Jaiza: Risk reward ratio

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Risk reward ratio
    Risk reward Ratio

    Profitable trading karny ka sab se important rule ye hona chaye key risk reward ratio ko manage kia jaye, es ka faida ye hota hay key traders safe trading bahot asani key sath kar sakty hey aur risk ko be zeyda face nahi kar paty, risk aur reward ka ratio same rakna chaye aur ye ratio 1:1 agar ho to profit be asani se earn kia ja sakta hay aur risk factor be kam hony ki waja se loss be kam hi face kia ja sakta hay, sab se important ye hay key risk aur reward ratio ko ham manage karny key sath es ko market me define be kar len.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Risk reward ratio

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    Risk reward Ratio

    Profitable trading karny ka sab se important rule ye hona chaye key risk reward ratio ko manage kia jaye, es ka faida ye hota hay key traders safe trading bahot asani key sath kar sakty hey aur risk ko be zeyda face nahi kar paty, risk aur reward ka ratio same rakna chaye aur ye ratio 1:1 agar ho to profit be asani se earn kia ja sakta hay aur risk factor be kam hony ki waja se loss be kam hi face kia ja sakta hay, sab se important ye hay key risk aur reward ratio ko ham manage karny key sath es ko market me define be kar len.
    Assalamu Alaikum profitable trading karne ka sabse important rule Ye Hona chahie ki risk reward ratio ko manage kiya jaaye iska fayda yah hota hai ki traders sev trading bahut aasani ke sath kar sakte hain aur isko Bhi Jyada face nahin karna padta risk or reward ka ratio bhi same Rakhna chahie aur yah ratio 1.1 Agar ho to profit bhi aasani se earn Kiya Ja sakta hai aur risk factor bhi kam hone ki vajah se a loss bhi kam hi face Kiya Ja sakta hai sabse important chij hai ki risk aur reward ratio ko Ham manage karne ke sath is ko market mein define bhi Karle Shukriya
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Risk reward ratio

      hamy risk leny sy pahly soch samj lena chahey hamy high amount invest kar ky high risk lena ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum paisa kama saky gy hamy experience ko be best bana lena chahey agar hum forex mai new hain to hamy risk nahi lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama skay gy forex aik wasee business hain is risk leny ky liye hamy forex ky har aik rule ko follow karna ho ga pher he hum success gain kar saky gy forex aik aam business ke nisbat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex mai hum part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Risk reward ratio

        Risk aor rewards ki ratio ko made nazar rakh ky trading krna
        Dear members Assalamualaikum
        Forex trading market ma whi professional trader hai jo risk reward ratio ko samny rakhty huy trading krta hai risk reward ratio ka mtlb hai ky apko market ma kitna loss ho raha hai aor kitna apko profit mil raha hai agr output zero hai to apko mazeed mehnat ki zarorat hai agr a output negative hai to apko real forex trading leave kr deni chue aor market am a apko demo account practice start kr deni chye yehi apky leay best hai
        Professional traders kabi bhi stoploss ky bina trading nhi krty hain na he yeh log forex trading ma 50 percent sy zeyada risk lety hain apko tardiness aisi bnani chye ky apky pas 50 to 70 percent margin available ho ta ky ap apny account ko safe rakh sko ya safe kr sko
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Risk reward ratio

          Risk/Reward Ratio

          Trading me risk aur reward ka ratio same rakna chaye agar ham risk aur reward ratio kesi 1 ko trading me kam ya zeyda raken gey to es ka effect hamari trading par bahot zeyda ho sakta hay, market ko analysis kia jaye to traders risk/reward ratio ko be define karny me kamyab ho sakty hey esi base par traders ko esi planing key sath trading karni chaye key risk aur reward ka ratio same hi raka jaye ta key profit targets complete hony me zeyda time na lag saky aur next time ki trading key ley be ready ho saken, agar ham risk ratio profit key ratio se kam raken gey to ham apny profit targets ko kamyabi se achieve nahi kar saken gey aur yahi cheez traders key fail hony ka reason be ban jati hay.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Risk reward ratio

            risk ratio hamy apny knolwedge ky mutabik lena ho ga pher he hum market mai run kar saky gy forex aik unique busienss hain hum is mai agar mahnet kary gy to he hum pasia kama saky gy forex aik bohat bara busienss hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam akr sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hamy is mai soch samj kar risk lena ho ga pher he hum kamyabe hasil kar saky gy forex aik international busienss hain is mai hamara koi be boss nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Risk reward ratio

              Dear jaisy ap ne baat ki hai risk reward ratio ki to ais ko hum use karty hai jab hum trading strategy bana rahy hoty hai k hum ne apni trades ka risk reward ratio kitna use karna hai agar hum koi ais market mai trade lagaty hai 1:1 k hisab se to ais se humra account atni jaldi growth ni karta aor ais mai hum ko 70% agar winning trades mily gi to hum ais market mai se paisa nikal sakty hai agar hum ais mai 1:2 ya 1:3 risk reward ratio use karty hai to ais mai hum ko bahot asani se acha profit ho sakta hai jaisy hum ais market mai agar 50% bhi winning trades laga lety hai to hum over all profit mai ho gay jis se humra account asani se grwoth karta jaye ga aor hum ais market mai acha profit bana ley gay.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Risk reward ratio

                aslamualikum dostoo pyary dosto... trading mein Forex trading mein Forex trading Mein forex reserve bahut hi jyada acchi Lagti Hai Kyunki forex reserve main aap bahut hi jyada investing kar sakte hain aur bahut hi jyada trade bhi kar sakte hain Jiske Liye fayda trading bahut aasani ke sath kar sakte hain aur isko Bhi Jyada face nahin karna padta risk or reward ka ratio bhi same Rakhna chahie aur yah ratio 1.1 Agar ho to profit bhi aasani se earn Kiya Ja sakta hai aur risk factor bhi kam hone ki vajah se a loss bhi kam hi face Kiya Ja sakta hai sabse hai ki aap bahut hi jyada profit gain kar sakte hain aur dost bhi kam se kam hi hota hai trading ke liye aap bahut hi jyada bonus kisliye Chahiye Hota Hai ki aap post Karke Le sakte hain thanks ... good night

                اب آن لائن

                Working...
                X