Jaiza: Patience aur consistency key sath trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Patience aur consistency key sath trading
    Patience aur consistency key sath trading

    Traders me agar patience aur consistency ka jazba ho ga aur wo continues esi jazby key sath Forex business me trading work karen gey to esy traders ka successful hona yakeeni ho jata hay, Forex market me long time tak esy hi traders survive karny me kamyab ho sakty hey jo consistency aur patience key sath trading karna zarori samjty hey, long time tak trading knowledge aur experience traders es condition me hi hasil kar sakty hey jab traders patience aur consistency ka jazba ho ga, esy traders bahot kam time me aur baghir kesi hardworking key be kamyab ho sakty hey, trading me aur knowledge hasil karny me patience aur consistency key sath work karna bahot important hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Patience aur consistency key sath trading

    Dear forex trading members Assalamualaikum
    Dekhen members sabar ka phal metha hota hai aor besabri ya jald bazi she tan ka kam hai lehaza apko forex trading ma patience ka mozahera to krna ho ga
    Sabar kesy kia ja skta hai trade lga ky
    Agr ap market ma perfection aor professional trading approach rakhen gay to aoko sabar ajay ga aor ap confidence ky sath emotional control bhi kr len gay
    Market ma analysis risk management qor money management sy he apko sabar aa skta hai
    Trading consistency hasil krny ka tareeka
    Members forex trading market ma consistency bahot zarori hai risk reward ratio apki 30 70 honi chye 30 percent loss aor 70 percent profit hona chye tb apko live account ma trading continue krni chye warna qpko demo account practice start kr deni chye aor expert trader bn ky bonus account ma kam start krna chye
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Patience aur consistency key sath trading

      Aap nay bohat achi baat bohat tafsil say discuss ki hai. forex trading business mai patience or consistency kisi bhi trader kay liye bohat zaroori hai. Forex trading ka knowledge ho ya forex ki learning ho,demo trading practice ho ya real trading account mai trading ho sub kay liye jab tak patience or consistency nahi hogi kuch bhi haasil nahi ho sakta hai. Jitna ziada sabar or bardaash hogi or jitni ziada musalsal mehnat ki jaey gi utna he ziada kaamyabi kay imkanaat barh jatey hain. Forex mai her trader kamyab honay kay liye he ata hai iss liye sabar or musalsal mehnat pay zor dena faida dey ga. forex news or signals,trading charts kay analysis or indicators kay istamaal trading mai consistency lanay mai help kertay hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Patience aur consistency key sath trading

        Regular profitable trading karny key ley traders key ley patience aur consistency key sath trading karna bahot zarori samja jata hay, professional aur expert traders patience be apni trading me karty hey aur consistency key sath trading work karna be zarori samjty hey, esy traders jes ko 1 ya 2 dafa loss ho jaye aur wo Forex business se alag ho jaye to es ko consistency key sath trading ka name nahi dia ja sakta hay, bar bar be agar loss hota rahy aur traders ki koshish learning karny ki aur trading me profit earn karny ki koshish ho to esy traders me consistency ka jazba zeyda hony ki waja se esy traders kamyab be jald ho jaty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Patience aur consistency key sath trading

          Jis bandy k pass patience ni hai wo ais market mai jald bazi karta hai aor apna loss kar leta hai agar ap ne ais market mai acha kaam karna hai to ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna chaye agar ap ko ais market mai koi achi trade ni mil rahe to ap ais mai kaam na kary agar ap ais market mai sabar kar jaye gay to ap ais market mai asani se kamyab ho sakty hai magar jis bandy mai sabar ni hai wo ais mai ghaltian hi kary ga jis ki waja se wo ais market mai loss karta rahy ga agar ap ais market mai ghalti se bach jaty hai ya ap k pass ais market mai kaam karny ka experince hai to ap ais market mai aram se kaam kar sakty hai aor ais mai se paisa kama sakty hai ais market mai ap ko planing k sath chalna parta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Patience aur consistency key sath trading

            aslamualikum.... dosto indicator sheet bahut hi jyada important hoti hai agar iska aapko use karna Nahin Aata to aapko ise sikhana chahie Kyunki Ek bahut jyada chahie opportunity hai joki aapka property loss calculate Karke Aap Ko batati Hai Jiski vajah Forex market me long time tak esy hi traders survive karny me kamyab ho sakty hey jo consistency aur patience key sath trading karna zarori samjty hey, long time tak trading knowledge aur experience traders es condition me hi hasil kar sakty hey jab traders patience aur consistency ka jazba ho ga aapko bahut hi jyada madad milati hai aur aapki help Ho Jaati Hai Agar aapko iska use Nahin Aata to aapko Kisi senior member se iska Jarur pata karna chahie Kyunki Ek bahut jyada acchi chij hoti hai jisse aap ko problem ka solution bhi nikal aata hai aur Jyada profit we gain ho jata hai thankss ......
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Patience aur consistency key sath trading

              Pyare doston aap jitne bhi talim yafta Hain your experience Magar aapko confidence tab aaega Jab aap practice Karenge. Aur Agar practice constituency Se Ki Jaaye to aapke confidence mein Mazeed izafa hoga. Ek famous quote hai ' practice make a man perfect' aur Vakya Yah Hi Haqeeqat hai. Trading ki practice demo account ki Jaati Hai Joker Tamam brokers provide Karte Hain, demo account ki practice mein Main Aur real account ki practice mein Fark sirf emotions Ka Hota Hai Kyunki vahan per per Jab last Hota Hai hi to aapko taklif Nahin Hoti Magar Jab ab real account mein Aate Hain aur aapka last Hota Hai hi to Aapke Dil Ko Dukh Hota Hai Kyunki vah aapki mehnat ki kamai thi. Isliye dhoran practice yah bhi Khyal rakhen loss hone se bache aur Aise strategy apnain ke bad mein aapko Paida Ho.

              اب آن لائن

              Working...
              X