jaiza : indicators ke tadad forex ma zada hain kise aik inidicator ka intakab kary

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : indicators ke tadad forex ma zada hain kise aik inidicator ka intakab kary
    forex aik waseem business hain is mai indicators ko use kar ky acha bonus earn kr sakty hain hamy aik indicator ko chose karna ho ga hamy RSI indicator ko select kar ky is ko use kar ky kam krna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum paisa kama saky gy forex aik wasee busines hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hum aik sy zada inicatores ko be use kar sakty hain hamy apny expeience or apny capital ky mutabik kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy forex usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain yai aik real business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : indicators ke tadad forex ma zada hain kise aik inidicator ka intakab kar

    Indicators bahot se hey koch jo popular hey es ki tadaad be bahot zeyda hay aur jes ko zeyda reliable nahi samja jata esy indicators ki taadar be bahot zeyda hay jes ko count nahi kia ja sakta hay agar ham kesi 1 hi indicator ko choose karen gey to es ka faida bahot hay, at a time agar bahot se indicators se signals hasil key jaye to har indicator apni technical development ki waja se different direction me hi signal provide kary ga jes ka nuksan traders ko ye hota hay key wo right direction ko follow karny me confuse ho jaye ga, agar 1 hi good technical indicator ko use kia jaye to traders ki confusion bilkul be khatam ho jati hay aur wo right direction ko follow karny me kamyab ho saky ga.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : indicators ke tadad forex ma zada hain kise aik inidicator ka intakab kar

      G han bilkul agar indicators ki tadaad ki bat ki jaye to indicators ko counting impossible hay, technical indicators bahot zeyda tadaad me majood hey magar traders bahot zeyda indicators ko use karny ki ghalti be nahi kar sakty hey, 1 hi good technical indicator market ko analysis karny me traders ki help kar sakta hay aur market trend ko define kar sakta hay, confusion se bachny key ley bahot zeyda indicators ko use karny par depend nahi karna chaye, indicator ka intekhab karny key ley es key result ko demo account me zaror test karna chaye ta key confusion se bacha ja saky.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : indicators ke tadad forex ma zada hain kise aik inidicator ka intakab kar

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
        forex aik waseem business hain is mai indicators ko use kar ky acha bonus earn kr sakty hain hamy aik indicator ko chose karna ho ga hamy RSI indicator ko select kar ky is ko use kar ky kam krna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum paisa kama saky gy forex aik wasee busines hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hum aik sy zada inicatores ko be use kar sakty hain hamy apny expeience or apny capital ky mutabik kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy forex usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain yai aik real business hain
        Assalamu Alaikum indicators market mein bahut jyada importance rakhte hain aur yah Kai Kasam ke Hote Hain ine indicators ke sath aapko trading karna Aasan Ho Jaati Hai agar aap inke bare mein acche se Jante Hain Ek Hindi Kata Jiska Naam aapane poochha Hai inmein se R Si Ek indicator hai Jis ki help se aap acchi trading kar sakte hain agar aap is ke bare mein Jante hain tu jo ki main aapki syndicator se bahut jyada Anil kar sakte hain indicators ka sirf Naam Jaan Lena Kafi Nahin Hota balki trading Mein inke istamal ke bare mein bhi aapko Pata Hona chahie Kyunki Agar aapko Inka experience Nahin hoga to Fir aap ke liye bekar hai yah aapko Koi profit Nahin De Sakenge ulta aapko loss Hoga Shukriya 8
        Last edited by ; 04-09-2019, 03:51 PM.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : indicators ke tadad forex ma zada hain kise aik inidicator ka intakab kar

          dear yeh baat bilkul clear hay k indicators hamko earning nai daitay hain k hamaray pass aik aisa indicator hay jiki help say ham forex amrkeet main achi earning kr saktay hain yeh sirf hamko aik ideas daitay hain k hamko markeet ko kaisay judgemnt krtay huvay agay barhna hay agar yeh achi earning 100 percent tak daitay to aaj kisi ko bhi lose na ho raha hota jo aisay traders hain jin ki trading sirf indicators pay he hay main unko kabhi bhi success hotay nai dakh sakta aur na he aisa ho sakta hay is liye mairay khayal say hamko jitna bhi acha indicator milay hamko sirf usay aik ideas k liye he use krtay huvay trading krna chaye q k har indicator har wakt sahi hamko nai signal day sakta hay yeh sirf hamko bata saktay hain k markeet ka trend kia hay iski kahan say kahan tak support and resisstance ban sakty hay etc.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : indicators ke tadad forex ma zada hain kise aik inidicator ka intakab kar

            Dear pahli bat ya hai ka ap kas trah ki trading karna chaty aur ap kas trah ki trading strategies ati hai kuch new trader indercator mt4 main apply to kar laty hai lakn un ko ya knowledge nai hota ka ya indercator kas strategy pay work kar rah as lay trader dubel mind ho jata hai ka wo indecoter ko dak kar trade kary ya new ko dak kar trader kary mt4 main her indecoter apni strategy ka hasb say kam karta hai 100% to ap kah nai sakty lakn as say market ka indza lag sakty hai ka kas potion pay market main inter ho ya trade close kary to dear pahly ap pan minde set karny ka ap ka pass kon see strategy hai ya ap kas strategy ka indecator use karna chaty hai to us hasb say ap mt4 main indecoter ko apply kary umed karta hon ap 90% tak sahee work kar ka daky ga lakn agher ap nay galt indecator apply kar dya aur ap ko as ko moving ka knowledge hi nai ho ga to pher ap loss hi kary gay
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : indicators ke tadad forex ma zada hain kise aik inidicator ka intakab kar

              je bilkul forex trading k lye technical basis pe boaht saray indicators available hain jin k help se ham trading kartay hain aur profit earn kartay hain, is lye indicators k intikhab ma hamain boaht hi care karnni chaye aur sab se pehlay os indicators ko hamain demo pe examine karna chaye aur phr real account pe trading k lye use karna chaye ta k os ki thek accuracy hasil ho skaay, agar ham ziadah indicators ko use karain gay to is se trading ma confusion ho gi, uar ham trading thek tarah se ni kar skatay hain, to aik ashi trading strategy ma wohi indicators ko use karna chaye jin ka results thek ho, agar ham indicators ko mix kar k aik trading strategy banayain gay aur signals lain gay to ham aik succesful trader ban saktay hain,
              indicators: moving averages, awsome oscillator, stochestic oscillator, momentum, parabolic sar etc
              Meri trading strategy:
              == pivot line
              == candlestick chart
              = H4 chart
              == moving avergaes 60,30.15.5 jab aik dosray ko crossover karain aur trend clear ho
              == signal stochestic oscillator se ham lain sell aur buy ka
              is lye kisi aik indicator pe mukamal depend na karain balke different indicators ko combine use karain to is se results ashay atay hain
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : indicators ke tadad forex ma zada hain kise aik inidicator ka intakab kar

                Dear ap ne dekha hai k ais market mai diffrent types k indicators hai jin ko hum use kar k ais market mai trading kar sakty hai agar hum ais market mai leading indicators use kary gay to hum ais market mai phly se ye dekh sakty hai k market ka ab trend kai hai aor ais market mai jo legging indicators hai wo market k pechy chal rahy hoty hai jab market ka trend change ho jata hai to aus k baad pata chalta hai k abi market ka trend change ho gia hai hum ais mai agar thory se indicators use kary gay to hum confuse ni ho gay kun k jab hum mix indicators use kary gay to hum ko ais market mai loss ho sakta hai agar hum ais market mai kamyab hona chaty hai to hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum ais mai kon si strategy par kaam kar rahy hain.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : indicators ke tadad forex ma zada hain kise aik inidicator ka intakab kar

                  Teachers Hamari trading karne mein sirf help kar sakte hain Jab Ke demo account Hamari trading karne mein practically help karta hai aur Hamen market ke ab share down hone ka bhi Pata Chalta Hai isliye Mere Sal Mein To demo account sabse best teacher hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : indicators ke tadad forex ma zada hain kise aik inidicator ka intakab kar

                    Agar ham log indicators ko follow karke trading Karte Hain To iska Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai isliye Ham Sab Logon Ko indicated ko follow karke trading Karni chahie Taki ham log forex market Mein kamyabi Hasil kar Saken Jiska Ham logon ko bahut hi jyada fayda Hoga aur ham log forex market Mein Kamyab ho sakte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X