Jaiza: Esy mistakes jes ka avoid karna zarori hay

No announcement yet.

X
• وقت
• دکھائیں
Clear All
new posts
• #1 Collapse

Jaiza: Esy mistakes jes ka avoid karna zarori hay
Beginner traders key ley esy successful hony key ley mistakes ko avoid kar dena bahot zarori hota hay ye mistakes kia kia hay es ka jaiza lena bahot zarori hay,

1. luck par depend karny ki ghalti karny se behtar hay key experience par depend kar leya jaye,

2. Beginner traders ko kabi be ghir zarori aur bahot zeyada expectations ki khowahish learning stage me nahi karni chaye,

3. Loss key dar ko khatam karny ki koshish aur jazba har beginner trader ko karna zarori hay,

4. Beginner traders ko learning stage me hi apny expernice aur knowledge key mutabeq trading rules bana leny chaye.
• InstaForex
• #2 Collapse

Re: Jaiza: Esy mistakes jes ka avoid karna zarori hay

forex aik international business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai kam kar ky bonus earn kar sakty hain hum is mai kam karty howe agar mistakes kar dety hain to hamy loss ho jy ga hamy mistakes ko avoid karna ho ga pher he hum loss ko katem kar saky gy forex aik wasee busiens hain hum is mai agar kamyab hona chateya hain to hamy learning ko best banana ho ga hamy analysis ko ko use kar ky market mai amount invest karne ho ge pher he hum market mai run kar saky gy or hum pasia kama saky gy or hum apne zarorto ko pura kar saky gy hamy is mai apne har aik mistake ko zaror avoid karna ho ga forex aik unique business hain
• #3 Collapse

Re: Jaiza: Esy mistakes jes ka avoid karna zarori hay

اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
Jaiza: Esy mistakes jes ka avoid karna zarori hay
Beginner traders key ley esy successful hony key ley mistakes ko avoid kar dena bahot zarori hota hay ye mistakes kia kia hay es ka jaiza lena bahot zarori hay,

1. luck par depend karny ki ghalti karny se behtar hay key experience par depend kar leya jaye,

2. Beginner traders ko kabi be ghir zarori aur bahot zeyada expectations ki khowahish learning stage me nahi karni chaye,

3. Loss key dar ko khatam karny ki koshish aur jazba har beginner trader ko karna zarori hay,

4. Beginner traders ko learning stage me hi apny expernice aur knowledge key mutabeq trading rules bana leny chaye.
Ji han ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading main nakami ka sabab hamari apni mistakes hi banti hain jo ham trading kay doran trading main kartay hain traders say kuch aisi bhi mistakes hoti hain jin ki wajah say bohat ziada loss ho jata hay aor traders ka account bhi wash ho jata hay in mistakes say traders ko avid karna bohat zarori hay in main say chand aik mistakes darj zail hain.
1: Life ki first trade main lot size ka ziada st karna
Jab beginners Forex ki learning mukamal kar latay hain to this time woh as a new traders trading start kartay hain lakin experience ziada na honay ki wajah say woh yeh mistake kartay hain k trade main big lot size set kar datay hain jis say trade ko sanmbhalana un kay liay mushkil ho jata hay aor woh trading main nakam ho jatay hain lehaza new traders ko is mistake say avid karna chahiay.
2: Greed, fair and emotions
Beginner ko jab first trade main kisi taran kamyabi ho jati hay to dobara un main ziada profit ka lalach paida ho jata hay jo k bohat hi khatar nak hay is say trader koi bari mistake kar jata hay aor phir loss us ka muqadar ban jata hay lehaza is say bhi avid karna chahiay slowly slowly trading kar kay thora thora profit earn karna chahiay dosra trading kay doran loss honay ka dar bhi trader kay liay nakami ka sabab banta hay lehaza relax ho kar soch samajh kar trading karni chahiay aor tesra yeh k agar trader ko first time loss ya profit ho jay to us main emotions create ho jatay hain jin ko aksar traders control nahi kar patay aor koi bara decision lay latay hain jo k trading kay liay bohat khatar nak sabit ho sakta hay is liay in pay control karna trader kay liay bohat zarori hay.
3: Take profit and stop loss ko set na karna
Beginner main aksar experience ki kami hoti hay jis ki wajah say market ki movement kay hisab say trading karna un kay liay bohat mushkil hota hay lakin is kay bawajod woh trading kay doran in tools ko use nahi kartay jis say un ko bohat ziada loss honay ki wajah say un ka account wash ho jata hay lehaza un ko chahiay k apnay profit ko save karnay kay liay aor loss ko control karnay kay liay in tools ko zaror set karna chahiay.
• #4 Collapse

Re: Jaiza: Esy mistakes jes ka avoid karna zarori hay

g han bhai jan ap ny bilkul sahi points ko discus kiya hai hmary sath jub k or bhi boht se points ayse hain jin se ap ko loss ho jata hai tu hmain sub se pahly apni trdaing ki ability ko gain krna chahye os k bad hmain chahye k hum apni trdaing main galiton ko avoide karna sikhna hoga q k bohts e tradors apni trdaing main

1: jald bazi main trade lga dety hain jis se hmain loss ho jta hai or hum es soch k sath tading karty hain k jaldi order lgany se hmain acha profit mil jay ga jub k aysa kbhi bhi nahi hota hai

2: boht se tradors apni trdaing main trade lgaty lot size ko manage nahi kar paty hain jis se un ko loss hony par loss bhi bara ho jata hai or account wash ho jta hai

3: es k ilwa sub se bari jo galti trador karty hain wo over confidence main a jaty hain kuj he arsa trading karny se jub k aysa nahi hota hai kbhi bhi apni trading k mamly main over confidence na hun q k yahi apko mar deti hai.

yah wo points hain jo tradors janty howe bhi kar jaty hain jjo k aik sahi empact nahi dalty hain tu hmain aysa nahi karna chaye q k jub hum khud he apni galitun ko sodharty nahi hain tu hum kbhi bhi kamyab nahi ho skty hain
• #5 Collapse

Re: Jaiza: Esy mistakes jes ka avoid karna zarori hay

har aik mistake ka avoid karna zarore hain foex aik acha business hain aik cote mistake ke waja sy hamy loss ho jata hain forex kabe be katem na hony wala busienss hain is mai students or house wife's or job less mans or poor mans be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hum agar kam karty howe analysis ko use kar ly gy to hum market mai run kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai mahnet or lagan sy kam kary gy to he hum kamyab ho jy gy
• #6 Collapse

Re: Jaiza: Esy mistakes jes ka avoid karna zarori hay

forex trading market ma apko indicators and oscillator moving averages skills ky sath use krni chye
trading ma mistakes ko avoid krny ky leay apko demo account ma practice krni chye aor tb tk practice krni chye jub tk ap expert nhi bnty
forex trading market ma management bahot importance rakhti hai jo members trade management nhi krty unko forex trading ma maximum loss ya account wash hiny ka khadsha rehta hai forex trading market ma money management account management trade management aor capital management strategy ky sath modify krty huy apko trading analysis ky according treat krna chye
market ma trading ky leay apko demo account aor resistance and support py kam krna chye apko candlesticks chart py kam krna chye yeh sari chezen apky leay ahm hain
• #7 Collapse

Re: Jaiza: Esy mistakes jes ka avoid karna zarori hay

Ghalt fehmiyan aor mistakes ko smjhna aor in ma farq ka.maloom hona zaroori hai Forex trading mai positive thinking emotional control avoid greed planning and strategy skills use krni hoti hain
Ab members forex trading market ko jub join krty haun to unko kch is market sy umeed end wabsta ho jati hain aor wo yeh smjhty haun ky yahan py hum rat ky rat ameer ho jain gay halanky haqeeqat ma aisa mumkin nhi hai market ma liquidity bahot zeyada hoti hai luck ka koi krdar nhi hai ap ky sabar ka imtehan hota hai trend py trade lga ky sabar krna zarori hai
Agr ap sochty hain ky mujy instant profit mily to aisa aik bar ya do bar mumkin hai aisa har bar mumkin nhi ho skta hai apko mehnat krni prti hai analysis krna prta hai news updates leni prti hai mind blowing efforts krny ky bad apko market ma out comes ati hain.
• #8 Collapse

Re: Jaiza: Esy mistakes jes ka avoid karna zarori hay

G han esy bahot se mistakes hey jes ko avoid aur ignore karna profitable trading key ley important hoty hey, ham mistakes ya to knowledge key kami ki waja se karty hey aur ya greed ki waja se ham se trading me mistakes ho jati hey agar ham esy mistakes ko control kar len aur trading me es ko avoid karna start kar den to mery khayal me ham perfect aur profitable trading karny me kamyab ho sakty hey,

1. Complete knowledge ka hasil karna hamary plan me hona chaye aur hamara ye aim be hona chaye es key baghir ham good traders banny me fail ho sakty hey,
2. Greed aur loss ka dar apny mind se khatam kar lena chaye aur es key ley sab se best option hamary ley demo account hay.
• #9 Collapse

Re: Jaiza: Esy mistakes jes ka avoid karna zarori hay

Assalamu alaikum dear Forex trading member Pakistan Forex forum mein members ki tadad day-by-day increase hoti ja rahi hai Forex trading mein encyclopaedia section mein aapko step by step according to rules and regulations workout karna chahie rules ko follow karna chahie Forex trading mein mistakes avoid karni chahie profit increase and loss decrease karna chahie real Forex trading members Pakistan Forex forum mein perfect expert professional traders apna experience share karte hain Forex encyclopaedia hamara behtarin jawab action mein hamen trading ke liye apni efforts ko jari rakhna chahie sake all members early benefit gaine kar sakrn
Forex trading market indicators oscillator moving average ine ko use karna bahut important hai Forex trading mein support and resistance trend trading important create karti hai candlestick chart pattern mein aapko different type ki candle ko use karte hue kam karna chahie yah aapke liye bahut important award create kar sakta hai
Acha kaam achy daam
• #10 Collapse

Re: Jaiza: Esy mistakes jes ka avoid karna zarori hay

اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
Beginner traders key ley esy successful hony key ley mistakes ko avoid kar dena bahot zarori hota hay ye mistakes kia kia hay es ka jaiza lena bahot zarori hay,

1. luck par depend karny ki ghalti karny se behtar hay key experience par depend kar leya jaye,

2. Beginner traders ko kabi be ghir zarori aur bahot zeyada expectations ki khowahish learning stage me nahi karni chaye,

3. Loss key dar ko khatam karny ki koshish aur jazba har beginner trader ko karna zarori hay,

4. Beginner traders ko learning stage me hi apny expernice aur knowledge key mutabeq trading rules bana leny chaye.
Assalamu Alaikum business traders ke liye Aise successful hone ke liye mistake ko avoid kar dena bahut Jaruri Hota Hai yah mistakes kya hai Inka Jaisa Lena bahut jaruri hai number 1 lakh per depend Karne Ki Galti karne se behtar hai ki experience per depend kar liya Jaaye number 2 do business traders ko kabhi bhi Agar Jaruri aur bahut jyada expectation Ki Khwahish learning stage Mein Nahin Karni chahie number 3 loss ke Dar Ko khatm karne ki koshish aur jajba Har beginner traders ko karna zaroori hai number 4 beginner traders ko learning stage Mein hi hi Apne experience aur knowledge ke mutabik trading rules banaa Lene chahie Shukriya
• #11 Collapse

Re: Jaiza: Esy mistakes jes ka avoid karna zarori hay

aslamualikum..... aapne bilkul sahi Kaha Main Chahe Kya Main isme acche se kaam Karen aur trading co bhi acche se Dhyan de tu hamesha main kamyabi Hasil kar Sakenge aur hamein chahiye kya Hum is Main Jab Bhi trade karen to hamesha main market ko analysekam karty howe agar mistakes kar dety hain to hamy loss ho jy ga hamy mistakes ko avoid karna ho ga pher he hum loss ko katem kar saky gy forex aik wasee busiens hain hum is mai agar kamyab hona chateya hain to hamy learning ko best banana ho ga hamy analysis ko ko use kar ky market mai amount invest karne ho ge karna chahie aur Dam overflow practice karna chahiye to Ms Mein kamyabi Hasil karne mein Kamyab Honge abhi kaam karte rehna chahiye hai thanks ,,,,,,,,
• #12 Collapse

Re: Jaiza: Esy mistakes jes ka avoid karna zarori hay

Forex trading aik best online business ha jis ma agar ham mehnat karain to boaht ashi earning kar saktay hain lakin agar ham mistakes karain gay to hamain is business ma loss bhi hota ha, is lye hamain chaye k ham trading kartay waqt boaht hi care karain aur kam se kam loss karain balke profit hi earn karain, lakin aisi kuch mistakes hain jin se bachna boaht hi zaruri ha, jin se avoid karna bohat hi zaruri ha jaisay
1. Market ko analyse kye bagair hi trading ma entry lenay se hamain loss hota ha is se avoid karna chaye, market ko ashi tarah se analyse karain, technical aur fundamental bases pe tab market ma koi position lain
2. Trend k against trading karna: is se bhi hamain sakhti se avoid karna chaye
3. big lot size ki trading karna
4. profit ma greed karna
5. stop loss aur take profit ko use na karna
6. money management ma mutabiq trading na karna
7. Demo pe ashi tarha practice na karna aur phr real account pe trading start karna
8. over trading karna bhi aik bohat badi mistake ha jis se hamain avoid karna chaye
9. jab loss ho jaye to loss ko recover karnay k lye trading kartay rehna
10. over confidence aur market ko under estimate karna bhi bohat badi mistake ha
• #13 Collapse

Re: Jaiza: Esy mistakes jes ka avoid karna zarori hay

Dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum agar ais market mai kaam karty hai to hum ko ais mai ye wali ghaltian ni karni chaye agar hum ais market mai hum koi bhi ghalti kary gay to hum ko ais mai loss ho ga agar hum ais market mai dekhy to hum ko ais market mai ghaltion se avoid karna chaye agar hum ais market mai aik hi ghalti kary gay to hum ko ais mai bar bar loss ho ga agar hum ais market mai dekhy to hum ko ais mai ye dekhna hai k hum ais mai kon si aisi ghalti kar rahy hai jis ki waja se hum ko loss ho raha hai agar hum ne ais market mai dekha ho to hum ko ais market mai plan k hisab se kaam karna chaye k hum agar ais market mai stop loss k baghair kaam kary gay to hum ais market mai loss hi kary gay.
• #14 Collapse

Re: Jaiza: Esy mistakes jes ka avoid karna zarori hay

forex ek bahut bada business hai jisko hum shuru karke ek achcha aur successful trader Ban sakte hain aur 1 businessman Ban sakte hain isliye hamen ismein kisi bhi mistake so ignore nahin karna chahie na ki ismein koi mistake karni chahie agar aap se mistake Ho jaati hai to ise likhna chahie ismein jyada se jyada experience hasil karna chahie jitna jyada aapke pass experience hoga utna hi aapas mein profit gain kar sakte hain aur ismein mehnat karni chahie aur kisi bhi mistake nahin karna chahie sikhana chahie aur jyada se jyada koi bhi aapko sakta hai isliyeismein hamen mistake nahin karni chahie agar humse Koi mistake Ho jaati hai to agali trade mein use mistake ko ignore nahin karna chahie balki usse sikhana chahie aur ki awaz nikalna chahie Taki Ham ek acche trader Ban sake
• InstaForex
• #15 Collapse

Re: Jaiza: Esy mistakes jes ka avoid karna zarori hay

Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex m traders asi bot c mistakes krty han jin sy unan loss ho jata hy hamy asi mistakes ko avoid krna or unan janna bot zrori hota hy ham m sy aksar traders luck py depend krty han k qismat hoe to profit hasil karan gy jb k unan asa ni krna chaiy luck k bjaiy unan zyada sy zyada mehnat krni chaiy forex aik asa business hy jo hamy hmari mehnat k mutabiq profit frahm krta hy ham jb trading start krty han to hmari bari galti ye hoti hy k ham sochty han k ham bot zyada kma kr jaldi ameer ban jain jb k ye hmara learning time hota hy hamy learning py zyada dhyan dyna chaiy hamy phly hi experience hasil krty wakt rules bna lyny chaiy or planning krni chaiy k ham ny kya krna hy jis sy hum profit hasil Kar saken or loss ko km kr skan

اب آن لائن

Working...
X