Jaiza: RSI indicator use karny ka faida

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: RSI indicator use karny ka faida
    Relative strength index (RSI)

    RSI indicator ko chart me use karny ka faida ye hota hay key traders ba asani technical base par market key oversold aur overbought areas ki conformation hony ki waja se buy ya sell orders plance karny me kamyab ho sakty hey, graph me RSI indicator 0 se 100 tak points ko show karta hay jes me 30 point market ka oversold level samja jata hay es level se buying ki best entries place ki ja sakti hay aur 70 point market ka overbought area hota hay jo key sell orders place karny key ley best samja jata hay, RSI indicator ko agar use karna hay to large time frame me hi us ka use karna good result de sakta hay.
    Click image for larger version

Name:	RSI1_602x345.png
Views:	25
Size:	39.1 کلوبائٹ
ID:	12462866
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: RSI indicator use karny ka faida

    g han bhai jan ap ny RSI indicators ko boht achi trha expalin kiya hai js main ao ny osko use karny k faidy bhi jo btaen hain sub he sahi hain or main apki bat se sehamt krta hun forex trading main aghr hum kisi bhi indiactors ko use karty hain tu os ka knowledge hona boht he zarori hai q k jub tak ap apny indiactors ko use nahi kar skty tu ap osko apny liye proftable bhi nahi kar skty hain forex main RSI indicators sub se zyda use kiya jany wala indicator hai jis main hum apni trdaing ko bhi boht achi trha se mange kar skty hain or market ko bhi asani se smjh skty hain tu hmain aghr es ko apny cahrt par apply krna hai tu os k liyez arori hai k es k points level ko achi trah sue karen apni trading main ta k es se afida liya jay
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: RSI indicator use karny ka faida

      Relative strength index (RSI)

      RSI technical bunyad par market ka oversold area aur overbought area apni calculation key base par investors ko chart me identify kar sakta hay, 30 point market ka oversold aur 70 point market ka overbought area point key base par signals provide karta hay, agar market 30 point ya es be down point par RSI show kar raha ho to ya best buy order place karny ka time ho sakta hay aur esi tarha agar chart me 70 point show ho raha ho to ye market ka overbought area samja jata hay es condition me traders ko sell order place karny ka best advantage mil sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: RSI indicator use karny ka faida

        Relative Strength Index indicator ki tareef aor isky istemal ka tareeka kar
        Dear members Assalamualaikum Forex trading market ma waisy to bahot sary indicators use hoty hain har aik ki apni khasoosit aor pechan hai lkn forex trading ma relative strength index indicator ki bhi apni pechan hai yeh waisy to aik oscillators hai lkn is ma apko short term trading aor scalping ky leay complete aor wazy indication mil skti hai Relative strength index indicator ki bhi apni pechan hai yeh waisy to aik oscillators hai lkn is ma apko trading ky leay short term trading ki entry ky leay overbought aor oversold entry ka time hota hai ap wahan py short time ky leay scalping aor reversal trade ly skty ho stoploss ap had sy up lag ky is ko use kr skty ho
        Dear members relative strength index indicator fix time period ma calculate krty hai market ki average movement ko measures krti hai
        Apko trading ky leay is indicator ki help sy trading opportunity avail krni chye
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: RSI indicator use karny ka faida

          Yes dear aapki baat bilkul theek hai a lesser indicator Ek bahut hi Achcha indicator Hai Kyunki Main Aur s indicator se Kafi Achcha profit Hasil Kiya Hai Kyunki isase aap market ko acchi Tarah analyse kar sakte hain aur Market ko acchi Tarah Jazz kar sakte hain ki market kitne percent up friend per hai yah Ke Kitne percent downtrend per hai isliye aap market ko ismein easily charge kar sakte hain aap Kisi bhi currency per chat per is indicator ko open Karen aur uske bad usko Dekhen market Agar market ki line Sattar percent se ab ho to market Mein sal ki position Ban Jaati Hai agar market Mein 15% se down ho tabhi market Mein bi ki trade Ban jaati hai isliye aap ismein bahut hi Achcha aur Behtar profit Hasil kar sakte hain jo ki aapke liye ek easy integrator ke jarie Hasil ho sakta hai aur Junior trade abhi is indicator ko istemal karke Kafi Achcha profit Hasil kar sakte hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: RSI indicator use karny ka faida

            Dear agar dekha jaye to RSI indicator aik bahot hi acha indicator hai aor agar hum ais ko range mai use karty hai to ais se hum ko kafi zayda faida ho jata hai kun k jab market range mai ho to aus time over sold se hum buy ki entry laga sakty hai aor jab over bought show ho raha ho to aus time hum market mai sell ki entry laga sakty hai agar hum ais market mai dekhy to hum ko ais market mai trend k hisab se indicator use karna chaye aor jab indicator hum ko trade dey tab hi hum ko ais market mai trade lagani chaye ais market mai RSI divergence ka bahot hi zayda faida hai ais se jab market ka trend change ho raha ho to hum ko phly se hi pata chal jata hai k abi market ka trend change ho raha hai aor ais mai hum ko trade lagani chaye.

            اب آن لائن

            Working...
            X