range trading key ley bahot hi zarori hay, range trading strategy key ley support and resistance level, supply and demand key sath market ki condition aur behavior par be traders ka focus hona zarori hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Range trading strategy

    Forex mein jub market ranging position mein ho tou uss waqt koi bhi bari trade laganay mein loss khatra ho sakta hai lakin market ki yeh situation koi zayada time kay lye nahin hoti aur chand ghantoun kay baad market kisi na kisi side per bari move kerti hai actually yeh position iss lye banti hai kay uss waqt market mein support aur resistance ki values bahut close ho jati hain jis ki wajah sae market ki movement chand pipe kay dermayaan mein hi reh jati hai aur aap ko aisay mein small lots per trade kerni chahyea aur uss mein aap market ki resistance value ko note kerain aur support value ko note kerain gay tou aap uss mein apni trade lagain donoun sides per aur market ki donoun movements mein small profits sae trading kerain aur market ki aise position mein yehi tareeqa hai profit hasil kernay ka ya phir aap sabar sae kaam lain aur market ki lambi move ka intezar kerain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Range trading strategy

      Ranging Trading Market
      Strategy

      Forex trading market members range trading strategy ko ranging market situation ma use kia jata hai forex trading market jub aik specific band ma bonus ho jay aor aik specific high level sy down aor specific low level sy bounce back ho jay to is ma market ko ranging market kaha jata hai
      Is ma apko two indicators help dy skty hainADX indicator Relative strength index indicator aor dynamic momentum index indicator
      In ma apko market ka overbought and oversold area py reversal trades avail krni chyen aor market ma acha profit uthana chye lkn yad rakhen kabi bhi stoploss aor take profit lgana na bholen yeh management strategy ma ata hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Range trading strategy

        Dear jab ap ne ais market mai trade lagani ho to ap ko ais market mai ap ne agar range mai kaam karna hai to ap ko ais mai resistance aor support level draw kar leny chaye aor aus k baad ap ais market mai aun levels se entry laga sakty hai aor acha profit bana sakty hai kun k ais market mai agar dekha jaye to range jab bhi banti hai to wo ais mai bar bar hum ko entry deti hai agar hum aus time ais mai trade laga lety hai to hum ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai kun k ais market mai jab bhi koi pair range banata hai to aus time hum ko ais mai bahot hi zayda trade mil rahe hoti hai jin par hum agar trade lagye to aun mai stop loss bahot hi kam hota hai magar take profit acha hota hai aor range break par bhi hum entry laga sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Range trading strategy

          forex aik international busienss hain is mai trading karny ky liye hum range streragy ko use karna ho ga pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time tabe bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mi market ka balm nahi hota forex kabe be katem na hony wala busienss hain hum is mai agar bager earning ky kam akry gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex jasa koi or business nahi hain hum is mai live trading karty hain hum is mai paisa be invest kar sakty hain forex mai strategy ke bohat value hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Range trading strategy

            variety trading approach key base par buying and selling karny key ley buyers ko sab se pehly range ko find karny ki koshish karni chaye, aur supply and demand pressure ko define karny ki koshish karni ho gi, agar ye conform kar leya jaye key deliver and call for foreign money par kenta impact kar sakty hey to traders key ley rang buying and selling method beneficial ho sakti hay, variety trading strategy use karny ka next step buyers ka guide and resistance levels ki identity hoti hay jo key variety buying and selling key ley bahot hello zarori hay, variety buying and selling method key ley assist and resistance degree, supply and demand key sath marketplace ki circumstance aur conduct par be investors ka recognition hona zarori hay.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Range trading strategy

              jab Ham frocks mein kaam karte hain cracks mein job market ranging pollution what is meant koi bhi video trailer gane mein lost Patra ho sakta hai lekin market kiye situation Koi jyada time ke liye nahin hoti aur Chand ghanton ke bad market khud apni actually position mein a jaati hai use waqt market mein spot aur business resistance nirali hai bahut close Ho jaati hai jiski vajah se market ki movements and pipe ke darmiyaan mein Hi rah jaati hai aur isko shamil saman load aur apni trade karni chahie usmein market please open note Karen aur support Karen to aap usmein laga hai Kya ek accha profit hasil kar sakte hain is position mein yahi tarika profit hasil pahnane ka ya FIR sabse kam umar ki lambi intezar Karen
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Range trading strategy

                Range trading karny ke liye aur iss ke basics kay bary mai app nay traders ko kafi achi trah say guide kia hai . range trading iss time per ziada suitable hoti hai jab market range mai chal rahi hoti hai . range trading karny walon ko iss time per kafi ehtiat say trading karny ke zaroat hoti hai jab market mai stogn trend chal raha hota hai kion ke iss trah ke time per range trading bohot he ziada risky sabit ho jate ha. Range trading karny ke liye traders ko supply aur demand ya support aur resistance ka acha idea hona zaroori hai tab he woh forex market mai iss time frame ke range say waqif ho kar trading kar sakin gaay.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Range trading strategy

                  Forex trading mai her waqt yehi koshish ki jaati hai kay kisi bhi tareekay say profit kamaya jaa sakey. Kiyu kay her business ka ultimate purpose yehi hota hai kay uss say profit kamaya jaa sakey. Bohat si Dusri techniques aur strategies kay saath range trading strategy bhi bohat say traders kay liye bohat work kerti hai. Range trading strategy ka Matlab ye hai kay kisi bhi pair ki movement ko monitor kia Jata hai aur ye tareeka Kar ziada ter commodities mai apply kia Jata hai aur specially crude oil ranging say bohat acha business kia jaa sakta hai.

                  Range mai trading kay liye hamesha prices aur Unki bohat side movements ko monitor kia jata hai aur ye analyze kia Jata hai kay kitni range mai price up aur down ja rahi hai. Ye kaam time frames ki madad say kia Jata hai aur ziada ter M5 ya M15 mai he isay prefer kia Jata hai aur both sides pay trades open ker kay profits banaey jatey hain.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Range trading strategy

                    Forex trading Mein Har Waqt Yahi koshish Di Jaati Hai Ki Kisi bhi tarike se profit kamaya Ja sake Kyon Kahar business ka ultimate properties Yahi hota hai ki usse profit kamaya Ja sake bahut Sidhu Sri technique used aur tarike kar ke sath Rang trading thrikkakara bhi bahut se traders ke liye bahut work Karte Hain Rang trading tikekar ka matlab yah Hai Ki Kisi bhi Peer Ki movement ko manta Kiya jata hai aur yah tarike kar ka jyadatar edition Main Apne Kiya jata hai aur specially crowd Rangeen se bahut accha business Kiya Ja sakta hai Rang Mein trading ke liye Hamen Hamesha price aur Unki bahut side movement ko material Kiya jata hai aur yah analyses Kiya jata hai ki Kitni Hi Rang Mein price ab hoti hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X