Jaiza: Best learning source

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Best learning source
    Best learning source

    Best learning source ki agar bat ki jaye to Forex forum ko be best learning ka source samjta hon es ki main waja ye hay key Urdu Language me posting karny ki waja se bahot se uneducated persons ko be Forex market ka knowledge hasil karny me asani ho jati hay, good trading key ley education to bahot hi zarori hay magar basic knowledge ki agar bat ho to Forex forum hamary ley bahot zeyda asaaniya peda kar deta hay, ham Urdu Language me posting kar key acha knowledge be hasil kar lety hey aur acha bonus be hamy mil jata hay es key ley ham instaforex ka hi shukar guzar hona chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Best learning source

    Best Learning With Pak Forex Forum

    G Aamir mein apki bat se Fully agree karta hun aur is mein koi doubt nahin he keh waqai Pak Forex Forum aik bohot hi acha aur zabardast platform hey, Jahan par baghair educated log bhi achi trha se learning kar saktey hain aur iski bari wajha bhi yehi he keh is mein hum Urdu mein posting kartey hein aur apni hi zaban mein jab hum koi bhi chez likhtey hein ya parhtey hein to uski hamen bohot hi ziada jaldi samajh ati hey aur bohot hi jaldi us bat ko pick kar lete hein aur mein is forum se bohot hi ziada piyar karta hun aaj mein jo kuch bhi hun is Forum ki wajha se hun aur mene is forum se bohot kuch seekha hey jo keh mein aur kahin bhi nahin seekh sakta tha, is forum ne mujhey bohot kuch diya hey.

    Advice:

    Mein Sab Users se yehi kahunga keh woh is forum ki always respect karen kioun keh is forum ke hotey huwe hum is business ko free mein learn kar rahey hein aur apni hi language mein learn kar rahey hein jo keh aik bohot hi bara advantage he hamare liye, Aur isy trha dua karen keh yeh forum Abaad rahey aur hum sab is se achi trha se learning bhi kartey rahen aur bonus ki soorat mein Gift bhi lete rahen, isliye hamen is forum par Fazool threads karne ki bajaye achey achey aur informative threads karne chahiye takeh is forum ko banane ka jo maqsad hey woh pura ho sakey.
    I HOPE ke aap mery advice par zaroor amal karengey.

    SHUKRIYA
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Best learning source

      Best Learning source

      Forex trading business me expert trader banny key ley aur acha knowledge hasil karny me forum ki opportunity se ham kabi be inkar nahi kar sakty hey, Urdu Language me agar ham acha knowledge hasil kar sakty hey to es me Forex forum ki importance es me bahot hi zeyda hay, bonus program aur posting work ko best learning source samja jata hay, es ka ghalat use aur es ka ghalat faida utany ki koshish kesi be forum member ko nahi karna chaye, posting work be mehnat se karna zarori hay aur sath me jo bonus milta hay es ko be achi tarha trading ka experience hasil karny key ley use karna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Best learning source

        Dear agar hum ne ais market mai kaam sekhna hai to hum ko ais mai sab se phly learning karni hai aor aus mai hum ko agar kamyab hona hai to hum ko ais mai kam sekhna pary ga magar ais ko sekhny mai kafi zayda time lag jata hai aor ais mai hum ko sekhny k liay kafi zayda mehnat karni pary gi magar ais mai kaam sekhny k liay hum ko ais forum se acha aor koi plate forum ni mily ga jis se hum ko agar ais forum par kaam karty hai to hum ais mai jitny achy traders hai aun k threads ko parh k achy trader ban jaty hai ais market mai kaam jis ne sekha hai wo hi ais market mai acha kamyab ho sakta hai agar ais market mai hum ne kaam sekhna hai to hum ko ais mai learning karni pary gi jis k liay ais forum par kaam karna bahot hi zayda best hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Best learning source

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Best learning source

          Best learning source ki agar bat ki jaye to Forex forum ko be best learning ka source samjta hon es ki main waja ye hay key Urdu Language me posting karny ki waja se bahot se uneducated persons ko be Forex market ka knowledge hasil karny me asani ho jati hay, good trading key ley education to bahot hi zarori hay magar basic knowledge ki agar bat ho to Forex forum hamary ley bahot zeyda asaaniya peda kar deta hay, ham Urdu Language me posting kar key acha knowledge be hasil kar lety hey aur acha bonus be hamy mil jata hay es key ley ham instaforex ka hi shukar guzar hona chaye.
          Assalam Walekum best learning source ki agar baat ki Jaaye Forex forum ko bhi best learning resource Samjha jata hai Iski man vajah yah hai ki Urdu language mein posting karne ki vajah se bahut se a educated persons ko bhi forex market ka knowledge Hasil karne mein aasani Ho Jaati Hai good trading ke liye education to bahut hi Jaruri Hoti Hai Magar basic knowledge ki agar Baat ho to Forex forum Hamare liye bahut jyada aseania Ada kar deta hai Ham Urdu language mein posting Karke Achcha knowledge bhi Hasil kar lete hain aur Achcha bonus bhi Hamen Mil Jata Hai iske liye Ham instaforex ka hi shukragujar Hona chahie Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Best learning source

            g han bhai jan ap ny sahi bat ki hai aghr tu hum forex leraning source ki bat karen tu amm forex ki guftgu aik bets option hai jahan se hum forex ko boht acha leran kar skty hain or es ko bahtr kar skty hain forex main learning ki boht ahmiyat hai es liye aghr tu forex ko achi trha se sikhna hai or es ka knowledge gain krna hai tu hmain forum par daily kam krna chahye q k boht se mambers jub account main acha balnce ban jta hai tu wo forum main kam krna chor dety hain jis se un ki leraning bhi rok jati hai or wo apni trdaing ko bhi mazeed sikh nahi paty hain tu kbhi bhi es khush ffehami main na rahy jub hum yah smjhny lag jaty hain k hmain sub kuj pta hai about forex tu yahan se he hmari ability weak hona shoro ho jati hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Best learning source

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Jaiza: Best learning source<br />Best learning source<br /><br />Best learning source ki agar bat ki jaye to Forex forum ko be best learning ka source samjta hon es ki main waja ye hay key Urdu Language me posting karny ki waja se bahot se uneducated persons ko be Forex market ka knowledge hasil karny me asani ho jati hay, good trading key ley education to bahot hi zarori hay magar basic knowledge ki agar bat ho to Forex forum hamary ley bahot zeyda asaaniya peda kar deta hay, ham Urdu Language me posting kar key acha knowledge be hasil kar lety hey aur acha bonus be hamy mil jata hay es key ley ham instaforex ka hi shukar guzar hona chaye.
              Ji han ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading jis taran world main sab say ziada famous business hay usi taran aik bohat hi ziada profitable business bhi hay is business kay risky honay ki wajah say is ka knowledge gain karna aor is ki mukamal learning donon traders kay liay har hal main zarori hain aj say chand sal pehlay Forex kay baray main knowledge hasil karna aor is ki learning aam admi kay liay mushkil thi lakin aj kay is jaded dor main bohat easy ho chuka hay log easily Forex ka knowledge internet kay zariay say hasil kar saktay hain aor achi learning bhi internet kay zariay say hasil ki ja sakti hay this time Pakistan Forex Forum Forex ki best learning main bohat ziada eham kirdar ada kar raha hay aor Pakistan main Forex ki best learning ka aik wahid source hay Pak Forex Forum main bohat say senior and expert traders Forex kay baray main authentic knowledge aor Forex main apna experience jo un ko apni life main hasil howa hota hay woh share kartay hain jis say new join karnay walay Forum members jo Forex ki learning and knowledge gain karnay ki gharz say Pak Forex Forum ko join kartay hain faida uthatay hain Forex ki best learning aor knowledge hasil kartay hain aor learning poori karnay kay bad Forex main entry kartay hain aor kamyab trading kar kay achi earning kartay hain is kay ilawa Forum say members ko learning kay sath sath bonus bhi milta hay jis say members real trading account main trading kar kay profit bhi hasil kar saktay hain behtreen jawab kay contest main hisa lanay say aik to Forex ka bohat ziada knowledge hasil hota hay dosara contest win karnay par withdraw able bonus bhi milta hay jo easily withdraw karwaia ja sakta hay jo members ki zati zaroriat ko poora kanay main madad data hay is liay yeh kehna bil kul wrong na ho ga k best learning ka source Pakistan Forex Forum hi hay.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Best learning source

                Ji mere bhai aise kaise kam hai jismein poori duniya mein log kam kar rahe hain aur ismein jyada se jyada profit kaise kar sakte hain agar hamen uske bare mein knowledge hasil karna hai to hamen forum sabse best opportunity hai ismein Ham is ke jitna marji knowledge hasil kar sakte hain aur apne experience to gain kar sakte hain iske alava hamen demo counter bhi jyada se jyada kam karne chahie jitna Ham dam account or profit aise karenge utna hi achcha Ham real account mein bhi trading kar sakte hain iske alava kisi expert ko follow karna chahie market ko Delhi se jaane lies karna chahie money management aur technical analysis karna chahie aur jitna hamenismein mehnat karenge utna hi achcha hamen ismein kar sakengeHam iske bare mein Google se bhi search kar sakte hain aur form se bhi iske bare mein data jitna marji hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Best learning source

                  -----g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main api bat se agree krta un forex trdaing main jub hum trdaing karty hain tu hmari trdaing main leraning ki base par he hum apni trading main kamyb ho skty hain es liye apko bhi apni trdaing ki leraning ko enhance krna hoga jub apki trdaing ki leraning achi hoti hai tab he ap apni trdaing main miyari trdaing kar skty hain or jub ap miyari trdaing karty hain tab he ap apni trdaing main los ko bhi khtm kar skty hain or apni trdaing main ris ka factr bhi ayse he kam kar skty hain tu tu hmain apni tdaing main ghr profit eran krna hai tu apk apni trdaing ki leraning karni chahye jitni achi leraning hogi otna he hmari eraning k chances gain hoty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Best learning source

                    G haan bhai aap nay bilkul theek kaha hay Pakistan Forex aik boht acha plateform hay logou ki learning k liaye sub say bari sahulat yay hay k ismay ham urdu may post kartay hay or yay unlogou k liaye faaida mand hay jo uneducated hay wo b issay asaani say samjh laytay hay or un ki learning bachay say hojaati hay. Yay aik best learning source hay jis may ham free may trading b ker saktay hay or posts ker k free may apna profit b fain ker saktay hay hamay chahiyay k is forum pay fazool post kernay k bajaaye achi achi post karay jis say kisi ko faaida b ho aaj ham kisi k liaye acha sochay gay tou apnay liaye b tou koi acha he aouchay ga na. Yay forum her banday k liaye hay chahay wo ghareeb he q na ho iskay zariye wo apnay kal ko acha bana saktay hay. Is forum pay ham aik dusray k views parh ker boht kuch seekhtay hay jis say hamaari learning boht behter hoti hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Best learning source

                      Instaforex aur pak forex forum mill kay baghair kisi doubt kay Pakistan mai forex kay liye bohat acha kaam ker rahey hain. Forex ki learning kuch saal pehlay tak bohat mushkil thi kiyu kay traders kay paas itna time nahi hota kay woh achay tareekay say kisi ko forex dikhanay kay liye time day sakain. Laikin oak forex forum kay anay kay baad ye masla totally khatam ho chuka hai. Forex ki learning ka bahtreen source iss waqt pak forex forum hai. Jo free hai. Her waqt open hota hai. 24 ghantay members available hotay hain aur queries ka jawaab mill raha hota hai. Forum say learning aur knowledge kay saath trading kay liye initial investment bhi bonus ki soorat mai mill Jata hai. Pak forex forum pay new members ho ya senior members ho sub he aik dusray kay saath bohat Co operative hain. Issi liye pak forex forum ab aik community platform bann chuka hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Best learning source

                        Gee han best learning k liay wo cheez seb se best hoty hai jahan easy and apny hi language main sikhaya jay is liay hum liay easy forex sikhnay k liay is forum se best koi cheez nai hai is liay hum post bonus k liay nai karte jo karte hai un ki soch galt hai hum ko is forum par ek 2nd ko forex sikhnay and sikhnay k liay post karny chayie phir hum forex forum ka asal faida utha sakte hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Best learning source

                          Forex trading main basic learning ka hsol humary leay bot bari kamyabi hy q k achi learning k bagar ham kamyab trading ni kar sakty or learning hasil karny ka sb sy best way yahan pe forex forum ko hi smja jata hy or myry khayal m ziada tar traders real account main trading sy phly forex forum ko join karty han myry experience ki bunyad py b hamy phly forum m kam karna chaey q k forum m hr qism ka knowledge or information share ki jati han or new traders yahan sy easily trading k mutaliq information hasil kar lyty han new members yahan sy is leay b achi learning kr lyty han k forum m ham simple urdu m bat karty han or hr bat ki discussion urdu m hoti hy is leay members yahan aik dosry ki bat easily smj sakty han
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Best learning source

                            Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Pakistan Forex Ek bahut Achcha platform hello gky learning ke liye Sabse Badi 16 to yah hai ki ismein Ham Urdu mein post karte hain aur Hariom Logon ke liye faydemand hai jo jo jo inducted Hai vah bhi isase aasani se samajh lete hain aur aur Unki learning bhi acche se Ho Jaati Hai Ya Ek best learning sakore Hai jis mein Ham free mein trading dikha sakte hain aur post Karke free mein Apna Bhi profit define kar sakte hain Hamen chahie ke is form per fazool post karne ki vajah se acchi acchi post Karen jisse Kisi Ko fayda Ho Aaj Ham Kisi Ke Liye Achcha Sochenge to apne liye bhi to Koi Achcha Hi sochega yah form hi Bande ke liye hi chahie ki vah Garib hi Kyon Na iske liye vah Apne kal ko Achcha banaa sakta hai is form per Ham Ek dusre ki agar madad Karte Hain To Hamara knowledge or experience badhta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Best learning source

                              G haan Forex trading karnay kay liye iss ko learn karna bohat zaroori hai Iss ko learning kay baghair nahi kiya jaa sakta. Forex trading puri duniya main sab say mashoor business hai aur iss kay sath sath sab say ziada profitable business bhi hai iss liye Forex trading ka knowledge hasil karna aur aur iss ko learn karna har trader kay liye bohat zaroori hai. Agar pichlay kuch salon main daikha jae to Forex trading ko learn karna bohat difficult tha lekin aj kal kay modern aur jaded dor main issay learn karna bohat asaan ho gya hai, Forex trading ko hum internet ki madad say seekh saktay hain iss kay ilawa Pak forex forum main bhi Urdu language main bohat asaan alfaaz main Trading kay different pehlo ko biyaan kia jata hai jis ki madad say har koi Forex trading ko learn kar raha hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X