Jaiza: Emotional control

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Emotional control
    Emotional control

    Forex business me esa koi tool aur system majood nahi hay jes key help se emotions ko control kia ja saky traders self base par hi trading me emotions ko control karny me kamyab ho sakty hey, agar Forex market me disciplined approach ki development ki jaye to traders key ley emotions ko control karny me asani ho saky gi, buy sell orders me kami se hi emotions ko control karna asaan ho sakta hay agar esi fixed routine key sath market me trading ki jaye to traders key ley kamyab hona bahot hi asaan ho sakta hay aur emotional par be traders ka control hasil ho jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Emotional control

    Dear ais market mai agar dekha jaye to ais market mai jo log jaldi emotional ho jaty hai wo ais mai apna loss karty hai kun k ais market mai jab ap koi trade lagaty hai aor wo trade loss mai jati hai to aus time ap emotional ho k ais mai risk zayda lety hai aor ais market mai ap koi bari lot laga dety hai analysis k baghair ais mai ap ko jab aus trade par loss hota hai to aus time ap account ko bacha ni saty aor apna account wash kar lety hai ais liay ais market mai agar ap emotional ho k kaam kary gay to ap ais market mai apna hi loss kary gay ais market mai agar ap ko kamyab hona hai to ais market mai ap aram se kaam kary aor ais market mai jab trade karni ho soch samjh k aor money mangaement k sath karni chaye tab ap ko ais mai faida ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Emotional control

      Dear Irfan.

      Apne Emotions ke hawale se aik acha topic uthaya hey aur waqai apne sahi bat ki hey keh forex mein aisa koi tools nahin he jis se aap apne Emotions ko control kar saken, Forex business ka jo sab se main concept hey jis se traders ko loss ho raha hey aur purey world mein yehi problem chal rahi hey woh Emotional trading hi hey. Aisey bohot sarey trader bhi dekhne ko miltey hein jinke pas kafi ziada knoweldge aur experience hota hey lekin woh bhi is business mein fail ho rahey hein just aur just emotions ko control na karne ki wajah sey.

      How to Control Your Emotions:

      Ziada tar dekhne mein ata he keh jab bhi aap ki koi trade loss mein jati hey to aap Emotional hotey hein aur yehi woh time hota he keh jab apke emotions ka imtihan shuru ho jata hey, Us time basically hamen karna yeh Chahiye keh hamen market se bilkul out ho jana chahiye 1 ya 2 din keliye hamen kahin Natural jagha par jakar Picnic kar leni chahiye kahin dosto mein jakar shughal mela laga lena chahiye, Aur after 1 ya 2 days ke bad phir se hamen market mein enter hona chahiye mein apko guarantee deta hun keh jab aap 2 din rest karne ke bad market mein ayengey to aap bilkul fresh mind ke sath ayengey aur apke emotions bilkul control mein achukey hongey aur aap aik naye JAZBEY ke sath dobara trading mein enter hongey is trha aap achi trha se apne Emotions ko Control kar saktey hain, Aur purey world mein Successful traders ke bhi yehi methods hotey hein Emotions ko Control karne keliye apko yeh sab karna hota hey, Jab aap 2,3 dafa routine ke sath market ko chorne ke Aadi ho jayengey to aap Always apne Emotions ko Control kar sakengey.

      SHUKRIYA..
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Emotional control

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        Jaiza: Emotional control<br />Emotional control<br /><br />Forex business me esa koi tool aur system majood nahi hay jes key help se emotions ko control kia ja saky traders self base par hi trading me emotions ko control karny me kamyab ho sakty hey, agar Forex market me disciplined approach ki development ki jaye to traders key ley emotions ko control karny me asani ho saky gi, buy sell orders me kami se hi emotions ko control karna asaan ho sakta hay agar esi fixed routine key sath market me trading ki jaye to traders key ley kamyab hona bahot hi asaan ho sakta hay aur emotional par be traders ka control hasil ho jata hay.
        Ji ap nay bil kul thek kaha hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon. Forex trading main kamyabi kay liay har soorat traders ko apnay jazbat ko control karna chahiay gar traders apnay emotions pay control nahi kar pay gay to woh apni trade main koi na koi loss zaror uthay gay emotion pay control karna aik trader kay liay ziada easy nahi hota kun k yeh aisai feeling hay jo har insan main khud bakhud paida ho jati hay apnay emotions pay control kay liay traders ko chahiay k woh apnay mind ko har lehaz say relax rakhay aor apni thought ko bhi positive rakhay agar Forex main traders ziada tar profit hi ki umeed rakhay ga to loss ki soorat main isay apnay emotions pay control rakhna mushkil hojay ga isi taran agar just loss hi ka dar ho ga aor itifaq say trader ko un ki soch aor umeed say barh kar profit ho jata hay to tab bhi us kay liay emotions pay control karna mushkil ho ga is liay traders ko trading kay doran loss and profit dono ko mind main rakhna ho ga is say trader ka mind har taran ki soorat hal ko face karnay kay liay tiar ho ga aor us kay liay emotions ko control karna bhi easy ho jay ga.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Emotional control

          Emotional control

          Traders over trading aur risky trades open key base par kabi be emotional ko control nahi kar sakty hey, emotional ko control karny key 2 hi tareeqy hey,

          1. traders ko over trading aur risky trading nahi karni chaye bahot zeyada loss hony ki waja se traders confuse hony key sath emotional be ho jaty hey aur traders key ley ye bahot hi zeyda critical movement hoti hay.

          2. Agar profit target set kar key har trade ko open kia jaye aur take profit key sath stop loss ko be yakeeni banaya jaye to risk ko control karny ki waja se traders apny emotional ko be control karny me kamyab ho jaty hey.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Emotional control

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            Emotional control

            Forex business me esa koi tool aur system majood nahi hay jes key help se emotions ko control kia ja saky traders self base par hi trading me emotions ko control karny me kamyab ho sakty hey, agar Forex market me disciplined approach ki development ki jaye to traders key ley emotions ko control karny me asani ho saky gi, buy sell orders me kami se hi emotions ko control karna asaan ho sakta hay agar esi fixed routine key sath market me trading ki jaye to traders key ley kamyab hona bahot hi asaan ho sakta hay aur emotional par be traders ka control hasil ho jata hay.
            Dear friend forex trading main emotions ko control main rakhna both zarori ha jab tak hum emotions ko control ni karty han humy loss k chance hoty han is key humy proper learning or practice sy forex trading ko seekena chae ha jis sy humy knowledge or experience hasil ho ga or phr hum log ziada sy ziada ache trading kar sakeny gy is ley humy proper money management or risk management ki zarorat ho ge is k alawa humy forex market k achy analysis karny seekeny hon gy or hum Ziada behtar planning or strategy sy trading kar sakeny gy or forex trading main kamyab ho sakeny gy is ley humy forex trading main earning k bajay learning pe tawaja dani chae ha ta k maximum learning kar k ache trading kar sakeny
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Emotional control

              Forex trading business mai emotional control haasil kerna hamesha say traders kay liye aik bohat bara masla raha hai. Jab traders trading ker rahey hotay hain tou unn kay mind mai bohat si positive cheezain hoti hain laikin jaisay he trade open kertay hain uss kay saath he bohat si cheezain ghaib ho jaati hain aur sirf aur sirf trade nazar aati hai. Jab trade profit mai jaati hai tou ziada profit ka wait shuru ker daitay hain aur jab loss mai jaati hai tou loss kamm honay ka wait shuru ker laitay hain. Aik kay baad aik trade open kertay jatey hain aur aik waqt ata hai jab account ka free margin negative mai jaa kay account ko wash kerwa daita hai.

              Traders ko emotional control ki practice demo trading account mai bharpur tareekay say kerni chaiy. demo trading mai traders agar daily ki total trades ka target banain aur ye bhi zehan mai rakhain kay apni trading session kay end pay maximum kitni trades open chorengay tou unhain acha emotional control haasil ho sakta hai. Iss kay elawa emotional control laalach aur jald baazi pay qaabu paa kay haasil kia jaa sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Emotional control

                forex trading main emotions ka boht bara hath hai es liye aghr hum apni trdaing karna chahty hain or yah chahty hain k hmain loss kam se kam ho tu hmain apny emotions par control karna hoga jitna hum apny emotions par control karny se faida hota hai or wohi hmary liye bahtr hoty hain es liye hmain apni trading main emotions par control rakh kar kam karna chahye jis se hum apni trading bhi bahtr kar skty hain or sath main humari trading main risk bhi kam se kam hota hai tu apko cahhe k ap apni trading main aghr acha proft chhaty hain tu apko apni trading main apny emotons par control rakhna cahye or jad bazi se trading karny se gurez karna hoga jiti ap soc smjh kar trading karty hain otna he apko apki trading main loss kam se kam hota hai or ap achy se ach aprofit gain kar skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Emotional control

                  ji mere bhai main aapki baat se agri karta hun forex mein agar aapko kam karna hai to ismein kisi bhi Surat mein aapko he motions ke sath train nahin karte kyunki aap ismein motions mein aakar ek galat re laga dete Hain jiske vajah se aap kar lo 27 liye aapko chahie ki ismein full confidence ke sath read Karen agar aapke pass emotions se taiyar karte Hain to aapko Los Los Ho sakta hai jiski vajah se aap kaun ho sakta hai isiliye aapko chahie ismein jyada se jyada mehnat Karen kyunki mehnat aur ki vajah se Hi experience ki vajah se aapke motion control ho sakte ho Rama confidence aaega aap demo content jyada se jyada share Karenkyunki emotional kishor trade karne wala insan hamesha galat re laga deta hai isliye aapko ismein emotional mein Kam nahin karna koi bhi kam aap Kar Le tu agar emotions ke sath karenge to aapko loss ho sakta hai ISI tarah forex main bhi aapko loss ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Emotional control

                    Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex m asa koi bi treqa ni jis sy ham apny emotions ko control kr skan forex ny asa ko way ni bnaya jis k zariye ham emotions ko control kr skan hamy khud hi apny opr control kr k successful hona hy ham apny emotions ko is tra control kr skty han k ham jb b forex m trading karan to hmara zahn ye hona chaiy k ham ny phly achi learning krni hy jo emotional or lalichi traders hoty han un ka zahn ye hota hy k forex aik easy business hy is liay wo is m zyada sy zyada pasa kma kr jaldi sy ameer ban jain gy isi wja sy trading m wo apny emotions py control ni kar paty or bari bari trades open krty han jis sy unan profit k bjaiy zyada loss ho kr account wash ho jata hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Emotional control

                      Dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Ki Forex trading 1 worldwide business promotion Ki Koi gunjaish Nahin Hoti Agar Ham ismein emotional hokar trading Karte Hain To Hamen loss hi hota hai Kyunki motion mein jyada Badi trade open kar Baithe Hain Jis Se Hamen Los hone ke hote hain isiliye Hamen ismein work karne ke liye sabse pahle Apne emotions per Kapoor Rakhna Hoga tabhi aap ismein achha work kar Sakenge aur kamyabi Hasil kar Sakenge Kyunki ismein Ham lalach kar Baithe Hain lalach Mein Aakar Badi trade open kar Baithe Hain Jis iska Hamen bahut hi nuksan hota hai is mein baat karte hue Hamen Apne emotion per control Na Hoga tabhi Ham ismein Saccha social kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Emotional control

                        Ji Bhajan aapane bilkul theek hai aap Raksha Mein Aisa Koi Bhi Tarika Nahin jisse ham Apne emotional ko control kar sake frax Ne Aisa Koi Bhi Nahin Banaya Jiske jarie Ham emotional ko control kar sake Hamen Khud Hi apne aap control Karke Sach full hona hai Hamen Apne emotional ko Is Tarah control kar sakte hain ki Ham Jab Bhi farak mein chatting karen to Hamara Jahan yah Hona chahie ki Ham pahle acchi learning karni hai to emotional aur lalach Trident hote hain Unka Shahar yah hota hai ki Forex Aisa business hai isliye vah ismein Jyada Se Jyada Paisa Kama kar jaldi se Amir Banna Chahte Hain Is vajah Se trading Mein vah Apne emotional ko control nahin kar paate aur Wala Le Kar Baithe Hain Agar emotional ko control karna hai to iske liye Hamen lalaj ko Dur karna hoga tab hi Hamara emotional Dur Hoga aur control hoga
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Emotional control

                          Assalamu Alaikum dear friends Forex trading business Mein emotional control Hasil karna Hamesha ke liye ek bahut bada masla Raha Hai Jab traders trading kar rahe hote hain to unke mind Mein Bahut Si positive chijen hoti hai lekin Jaise hi trade open karte hain uske sath hi Bahut Si chijen gayab ho Jaati Hain aur sirf aur sirf trade Nagar Aati Hai Jab trade profit Mein Jaati Hai To Jyada profit ka vate shuru kar dekhte hain aur jab loss Mein Jaati Hai to loss kam hone ka wait Shuru kar lete hain Ek ke bad Ek trade open Karte Jaate Hain aur ek Waqt Aata Hai Jab ka account ka free negative Mein jakar account ko Vash Karva deta hai Ko control ki practice demo trading account mein bharpur tarike se Karni chahie demo trading main traders Agar daily ki total trade ka target banaen aur yah bhi Hindi mein Rakhenge apni trading Fashion Ke and pe maximum Kitni trade open Chhodenge to unhen emotional control Hasil ho sakta hai Iske alava emotional control laalach aur jaldbaji per Kabu paake Hasil Kiya Ja sakta hai Forex bahut hi Achcha trader acchi earning kar sakte hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X