jaiza : live trading news py ke ja sakte hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : live trading news py ke ja sakte hain ?
    forex aik boht bara business hain hum is mai live trading karty hain hum forex ke news py be hum live trading kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain or hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hamy news ko rozana dahkna ho ga forex aik wasee busienss hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : live trading news py ke ja sakte hain ?

    News trading

    News trading key ley market ka fundamental analysis karna bahot zarori hota hay aur news par depend kar key agar trading ki jaye to long term trading ki ja sakti hay jes me traders 100 % kamyab ho sakty hey, hamari nazar economic news par be honi chaye aur economic calendar ko samjny aur es ko follow karny ka experience be hona zarori hay, koi be important news agar release ho jaty jo kesi currency par agar high impact karti ho to traders ka experience aur knowledge es level ka hona zarori hay key wo news ko understand karny me kesi kisam ki ghalti na kary.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : live trading news py ke ja sakte hain ?

      Fundamental trading

      kesi be time agar important aur big news break ho jati hay to news release hony key sath ham live trading me es ko follow kar sakty hey, hamari koshish honi chaye jab ham news par depend karty hey to es key effect hony ka be hamy knowledge aur information hona zarori hay, best yahi hay key fundamental analysis ki proper learning aur knowledge hasil ki jaye ta key jo be important news ho es ko follow kia jaye aur profit earn karny ki koshish ki jaye, agar ham ye learning nahi karen gey to kesi be news ko understand ma larny ki waja se hamary ley news ko follow karna be impossible ho sakta hay, aur hamy es ka nuksan be trading me ho sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : live trading news py ke ja sakte hain ?

        G ha dear jab bhi ais market mai koi news aati hai to aus time market kafi zayda move karti hai agar hum aus time ais market mai trade lagye gay to hum ko thory se time mai acha profit ho jaye ga kun k ais market mai ap ne dekha ho ga k ais market mai agar ap news ko phly thora sa study kar lety hai to aus k baad ap ko ais market mai hum trade laga sakty hai aor thory se time mai acha profit bana sakty hain agar ap ais market mai news trading karna chaty hai to aus time ais mai lot kam use kary agar ap ais market mai lot bahot hi zayda use kary gay to ap ko ais mai thori si dair mai bahot hi zayda profit ho sakta hai ya bahot hi zayda loss ho sakta hai ais liay ais market mai hum ko lot choti use karni chaye.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : live trading news py ke ja sakte hain ?

          dear friends foreign exchange market major kam karty hoay ap ko yeh bat maloom hona chaheay ok market ka asal fashion large time frame say he pata chalta hai kam say kam time body h4 aur most w1 say ap ko pata chalta hai new trader sab sy bari galti he yehi karty hain wo marketplace ko huge time frame h1 ya iss say nechy samjh laity hain ager ap nay fulfillment hasil karni hai tu hamesha massive time body ko dekh kar aur usi ko evaluation kar k kam karain ager ap nay h1 fundamental bhe ka karna hai tu ap ko pehly large time frame ka trend dekhna ho ga ager big time frame fashion ap k choty time body say macth karta hai tu tab he ap ko promote ya purchase ka order area karna chaheay otherwise ap ko fashion ki route aspect sign milny ka wait krna chaheay.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : live trading news py ke ja sakte hain ?

            Ham log Agar live trading Karte Hain To iska Ham logon ko bahut hi jyada fayda Hota Hai Hamara experience bahut hi Zyada increase hota hai Hamare knowledge mein bahut hi jyada izafa hota hai aur Hamari practis Jyada se jyada ho sakti hai isliye Ham Sab Logon Ko live trading Karni chahie
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : live trading news py ke ja sakte hain ?

              yes dear news py ap live trading kar sakty hain mager uss say pehly ap ko news sekhna pary ga aur news ky bary main ap ky pas high knowledge hona bohut zrori hai phir news main trade kar sakty hain aur bohut sary new trader news ky anay say pehly he trade ko pending order ki sorat main place kar daity hain jis say un ky sell stop aur buy stop order dono he spike lagny say hit ho jaty hai aur un ki trade main dono side say nuksan ho jata hai news main main kabhi bhi pehly pending order nahi lgany chaheay jab news ajay aur ap ko pata chal jay ky news positive ai hai ya negitive ai hai tab ap ko candle ky close hony ky bad trade place karni chaheay iss tara say ap ki trade ky win hony ky ziada chanses hoty hain iss lea ap ko news ky time jald bazi say kam nahi karna chaheay hamesha wait kar ky news ky confirm hony ky bad he trade ko lgana chaheay.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Forex trading mein news-based trading ke liye, pehle economic calendar par high-impact events ka schedule check karein. Jo news currencies par ziyada asar dal sakti hai, jaise GDP ya interest rate decisions, unpar focus karein. Market ka sentiment samajhne ki koshish karein aur uske mutabiq apna plan banayein. Stop-loss aur risk management ka khayal rakhte hue disciplined tarah se trading karein. News ke foran baad quick execution karte waqt over-trading se bachein aur apne targets realistic rakhein.

                اب آن لائن

                Working...
                X