jaiza : agar loss py loss ho raha hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : agar loss py loss ho raha hain ?
    agar hamy musalsal loss ho raha hain to hamy apny har aik mistake ko find out kar ky kam karna ho ga pher he hum loss ko katem kar saky gy mistakes ke waja sy he hamy loss hota hain jab mistake katem ho jy ge to loss be katem ho jy ga forex aik international or kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai agar bager learning ky km kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik boaht bara busienss hain yai hamy learning ky sat ache earning hasial kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamara account foren banned ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai hum out off cost account bana kar be asane sy kam kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : agar loss py loss ho raha hain ?

    bhai jan boht dafa sub k sath aysa hota hai k koi aik month aysa hota hai k loss py lss ko face krana parh rha hota hai jis ki base par hmain loss he hota hai tu hmain chahye k jub hmain loss ko face krna parhy tu hmain kuj arsy k liye forex ko chor den q k jub humari trading intrest level weak ho jta hai tab he hmain forex main loss he loss hota hai tu hmain chahye k hum aghr forex main kamyb hona chahty hain tu loss hony k bad soch smjh kar os loss ko recover karny ki palnning karen jub ap loss k liye aplnning katy hain tab apko still loss nahi hota hai tu hmain aghr forex main loss ko kam karna hai tu loss k bad apni trading ko strong karen jub ap apni trdaing kos trong karengy tab he apko forex main loss hony k cahces kam se kam hungy
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : agar loss py loss ho raha hain ?

      Agar loss par loss hi trading me ho raha ho to es ka sab se behtar solution ye hay key trading stop kar key market ki movement ko understand karny ki koshish karny me traders ko koch time spend kar lena chaye, market ko samjny me jetna zeyda time laga dia jaye aur us key bad trading start kar le jaye to traders ko loss par loss hony key bajaye har trade me hi profit hasil ho sakta hay, loss agar zeyda ho raha ho to traders ko fight karny se behtar hay key wo market me trading koch time key le na karen aur market ko samjny aur es ki movement ka andaza lagany me time spend kar dena chaye ye sab se best solution hay es problem ka.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : agar loss py loss ho raha hain ?

        Kesi be trader key ley ye critical movement hi hoti hay jab us key good market analysis work karny key bawajood be loss par loss hi hota hay, esa professional aur expert traders key sath be ho sakta hay, har trade me be loss ko face kia ja sakta hay bahot se traders es situation ki waja se confuse ho jaty hey aur wo mazeed loss par loss hi karty jaty hey magar esa nahi karna chaye, agar loss har trade me hi hony lagy to samaj lena chaye key market ki movement ko ham understand nahi kar rahy aur na hi hamari market analysis strategy achi hay.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : agar loss py loss ho raha hain ?

          Lack of Knowledge and Experience

          I think agar apko musalsal loss ho raha hey to is mein koi shak nahin he keh iski wajha apka Lack of knoweldge and experience hey, Isliye hamen always forex business mein aik achey teacher ki zarurat hoti hey aur hamen chahiye keh agar hum is market mein new aye hein to hamen sab se pehle apne seniors se mashwara lena chahiye uske bad hi hum is mein trade karen to hamare liye bohot hi better hota hey,
          Bohot sarey aisey traders hein jo is business mein new atey hein aur Without Knowledge and experience ke is mein work kartey hein jiski wjha se loss kartey hein.

          Lack of Plan & Decipline.
          Bohot sarey aisey traders jo is business mein acha knowledge aur experience bhi rakhtey hein but unke pas koi acha plan nahin hota hey aur na hi koi achi strategy hoti hey isliye unki trading mein koi Decipline nahin hoti hey aur yehi wajha banti hey unke loss ki aur is wajha se bhi woh is business mein loss kartey hein.

          Without Demo Practice:
          Bohot sarey aisey traders bhi hein jo directly is market mein enter ho jatey hein jiski wjha se unhen bhi is business mein loss hi hota hey aur woh is business mein kamiyab nahin ho satkey hein, Kioun keh demo practice bhi kisi achey teacher se kam nahin hey aur hamen always demo account par achi trha se ziada se ziada practice karke achi se achi strategies bnani chahiye to hum is mein kamiyab ho saktey hain.

          SHUKRIYA
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : agar loss py loss ho raha hain ?

            Forex mein loss honay ki kuch wajuhaat hoti hain aap ko waisay hi loss nahin hota aur na hi iss mein market ka koi qasoor hota hai balkay loss humain humari apni hi wajah sae hota hai
            Agar humaray pas forex kay knowledge ki kami hai tou phir hum forex ko theek sae samajh nahin saktay market kay analysis nahin ker saktay jis ki wajah sae hum forex mein ghaltian kertay hain aur phir humain bar bar trading mein loss hota hai
            Iss kay ilawah agar hum forex market mein beghair planning kay enter hoon gay tou bhi humain forex mein nuqsaan utna peray ga kyun kay hum trading kernay kay lye tayar hi nahin hain aur hum nay forex mein kaam shru ker dya hai trading start kernay sae pahele uss ki planning kerna bahut zaroori hai hum nay apni trades mein parameters kya select kernay hain yeh sub market kay mutabiq kerna bhi bahut zaroori hai stop loss kahan lagana hai take profit kahan lena hai yeh sub planning ka hisa hai aur agar hum aisa nahin kertay tou iss mein bhi loss ho sakta hai
            Iss kay ilawah agar hum forex mein bar bar same mistakes ker kay loss kertay hain aur hum unn mistakes ko nazar andaaz kertay rehtay hain unn ko overcome kernay ki koshish bhi nahin kertay tou iss sae humain bar bar loss hota rahay ga aur yeh sub huamri hi wajah sae hai iss mein hum kisi ko blame nahin ker saktay aur humain apnay loss ko khatam kernay ka sochna chahyea
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : agar loss py loss ho raha hain ?

              aslamualikum.... forex reserve Ek bahut hi jyada acchi e platform hai aur ek bahut hi jyada achi Jagah Hai Jahan Par Hum Apna Sara ka sara profit reserve kar sakte hain Forex Ne reserve place ISI wajah se hi Banai Hai taaki Ham sada sada cheating Karke hmain chahye k jub hmain loss ko face krna parhy tu hmain kuj arsy k liye forex ko chor den q k jub humari trading intrest level weak ho jta hai tab he hmain forex main loss he loss hota hai tu hmain chahye k hum aghr forex main kamyb hona chahty hain tu loss hony k bad soch smjh kar os loss ko recover karny ki palnning karen jub ap loss k liye aplnning katy hain tab apko still loss nahi hota hai tu hmain aghr forex main loss ko kam karna profit gain Karen aur Hamara profit tax ki aur Rahe Aur Kisi Ko Bhi Na Mile Issi vajah se porous Nahin Hai platform banaya hai jo Kamare liye bahut hi jyada important hai agar Hum isko use karne To Hamara profits kyo rahega aur Yahi sabse achi baat hai thanks........
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : agar loss py loss ho raha hain ?

                Dear agar ap ko her trade par loss ho raha hai to ap ko apni trading strategy ko check karna chaye k ap ais market mai kon si aisi ghalti kar rahy hai jis ki waja se ap ko ais mai loss ho raha hai agar ap ais market mai aik hi ghalti kar rahy hai ya koi rule break kar rahy hai to ap ko loss hota rahy ga ais liay phly ais mai dekhy k ap ko ais mai loss kis waja se ho raha hai aus k baad ap ais market mai kaam kary to ap ko ais mai loss ni ho ga agar ap ais market mai ghaltian kary gay to ap ko ais market mai faida ni ho sakta ais liay ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna chaye aor ais mai jo ap ki trading strategy hai aus k rules k hisab se kaam karna chaye tab hi ap ko ais mai faida ho ga aor ap loss se bach sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : agar loss py loss ho raha hain ?

                  Traders ko ager loss kay oper loss hony lag jiye tu iss trah ke sorat hal mai trader ka trading aur apny oper say confidence khatam ho jaata ha . iss lie iss trah ke situation mai sab say pehlay tu traders ko chaiye ke woh mazeed trading karna stop kar dain. Kion ke bohot ziada los s kay baad traders per kafi pressure hota hai aur kafi frustration b hoti hai jis ke waja say ziada chance yahi hota hai ke achi trading nai ho ge.
                  Trading ko stop karny ke baad next stage mai apni trading ke mistakes ka jaiza lain aur strategy ko dobra say demo per lay jain .

                  aur try kairn ke app ke khayal mai as trader app say jo mistakes hoie hai inko remove Karin aur jab demo mai trading behtar ho jiye tu phi r sy real account mai kam lot size say trading start kar dain.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : agar loss py loss ho raha hain ?

                    Stop loss ka bahut hi jyada fayda hota hai agar ham log stop loss istemal Karte Hain To Ham Logon Ko iska bahut hi jyada benefit Milta Hai Is Se ham log Bangalore se bajate hain aur ham Logon Ko kamyabi milati Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : agar loss py loss ho raha hain ?

                      Agar Hamen Forex trading business Mein Loss pay loss Ho Raha Hai To Hamen koshish Karni chahie ki apni mistakes ko identify Karen aur recover karne ki koshish karen iske sath sath Ham Apne knowledge ko bhi increase Karen aur koshish karen kya apne informations ko increase kar liya Jaaye aur apne senior se discuss Karen Apne loss ko recover karne ki koshish karen Ham Jitna Jyada mehnat karte hain struggle Karte Hain Ham Itna easily profit Kama sakte hain aur apne loss ko control kar sakte hain Los Ki Sabse Badi vajah Hamari lack of knowledge aur experience hai Hamen struggle karna chahie ki Ham Forex forum ki through Apne knowledge ko experience ko increase Karen Taki Ham isiliye profitable trade select kar sake loss say bach saky...
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : agar loss py loss ho raha hain ?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
                        agar hamy musalsal loss ho raha hain to hamy apny har aik mistake ko find out kar ky kam karna ho ga pher he hum loss ko katem kar saky gy mistakes ke waja sy he hamy loss hota hain jab mistake katem ho jy ge to loss be katem ho jy ga forex aik international or kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai agar bager learning ky km kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik boaht bara busienss hain yai hamy learning ky sat ache earning hasial kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamara account foren banned ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai hum out off cost account bana kar be asane sy kam kar sakty hain
                        Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main jab bi humy bar bar loss ho raha ho to humy chae ha k humy apni loss ki waja dakheny or is ko khatam karny ki kosish karni chae ha or proper money management or risk management seekeni chae ha or apny account k mutabiq trade open karny or lots size kam sy kam rakheny ta k humary account k mutabiq risk kam sy kam ho or humy ziada sy ziada profit ho or loss k chance kam sy kam ho is ley humy proper money management sy trading karni chae ha ta k humy loss na ho forex trading main kabi bi lalich juldbazi or emotions sy trading ni karni chae ha ta k hum kamyab ho sakeny or ache earning kar sakeny
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : agar loss py loss ho raha hain ?

                          Jon traders ko loss pay loss ho raha hai unhain apni strategy ko revise kerna chaiye aur ye daikh a chaiye kay her trade mai loss kiyu ho raha hai. Iss Tarah unhain us reason ka easily pata chal sakta hai. Aur wo usay khatam kernay kay liye an bhi ker skatay hain. Forex mai jo bhi traders experience gain kertay hain woh apnay losses kay reasons ko access ker laitay hain aur unhain timely theek ker laiatay hai iss Tarah loss waali trades jo pehlay loss payoss mai close ho rahi hoti hain woh profit waali trades bann jaati hain ho her trade profit pay profit bhi daina start ker daiti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : agar loss py loss ho raha hain ?

                            Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex m hamy profit k sath sath loss b hota hy or aksar asa hota hy k hamy musalsl loss b hota hy jisy ham cover ni kr skty asy time hamy chaiy k ham trading kuch wakt k liay chor dan or apni mistakes ko dakhan jin ki wja sy loss hoa ham ini mistakes sy sekhty han or sekh kr dobara achi trading k liay khud ko tyar krna chaiy forex aik international or real online profitable business hy forex hamy achi earning k sath sath bahtreen learning b frahm krta hy ye kbi b bnd na hony wala business hy ham is m bharpor mehnat sy acha kam kr k profit hasil krna hota hy ham is m jitni zyada mehnat karan gy utna hi zyada profit hasil karan gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : agar loss py loss ho raha hain ?

                              Forex Trading main Aksar yahi hota hay k traders ko bar bar loss ho raha hota hay bar bar koshish karnay kay bawajood har trade main loss hi ho raha hota hay. Ab es condition main traders ko kia karna chahiay k woh mazeed loss say bach sakain aor kamyab trading kar kay acha profit bhi hasil karain aor apnay pehlay loss ko recover bhi karain es baray main new traders and expert traders kay liay alag alag baat karon ga.
                              1: New Traders in Forex
                              Agar Forex trading main loss ko face karnay walay traders ki bat ki jay to un main say ziada tar tadad new traders ki hay jen ko aksar start main loss hi hota hay agar to new traders ko start main bar bar loss hi hota hay to es ki big reason yeh hay k un main knowledge, learning and experience ki kami hay jes ki wajah say woh har trade main bar bar kai mistakes kartay hain aor bar bar loss ko face kartay hain aisay main en tamam traders ko chahiay k woh apni trading ko kuch time kay liay stop kar dain aor pehlay apni learning complete karain aor demo practice say acha experience hasil karain aor pehli trades main loss ki wajah bananay wali mistakes ka jaiza lain aor un mistakes ko next trading kay doran repeat na karain real trading account main kabhi bhi over trading na karain aor small lot size kay sath trade open karain aor stop loss ko zaror use karain es taran big loss ki wajah say account wash nahi ho ga.
                              2: Expert Traders in Forex
                              Forex trading main loss ko face karnay walay traders main say expert traders ki tadad bohat kam hoti hay expert traders ko bohat kam loss hota hay kun k woh Forex trading pooray rules and regulation say full analysis kay sath kartay hain aor aik mukamal planing kay sath aik kamyab strategy ko use kartay howay trading kartay hain es liay un ko Forex main bohat kam martba loss hota hay. Agar expert traders ko bhi bar bar loss ho raha ho aor woh loss ki reasons ko understand na kar pa rahay hon to un ko bhi chahiay k woh apni tamam trades jen main un ko loss ho raha ho stop kar dain aor apni planing and strategies ko achi taran check karain k un main kahan koi kami ya khami hay aor apni strategies ko demo pay achi taran use kar kay check kar kay dekh lain k kia yeh kam bhi karti hain ya nahi agar koi problem aata hay to apni strategies ko change karain aor dobara demo pay practice say check karain aor agar strategies work karti hain to real main trading start karain aor en strategies ko use kar kay kamyai hasil karain aor profit earn karain umeed hay k es taran trader pehlay walay loss ko bhi recover kar sakta hay. Greed and emotions pay lazmi control karay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X