Relative strength index (RSI) Indicator ko Kitni ahmiyat Hasil hai trading mein?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Relative strength index (RSI) Indicator ko Kitni ahmiyat Hasil hai trading mein?
    Relative strength index (RSI) Indicator ko Kitni ahmiyat Hasil hai trading mein?
    Relative strength index (RSI)
    Relative strength index sabse Aham indicator hai trading main, is ke madad se ham oversold and overbought ke indication lety hain aur trade plce karty hain. is ko read karna bhe asan hay magar jo paichedgian hain is main wo ap discuss karin taky sab ko faida hasil ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Relative strength index (RSI) Indicator ko Kitni ahmiyat Hasil hai trading mein?

    Dear RSI indicator hum ko market ki over sold aor over bought condition batata hai aor ais mai jab hum kaam karty hai to hum ko ais jab trade ka acha result milta hai jab market range mai hoti hai agar market range mai ho to aus time ais par trade karny ka bahot hi zayda faida hota hai aor jab RSI divergence ko dekha jaye to aus time market mai reversal aana hota hai magar aus time tak hum ko ais market mai dekhna parta hai k ais market mai jo trend ja raha hai aus k opposite hum ko orders lagany chaye ta k jab market trend change kary to hum ko kafi zayda faida ho jaye ais mai ap ne dekha ho ga k market jab divergence banati hai to aus k baad trend lazmi change hota hai aor acha result milta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Relative strength index (RSI) Indicator ko Kitni ahmiyat Hasil hai trading mein?

      Forex trading business me har trader ki apni hi trading strategy aur alag trading style hota hay traders apni marzi ki jo us ko profitable lagti hay strategy key sath trading karna zarori samjty hey, RSI ki ehmeyat se ham kabi be inkar nahi kar sakty hey, market analysis karny key ley overbought aur oversold areas ki information traders ko hona bahot zarori hoti hay agar support and resistance level ki strategy key sath be ham trading karty hey to zarori hay key RSI ko be use kia jaye ta key jo mistakes market analysis karny me ham se support and resistance level key indicator ko use karny me ham se ho jati hay us ko RSI recover kar saky.
      • #4 Collapse

        Re: Relative strength index (RSI) Indicator ko Kitni ahmiyat Hasil hai trading mein?

        forex aik interantional business hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain is mai bohat zada indicaators hain hamy pahly expeience ko best than best banana ho ga or hamy RSI indicator ko use karna ho ga hamy market ke movement ko dahk kar kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy forex mai RSI insicator ko bohat ahmeyat hasial hain hamy isy kabe be ignore nahi karna chahey hamy market ke movement ko dahk kar kam karna ho ga forex aik acha business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain forex kabe be band na hony wala real busienss hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Relative strength index (RSI) Indicator ko Kitni ahmiyat Hasil hai trading mein?

          Dear forex trading members Assalamualaikum
          Relative strength index indicator ko ap oscillations ky tor py use krty hain oscillations ka mtlb hota hai ky pulse ki surat ma.reading provide krna
          Relative Strength Index indicator ma aik band ko watch krna aor observed krna hota hai agr to oscillations ki reading below 30 ho to is ka matlb hota hai ky market oversold area ma hai apko maloom hona chye ky market ma baki indications ko bhi observe krna chye agr to apko moving average apka indicator aor apki bull near power indicator same reading day rahy hon to apko is confirmed trade kp avail krna chye
          Agr to oscillations ko reading above 70 ho to market overbought area ma hoti hai aor apko wahan sy sell kI trade avail krni chye lkn baki confirmation ka use krna bahot he zarori hai dear members forex trading ma apko har qadam py management krna bahot he zarori hai

          اب آن لائن

          Working...
          X