Take profit aur stop loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Take profit aur stop loss
    Take profit aur stop loss

    Trading me take profit aur stop loss ko ham as a tools use karty hey magar me samjta hon key take profit aur stop loss terminal me kesi facility se kam nahi hoty, ye esy trading tools hey jo hamari trading ko profitable be bana sakty hey aur account ko loss ya wash hony se be bacha sakty hey, jetna mumken ho saky esy useful tools ko use karny ko yakeeni banana chaye, traders key ley take profit be zarori hay aur sath me stop loss ka use karna be us ki trading safety key ley 100% zarori hay, agar ham esy useful tools ka use nahi karty to ham apna nuksan khud hi kar rahy hoty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Take profit aur stop loss

    As-salamu alaykum Forex trading members trading Mein take profit or stop loss ko Hamesha as a tool use karte hain lekin main samajhta Hoon ke take profit and stop loss terminal mein kisi facilitity Se Kam Nahin Hai yah Aise trading tools Hai Jo hamari trading co profitability banaa sakte hain aur account ki wash hone se bhi bacha sakte hain Jitna Mumkin ho sake Aise useful tools ko use Karen traders ke liye take profit bhi zaroori hai aur sath hi Sath stoploss ka use karna bhi Unki trading safety ke liye hundred percent Jaroori hai agar Ham Aise useful to usko use Nahin Karte To Ham Apna nuksan Khud Hi kar rahe hote hain isliye Hamen in tools ko sabse Jyada use karna chahie aur apni trade ko save karna chahie aur ek acchi trading Karke acchi earning Karni chahie
    Last edited by ; 31-08-2019, 11:02 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Take profit aur stop loss

      Take profit aur stop loss

      Trading tools ki importance ko nazar andaza ham kabi be nahi kar sakty hey, terminal me bahot se tools esy hey jes ko agar traders es se benefits hasil nahi karty to esy traders asani se apni trading ko profitable be nahi bana sakty hey, take profit aur stop loss be esy hi tools hey es key sath account ki safety aur profit ko manage karny key aur be bahot se tools hey jes key fawaiyed ki information ka hona har trader key ley zarori hay, take profit aur stop loss tools key fawayed bahot zeyda hey apny har trade me es ko use karny ki koshish traders ko kamyab bana sakti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Take profit aur stop loss

        Ap ki bat bil kul thek hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading main 2 terms bohat ziada use hoti hain aik Take profit aor dosra Stop loss in dono ko traders apnay profit ko save karnay aor loss ko control karnay kay liay use karna zarori samajhtay hain in dono ki detail darj zail hay.
        1: Take Profit
        Take profit asal main aik strategy hay jis main kuch yoon hota hay k trader pehlay say hi apna profit margin set kar lata hay aor jaisay hi base currency ki price raise kar kay set kiay howay margin ko touch karti hain to trade automatically complete ho kar close ho jati hay aor profit trader kay account main chala jata hay is say trader ka profit save ho jata hay.
        Click image for larger version

Name:	Take Profit -4.jpg
Views:	6
Size:	177.8 کلوبائٹ
ID:	12322811
        2: Stop Loss
        Take profit ki taran stop loss main bhi yeh hota hay k trader apnay account main trading kay doran loss kay margin ko pehlay say set kar daita hay is say jaisay hi base currency ki price down ho kar set kiay howay point ko touch karti hay to trade automatically close ho jati hay jis say mazeed loss honay ko control kia ja sakta hay trading kay doran traders apnay account ko wash honay say bachanay kay liay ziada tar stop loss ka use kartay hain.
        Click image for larger version

Name:	STOP LOSS-2.jpg
Views:	7
Size:	173.7 کلوبائٹ
ID:	12322812
        • #5 Collapse

          Re: Take profit aur stop loss

          Dear take profit aor stop loss bahot hi use full hai achy traders k liay hum agar ain ko use kar k trading karty hai to hum ko kafi zayda faida ho jata hai humra account ain ki waja se hi safe rehta hai aor growth bhi karta hai ap ne dekha ho ga jab hum traling stop use karty hai to aus mai hum ko jo bhi trade hoti hai aus par sirf profit hi hota hai aor agar market wapis aa rahe ho to humri trade profit mai hi close ho jati hai ais mai hum ko sirf ye pata ho k hum ne ais mai trailing stop kaisy use karna hai aor ais ka faida kai hai jaisy take profit aor stop loss k faidy hai aun k bary mai bhi pata hona chaye tab hi hum ais market mai ain ko use kar k faida autha sakty hai aor ais market mai apna profit bana sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Take profit aur stop loss

            Stop loss and take profit ke fayde aur nuksan.
            Aziz doston stop loss and take profit trading ke basic terms hain, ine Se a Gai hona bahut jaruri hai. Stop loss isliye Lagaya jata hai taka trading Main nuksan calculated Ho. Agar aap StarPlus Nahin lagaenge to aapko bada nuksan ho sakta hai aur aapka account bhi wash ho sakta hai. Lekin stop loss ko Jyada najdeek Lagane se jald Hit Ho Jaane ka khadsha Hota Hai isliye stop loss munasib Duri per lagaen.
            Take profit isliye Lagaya jata hai taka agar aap screen Se Dur Ho aur aur Market moment der ho jaaye to aapse target mis Na Ho aur aap khas limit per Lagaya jata hai yah bahut Achcha To Hai isase aapko Hamesha fayda Hota Hai Magar isko bhi calculated hisab se Lagana chahie otherwise market upar jakar return ho jayegi aur aapko fayda Nahin hoga.
            • #7 Collapse

              Re: Take profit aur stop loss

              hamy pahly aik account banana ho ga or hamy take profit ko use karna ho ga hamy mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum paisa kama saky gy hamy take profit ko stop loss ko use karna ho ga q ky yai hamary account ko safe rahty hain hamy mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik online or kabe be katem na hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga hum is business ko apna life time career be bana sakty hain forex mai students or house wife's or poor mans or job lss mans be kam kar sakty hain forex aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: Take profit aur stop loss

                Forex trading mein Stop loss aur take profit kafi ehmiat rakhte hai. Agar hum apni trading mein in dono ko use karne ki adat bana le to kafi had tak hamari trading safe aur tension free ho sakti hai. Forex market bilkul bhi uncertain hai to hum jitna bhi acha analysis kar le per phr bhi her trade pe jitna profit hone ka chance hota hai utna hi loss hone ka to agar hum her trade pe stop loss use kare ge to agar market hamare trade ke agaist bhi chali jae to ek limit mein nuksan hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: Take profit aur stop loss

                  Jab ham log koi bhi trade open Karte Hain To Ham Sab Logon Ko stop loss aur take profit Ka istemal Karna chahie Kyunki stop loss aur take profit ko istemal karne se ham log ko ko Kafi fayda Hassan ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Take profit aur stop loss

                    forex trdaing mainstop loss and take profot do ayse trdaing tool hain jis main hum trdaing kar k khud k account ko manage kar skty hain es liye aghrr forex main kamyb hona hai tu hmain rtrdaing main stop loss k sath trdaing karen stop loss k sath trdaing karny main hmara accont wash nahi ho skta hai q k stop loss k sath hum apni trdaing main loss ko lock kar dety hain jis se hmain loss hota hai tu hmara account wash nahi hota hai tu hmain apni trdaing main stop loss ko kbhi bhi ignor nahi krna chahyeq k jub hum en tools ko ignor karty hain tab he hmain koi na koi masla ban jta hai or hum apni trdaing ko secure karny k liye sub he tools ko achi trha sue karen ta k hmain apni trdaing main loss na ho or hum achi eraning gain kar skaen
                    • #11 Collapse

                      Re: Take profit aur stop loss

                      Forex trading business Mein ham Jab trade order Lagate Hain To Hamen chahie ki Ham stop loss aur take profit ka bhi margin set Karen jisse Ham easily Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain aur law se bhi baat sakte hain stop loss take profit margin set Karke Ham easy ho Jaate Hain aur Hamen Bar Bar trade ko dekhna Nahin Padta Jab market Mein Hamari trade margin ke mutabik profit aata hai to broker automatically Hamari trade co margin ke mutabik close kar deta hai trade co profit mein aur ISI Tarah Agar market Mein Hamari trade per loss ho raha ho to Hamara broker automatically March ke mutabik loss Mein trade ko close kar deta hai Is Tarah Hamen Jyada heavy loss ka Samna nahin karna padta
                      • #12 Collapse

                        Re: Take profit aur stop loss

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                        Take profit aur stop loss

                        Trading me take profit aur stop loss ko ham as a tools use karty hey magar me samjta hon key take profit aur stop loss terminal me kesi facility se kam nahi hoty, ye esy trading tools hey jo hamari trading ko profitable be bana sakty hey aur account ko loss ya wash hony se be bacha sakty hey, jetna mumken ho saky esy useful tools ko use karny ko yakeeni banana chaye, traders key ley take profit be zarori hay aur sath me stop loss ka use karna be us ki trading safety key ley 100% zarori hay, agar ham esy useful tools ka use nahi karty to ham apna nuksan khud hi kar rahy hoty hey.
                        Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main humary pass different instruments hoty han jin ko istamal kar k hum apny account ko safe rakhty han or maximum profit hasil karty han par agr hum in ko use na karny to humy ziada sy ziada loss ho sakta ha is ley humy proper analysis karny k bad in ko istamal karna chae ha ta k humy maximum profit or maximum loss sy protection ho in sab sy best stop loss or take profit han stop loss humy loss sy bachaty han humary account ko wash hony sy bachata ha jab k take profit sy humy maximum profit hasil ho sakta ha agr hum ny take profit sahe jaga set kea ho tab is k ley humary analysis achy hony chae han tab he hum stop loss or take profit istamal kar sakty han or in sy fayda utha sakty han or loss sy bach sakty han
                        • #13 Collapse

                          Re: Take profit aur stop loss

                          ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya take profit aur stop loss donon hi bahut hi mera Forex mein kam kar rahe hain take profit aur stop loss a useful hai acche ke liye Ham agar ine ko use karke training karte Hain to humko kafi jyada fayda ho jata hai hamara account inki vajah se safe rahata hai aur hamari trade bhi acchi jaati hai trading stop use karte hain to usse Ham ko Jo beautiful hoti hai use per aakar close Ho jaati hai agar Ham stop loss istemal karte Hain to usse niche hamara loss nahin aata hamen limit Tak loss hota hai jisse hamara count varshon se bhej sakta hai aur use use. Per trading close Ho jaati hai aur ISI tarah take profit hi tech profile lagate Hain to hamara use. AC profit hoga agar uske bad Baki niche bhi a jaati hai to hamen use Koi nuksan nahin hoga hamara profit ho chuka hoga yah donon. Trading mein bahut pyar mein ek successful trader ine donon ka use karte hue trading karta hai aur inhin ki vajah se successful hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Take profit aur stop loss

                            G han friend ap ki bt bilkal durst hy stop loss or take profit hamy forex trading main aik bot bari saholat di gai hy jin ko use kar k ham bot bary loss sy apny account ko bacha sakty han or take profit sy ham acha profit hasil Kar sakty han stop loss or take profit hamary account ko safe rakhny m hmari madad karty han agr ham stop loss use karty han to hmari trade kisi bot bary nuqsan m jany sy phly hi band ho jati hy or hmara account safe rahta hy stop loss or take profit sy ham apny account ki achi management kr skty han hamy stop loss or take profit ko ignore ni krna chaiy balky in ko use kar k trading karni chaiy stop loss or take profit ko use kar k ham loss sy b bach skty han or apni earning b achi kr skty han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Take profit aur stop loss

                              hamy take profit ko use kar ky kam karna ho ag pher he hum paisa kaama skay gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kri sakty hain humgar mau bath kar is mai kama kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik international business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote hum is mai bager pasiao ky accoutn bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar tukak system sy kam kaery gy to hamy loss ho jy ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X