How to Reduce Risk in Forex Trading
Introduction
Dear Fellows,
Forex trading market main agar leverage ki setting se reduce karna bahot hi simple aur easy hay, agar ham 100$ ki investment apny account me karty heain and leverage ki setting aur size 1:500 ya 1:1000 ho to its mean k hum risk ki management kar key trading nahi kar rahy hain. So why esi trading risky ho sakti hay, 100$ ki investment agar ho to leverage size me bahot zeyda kami kar deni chaye, ideal leverage size 1:50, 1:100, 1:200 hey, 100$ bahot hi minimum investment hoti hain. Awar esy small trading account me risk ki management big investmen agher hmari investment km hai to humy leverage bi km use karni chahay lakn agher hum leverage ka size zyda rakty hai than loss ka zyda chance hoty hai lakn jo new trader hoty hai un ko leverage ka bary main knowledge hi nai hota ka leverage kay hai aur as ko kas trah use karty hai main ap ki bat say agree hon ka agher humri invest 100$ hai to humy apni investment ka hasb say leverage set karni cahahy na ka humy km investment pay zyda leverage set karny as trah risk ko kafi tarikoun say kum ker sagty hain our over all diekha jeay to forex aik boht he risky business hai but ye trader pay he depend hota hai k wo us main risk ko manage ker k kesay kaam kerta hai jo bhe possible ways hai. aik to app ki first off investment achi hoo app ager 500 dollar kerty hain to pher app k leay best hoo ga.ess k ilawa app ki leverage dosarey number pay ati hai k app ki investment k mutabik set honay chahy 500$ pay 1:500 best ho gee. Moreover, app ki money management aa jati hai jab tak app ye nahe kerty hain tab tak app us main successful trader nahe ban sagty hain
How to Apply
Fellows,
Forex main aik zarori baat ye hai k knowledge ka hona all k leay zarori hai pher he app us main knowledge our experience gain forex trading main hmari jo leverge hoti hai osy apny account k hisab se set krna chahye jitna hmary account main ablnce hota hai osi k hisab se esko set krna chahye lverge wo raqm hoti hai jo hmain broker deta hai trading karny k liye es liye hmain chahye k apny account k hisab sey osko set karen q n atu hum apni leverge ko apny account se bara set kar skty hain q k jitni hmari lverage hogi hmain osi hisab se loss or profot milta hai leverge zead se hmain loss bhi zeyda he hota hai or hmain invest bhi osi hisab se karni hoti hai jub k kam leverge se hum choti invest se bhi trading kar skty hain es liye leverge kam rakhni chahiay.
Conclusion
Fellows,
Humko trading market main kam sy kam risk he lena chahiay and jab humaray paass 100usd hoon to ye aik boht kam investment hai ais liye humin chahyee ky hum apni leverage ko bhi kam sy kam he rakhein ais tarah hum makret main klam risk leety hai to humari trade ky liye acha hoota hia aor humin cahyee ky hum market main apni investment ko barhayeen ess tarah hum market main apny ghalt decesion ko bhi sambhal sakty hia aor hum apny loss ko bhi recover kr sakty hia likin humin leverage ko kam sy kam he rakhna so why agar hum levrage kam use kary gay to ais mai ye hai k hum ko ais mai hum lot bari hi ni lagye gay aor ais mai hum ko profit aor loss aus lot k hisab se ho ga agar hum ne ais mai lot bari lagai ho to aus time bandy ko masla aata hai ausi time agar hum ais market mai kaam kary to hum ko ais mai risk apny account k hisab se lena chaye jab hum ais mai lot lagaty hai to hum ko ye pata hona chaiaye k agar ye loss mai jati hai to atna balance ho ta k hum ais mai aor lot laga k apna loss recover kar ley ais se ye faida ho jata hai k jab humri trades kafi zayda loss mai hoti hai to hum aus say bach jaaty hain.
Thanks

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим