jaiza : jab kam karny ka experirence nahi hain to kam karny ka koi faida nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : jab kam karny ka experirence nahi hain to kam karny ka koi faida nahi
    agar hamara forex mai kam karny ka knowledge nahi hain to hamy kam karny ka koi faida nahi ho ga siraf hamara paisa zaya ho ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala busness hain hamy is mai kam karny ky liye phaly ache learning haisal karne ho ge hamy demo acount mai mahnet sy kam karna ho ga or hamy aik time table bana kar kam karna ho ag pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex business pury pakistan mai legal business ban cuka hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : jab kam karny ka experirence nahi hain to kam karny ka koi faida nahi

    Koi bhi business shuru kernay say pehlay uss kay barey mai knowledge or experience ka hon bohat zaroori hai. forex trading business mai bhi jab tak acha knowledge nahi hoga uss waqt kaamyaab hona mushkil hoga. Ziada ter traders ye samajhtay hain kay investment bohat ziada ker kay profit kamaya jaa sakta hai or forex trading mai kaamyab hua jaa sakta hai jo kay aik bilkul ghalat soch hai. Aisay traders bohat ziada loss ker laitay hain or uss kay baad forex trading kay barey mai galat informations phailatay hain. Pehlay forex ka experience haasil ker lia jaey or uss kay baad trading shuru ki jaey to profit hota hai or investment zaya honay ka chance bhi bohat kamm reh jata hai
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : jab kam karny ka experirence nahi hain to kam karny ka koi faida nahi

      G han Forex business me work karny ka agar experience kam ho ya bilkul experience na ho to esy work ka koi faida nahi hota, trading experience ka hona most hay, hamari din rat ye koshish honi chaye key ham apna work good experience key base par karen aur experience ko increase karna hamara main maqsad be hona chaye, Forex esa business hay jo key experience key base par be traders ko successful hony me help karta hay, trading experience ki bunyad par profitable trading aur good quality work karny me asani hoti hay, demo account me learning karna be possible hay aur trading experience ko grow karna be asaan hay.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : jab kam karny ka experirence nahi hain to kam karny ka koi faida nahi

        g han bhai jan apki bat sahi hai or main ap ki bat se agree bhi hum forex trdaing aik aysa busniess hai jis main aghr apka expiernce nahi hai tu ap kamyab bhi nahi ho skty hain es liye apko cahhye k aghr ap forex main kamyb trading karna chahty hain tu forex ka expiernce gain karen es k liye demo account ap k liye bets option hai jahan se ap forex ko achi trha learn kar skty hain or apny expiernce ko bhi gain kar skty hain tu hmain real account main trdaing karnt se pahly demo account par trading ki practice karni chahye ta k hum a[ni trdaing ko real account main expiernce ks ath kar k acha prpfit gain karny k qabil ho jaen or ap apni trading main tab he kamyb ho skty hain
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : jab kam karny ka experirence nahi hain to kam karny ka koi faida nahi

          Dear agar work kia jaye to hi possible hay key us work ka experience hasil ho jaye, agar work hi na kia jaye to experience hasil karna impossible ho jata hay, Forex business me be esa hi hay agar app work karo gey aur learning karny key ley mehnat be karo gey to time guzarny key sath app ko work karny ka experience be hasil ho jata hay, agar app trading hi karty ho aur learning aur knowledge hasil karny ki koi khas source ka use nahi karty ho to trading ka experience app ko kabi be hasil nahi ho sakta hay, agar experience me kami ho to es kami ko trading practice karny se increase kia ja sakta hay.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : jab kam karny ka experirence nahi hain to kam karny ka koi faida nahi

            Lack of Experience and Knowledge

            Forex business aik worldwide business hey aur yeh waqai bohot hi bara aur sab se ziada popular aur sab se bara online business hey, aur is business ke bhi apne rules hein jese dunia ka koi bhi aur business ho us mein aap us waqt tak kamiyab nahin ho saktey hain jab tak keh aap us business mein acha knowledge aur experience hasil nahin kar lete hein aur Forex mein bhi same yehi position he keh jab aap is business ko achi trha se learn karne mein kamiyab ho jatey hein to phir aap is business mein alot of money earn kar saktey hain.

            Advice:

            Ziada se Ziada demo par practice karni chahiye aur aik acha plan bnana chahiye jo without greed ke ho aur jis mein aap apne emotions ko achi trha se control kar saken is trha se aap is business mein achi trha se kamiyab ho saktey hain,Otherwise aap totally fail hi hotey hein.

            SHUKRIYA
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : jab kam karny ka experirence nahi hain to kam karny ka koi faida nahi

              dear apki baat theek hay k agar ham nay lose he krna hay to hamko baghair experience say kisi bhi kaam main interst lainay ka koi khaas faida nai hoga,agar ham sab baat krtay hain kisi offline business ki to ham yeh keh saktay hain k ham experience k baghair bhi kuch na kuch earn krnay k kabil ho skatay hain kuch na kuch hamko kamyaabi mil sakty hay aur agar ham yeh soch kr kaam krtay hain k ham forex markeet main baghair kisi knowledge aur experience k kuch earning ya kamyaabi k kabil ho saktay hain to aisi soch rakhna ya aisa kuch soch kr kaam start krna he lose hay aur is k bawjood ham kaam krtay bhi hain to hamko aik adh baar kuch earn ho sakta hay usk baad ham propper lose krta jayengay jis say behtar hay k ham aisa koi bhi kaam na karain.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : jab kam karny ka experirence nahi hain to kam karny ka koi faida nahi

                G ha dear ye to hai k hum ne agar ais market mai kam karna hai to hum ko ais market mai kaam karny ka experince hona chaye kun k agar hum ais market mai kamyab hona chaty hai to hum ko ais market mai sab se phly ais market mai kaam karna aana chaye aor aus k baad hum ko ais market mai practice kar k apna experince bana lena chaye agar hum ais market ma mehnat kary gay to hum ko ais market mai kamyabi ho gi agar hum ais market mai mehnat kary gay to hum ko ais market mai kamyabi ho gi magar ais market mai dekha jaye to hum ko ais market mai sirf ye dekhna hai k hum ais mai kinty expert hai agar hum khud ais market mai kaam kar sakty hai to hum ko ais market mai kaam sekhna hi pary ga aus k baad hi hum kamyab ho saky hain.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : jab kam karny ka experirence nahi hain to kam karny ka koi faida nahi

                  Lalach traders Ki Sabse Badi mistake hai traders Jab dance karte hain to traders ka profit and loss Mein change ho jata hai isliye traders ko chahie ki trading karte hue Hamesha reasonable profit banaen aur Jyada profit banane ki na Karen is loss ke chances badh Jaate Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : jab kam karny ka experirence nahi hain to kam karny ka koi faida nahi

                    Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy forex hi kya jasa k hr kam m best knowledge or experience ki zrort hoti hy forex m b hamy agr successful hona hy to hamy sb sy phly acha experience or knowledge hasil krna hy forex ko ham join krty han to is m loss or profit k ham khud zimadar hoty han agr hamy loss hota hy to hmari wja sy hi hota hy is liay hamy loss sy bachny ki koshish krni chaiy ham forex ko part time job k tor par b kr skty han or full time bi ham is ka time table bna kr b isy easily kr skty han to hi ham successful ho skty han
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : jab kam karny ka experirence nahi hain to kam karny ka koi faida nahi

                      Jitna Jyada experience Hoga hamare pass ham log itna hi Achcha knowledge Hassan kar sakte hain aur Jitna Jyada hamare pass knowledge Hoga ham log itna hi Achcha propertis kar sakte hain aur ham Sab Logon Ko Jitna Achcha profit Hoga Itna aur ham Logon Ko Itni hi jyada kamyabi milati hai forex market per
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : jab kam karny ka experirence nahi hain to kam karny ka koi faida nahi

                        dear freinds ye bat to theek hai k jis bat k barey me muje maloom hi nhi to wo bat to me nhi kar sakta jesa k ab me lapto se posting karta hon agar muje laptop chalana hi nahi ata tois pe me kia karon ga har kam me experience zaroori hota baghair experience k kam karne ka koi faida nhi
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : jab kam karny ka experirence nahi hain to kam karny ka koi faida nahi

                          agar hamara forex mai kam karny ka knowledge nahi hain to hamy kam karny ka koi faida nahi ho ga siraf hamara paisa zaya ho ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time trading kar sakty hain agar ham nay lose he krna hay to hamko baghair experience say kisi bhi kaam main interst lainay ka koi khaas faida nai hoga,agar ham sab baat krtay hain kisi offline business ki to ham yeh keh saktay hain k ham experience k baghair bhi kuch na kuch earn krnay k kabil ho skatay hain kuch na kuch hamko kamyaabi mil sakty hay
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : jab kam karny ka experirence nahi hain to kam karny ka koi faida nahi

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
                            agar hamara forex mai kam karny ka knowledge nahi hain to hamy kam karny ka koi faida nahi ho ga siraf hamara paisa zaya ho ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala busness hain hamy is mai kam karny ky liye phaly ache learning haisal karne ho ge hamy demo acount mai mahnet sy kam karna ho ga or hamy aik time table bana kar kam karna ho ag pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex business pury pakistan mai legal business ban cuka hain
                            Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha ap koi bi business kar rehe hon ya new start karny lagny to ap ko chae ha pehly us k business k bary main full information hasil karny us k bary main maximum knowledge or experience hasil karny jab tak ap k pass maximum knowledge or experience na ho tab tak ap ko chae ha k ap pehly is ko seekeny or samjeny jab tak ap ko is business ki samj na aay tab tak ap ko is business ko start ni karna chae ha balky humy proper learning karni chae ha or seekena chae ha k market main humy ktna profit ya loss ho sakta ha is ley humy proper money management or risk management sy kam karna ho ga forex trading main risk or money management both lazmi han or us k bary main jtna ziada knowledge or experience hasil ho ga humary ley utna he behtar ho ga

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X