Confusion, tension aur pressure kesi problem ka solution nahi hota
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confusion, tension aur pressure kesi problem ka solution nahi hota
    Forex business me be app dake sakty hey loss ho jaye to traders agar confuse ho jaye ya tension me jaye to es ka koi be positive effect trading par nahi ho sakta hay aur na hi loss ka pressure es problem ka solution ho sakta hay, traders key ley sab se important hay key agar us ko loss ho jaye to wo na to confuse ho aur na hi loss ka tension us ko hona chaye, loss recover karny key ley zarori hay to traders ka confidence hi us key ley zarori ho sakta hay aur esi confidence key base par us ka loss problem solve ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Confusion, tension aur pressure kesi problem ka solution nahi hota

    G han bilkul traders key mind me ye bat zaror honi chaye key agar trading me loss ko face kia jaye to traders ko pressure, tension, confusion me any ki zarorat nahi ye kesi be problem ko solve nahi kar sakty hey es se traders ki pareshani mazeed increase ho sakti hay, es ka sab se best solution ye hay key agar loss ho jaye to ye nahi sochna chaye key es me market ki mistake hay ya market ki waja se us ko loss howa hay traders ko khud apni trading key bary me sochna chaye key us ne esi kia kia mistakes ki hey jes ki waja se us ko loss howa hay.
    • #3 Collapse

      Re: Confusion, tension aur pressure kesi problem ka solution nahi hota

      Ji bhai jan ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading kay doran confusion, tension and pressure kisi problem ka hal hona to door ki bat hay bal kis say traders kay liay aor kai problems create ho jatay hain aor traders ki parashani main mazeed azafa ho jata hay confusion, tension and pressure say jo problems create hotay hain un main say chand aik yeh hain.
      1: Confusion
      Forex trading main loss honay kay bad traders aksar confusion ka shikar ho jatay hainjis say un ka mind Forex kay baray main mazeed sochnay say qasir ho jata hay aor trader main decision power kam ho jati hay aor trader main bad emotions paida ho jatay hain jis say trader koi acha faisala nahi kar pata aor mazeed Forex main mistakes karta hay jis say usay bar bar loss ho jata hay lehaza confuse honay say bachna chahiay.
      2: Tension
      Forex trading kay doran aksar traders tension ka shikar rehtay hain jis say un kay mind main loss ka dar paida honay lag jata hay aor pareshani main sochnay samjhnay ki salaiat bhi kam ho jati hay aor trader tension ki wajah say hardworking nahi kar sakta is liay mind ko tension say dor rakhna chahiay.
      3: Pressure
      Forex trading main traders ki nakami ka sabab aksar trader ka pressure main ana hay yeh zehni dabao trader ki sehat aor trading dono kay liay khatar nak hay is say kai masayl pada hotay hain lehaza apnay ap par pressure ko nahi dalna chahiay.
      • #4 Collapse

        Re: Confusion, tension aur pressure kesi problem ka solution nahi hota

        hello frndzzz,,,,aap apna profit and loss Kane bhi kar sakte hain Orissa bhi Laga sakte hain ki aapko Itna Jyada profit Hua Hai Kitna Jyada loss hua hai aur aapko problem ka solution batati hai jisse ki aap acchi setting kar sakte hain vaise Forex trading Mein logkesi be problem ko solve nahi kar sakty hey es se traders ki pareshani mazeed increase ho sakti hay, es ka sab se best solution ye hay key agar loss ho jaye to ye nahi sochna chaye key es me market ki mistake hay ya market ki waja se us ko loss howa hay traders ko khud apni trading key bary me sochna chaye key us ne samajhte Hain Ki profit gain karna bahut hi jyada Mushkil hota hai lekin yah Aasan hota hai agar aap ise samajh Le ya FIR Kisi Se guide Ne Le Le aur aap ise Jitna Jyada use karte hain aapko Itna Jyada clear after jata hai good mornin frndzzz....
        • #5 Collapse

          Re: Confusion, tension aur pressure kesi problem ka solution nahi hota

          Pyare dosto main aap ki baat se mutafiq hun Magar Ek Hafte Tak, Sab se pahlay Sawal tu yeh hai ki confusion Kyon hoti hai, Iski Sabse Badi vajah ilm ki Kami hai. Ismein Koi shak Nahin Ki Forex trading ya trading Ek Mushkil business hai. Agar aap Chahte Hain ke dauran trades aapko Koi confusion Na Ho To aap aaj se trading ke Motalik ilm Hasil karna Shuru kar den, is Amal mein Main aapko Kuchh Hafte Kuchh mahine lag sakte hain Magar Jab aapke pass knowledge a jaega To automatically aapka confidence build ho jaega aur aap jo bhi trade lagayenge usmein aapko confusion Nahin Hogi Kyunki aap Jante Honge ki trade Mein money management Kaise karni hai aur train ko kaise jana hai.
          • #6 Collapse

            Re: Confusion, tension aur pressure kesi problem ka solution nahi hota

            Forex mein confusion hum apnay lye khud hi create kertay hain agar hum forex mein koi ghalt kaam kertay hain tou hi hum forex mein confusion ka shikar hotay hain agar hum forex mein sahih kaam aur forex rules kay mutabiq kaam kertay rahain tou humain kahin bhi confusion ka samna nahin kerna peray ga
            Doosri confusion humain forex mein uss waqt hoti hai jub hum forex mein beghair knowledge hasil kye kaam kertay hain aur aise surat mein hum sae jo ghaltian hoti hain unn kay sath humain tension bhi hoti hai aur jub confusion aur tension apas mein milti hain tou nateejay mein hum ghalt trades lagana shru ker detay hain aur aik hi waqt mein bahut zayada trades open ker letay hain jis ka result pahele loss aur phir account wash aur phir apni ghaltioun per pachtana tou humain pahele sae hi soch samajh ker kaam kerain ta kay humain loss na ho aur tension aur confusion sae bhi bach sakain
            • #7 Collapse

              Re: Confusion, tension aur pressure kesi problem ka solution nahi hota

              hamy tension ko bul kar relax ho ky kam karna ho ga forex aik acha business hain hum is mai agar pressure mai aa kar kam nahi karna chahey forex aik acha business hain hum is mai live trading karty hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain hum is mai kam karty howe jab hum market ky kese rule ko ignroe kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy saber karna ho ga hamy apne mistakes ko avoid karna ho ga hamy mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex kabe be katem na hony wala international or legal business hain
              • #8 Collapse

                Re: Confusion, tension aur pressure kesi problem ka solution nahi hota

                Dear agar hum ne ais market mai kaam karna hai to hum ko sab se phly ais market mai ye dekhna chaye k hum jo ais market mai trade lagany lagy hai to hum ko ais market mai agar kisi kisam ki tension hai to hum ko aus time trade ni karni chaye agar hum koi ghalt trade lagaty hai aor aus time hum ais market mai pressure mai aa jaty hai to us se behtar hai k hum ais market mai sirf achi trades hi lagye kun k jab hum ais market mai achi trades lagye gay to hum ko ais market mai acha faida ho ga kun k hum agar ais market mai acha kaam karty hai to hum ko ais market mai faida hota hai agar hum ais mai ghalti karty hai to hum ko ais market mai loss hota hai ais liay ais market mai plan k hisab se hi kaam karna chaye.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Confusion, tension aur pressure kesi problem ka solution nahi hota

                  Life kay bohat say aisay maamlaat hotay hain jinn mai insaan ko aisi situations ka saamna kerna parta hai jinn mai tension aur confusion ki bajaey hosh aur senses say kaam laina parta hai kyu kay unhi kay use say achay faislay kiye jaa saktay hain. Business kiu bhi ho chahay woh conventional business ho ya forex trading jaisa online business ho her jagah pay confusion, tension aur pressure say ghaltiaa he hoti hain. Jab traders koi ghalti kertay hain tou unhain uss ka result loss mai milta hai aur uss ka solution sense aur hosh say kaam lay kay he haasil hota hai. Traders apni confusions aur tensions pay qaabu paanay kay liye demo account mai practice kertay hain kiyu kay mujtakif situations say face to face muqabala ker kay he unn ka pressure Kamm hota hai. Forex trading mai tou wesay bhi traders ko her roz he aisi situations say guzarna parta hai iss liye traders ko her waqt tayyaar bhi rehna chaiye. Aik acha trader wohi hota hai jo her situation mai achay aur barwaqt faislay ker sakta hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X