jaiza : mahnet karny sy hum namumkin kam ko mumkin bana sakty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : mahnet karny sy hum namumkin kam ko mumkin bana sakty hain
    agar hum mahnet kary gy to hum life ka har aik muskil kam asna bana sakty hain hamy mahnet karne ho ge pher he hum paisa kama saky gy forex aik online or kabe be katem na hony wala business hain mahnet forex mai kamyabe ka sub sy bara razz hain hamy mahnet karne ho ge pher kamyabe hamary hath mai hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex business ko samjna aik din ka kam nahi hain is mai hum apny boss kud ap he hoty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : mahnet karny sy hum namumkin kam ko mumkin bana sakty hain

    Forex business me kamyab hony key ley zarori hay key traders me mehnat karny ka jazba bahot zeyda ho, knowledge aur experience gain karna bahot mehnat karny key kabi possible nahi hota, traders key ley sab se zeyda zarori ye hay key wo learning stage me us se jetni be zeyda ho saky hardworking kia karen ta key market understand karna us key ley asaan ho saky, agar es stage me zeyda mehnat karny par focus kia jaye to traders key ley next steps bahot hi asaan ho jaty hey, hardworking key baghir ye possible hi nahi key traders ko knowledge hasil karny me asani ho ya market ko analysis karny me asani ho jaye ye sab mehnat karny se hi asaan ho sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : mahnet karny sy hum namumkin kam ko mumkin bana sakty hain

      G ha dear ye to hai k ais dunia mai koi kaam namumkin ni hai kun k ap ne dekha ho ga k ais market mai bahot sary log hai jinho ne ais mai loss kia hai aor kaam choar dia hai magar aun mai se kuch logo ne ais mai kaam sekha aor aus k baad ais market mai kaam kia to wo ab ais market mai acha profit bana rahy hai agar ap ne ais market mai profit banana hai to ap ko bhi ais market mai himat rakhni ho gi aor ta k ap ais market mai jis loss se dar rahy hai aus ka dar ap k mind se nikal jaye aor ap ais market mai achy se kaam kar ley magar ais k liay ap ko khud kaam sekhna pary ga aor aus par practice karni ho gi aus k baad hi ap ais market mai kamyab ho sakty hai aor paisa bana sakty hai ais market mai se paisa banana muskil hai namumkin ni hai.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : mahnet karny sy hum namumkin kam ko mumkin bana sakty hain

        Her kaamyab insaan kay peechay bohat ziada mehnat shamil hoti hai.Kisi bhi maqsad or manzil ko haasil kernay kay liye mehnat bohat zaroori hai. Mehnat say her namumkin komumkin banaya jaa sakta hai or iss mai koi shak bhi nahi hai. forex trading business ho ya pak forex forum pay posts kernay ka kaam ho jo traders or members ziada mehnat kertay hain wohi traders or members ziada kamyaab hotay hain. forex trading mai mehnat ka matlab hai kay forex kay barey mai news daikhtay rehna, signals or analysis ko parhna or monitor kerna or apni trading ko achay tareekay say kerna hai. traders profit kay liye kaam kerta hai or jitni ziada mehnat karen gay utna ziada profit hoga. iss tarah traders mehnat say na mumkin ko mumkin bana lengay
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : mahnet karny sy hum namumkin kam ko mumkin bana sakty hain

          G haan dost mehnat kerne se her mushkil kaam aasan ho jata he mehnat karne wale log kabhi bhi mayoos nahi hote or hamesha sabar se kaam lete he hamen bhi forex trading me mehnat ker k learning or experience ko haasil kerna chahiye agar hamare pass learning or experience axha hoga to hum achi trading ker sakte he or acha profit bhi earn ker sakte he, kissi bhi kaam me agar kamayb hona chahte he to us kaam ki learning lazmi honi chahiye.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : mahnet karny sy hum namumkin kam ko mumkin bana sakty hain

            G han bilkul Forex business me agar mehnat (hardworking) zeyda ki jaye to ye mehnat kesi be memeber ki zaya nahi jati hay aur kesi na kesi stage me aur kesi na kesi condition (trading me ya forum posting) me ye hardworking ki zarorat ho sakti hay aur traders ko help be de sakti hay, 80 percent traders esy hey jo big capital key base par kamyab nahi hoty esy traders apni hardworking aur learning karny ki waja se hi kamyab ho jaty hey esi se andaza lagana chaye key hardworking ki ehmeyat trading me bahot hi zeyda hay es se ham inkar nahi kar sakty hey.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : mahnet karny sy hum namumkin kam ko mumkin bana sakty hain

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
              agar hum mahnet kary gy to hum life ka har aik muskil kam asna bana sakty hain hamy mahnet karne ho ge pher he hum paisa kama saky gy forex aik online or kabe be katem na hony wala business hain mahnet forex mai kamyabe ka sub sy bara razz hain hamy mahnet karne ho ge pher kamyabe hamary hath mai hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex business ko samjna aik din ka kam nahi hain is mai hum apny boss kud ap he hoty hain
              Assalamu Alaikum mehnat karne se hi Insan Kamyab Hota Hai aur mehnat Se Hi Ham Namumkin ko Mumkin banaa sakte hain Agar Ham mehnat Nahin Karenge Ham Jindagi Mein Kuchh Bhi Hasil nahin kar Sakenge Jindagi Mein Koi Bhi chij Hasil karne ke liye mehnat Jaroori hai Har chij Jiski Jindagi Mein jarurat padati hai mehnat ke bagair Mumkin Nahin hard work karne se sakht mehnat karne se Ham Business mein bhi Kamyab Hote Hain aur Forex forum per To Hamen hardwork ki jarurat hai uski vajah yah hai ki jab tak hamare pass learning aur knowledge properly Nahin hoga Ham is form se earning nahin kar sakte aap Agar mehnat Karte Ho Jo Kam Nahin Aata vah bhi aapko a jata hai Jis Kadar aap ki mehnat Hoti Hai Usi Kadar aapko earning hoti hai yah Kahana galat Na Hoga mehnat ke bagair Kuchh Bhi Hasil karna Mumkin Nahin Manati hai Johar Namumkin kaam ko Mumkin banaa Deti Hai Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : mahnet karny sy hum namumkin kam ko mumkin bana sakty hain

                aslamulikum... dostoo hamain her bar her jaga jab b trade karna hota h tu ham ko practice karna hota h aur ham ko as mien khoob kamaee karna hota h aur jab ham as mien kamaee karte hien tu ham khush ho jate hien as lyee hamain as mienmehnat karny key kabi possible nahi hota, traders key ley sab se zeyda zarori ye hay key wo learning stage me us se jetni be zeyda ho saky hardworking kia karen ta key market understand karna us key ley asaan ho saky, agar es stage me zeyda mehnat karny par focus kia jaye to traders key ley next steps bahot hi asaan ho jaty hey khud k lyee kuch karna hota h aur ham ko khushgawar mustaqbil hasil karna hota h aur ham ko as mien behter ban kar kaam karna hota h as lyee jab b kaam karna hota h tu acha kaam karna hota h. thanksss dosto,,,,,,
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : mahnet karny sy hum namumkin kam ko mumkin bana sakty hain

                  Ji han ap ki bat bil kul thek hay Forex trading main kamyabi tabi hoti hay jab trader hardworking karay ga maray khial main to Forex main hardworking ka yeh matalab nahi hay k ham din rat trading kartay rahan aor baghiar rules and regulation kay trading karan aor bar bar loss ko apna muqadar bana lain aisi mehnat ka koi faida nahi hay Forex kay liay mehnat aor kamyabi isi soorat main behtar ho gi jab ham Forex start karnay say pehlay achi taran Forex ka basic and technical knowledge hasil karan gay aor hamaray andar Forex kay knowledge ki koi kami na reh gai ho Forex kay best knowledge kay sath sath trader ko Forex ki best learning bhi karni chahiay learning kay liay behtar to yahi hay k kisi expert traders say live trading sekhi jay is taran jab trader muakamal tor par Forex ko sekh lay aor us kay pas Forex ka bohat ziada knowledge and experience aa jay to us waat jab woh trading karay ga aor bohat ziada mehnat karay ga to bohat ziada kamyabi hasil kar sakay ga aor usay trading main bohat ziada profit bhi hasil ho ga aor woh namumkin ko bhi mumkin bana sakay ga lehaza mehnat kay sath sath knowledge and experience bhi zarori hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : mahnet karny sy hum namumkin kam ko mumkin bana sakty hain

                    ASsalam O Alaikum gee bikul sahi kaha hai apnay Agar koi kaam jisko impossible samjhna jata hai agar insan asko bhe hard working kar kay karn to inshallah wo bhe possible ho jata hai . ye forex Trading bhe log impossible samjhty hai agar insan mehnat karn aur dil laga kar asko samjhny ki try karn to aesa ho he nahi skta hai kay wo asko samjh nahi skta.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : mahnet karny sy hum namumkin kam ko mumkin bana sakty hain

                      Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex hi kya dunya ka koi bi kam ho koi bi business ho chota ho ya bara ho us m hamy mehnat ki zarort hoti hy mehnat k bagar ham kbi b agy ni bahrh skty forex b aik behad profitable or international business hy is m b ham mehnat k bagar trading karan gy to humy loss he ho ga mehnat k bagar ham kbi b apny goals ko achieve ni kr skty forex aik asa real business hy jo kafi salon sy chlta a ra hy ye kbi b bnd na hony wala business hy ap is m befikr ho kr kam kr skty han ye ap ko dhoka kbi b ni dy ga ap agr mehnat karan gy to sirf profit hi hasil kr skan gy is liay koshish karan k zyada sy zyada mehnat karan or successful life guzaran
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : mahnet karny sy hum namumkin kam ko mumkin bana sakty hain

                        Yes you are right boss Forex main ap mehnat say hi kamyab hoty hain agr ap forex main mehnat aur lagan say work karty hain to ap k liye kuch bhi na mumkin nahi jo loog mehnat karty hain aur apna time waste nahi karty woh loog zaroor kamyab hoty hain ap apny work ka aik target bna lain aur daily apna target acheive karain demo account per practice karain kyon k practice ap ko perfect bnati hy
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : mahnet karny sy hum namumkin kam ko mumkin bana sakty hain

                          Forex trading business may hum jitna ziyda mehnat karty hain humain utna ziyda profit milta hai forex may kamyab hone Kay liye humain ziyda hardwork or struggle ki zarort hoti hai.. Mehnat ki waja say hum apna koi bhi impossible kam ko possible kar sakty hain forex trading business may trade lagne say phaly market ko analysis karna bohat zarori hai jo Kay bohat say traders ko samj nahi ata mager jo traders mehnat karty hain or forex ko learn larty hoe up and down movement ko samjty hoe trade lagty hain ase traders kamyab hoty hain jitna ziyda hum mehnat karty hian humain utna ziyda return milta hai forex may axhi earning Kay liye humain dil laga Kay kam karna chahye or apna ziyda sy ziyda focus forex ko samjne may lgna chahye ta Kay bad my easily acha profit earn kiya ja saky shukria..
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : mahnet karny sy hum namumkin kam ko mumkin bana sakty hain

                            Dear friend ap ny bilkal tek kaha ha main ap sy agree karta hon k forex trading main ya duniya ka koi bi kam ho us main jtni mehnat karny gy utny he kamyab hon gy is ley har kam main mehnat karny ta k hum jo bi kam start karny to us main kamyab hon forex trading main bi jtni mehnat karny gy utny he kamyab hon gy is ley humy maximum practice or learning karny jis sy humy knowledge or experience mily ga jo humy ziada sy ziada ache earning da sakta ha
                            Mehnat main azmat ha is ley duniya ka koi bi kam ho us main mehnat jtni ho ge ap utny kamyab hon gy is ley humy ziada sy ziada mehnat karny ta k ap ahsani sy kamyab hon
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : mahnet karny sy hum namumkin kam ko mumkin bana sakty hain

                              Ji han bilkul dear har kamyab insan ke piche bahut jyada mehnat shamil hoti hai kisi bhi maqsad aur manjil ko hasil karne ke liye mehnat bahut jaruri hai main se har mumkin kaam ko mumkin banaya ja sakta hai aur ismein koi shak nahin hai fresh trading business Ho ya Paar transform per post karne ka kam Jo trader aur member jyada mehnat karte hain vahi tractor aur member jyada kamyab hote Hain forex trading mein mehnat ka matlab hai ki forex ke bare mein news dekhte rahana iske bare mein pura knowledge harsal karna Jahan se bhi mile experience Lena iska mein aur acche tarike se kam karna aur apne mindset ko positive rakhna trading profit ke liye kam karta hai aur jitni jyada mehnat karenge utna hi jyada profit hoga is tarah trader mehnat se namumkin ko mumkin banaa sakta hai aur online business mein frocks sabse achcha hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X