Jaiza: Professional traders ki definition

No announcement yet.

X
• وقت
• دکھائیں
Clear All
new posts
• #1 Collapse

Jaiza: Professional traders ki definition
Professional traders ki definition ki agar bat ki jaye to important ye hay key ham us ki trading ka jaiza leny key sath professional traders ki learning ka be jaiza len aur kon se source use kar key us ko kamyabi mili hay es ko be define karna bahot zarori hay,

1. Demo account ko professional traders success ka step samjty hey aur es key baghir learning karny ko possible nahi samjty,

2. Learning key ley kesi 1 hi source ka use nahi kary,

3. long time tak market ko samjny ki koshish key ley mehnat karty hey,

4. technical aur terminal tools ko use karny me master banny ki koshish karty hey.
• InstaForex
• #2 Collapse

Re: Jaiza: Professional traders ki definition

Professional traders ki definition ham us ki qualities ko hi dake kar sakty hey, professional traders me qualities bahot si hoti hey new traders ko es ka knowledge hona bahot zarori hay,

1. Professional traders me account ko manage karny ki aur risk management ki quality hona bahot zarori hay,
2. Trades open karny se pehly professional traders risk ko define karny ki koshish zaror karty hey,
3. Sab se important quality 1 professional trader me ye be hona zarori hay key wo loss ko recover karny me expert ho,
4. Esy traders market ka technical aur fundamental analysis key base par be hi trades open karna zarori samjty hey.
• #3 Collapse

Re: Jaiza: Professional traders ki definition

Dear jo ais market mai profesional k tor par kaam karta hai wo ais market mai jab bhi kaam karta hai wo ais market mai rules k hisab se kaam karta hai aor ais mai sab se phly wo apni learning complete karta hai aor aus k baad ais market mai trading start karta hai agar aus ne ais market mai trade lagani ho to ais mai jab tak aus ko achi entry ni milti wo ais market mai enter ni hota aor agar aus ko trade mil bhi jati hai to confirmation k sath money management k lehaz se trade lagata hai aor apni her trade k sath take profit aor stop loss lagata hai wo ais mai agar loss bhi karta hai to aus time wo emotional ni hota kun k aus ko pata hai ais market mai loss bhi hota rehta hai ais mai jo professional traders hai wo soch samjh k kaam karty hai.
• #4 Collapse

Re: Jaiza: Professional traders ki definition

professional traders ki tareef aor pehchan
Dear forex trading members market .a humen aaor ap sub forum ky affiliated trader members ko bonus account sy trading ky leay market ma knowledge aor experience use krna chye aor professional tareeky sy trading krni chue apko market ma sub sy pehly qpny tajaruby aor experience ky sath in hona chye analysis krna chue
Market ko fundamental aor technical senario sy dekhna chye smjhna chye ohr market ka sentimental review lena chye ky baki members aor analyst kya soch rakhty hain market ky bary ma phr apko trading ky leay management planning bnani chye ky ap ny trading ky leay kon si type selection krni hai short term trading krni hai ya long term trading krni hai usky elawa apko forex trading market ma support resistance trend stoploss take profit sub chezen management krni hoti hai yeh he aik achy professional trader ki oehchan hai ky wo stoploss ky bina trade nhi krta
Acha kaam achy daam
• #5 Collapse

Re: Jaiza: Professional traders ki definition

Market ma perfection aor professional trading approach rakhny waly traders ki pechan yeh hai ky forex trading market ma wo stoploss use krty hain liquidity ki dangrous affects kp smjhty hain market ma sentiments ko dekh ky kam krty hain har dafa aik strategy nhi use krty hain
Mark3et ma international affairs ko dekh ky economic financial facts ky sath market ka analysis krty hain
Jub bhi koi trade lety hain indicators chart update economic update aor rujhan trend ko dekh ky kam krty haun lot size aor risk management krty hain emotional control fresh mind ky sath kam krty haun
• #6 Collapse

Re: Jaiza: Professional traders ki definition

اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
Jaiza: Professional traders ki definition
Professional traders ki definition ki agar bat ki jaye to important ye hay key ham us ki trading ka jaiza leny key sath professional traders ki learning ka be jaiza len aur kon se source use kar key us ko kamyabi mili hay es ko be define karna bahot zarori hay,

1. Demo account ko professional traders success ka step samjty hey aur es key baghir learning karny ko possible nahi samjty,

2. Learning key ley kesi 1 hi source ka use nahi kary,

3. long time tak market ko samjny ki koshish key ley mehnat karty hey,

4. technical aur terminal tools ko use karny me master banny ki koshish karty hey.
Ji bhai jan ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon. Forex trading main agar professional traders ki bat ki jay k un ki kia definition hay aor un ki learning kaisay hoi aor unhon nay kon say sources use kiay thay Forex ki learning kay liay to bat yeh hay k professional traders hamesha Forex trading ko technical method say kartay hain aor hamesha market ki movement kay hisab say market kay trend ko dakhtay howay trade open kartay hain and close kartay hain aor trading account main Forex trading kay liay jo bhi tools use hotay hain in ko understand bhi kartay hain aor is ko use karna bhi jantay hain aksar traders jab thora bohat Forex ko seekh jatay hain to demo ko bil kul chord datay hain lakin professional traders aisa nahi kartay woh sath sath demo ka bhi use kartay hain aor mazed experience hasil kartay hain aor agar in ki learning ki bat ki jay to first of all Forex ka basic and technical knowledge gain kia hota hay is kay bad step wiz learning ki hoti hay aor mukhtalif sources say learning ki hoti hay jis main internet, books, online teachers and expert traders say learning shamil hay.
• #7 Collapse

Re: Jaiza: Professional traders ki definition

Professional traders ki defination ki baat ki jaey tou aisi bohat si qualities hoti hain jiss ki wajah say average traders aur professional traders mai bohat faraq hota hai. Professional traders ki approach he aik aam trader say bohat alag aur mukhtalif ho jaati hai. Professional traders kisi choti si choti baat ko bhi ghair eham jaan kay chortay nahi hain aur apni learning mai hamesha aik tarteeb zarur rakhtay hain.

Forex trading business kay barey mai aik baat bohat clear honi chaiye kay iss business ko aik proper business ki Tarah samajh kay kerna chaiye. Forex aik aisa business hai jiss mai unlimited earnings ki jaa sakti hain. Forex trading aik aisa world wide business Hai jiss mai pooray world say laakhoo trades her roz trading kertay hain aur million of dollars kamatay hain iss liye hamain bhi iss business ko professionals ki Tarah he laina chaiye takay kaamyabi haasil ker sakain. Koi bhi business ho uss mai professional approach say he successful Hua jaa sakta hai
• #8 Collapse

Re: Jaiza: Professional traders ki definition

dear ap ny professonal trador ki jo ahmiyat btai hai wo bilkul sahi batai hai forex main aik professonal trador apni mahnat or hard work se banta hai jis k liye wo din rat mahnat kar k es ko kamyab bnata hai apny kam main perfection lata hai es liye aghr hum bhi forex main kamyab hona chahty hain tu hmain apny main sochs mjh kar or apny kam ko bahtr tarikys e kar k krna hoga jis se hum apny kam ko bhi bahtar kar skty hain or achi earning kar skty hain forex main hmain bhi professional tradors banny k liye demo par practice karni hogi jis se hum apni trading ki practice kar k experience gain kar skty hain forex k sub he tools ko achi trha se use kar hum apni trading main kamyab ho skty hain or forex main professional traders ban skty hain
• #9 Collapse

Re: Jaiza: Professional traders ki definition

forex trading main jo professional traders hoty hain un ki sub se achi quality yah hoti hain k wo apny kam main loss k factor ko kam karny ki planning kar k kam karty hain q k forex main loss aik aysa natural fact hai jo sinors ko bhi hota hai or expert traders ko bhi hota hai es liye aik expert traders apni planning ko hmaisha pahly rakhta hai har kam ki planing ki jati hai time table set krta hai apny kam ka or apni trading main sub se best point yah hota hai kw o lalchi nahi hota hai or apny account se pyar karty howe kam krta hai ta k osy loss na ho tu hmain bhi aghr forex main kamyab trader banna hai tu hmain bhi apna kam ayse krna hoga jis se hmain loss kam se kam ho or hum apni trading main acha profit lay skaen or forex main expert ban skaen
• #10 Collapse

Re: Jaiza: Professional traders ki definition

Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon professional traders ki pahchan hmasha ye hoti hy k wo hamesha soch samj kr analysis ko study kr k hamesha trades open krty hay , Trading krny sy phly trading ka mukmal knowledge or experience hasil karty hay , Trading ke mukmal learning krty hay ,,Demo account ka istamal karty han. Forex forum ko join krty hay jiska maqsad acha knowledge ek dosry sy share krna a. Forum my senior members ka farz bnta a k wo apna acha knowledge or experience apny Junior k sath share krhy or demo account ke practice lifetime hamary sath rehte a ,isliay professional trader hamesha kamyab rhty hay or successful trading krk profit hasil krty hay
• #11 Collapse

Re: Jaiza: Professional traders ki definition

Forex trading aik Worldwide business ha jis ma professional trader bananay k lye bohat hi ziadah mehnat karni padti ha, ap ne bohat hi asha question kia ha forex trading ma professional traders kon say hotay hain.
1) jo forex ko aik proper business consider kartay hain, forex ko serious letay hain, underestimate ni kartay hain
2) forex ko proper learn kartay hain, knowledge ko increase kartay rehtay hain
3) trading ki demo pe ashi tarah se practice kartay hain, trading experience hasil kartay hain
4) chart ko analyse kartay hain, jaldbazi ma trade open ni kartay hain
5) hemesha trend ko follow kartay hain, q k trend is friend in forex, trend k against trading ni kartay hain
6) money management k according trading kartay hain ( small lot size, stop aur take profit ka use)
7) kisi aur pe depend ni kartay hain, apni trading skills pe trust kartay hain
8) loss ko bardasht karnay ki courage rakhtay hain
9) struggle aur hard work kartay rehtay hain
10) greed se avoid kartay hain
• #12 Collapse

Re: Jaiza: Professional traders ki definition

اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
Professional traders ki definition ki agar bat ki jaye to important ye hay key ham us ki trading ka jaiza leny key sath professional traders ki learning ka be jaiza len aur kon se source use kar key us ko kamyabi mili hay es ko be define karna bahot zarori hay,

1. Demo account ko professional traders success ka step samjty hey aur es key baghir learning karny ko possible nahi samjty,

2. Learning key ley kesi 1 hi source ka use nahi kary,

3. long time tak market ko samjny ki koshish key ley mehnat karty hey,

4. technical aur terminal tools ko use karny me master banny ki koshish karty hey.
professional trader banne Mein Kafi Jyada time aur Kafi Jyada mehnat Lagti Hai professional trader Aisa Nahin Hota ki jo Bina soche samjhe kam Karen aur apne profit yah loss Ko Dekhe Bina trade open kar den professional traders trading karne se pahle Hamesha proper plan Banakar kam karte hain aur map pet ko understand Karke kam Karte Hain professional traders trading Bina emotions ke karte hain aur Hamesha Soch Samajh Kar aur mehnat Karke kam karte hain Kyunki unko Pata Hai Ke Bina mehnat ke success Nahin Milta
• #13 Collapse

Re: Jaiza: Professional traders ki definition

Ji han bilkul aapane bahut acchi Tarah Se Gand Ki Hai Ek professional trader Hamesha Aise Hi Kam karta hai Kyunki koi bhi professional trader Aisa Nahin Hota joke risk management ko sath mein use na Karen aur Sabhi trading tools ko use na Karen yah sab chijen professional trader Ki Nishani Hai vah panihar trade mein trading Tujko use karta hai aur iski management ko use karte hue kam Karta Hai Badi lot size open nahin karta kam leverage ke sath kam karta hai aur Market Mein Ek acche profit ke liye vah Kafi time spend karta hai ki ek Achcha signal mil jaaye to isliye acche trader Hamesha Kamyab hote hain to Aap Bhi Apne experience ko padhakar ek acchi trading Lene Ke Kabil ho sakte hain
• InstaForex
• #14 Collapse

Re: Jaiza: Professional traders ki definition

Assalamu Alaikum Dosto ji han yah bahut hi acchi baat ki hai par fashion traders ki definition ki agar baat ki Jaaye to import rahi hai ki Ham uski trading ka jayja lene ke liye profession ke saath saath status ke liye Kafi Jaisa Lena Jaruri hota hai aur tabhi Ham kamyabi Hasil kar sakte hain aur accha earn kar sakte hain Forex forum ko join karne ka maqsad Achcha knowledge Ek dusre se share karna hota hai forum Mein senior members ka farj banta hai ki vah Apna accha knowledge or experience Apne junior ke sath share Karen Forex trading business ke bare mein ek baat bahut clear honi chahie ke is business ko ek proper business Ki Tarah Samajh Ke karna chahie Forex Ek Aisa business hai jis mein unlimited earnings Kiye Ja sakte hain.

اب آن لائن

Working...
X