jaiza : jab indicators ka istmal nahi karna to kamyab hony ka waham dil sy nikal dy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : jab indicators ka istmal nahi karna to kamyab hony ka waham dil sy nikal dy
    agar hum indicators ko use nahi kary gy to hamy kamyabe mily ge hamy experience ko best bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai agar kamyab hona chaety hain to hamy learning ko best bana kar indiocators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum paisa kama saky gy forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international or unique business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : jab indicators ka istmal nahi karna to kamyab hony ka waham dil sy nikal

    dear kisi had tak apki baat theek bhi hay k hamko indicators ka sahi time daikh kr achay tareekay say use bhi krna chaye laikin agar ham in pay is hisaab say trust kraingay to hamko aik habbits c ban jayege jis say hamaray pass jub tak koi indicators nai hoga ham koi bhi traders lainay say daraingay aur agar ham aisa kaam krnay ko apna mamool bana kr kaam karaingay to hamko forex amrkeet main earning to hoty jayege laikin ham har haal main achay knowledge aur experence say door hotay chalay jayengay is liye better yahi hay ham ko kisi had tak indicators ka use krna chaye jo sirf hamko makreet ki direction he bata sakain aik andaza bata sakain k markeet ka trend ki hay is main kahan say kahan tak ki moove ho sakty hay bus isi andazay k liye markeet main indicators ka use sab say better hay .
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : jab indicators ka istmal nahi karna to kamyab hony ka waham dil sy nikal

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
      agar hum indicators ko use nahi kary gy to hamy kamyabe mily ge hamy experience ko best bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai agar kamyab hona chaety hain to hamy learning ko best bana kar indiocators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum paisa kama saky gy forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international or unique business hain
      Assalam walekum Mere Aziz Ham watno aur doston. Umeed karta hun ke aap sab log khairiyat se Honge aur trading ko injoy kar rahe Honge Aur Is weekend Ko Bhi Apne doston aur family ke sath injoy kar rahe Honge.
      Ab ate Hain Apne topic ki taraf Jo ke bhai ne bahut acche se a brief Kiya Hai key indicators ke bagair trading mein main kamyabi mumkin nahin hai. Bhai main aapse kuch kuch agree karta hun lekin mukmmal taur per aapse a agree nahin karta.
      Yah Baat theek hai indicators Hamen Kafi had Tak guide Karte Hain aur Hamen market ke movement ki peshangoi Karte hain. Lekin Ham Mukammal Taur per indicators per bhi Bharosa nahin kar sakte .
      Kyunki Kafi dafa Jab Ab Koi news Aati Hai hi to vah in indicators Ko Nahin Dekhti e aur Market ki movement unpredictable Ho Jaati Hai. Isliye mere bhai Bhai Hamen main indicators ke ilava aur bhi e tools maslan news aur dusri cheezon ko bhi Sath dekhna chahie.
      To Akhire mein is discussion ka khulasa yah hai hai ki Hamen Mukammal Taur per indicators per Bharosa nahin karna chahie Aur ine Ko Mukammal Taur per ignore bhi nahin karna chahie. Indicators ko bhi Sath Sath dekhna chahie aur Baki chijon ko bhi Sath Sath dekhna chahie.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : jab indicators ka istmal nahi karna to kamyab hony ka waham dil sy nikal

        G nahi dear indicators ko zeyda importance deny ki zarorat be nahi hay mery khayal me indicators par depend karna hamari mistakes me shamil hay, indicators ko use zaror karny chaye magar trading decisions leny key ley ham technical indicators se zeyda fundamental analysis kar depend karna ho ga, jo be traders technical indicators par 100 percent hi depend karta hay aur fundamental analysis se trading decision leny ko zarori nahi samjta mery khayal me esy traders ko kamyab hony ka sochna be nahi chaye, indicators ko market ki movement samjny key ley hi use karny chaye.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : jab indicators ka istmal nahi karna to kamyab hony ka waham dil sy nikal

          je ap ne bohat hi ashi baat ki ha k forex aik proper business ha jis ko agar ham rules and regulations k mutabiq karain gay to yeh aik bohat hi asha business ha lakin agar ham is ko formality se karain gay to is ma hamain loss ho ga is lye forex trading ko aik planning k sath kia jata ha, ab trading karnay k lye ham indicators ko use kartay hain jin se hamain market ki previous aur future condition ka pata chalta ha, is lye forex ma trading ma indicators ki boaht ziadah importance ha
          Indicators ka faiday:
          a. indicators se ham market ma entry aur exist kartay hain
          b. trend ko identify kartay hain
          c. market ki further movement ka pata chal jata ha
          Type of indicators:
          1. technical: moving averages, parabolic, pivot line, candlestick chart etc
          2. fundamental: News, events, etc
          to agar ham forex ma asha profit earn karna chahtay hain to hamain indicators ko thek tarha se use karna ho ga, un ko un k rules and regulations k mutabiq hi use karain gay to ham is ma kamyab ho saktay hain warna ham forex ma fail hi houn gay, is lye jo ham aik trading strategy bnantay hain os k mutabiq hi os ko use karain gay to ham kamyab houn gay
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : jab indicators ka istmal nahi karna to kamyab hony ka waham dil sy nikal

            Nahe dear mai ap ki ais baat se agree ni karta agar ap ko ais k bary mai pata ni hai to ap ko mai bata deta hun k ye zarori ni hai k ap ais market mai indicators ko hi use kar k kamyab ho agar ap ne ais market mai se paisa kamana hai to ap ko agar charts study karna aata hai to ap kisi bhi indicator k baghair ais market mai asani se achi trades laga sakty hai aor acha profit bana sakty hai agar ap ne ais market mai dekha ho to ap ko ais mai chart pattern mily gy ya harmonics pattern mily gay aun par ap kaam kar sakty hai aor sab se best hai ap price action par kaam kary ta k ap ko aus mai jab bhi koi trade mily gi aus mai ap ko sath koi indicator use ni karna pary ga aor ap aus k baghair hi achi trades laga sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : jab indicators ka istmal nahi karna to kamyab hony ka waham dil sy nikal

              Dear indicators traders ko trend direction identify karny aur conform karny tak hi help de sakty hey jaha tak traders key kamyab hony ki bat hay es key ley traders ko 100% hi economic news ya fundamental analysis par hi depend karna ho ga, market ki current condition key ley best option hamary pass technical indicators ki hay agar long term trading ki bat ki jaye to without fundamental analysis key kabi be traders kamyab hony ka soch be nahi sakty hey, koshish karni chaye key fundamental analysis karny me ham expert ban saken yahi successful hony ka way be hay.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : jab indicators ka istmal nahi karna to kamyab hony ka waham dil sy nikal

                اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                dear kisi had tak apki baat theek bhi hay k hamko indicators ka sahi time daikh kr achay tareekay say use bhi krna chaye laikin agar ham in pay is hisaab say trust kraingay to hamko aik habbits c ban jayege jis say hamaray pass jub tak koi indicators nai hoga ham koi bhi traders lainay say daraingay aur agar ham aisa kaam krnay ko apna mamool bana kr kaam karaingay to hamko forex amrkeet main earning to hoty jayege laikin ham har haal main achay knowledge aur experence say door hotay chalay jayengay is liye better yahi hay ham ko kisi had tak indicators ka use krna chaye jo sirf hamko makreet ki direction he bata sakain aik andaza bata sakain k markeet ka trend ki hay is main kahan say kahan tak ki moove ho sakty hay bus isi andazay k liye markeet main indicators ka use sab say better hay .
                Assalam Walekum Agar Ham indicator score use Nahin Karenge To Hamen kamyabi to Jarur milegi Magar Hamen Apne experience ko best banana hai uske liye jaruri hai ki Ham indicators ko istemal Karen Taake Hamen indicators ke use Kafi experience Hasil ho sake aur kisi bhi form per Hamara experience kam na Pade Kyunki is form per Jitna Jyada aapke pass experience hoga Apne hi jyada paise Kama sakte ho apni hi jyada aapko earning ke chance mil sakte hain Forex recipe Aisa business hai jismein Hamen learning aur knowledge ki bahut jyada jarurat hoti hai aapki Agar learning aur knowledge for export Mein Puri Nahin Hogi yah kam Hogi to Fir aap ismein itne Kamyab Nahin Ho Sakenge Jyada earning ke liye aapko Jyada learning aur knowledge ki jarurat hoti hai aur uske liye aapko India use karne ke bad indicators ka bhi use karna chahie Taki uska experience bhi aapka mukmmal ho aur aap ek acchi trade kar Saken Shukriya
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : jab indicators ka istmal nahi karna to kamyab hony ka waham dil sy nikal

                  aslamualikum.....Ji haan forex reserve Ek bahut hi jyada accha platform hai jo kiya main Forex trading Ne Diya Hai Isme aap apne paise reserve kar sakte hain aur aap Jo orderby Lagate Hain wah ismein reserve hota hai aur agar aap Chahte Hain Kya aapko Jyada Se hamko aik habbits c ban jayege jis say hamaray pass jub tak koi indicators nai hoga ham koi bhi traders lainay say daraingay aur agar ham aisa kaam krnay ko apna mamool bana kr kaam karaingay to hamko forex amrkeet main earning to hoty jayege laikin ham har haal main achay knowledge aur experence say door hotay chalay jayengay is liye better yahi hay ham ko kisi had tak indicators ka use krna chaye jo sirf hamko makreet ki direction he bata sakain Jyada profit ho to aap Jitna Jyada invest karna Chahe utna Jyada investor bhi kar sakte hain jisse aapko Jyada Se Jyada profit hota hai aur kam se kam last bhi ho sakta hai thanksss......

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X