jaiza : experience ka mostly use or kamyabe

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : experience ka mostly use or kamyabe
    hamy expeirence ko mostly use kar ky kam karna ho ga hamy experience gain karny ky liye demo acocunt mai kam karna chahey pher he hum kam kar ky acha experience or knolwdge gain kar saky gy hamy mahnet sy forex mai kam karna ho ga hamy demo account mai kam karny ky bad aik sal bad kamyabe he kamyabe milte hain forex aik asa business hain jo ky kabe be band nahi ho sakta forex aik wasee busines hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hamy is mai kabe be bager learning ky kam nahi karna chahey pher he hum loss ko asane sy avoid kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala busienss hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : experience ka mostly use or kamyabe

    Trading experience agar hasil kia jaye aur es ka use trading me na kia jaye to ye be 1 tarha ki hamari mistake hoti hay jo hamy Forex business me kamyab nahi kar sakti hay, bahot se traders trading ka acha experience aur knowledge ko hasil be kar lety hey magar real trading me other traders ko hi copy karna zarori samjty hey ye 1 tarha ki ham mistake kar rahy hoty hey aur apna trading experience zaya kar rahy hoty hey, best yahi hay key jo trading ka experience aur knowledge hasil kia jaye es ko use be kia jaye ta key es me ezafa ho saky.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : experience ka mostly use or kamyabe

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
      hamy expeirence ko mostly use kar ky kam karna ho ga hamy experience gain karny ky liye demo acocunt mai kam karna chahey pher he hum kam kar ky acha experience or knolwdge gain kar saky gy hamy mahnet sy forex mai kam karna ho ga hamy demo account mai kam karny ky bad aik sal bad kamyabe he kamyabe milte hain forex aik asa business hain jo ky kabe be band nahi ho sakta forex aik wasee busines hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hamy is mai kabe be bager learning ky kam nahi karna chahey pher he hum loss ko asane sy avoid kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala busienss hain
      Assalamu Alaikum Forex trading mein agar Hamen kamyabi Hasil karni hai To Hamen Apne experience ka mostly use karna chahie Apne experience ka use Usi Surat mein ho sakta hai agar hamare pass experience hai experience ko Hasil karne ke liye Hamen Apne senior se a help lete Rahana chahie Unki knowledge se fayda uthana chahie Taki Hamara Apna experience Badhe aur vah Hamare Kisi kam a sake Iske alava Apne senior ke Saath Saath Ham demo account per bhi practice Karke learning Le sakte hain market ki movement ko acche se learn karne ke liye bahut Jabardast hi Yahan practis karne ke bad Hamen real account per Aana chahie use Waqt thoda bahut earning karne Ke Kabil Ho Jaate Hain real account per Shukriya
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : experience ka mostly use or kamyabe

        Ais market mai jab banda kaam start karta hai to aus time ais market mai kaam karny ka pata ni hota magar time k sath ais market mai kaam karny ka pata chal jata hai k ais market mai kaam kaisy karna hai aor ais market mai agar hum acha kaam kary gay to hum ais market mai kamyab ho sakty hai kun k ais market mai ap ne dekha ho ga k jis k pass experince hota hai wo ais market mai acha profit bana leta hai magar ais market mai jab ap loss karty ho to aus k baad hi apko ais mai acha experince hota hai ais market mai jab ap ka account phansta hai to aus time ko ais mai sabar karna parta hai jis se ap ka experince ais market mai acha ho jata hai aor ap ais market mai achy se kaam kar k profit bana lety hai.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : experience ka mostly use or kamyabe

          Forex trading business me successful hony key ley traders ko 100% apny experience aur Forex knowledge par depend karna ho ga aur experience ko trading me use karny ko be yakeeni banana ho ga, experience gain karny ka sab se best source demo account hay kam se kam 1 year demo account practice karny key bad bonus trading account join kar lena chaye es se be traders ko acha experience gain karny me asani ho jati hay koch time bonus trading account me trading karny key bad hamara next step ye hona chaye key mini trading account me ham investment karen ya cent account me trading karen, real aur live trading account me be trading ka experience zarori hota hay es key ley best option hamary pass mini trading account aur cent trading account hi hay.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : experience ka mostly use or kamyabe

            aslamualikum.....mien her bar ye hi kehta hun k ham ko as mien jab b trade kerna hota h tu ham ko as mien plan karna hota h agar ham as mien paln kerte hen tu ham as mien kaamaee ker sakte hien as lyee her bar ham ko aik mukamal plan karna bahot se traders trading ka acha experience aur knowledge ko hasil be kar lety hey magar real trading me other traders ko hi copy karna zarori samjty hey ye 1 tarha ki ham mistake kar rahy hoty hey aur apna trading experience zaya kar rahy hoty hey, best yahi hay key jo trading ka experience h aur ham ko as mien aik achi zindgi hasil karna hota h jab ham as mien acha kaam ker lete hien tu ham as mien her bar her trade mien kamaee ker sakte hien as lyee mien jab trade kerta hun tu mien as mien aik acha aur umda plan ker k as mien kaam karta hun.thanks...
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : experience ka mostly use or kamyabe

              Business mai kaamyabi kay liye experience use hota hai kiyu kay business koi bhi ho pehlay usay seekhna bohat zaruri hota hai. Forex trading business mai bhi experience ki he zarurat hoti hai jiss say achi trading ki jaati hai. Experience kay baghair trading kerna aisa he hai jaisay baghair petrol kay gaari ko chalanay ki koshish kerna hai. Forex traders ko apni learning aur knowledge ko increase kerna chaiye aur uss ko apnay trading mai business mai use kerna bhi zaruri hota hai. Aisay traders bhi hotay hain jo experience haasil kertay hain. Achi practice bhi haasil kertay hain laikin phir bhi woh kaamyabi nahi haasil ker patey jo unhain milni chaiye aur iss ka main reason unn mai decision power ki kammi hoti hai.

              Experience aur skills ki improvements kay saath saath decisions powers kay use ki bhi practice demo trading accounts mai kerni chaiye takay real trading accounts mai trading kertay hauy koi bhi achi move milay aur achay profits earn kernay ka moqa milay tou traders uss say usi waqt faida utha sakain aur unhain decision mai time consume na kerna parey kiyu kay aisay bohat achay moqay bhi zaya hojatey hain
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : experience ka mostly use or kamyabe

                g han dear ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se sehamt karta hun forex trading main experience ki boht ahmiyat hai jin mambers k pass trading ka epxperience acha hota hai wohi forex main kamybhi hasil karty hain es liye aghr hum bhi forex main kamyab hona chahty hain tu hmain apny experience ko gain karny k liye demo account main trading ki practice karni hogi jis se hum kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain or aghr hum apny experience ko gain nahi karty hain tu hmain kbhi bhi forex main acha pofit nahi milta hai na he hmara loss bhi kam nahi hota hai es liye hmain apny kam main aghr kamybhi hasil krna chahty hain tu hmain apni trading main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : experience ka mostly use or kamyabe

                  Forex treding m kamyabi etni asan nhi es m boht zyada hard work krna prta hy boht zyda learning demo acount py b prectis r apny senior member sy gaidnus hasil krna prti hy jis k bad hmy experience r knoliged hasil hota hy experience ko jb hm mostly use kren gy phr hi kamyabi hasil ho g es liy mehnt karen r experience bnay tak kmyab treadr bn sky.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : experience ka mostly use or kamyabe

                    Salam to all dear members doston bahut hi acchi baat ki ja rahi hai.
                    experience k hwale se ye bohat acchi baat ki ja rahi hai experience ka mostly use karna chahie tabhi Ham Kamyab ho sakte hain.
                    Forex trading Kesariya Jab Hum Jyada post Karte Hain To Jyada experience Hasil kar lete hain.
                    Forex trading Mein Hamen experience ke sath sath hard work karna padta hai bahut jyada learning demo account per bhi practice karni padati hai.
                    Experience hi step Hota Hai Jab Ham Jyada movement Karte Hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : experience ka mostly use or kamyabe

                      Assalamu Alaikum Dosto ummid karta hun ki aap khairiyat se Honge doston Forex forum Ek knowledge share karne ka source h.Iske zariye Senior hamen knowledge share karte hain aur ham Jyada Se Jyada experience Hasil kar lete hain demo account Bhi Ek knowledge hasil karne ka aur experience Hasil karne ka source h. Hamen trading karte hue experience share karne ki aur experience Dikhane ki zroorat Hoti Hai jab hum experience ke mutabiq kam karte hain aur accha profit hasil kar sakte hain yah Ek step Hota Hai Hamari acchi movement ka Taki Ham Achcha profit Hasil kar sake.THANKX
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : experience ka mostly use or kamyabe

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                        hamy expeirence ko mostly use kar ky kam karna ho ga hamy experience gain karny ky liye demo acocunt mai kam karna chahey pher he hum kam kar ky acha experience or knolwdge gain kar saky gy hamy mahnet sy forex mai kam karna ho ga hamy demo account mai kam karny ky bad aik sal bad kamyabe he kamyabe milte hain forex aik asa business hain jo ky kabe be band nahi ho sakta forex aik wasee busines hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hamy is mai kabe be bager learning ky kam nahi karna chahey pher he hum loss ko asane sy avoid kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala busienss hain
                        Hamari acchi aur Kamyab trading mein experience bahut jyada involve hota hai agar hamare pass trading karne ke liye Achcha experience Ho To Ham Forex trading market mein bahut acchi trading kar sakte hain aur Forex trading market se acchi earning bhi kar sakte hain isliye Hamen chahie ka Ram acche tarike se kam Karen aur apne experience ko Jyada Se Jyada increase karne ki koshish karen new traders demo account per trading per Ke Apne trading ke experience ko increase kar sakte hain Jitna Jyada hamare pass experience Hoga Hamare liye market contest and Karna itna hi jyada Aasan ho jaega
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : experience ka mostly use or kamyabe

                          Forex trading business bahut jyada technical or profitable business hai Forex trading business Mein Kamyab hone ke liye Hamen experience ko increase karne ki jarurat hai itna Jyada Ham Forex trading business Mein practis karte hain aur apne experience ko increase Karte Hain Ham easily Forex trading business Mein Kamyab ho sakte hain kamyabi ke liye Hamara experience aur Hamara knowledge bahut jyada jaruri hai Hamen koshish karni hai ki Ham Forex ko join karte hi Apne knowledge aur apne experience per focus Karen aur apne learning power ko strong karte hue demo account per trading skills ko improve Karen Forex trading business Mein kamyabi Hamare experience per depend karti hai isiliye Hamen Apne experience ko use karna chahie aur profitable trade ke liye Ye apne experience ke through trading select Karni chahie aur Achcha profit Hasil karna chahie Shukriya

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X