Jaiza: Professional trading strategy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Professional trading strategy
    Professional trading strategy

    Trading me agar useless ya weak trading strategy ko use kia jaye to traders ko esi strategy profit se zeyda loss de sakti hay, koshish ye karni chaye key professional aur strong trading strategy ko hi use kia jaye ta key risk factor me be kami asaky aur sath me profit earn karna be asaan ho jaye,

    trading strategy agar technical base par banai jaye to ye bahot hi zeyda useful ho sakti hay Support and resistance level key sath agar MACD indicator use kia jaye to market ka strong aur real trend be identify ho sakta hay aur trend ki conformation be mumken ho jati hay esi trading strategy ko professional aur strong kaha ja sakta hay agar market trend be find be ho jaye aur conform be ho jaye to risk 99 percent reduce ho jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Professional trading strategy

    professional banna hain to hamy apny ache strategy banane ho ge hamy ache strategy bana kar isy test kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum pasia kama skay gy forex aik acha business hain hamy kabe be strategy ko ignore nahi karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar sakty hain forex aik wasee busienss hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai mrket ka balm nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy ache earning be deta hain hum gr mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Professional trading strategy

      dear forex trading members professional trading strategy kya hai aye ma apko btata hun
      1. Market updates according to technical analysis fundamental analysis
      market trading chart history current situation
      market different indicators prediction
      management strategy
      support aor resistance ki update
      skills experience aor planning
      lot size selection
      yeh sari chezen professional approach ya trading strategy ky zumry ma ati hain

      Pakistan forex forum ma members bonus ko important nhi smjhty hain aor Maximum risk without management trading krty hain ky chlo is dafa loss wash hua to phr bonus bna len gay yeh soch bahot dangerous hai aisy ma hum kabi bhi expert nhi bn skty apni psychology ko chang kren qor stoploss take profit ky bina koi bhi trade avail he na kren yeh apky leay bahot he zaroori hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Professional trading strategy

        hamy experience ko best than best bana kar ache strategy bana kar isy use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex mai hum apny boss ap he hoty hain agar hum is mai greedy ban ky jalze baze mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha busines hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy siraf or siraf loss he ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Professional trading strategy

          Professional Trading ki tareef
          Professional trading strategy bahot sada aor asan hai apko forex trading ma sub sy dangrous chez ko smjhna hai wo hai risk of lost money agr apko apny money ko safe rakhna hai to apko management kr ky apni capital money kp safe rakhna ho ga lehaza apko Pakistan Forex forum sy learning training complete krni chye demo account ma practice krty rehna chye
          Forex trading basic knowledge and experience skills strategies aor planning ky sath kam krna aor phr market ko technical tareeky sy control krny ki koshish krna market ko forex trading platform ma fundamental aor technical terms ma krty huy kam krna important hai
          Forex trading forum ma indicators oscillators discuss keay jaty hai planning aor strat
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Professional trading strategy

            Dear ais market mai ap ne dekha hai k bahot sary tareeky hai jin k zarye se hum kaam kar sakty hai magar ais market mai agar dekha jaye to ais market mai hum ko aisy kaam karna hai jis k zarye hum ais market mai acha kaam kar k kamyab ho sakty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hai ap ne dekha ho ga k ais market mai professional traders ais market mai jab kaam kar rahy hai to wo ais mai risk apny account k hisab se hi karty hai ais market mai agar dekha jaye to hum ko ais market mai price action par kaam karna chaye agar hum ais market mai dekhy to hum ko ais market mai resistance aor support levels se hi sirf entry lagani chaye aor aus k sath hi hum ko kaam karna chaye tab hi hum ais mai acha kaam kar sakty hain..
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Professional trading strategy

              Forex trading aik regular business ha jis ma wohi kamyab hotay hain jo is ko as a profession adopt kartay hain is lye forex trading ma aik professional trader bannay k koshish karain, aur professional trader ki qualities apnay ander paida karni padti hain jaisay
              a. forex ki mukamal learning
              b. demo pe ashi tarah se practice
              c. himmat na harna
              d. greed se avoid karna
              e. forex ko profession samajh kar k karna
              f. apni mistakes se learn karna
              g. cool mind aur fresh mind se kam karna
              Trading strategy: trading ma wohi kamyab hota ha jis k pass ashi trading strategy hoti ha, aur jo os ko rules and regulations ko follow karta ha, trading strategy bananay k lye ap ko technical aur fundamental analyses ka khayal rakhna padata ha,
              My trading strategy:
              == 100 period simple moving average
              == pivot line
              == awsome oscillator se signal lay gay
              == trend ko follow karna ha
              is tarah agar ham apni trading strategy ko rules k mutabiq follow karain gay to ham aik professional trader ban saktay hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Professional trading strategy

                buying and selling me agar useless ya vulnerable trading strategy ko use kia jaye to buyers ko esi approach income se zeyda loss de sakti hay, koshish ye karni chaye key professional aur sturdy buying and selling method ko hello use kia jaye ta key danger factor me be kami asaky aur sath me earnings earn karna be asaan ho jaye,

                trading strategy agar technical base par banai jaye to ye bahot hello zeyda beneficial ho sakti hay guide and resistance degree key sath agar MACD indicator use kia jaye to marketplace ka sturdy aur actual trend be discover ho sakta hay aur fashion ki conformation be mumken ho jati hay esi trading method ko expert aur robust kaha ja sakta hay agar market fashion be find be ho jaye aur conform be ho jaye to danger ninety nine percentage reduce ho jata hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Professional trading strategy

                  ji mere Bhai agar aapko ismein professional banna hai to aapko iske bare mein jyada se jyada experience hasil karna hoga ismein aapko money lost se bachana hoga aapko management ke sath chalna hoga time hi nahin Mil ke sath chalna hamara lalach nahin karni planning ke sath chalna hoga isliye aapko confidence ke sath trade karni hogi jyada se jyada experiencemarket ko analyse karna hoga aur ismein money management ke sath chalna hoga proper plan banana hoga indicator ko istemal karke kachi trade kar sakte hain agar aapko ismein successful hona hai to hamen sabse pahle iske bare mein jyada se jyada experience share karna hoga ek professional trader banne ke liye hamen expert ko follow karna ho gaya form se iske bare mein information hasil karni hogi aur jyada se jyada technic control karna hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Professional trading strategy

                    Professional trading strategy ko develop larNa bohat zarori hai forex may kamyab hone Kay liye begaar strategy Kay hum kabi bhi forex may kamyab trade nahi laga sakty or na hi apna specific goal ko hasil kar sakty hain humain apne goal ko hasil karne Kay liye humsha struggle karni chahye or koshish karni chahye Kay hum forex may professional trade laga sakty or professional trader ban saky jo trader mehnat karty hain or strategies ko develop karty hain or apna ek goal set karty hai yah bohat ziyda zarori hai kamyab hone Kay liye jo trader without strategy trading ka sochty hain ase traderd kabi bhi sahi mukam nahi hasil kar sakty forex may is liye humain chahye Kay hum apne seniors say KuCh guidelines lyte rahain or time to time follow karty hO e kamyabi hasil ki jiye shukria..
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Professional trading strategy

                      Jitni acchi Hamari forex market Mein planning Hogi ham log itna hi Achcha profit Asar kar sakte hain isliye Ham Sab Logon Ko Apne planning to increase karna chahie Is Tarah Se ham log market se bahut kuch hassil kar sakte hain aur ham logon ko bahut hi jyada kamyabi Milegi isliye Ham Logon Ko Apne knowledge going fees Karke trading Karni chahie
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Professional trading strategy

                        Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex trading aik bot bara or behad difficult or risky business hy is m hamy achi planning kr k or strong stertgy bna kr trading krni ho gi q k stertgy k bagar ham achi trading ni kr skty or agr hmari trading k liay stertgy hi weak ho gi to hmari trading b weak ho gi forex m successful hona koi aik din ka kam ni balky is m hamy salon lag jaty han successful trader ban ny k liay or hmari success tbi mumkin hy jb ham forex trading main mehnat sy kam karan hamy aik target set kr k kam krna ho ga tbi ham forex sy kuch earn kar saken gy hamy apny target k mutabiq daily thora thora profit hasil Kar k apni trade close karni ho gi tbi ham forex trading main agy brh sken gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Professional trading strategy

                          Forex trading business mai jab tak traders professional approach say kaam lay kay professional trading strategy nahi banatay uss waqt tak success bhi nahi haasil hoti hai. Forex trading mai traders ko her waqt mukhtalif strategies Bana kay business kerna hota hai kiyu kay market her waqt change hoti rehti hai. Kabhi prices up ho rahi hoti hain aur kabhi down ho rahi hoti hain. Iss liye traders ko bhi aisi situations mai apni strategy change kertay rehnay say acha profit ho sakta hai. Forex trading business mai wohi traders survive bhi ker jaatey hain jinn ko market ki movements ka pehlay say undaza hojata hai aur woh apni strategies ko bhi time to time up to date kertay rehtay hain. Business koi bhi ho uss mai professional approach kay sath professional strategies he faida daiti hai warna sirf nuqsaan hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Professional trading strategy

                            Ham Logon Ko market mein jyada Se Jyada hard working Karni Hogi jitni Jyada ham log hardworking Karenge Ham Logon Ko iska itna hi jyada fayda Hoga aur ham log Itni hi jaldi profit hassil kar sakte hain Forex market mein
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Professional trading strategy

                              Gee han weak strategy kisi b surat main faida mand hai nai yeh nuqsan hi karty hai weak strategy start main har members se ban jaty hai jo new hote hai is liay un ko chayie k weak strategy se pershan nai hona chayie us main strategy main loss wali mistake or galtio ko khatam kar k strategy ko acha banaya ja sakta hai agar aap us strategy ko behtar karnay ki koshash karte raho gai aap ki strategy achi hoty jay gi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X