Jaiza: Stop out levels

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Stop out levels
    Stop out levels

    Some time open trades market me automatically broker ki taraf se close ho jaty hey es ko stop out level ka name dia jata hay agar ham other place karty hey to broker esy stop levels determine karty hey jo key leverage size aur account balance key base par hi determine key jaty hey, automatically trades es waja se close ho jaty hey key available trading margin khatam ho jata hay aur trades loss me hi close ho jaty hey, traders ko margin call be ajati hay magar trading margin na hony ki waja se traders es loss ko control nahi kar sakty.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Stop out levels

    dear forum members stop out levels account wash yeh aik proper leverage ki calculation ky bad apka trade ko stop out ki jata hai jub aoki trade automatically close ho jay to uski details ap open kr ky check kr skty ho wahqn py formula dia jata hai ky kis hisab sy aoki trade auto close kr di gai hai lehaza apko market ma stoploss na use krmy ki waja sy stopoit levels ya account wash ka smna krna prta hai Pakistan Forex forum members apko trading sy pehly risk ko management ky sath ly ky chlna hota hai ab trading market ma to hundred percent risk hai ya to loss ya profit tesra option he nhi hai
    lehaza apko forex trading ma bahot sari indication leading strategies aor planning ky sath business krna hota hai agr ap trading ma casual behaviour rakhty ho to aoko heavy loss ho skta hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Stop out levels

      forex aik acha business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy stop out level ko mady nazer rahkna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum is mai kam kar ky apsia kama sakty hain forex aik world wide business hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain hamy is mai learning ko best bana kar kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy forex ko samjna aik din ka kam nahi hain is mai poor mans or job less mans or students or house wife's ky liye bohat ache job hain forex aik legal business hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Stop out levels

        Dear forex trading members Asalam.o.alikum forex forum fellows stopout level margin call account wash hona bahot he taleem deh amal hota hai forex trading ma over confident hina bhi bahot nuqsan deta hai agr ap market ma trading ky leay strategy set nhi krty achi planning nhi krty market ko according to technical analysis aor fundamental analysis support aor resistance ko smjhny ky beg hair apni trade lgaty ho stoploss take profit use he nhi krty overconfident ho ky kam krty hain aor loss ki surat ma market reversal ka wait krty krty stop out level ka shikar ho jaty hain to yeh bahot dangrous trading approach hai apko apni trading approach ko professional bnana ho ga market ma skills planning aor strategies ko use krty huy kam krna ho ga ap long term survival ky leay market ma achi management strategy py kam kren
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Stop out levels

          Trading margin agar khatam ho jaye to trade stop out level par close ho jata hay zarori nahi hay key account agar wash ho jaye to account me koch dollar na ho, kesi time stop out ki waja se 20$ be account me bach sakty hey aur 40$ par be stop out ki waja se trades close ho sakty hey, agar leverage size zeyda ho to per trading margin be zeyda milta hay aur ye stop out level mazeed higher point par hony ki waja se trades auto close nahi hoty, higher leverage size ki selection karna bahot zarori hay agar leverage size kam ho ga to account be jald wash ho sakty hey aur agar leverage size higher point par raka jaye to zeyda loss hony par be account jald wash nahi ho sakty.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Stop out levels

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            Jaiza: Stop out levels<br />Stop out levels<br /><br />Some time open trades market me automatically broker ki taraf se close ho jaty hey es ko stop out level ka name dia jata hay agar ham other place karty hey to broker esy stop levels determine karty hey jo key leverage size aur account balance key base par hi determine key jaty hey, automatically trades es waja se close ho jaty hey key available trading margin khatam ho jata hay aur trades loss me hi close ho jaty hey, traders ko margin call be ajati hay magar trading margin na hony ki waja se traders es loss ko control nahi kar sakty.
            Ji bhai jan ap nay bil kul thek jaiza pesh kia hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon. Forex market main trade open karnay kay liay agar bat ki jay 1 lot, 1 mini lot ya 1 micro lot ki to in kay mutabiq require amount main say traders kay pas bohat hi kam amount hoti hay jis say traders direct Forex market main enter nahi ho saktay aor na hi trade open kar saktay hain han jin traders kay pas mojod amount Forex market ki requirement kay mutabiq ho to woh easily Forex market main enter ho jatay hain aor kamyab trading kar kay achi khasi earning bhi kartay hain kam balance rakhnay walay traders ko trading kay liay brokers aik saholat datay hain jis main hota yeh hay k jo amount trading kay liay require hoti hay us main say traders kay pass mojod amount ko nikal kar jo baqi amount require hoti hay broker khud say traders ko udhar day data hay yehni khud say shamil kar kay trade open kar data hay jisay leverage ka nam bhi dia jata hay leverage size jitna ziada set ho ga hamara profit utna kam hota jay ga ab aisa hota hay k trading kay doran jab loss hamari apni amount say barh jata hay aor jo margin loss ka hamain broker nay dia hota hay loss us margin ko cross karnay lagay aor hamra account balance loss ki wajah say khatam ho jata hay aor trade margin na honay ki wajah say broker khud ba khud trade close kar data hay aor apni barrow money wapis lay lata hay jisay stop out level kaha jata hay. Stop out say bachnay kay liay hamain leverage size kam rakhna chahiay aor apnay account main bohat ziada balance bhi rakhna chahiay.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Stop out levels

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Trading margin agar khatam ho jaye to trade stop out level par close ho jata hay zarori nahi hay key account agar wash ho jaye to account me koch dollar na ho, kesi time stop out ki waja se 20$ be account me bach sakty hey aur 40$ par be stop out ki waja se trades close ho sakty hey, agar leverage size zeyda ho to per trading margin be zeyda milta hay aur ye stop out level mazeed higher point par hony ki waja se trades auto close nahi hoty, higher leverage size ki selection karna bahot zarori hay agar leverage size kam ho ga to account be jald wash ho sakty hey aur agar leverage size higher point par raka jaye to zeyda loss hony par be account jald wash nahi ho sakty.
              Assalamu Alaikum trading margin Agar khatam ho jaaye a to trade stop out level per close ho jata hai yah Jaruri Nahin Hai key account Agar was ho jaaye to account Mein Kuchh dollar Na Ho Kisi time stop out ki vajah se a 20 Dollar bhi account mein bache sakte hain aur 40 dollar per bhi stop out ki ki vajah se trade close Ho Jaati Hai Agar liver size jyada ho to trading margin Bhi Jyada Milta Hai aur yah stop out level Masjid hire point per hone ki vajah se trades auto close nahi hote hire labour age size ki selection karna bahut zaroori hai agar liver age size kam hoga to account bhi jald barish ho sakte hain aur Agar leverage size higher point per II Rakha Jaaye to Jyada loss hone per bhi account jaldbaji Nahin ho sakte Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Stop out levels

                Stop Out Levels:

                Jab aap forex mein account kholtey hein to us mein aap start mein account kholtey waqt leverage ko set kartey hein aur phir aap apni trading start kartey hein aur jab apki trade loss mein chal rahi hoti hein aur apka balance bohot hi kam reh jata hey aur apki leverage usko mazeed support nahin kar sakti hey to apki trades automatically close ho jati hey aur apka Stopout Level hit hojata hey, aur yeh us waqt hota hey jab apka account aik kisam ka wash hone ke qareeb pohnch jata he kioun keh us mein pichey koi ziada balance nahin bachta hey jo apki leverage ke mutabiq trade ko open kar sakey is wjha se apka stop out level hi hojata hey aur aap Market se bahar ho jatey hein.

                Advice:

                Hamen Chahiye keh hum always Stop Loss ko istamaal karen takeh hamen hamarey account ko yeh nobat bhi kabhi na aye keh hum StopOut Level tak ja saken jab apka Stop Loss laga hoga aur aap Money Management ke sath trade kar rahey hongey to phir apko koi tention bhi nahin hogi agar ziada se ziada apki trade apke against bhi jayegi to apka Stop Loss hi hit hoga na keh Stop out ho jayega account.
                So I Advice you that please always use Stop loss and Money Management. Aap kabhi bhi is business mein fail nahin ho sakengey.

                SHUKRIYA
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Stop out levels

                  Dear jab hum ais market mai koi trade lagaty hai to aus mai hum ko ye dekhna hota hai k hum kahe ais mai over trading na kary kun k humri trades agar loss mai jati hai aor humry account mai loss bahot zayda ho aor aus k baad humri kuch trades close ho jati hai auto par halan k aus time ais market mai humry pass equity bhi hoti hai magar phir bhi humra account wash ho jata hai ais liay hum ko agar ais market mai kamyab hona hai to hum ko ais market mai ye dekhna chaye k humri trades account k hisab se ho aor ais market mai hum atni zayda trades na lagye jis se humra account stop out level ho jaye aor humra account wash ho jaye ais liay hum ko ais market mai plan k hisab se kaam karna chaye aor ais market mai apna kam chalana chaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Stop out levels

                    Dear dakna ya hai ka jas account main trading kar rah as ka balance katna hai aur as ap nay apny account ki leverage katni set ki hai trade 2trah say close hoti hai ya ka aksar market saturday sunday say hat kar aur kasi waja say close ho jati hai yani ka koi choti aa jati as main aksar ap open ki hoi trade close ho jati ya trade aksar oil pay close hoti hai aur dosri waja hai ap ka account balance ki ka ap nay jo trade open ki hai aur jo lot size use ki kay wo ap ka balance ko suppot bai karta hai ka agher ap ki open ki hoi trade market ka ulta chali gay hai aur ap ko mslsal loss nazer aa rah hai aur had yah tak ponch jati hai ka ab ap ka control main kuch nai rah to us wqt ap open ki hoi trade ak ak kar automatak close hona shoro ho jay gai as lay ap jab bai trading kary stop loss aur tak profit lazmi use kary tak ka ap account wash say bach kasy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Stop out levels

                      a while open trades marketplace me robotically broking ki taraf se close ho jaty whats up es ko forestall out level ka call dia jata hay agar ham other area karty whats up to broking esy forestall tiers determine karty hiya jo key leverage size aur account balance key base par hi decide key jaty whats up, robotically trades es waja se close ho jaty hey key available trading margin khatam ho jata hay aur trades loss me hi near ho jaty good day, traders ko margin call be ajati hay magar trading margin na hony ki waja se traders es loss ko control nahi kar sakty.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Stop out levels

                        Jab Bhi ham log market Mein Koi Bhi Tarah trade open Karte Hain To aur isase pahle Ham Logon Ko stop loss or take profit Ka istemal Karna chahie Kyunki stop loss or take profit ko istemal karne se Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai aur ham log is ki vajah se lor se Bach sakte hain
                         
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Stop out levels

                          Ji Bhai Jaan main aapki baat se bilkul aagrah karta hun Agar ham log Is Tarah Se Kam Karte Hain To iska Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai aur ham log Is Tarah Se Kam Karne Se Kafi benefit hassil kar sakte hain Jiska Ham logon ko bahut hi jyada fayda Hota Hai
                           

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X