Long term trading is best for us or not.

No announcement yet.

X
• وقت
• دکھائیں
Clear All
new posts
• #1 Collapse

Long term trading is best for us or not.
Assalamu Alaikum mere aziz dosto. Main ummid karta hun ky aap sab log khairiyat se honge.
Aaj Hamara topic hai kya long term trading hamare liye behtar hai ya short term trading. Tu pahle lete hain long term trading ko.

LONG TERM TRADING
Long term trading bhi aik bahut acchi strategy hai. Agar aapke pass balance ziyada hai hi to aap long term trading ko use kar sakte hain. Q ky iske liye aap ko stop loss Kafi door tak Lagana padta hai jis mein agar aapka balance kam hai to aapke account ke wash hone ke chance bhi hote hain. Agar aapke pass balance Kafi hai to aap is strategy ko use kar sakte hain. Otherwise Agar aapke pass balance kam hai to long term trading se guraze karen aur short term trading per iktafada Karen

SHORT TERM TRADING
Dear members agar aapke pass balance kam hai. Ferz karo ky aapke pass sirf $50 hai to aap intraday trading ki techniques ko use kar sakte hain usmein aap daily ke 5 se10 dollar profit kama sakte hain. Short term trading co bare account wale traders bhi use karte hain. Kuch traders intraday trading karte hain aur news per focus karte hain. Jaise hi koi news ati hai to woh uske mulhiqa pair ko dakhty hain aur uski move ko dekhte hain aur phir us per trade laga dete hain jis se woh thory se Waqt Mein accha profit, Lete Hain.
Last edited by ; 02-09-2019, 07:32 PM.
• InstaForex
• #2 Collapse

Re: Long term trading is best for us or not.

hamy learning ko best bana kar long term trading karne ho ge pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain agar hum kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy kuch be hasial nahi ho ga agar hum forex mai new hain to hamy long term trading nahi karne chhaey pher he hum paisa kama saky gy forex mai hum part time be trading kar sakty hain or hum is mai full time be trading karty hain forex business pakistan mai legal ban cuka hain
• #3 Collapse

Re: Long term trading is best for us or not.

اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
Long term trading is best for us or not.
Assalamu Alaikum mere aziz dosto. Main ummid karta hun ky aap sab log khairiyat se honge.
Aaj Hamara topic hai kya long term trading hamare liye behtar hai ya short term trading. Tu pahle lete hain long term trading ko.

LONG TERM TRADING
Long term trading bhi aik bahut acchi strategy hai. Agar aapke pass balance ziyada hai hi to aap long term trading ko use kar sakte hain. Q ky iske liye aap ko stop loss Kafi door tak Lagana padta hai jis mein agar aapka balance kam hai to aapke account ke wash hone ke chance bhi hote hain. Agar aapke pass balance Kafi hai to aap is strategy ko use kar sakte hain. Otherwise Agar aapke pass balance kam hai to long term trading se guraze karen aur short term trading per iktafada Karen

SHORT TERM TRADING
Dear members agar aapke pass balance kam hai. Ferz karo ky aapke pass sirf $50 hai to aap intraday trading ki techniques ko use kar sakte hain usmein aap daily ke 5 se10 dollar profit kama sakte hain. Short term trading co bare account wale traders bhi use karte hain. Kuch traders intraday trading karte hain aur news per focus karte hain. Jaise hi koi news ati hai to woh uske mulhiqa pair ko dakhty hain aur uski move ko dekhte hain aur phir us per trade laga dete hain jis se woh thory se Waqt Mein accha profit, Lete Hain.
Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon aj kay dor main khas kar Pakistan main ziada tar traders kay pas account yehni trading account main ziada balance nahi hota jis ki wajah say agar woh long term trading strategy use kartay hain to un ka account wash ho jata hay kun k long term trading strategy main stop loss ko kafi door kisi point pay set karna hota hay ta k market kay revers honay pay profit bhi ziada hasil ho sakay lakin balance ki kamai ki wajah say bohat jald un ka account ziada loss ki wajah say khali ho jata hay lehaza yeh strategy kam balance rakhnay walay traders kay liay khatar nak hay is liay in traders ko isay use nahi karna chahiay. Short term trading strategy main stop loss ko bohat qareeb set kia jata hay jis say kam balance rakhnay walay traders bhi asani say trade kar saktay hain aor un ka account ziada loss na honay ki wajah say wash honay say bach jata hay aor woh kam loss ko bhi jal recover kar latay hain aor easily daily 5 say 10 dolar kama latay hain lehaza long term trading say short term trading ziada behtar hay.
• #4 Collapse

Re: Long term trading is best for us or not.

Forex trading bhi aik art ha, jo trading ko ashi tarah se samajh gia wohi is ma successful trader ban jata ha, ab trading 2 type ki hoti ha, long term trading aur short term trading. In 2no type ma ham time frame k hisab se trading kartay hain, meray khayal se to long term trading jis ma ham ziadah time frame jaisay H4, D1, Weekly, aur monthly chart pe long term trading kartay hain ziadah best ha, aur is ki chand important reasons hain jaisay
a. long term ma indicators ko ham ashi trah se use kar saktay hain, best result provide kartay hain
b. long term trading ma ham ziadah profit earn kar saktay hain
c. is type ki trading ma often market k trend ziadah clear hotay hain
d. market ko ziadah watch ni karna padta
e. profit aur loss ki itni ziadah tension ni hoti ha
f. long term trading ma ham market k trend ko follow kar k ashi trading kar saktay hain
is lye long term trading hi best ha jis ma ham relax ho kar trading kar saktay hain aur profit earn kar saktay hain
• #5 Collapse

Re: Long term trading is best for us or not.

Professional aur expert trader me ye quality hoti hay key wo long term trading karny me be expert hoty hey aur short term ki trading be maharat rakty hey, market kesi time long term trading key ley suitable samji jati hay aur koch market sessions esy be hey (London market session, New York market session) ye specially short term trading key ley hi suit karti hey esy me agar long term trading ka experience ho to esy market session me short term ki trading se traders kabi be acha profit hasil nahi kar sakty hey, mera opinion ye hay key demo account me esi cheezi ki practice karni chaye key long term trading ka be experience hasil kia jaye aur short term trading ka be expernice ho jaye.
• #6 Collapse

Re: Long term trading is best for us or not.

Forex mein hum dou qisam ki trading ker saktay hain aik long term trading aur doosri short term trading aur iss kay lye bhi apna apna experiance zaroori hai
Forex mein jin logoun kay pas zayada experiance hota hai woh log forex mein her tarah ki trading ker saktay hain aur long term trading kerna unn kay lye koi mushkil kaam nahin hai aur woh log zayada tar long term trading hi kertay hain chahyea unn kay pas balance kam bhi ho kyun kay unn kay market kay analysis achay hota hain iss lye woh forex mein long term trading sae bara profit hasil ker saktay hain waisay tou long term trading kernay kay lye account balance bhi zayada hona chahyea
Jin logoun kay pas forex ka kam experiance ho aur unn kay pas account balance bhi kam ho tou woh log forex mein short term trading ko tarjeeh dain kyun kay unn ko short term trading sae hi acha profit hasil ho sakta hai aur humaray lye bhi short term trading hi achi rahay gi thora thora ker kay hasil kerain woh theek hai
• #7 Collapse

Re: Long term trading is best for us or not.

long term trading hamare liye tab hi best hai jab Ham ismein bahut jyada Ban sakte ho matlab ek hamara bahut bada ho aur hamen aarakshan nahin Karne wale bhi Ho Jani hamen forex trading mein money management karni aati ho tabhi Ham long term trade kar sakte hain uske ilava hamen long term trade nahin karni chahie
• #8 Collapse

Re: Long term trading is best for us or not.

Dear long term trading aur short term trading karna traders key style ya us ki techniques par hi depend karta hay, sath me market condition ko be hamy nazar andaz nahi karna chaye, agar market short term trading key ley suit karti ho to es condition me hamy long term trading ka koi faida nahi hota es condition me short term ki trading par hi depend karna ho ga, esi tarha some time market bahot zeyda low ya high level par chali jati hay ye long term trading key ley market ki best condition samji jati hay es condition me hamy short term trading nahi karni chaye.
• #9 Collapse

Re: Long term trading is best for us or not.

dear forex amrkeet main kisi kisam ki bhi kisi mistakes k liye koi gunjaish ka chorna apnay liye sab say big risk ko involve krna hota hay ,trading krnay k liye hm kisi bhi setup ko wrong nai keh saktay hain wo is liye k yahan markeet main kaam krnay ka har kisi ka apna apna andaaz aur knowledge hota hay kisi ko markeet say thora bahut hasil krnay k baad isay chornay main ziada acha aur better lgta hay koi is main aik order ko bahut long tak wait krnay main ziada dilchaspy rakhta hay is liye ham is baat ko ziada aehmiat nai day saktay hain k ham ko konsay setup ko behtr bana kr paish krna chaye ya nai q k agar ham aik trader ko yeh kehtay hain k long term trading best hay laikin wo markeet main ziada say ziada wait nai kr sakta hay to aisay main phir ham he ghalt huvay is liye long aur short dono theek hain bus hamaray pass achay knowledge ka hona in ki nisbat ziada important hay.
• #10 Collapse

Re: Long term trading is best for us or not.

aslamualikum....aapka profit and loss calculate karti hai aur aapko solution bhi Jati Hai problem ka aur Agar aapko problem ka solution Pata Lag Jaaye to aap perforated sheet ko bahut hi jyada acche tarike se samajh bhi sakte hain isliye calculatorhum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain agar hum kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy kuch be hasial nahi ho ga agar hum forex mai new hain to hamy long term trading nahi karne chhaey pher sheet bahut hi jyada use Kiya Karen Taki aapka property allows ka delete ho sake thanks dosto...............
• #11 Collapse

Re: Long term trading is best for us or not.

Assalamu Alaikum dear members aaj ke Daur Mein khaskar Pakistan mein jyadatar traders ke pass account and trading account mein jyada balance nahin Hota Jiski vajah se agar vo long term trading strategies use Karen to Unka account was ho jata hai Kyunki long term trading strategy Mein stop loss to Kafi Dur Kisi. Per set karna hota hai ki market ke pass hone per profit Bhi Jyada Hasil ho sake lekin balance ki Kami ki vajah se bahut jald Unka count Dalo uski vajah se Khali ho jata hai lihaja strategy come balance rakhne wale traders ke liye Khatarnak hai isliye introduce ko use nahin karna chahie short term trading strategy Mein stop loss ko bahut Kareeb set Kiya Jata Hai jisse kam balance rakhne wali Tradus concentrate kar sakte hain aur Unka kaun sa Dalo na hone ki vajah se hua hone se bacha deta hai aur vah kam Lo usko bhi jaldi recover kar lete hain aur easy daily 5 se 10 dollar Kamal lete hain Nazar long term trading se short term trading Jyada banta hai Bahar Jinke Paas Jyada account mein main paise Hain unke liye long term trading Bhi Ek Behtar aur earning ka tej jariya hai
• #12 Collapse

Re: Long term trading is best for us or not.

Benefit of long term trading
Pyare doston long term trading se Murad ji hai hi ki Jo Bhi trade place ki Jaaye use trade ko Kuch hafton, khus month, ya years ke liye place ki Jaati Hai. Long term trading mostly senior traders Lagate Hain yah vah log Jinke pass large capital ho Kyunki Jab aap aap long term trade place Karen to usmein lot size Bada Hota Hai aur aap ka capital Jyada istemal Hota Hai Taki after months or year aap enough earning Hasil kar Saken Kyunki basically traders ka maqsad same Hota Hai ke kam Waqt mein Main Jyada Se Jyada ring Li Jaaye. Long term trading businessman yah trader utilite Karte Hain kam capital ke liye short term trading recommended hoti hai.
• InstaForex
• #13 Collapse

Re: Long term trading is best for us or not.

Dear agar hum mai sabar hai aor hum ais market mai long time k liay kaam karna chaty hai to hum ko ais market mai long term trading hi karni chaye kun k ais market mai agar dekha jaye to hum ko ais market mai faida tab hi hota hai jab hum ais market mai trend k sath kaam karty hai agar hum ais market mai trend k sath kaam ni karty to hum ais market mai loss karty hai aor jitny bhi long term traders hai wo ais market mai trend k sath trades laga k choar dety hai aor ais mai profit ko safe karty hai ais market mai agar ap ne bhi kamyab hona hai to ap ko ais mai short term ko choar k kaam karna chaye aor ais market mai ap ko long term par trade karni chaye tab hi ap ais market mai kamyab ho sakty hain.

اب آن لائن

Working...
X