Jaiza: Leverage size ka advantage
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Leverage size ka advantage
    Leverage size ka advantage

    Broker ki taraf se leverage size ki facility/opportunity investors ko milti hay es ki jetni be tareef ki jaye kam hay es ki waja ye hay key leverage size ki waja se big value ki currency be small amount par ham buy kar sakty hey aur ye leverage size ki waja se hi possible ho sakta hay, Forex market me bahot zeyda value key currency pairs majood hoty hey agar leverage size ki facility investors ko na milti to Forex market me etny zeyda value key currency pairs ko buy karna possible na hota, brokers ne Forex business me trading karna bahot hi asaan kar dia hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Leverage size ka advantage

    Leverage ky faidy aor nuqsanat
    Leverage forex trading members ko aik opportunity aor facility tb masoo ho skti hai jub unko smjh ho ky leverage hai kya isko kesy use krna hai kesy apny account ko situation aor analysis ky hisab sy management aor control krna hai agr aik trader yeh smjhta hai ky us sy acha koi trader nhi hai to yeh uski sub sy bari ghalat fehmi hai apko forex trading market ma liquidity term bhi ota honi chye ab agr ap smjhty ho ky market to yahan sy agy ja nhi skti itni move kr ky aa gai hai to mery bahI yeh soch bhi ghalat hai ab agr liquidity indicator ka apko access ho tb to theak wrna aisa soch ky stoploss na use krnq bhi ghalat approach hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Leverage size ka advantage

      Leverage size ka advantage

      Broker ne investors ki asani key ley leverage size ki facility provide ki hay aur me samjta hon key es facility ka agar correct use kia jaye to traders ko kamyab hony me ye bahot hi help de sakti hay, koch traders leverage size ka ghalat use be karty hey magar me samjta hon esy traders risky trading ki waja se aur leverage size ka ghalat use karny ki waja se hi loss kar sakty hey, broker ne jo facility trading ki asani key ley di hoti hay es se faida utany ki har mumken koshish karni chaye, yahi leverage ka sab se big advantage hay key small amount par be acha profit earn karny me asani hoti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Leverage size ka advantage

        Leverage size big ho to bahot advantage hasil kia ja skta hai lkn agr leverage ka istemal ghalat tareeky sy big risk full lot size without management strategy use kia jay to yeh apky leay bahot he dangrous sabit ho skta hai
        Forex trading ky bonus affiliated program ky tehat insta forex broker ki taruf sy 1:50 leverage setting ka rule hai jo ky initial traders ky leay bahot he perfect hai forex trading market ma apko analysis ky leay mehnahyet krni chye technical aor fundamental knowledge aor experience hasil kren aor market ma risk management sekhen
        Leverage lot size orders ki types pending instant execution aor market ma updates indicator usage smjhen aor phr trading start kren
        Acha kaam achy daam
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Leverage size ka advantage

          Dear leverage ki baat ki jaye to ais mai agar hum ais market mai high leverage use karty hai to hum ko ais mai ye faida hai k hum jab ais market mai trade lagaty hai to ais mai humra margin bahot kam use hota hai magar ais mai humri trades loss mai jati hai to hum ais mai loss ko recover karny k liay hum ais mai lot bari use kar k asani se loss ko recover kar sakty hai magar ais mai agar hum high leverage rakh k hum ais mai bari lot lagaty hai to aus mai hum ko loss bahot zayda ho sakta hai ais liay hum ko chaye k hum ais market mai leverage kam rakhy ta k hum ko agar ais market mai loss ho to aus se humra account safe rahy kun k jab hum ais mai leverage zayda use karty hai to aus mai hum ko zayda lot lagani parti hai.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Leverage size ka advantage

            Aam tor par Forex trading main agar real investment ki jay to woh bohat ziada hay yehni agar ham aik lot invest kartay hain to us kay liay taqreeban 123228$ ki zarorat hoti hay jo k Pakistani currency kay hisab say Rs.19445378.4 taqreban bantay hain isi taran agar mini Lot ka hisab lain to woh 12322$ hain jo Pakistani taqreeban Rs.1944412 bantay jab k macro Lot lain to woh 1232$ ki hay jo k Pakistani Rupees kay hisab say taqreeban Rs.194410 rupees bantay hain yeh tamam amounts aik aam trader kay liay Forex main invest karna bohat mushkil hain bal main to kahon ga lot and mini lot to aam traders kay liay na mumkin hain is taran aik normal traders kay liay Forex market main entry na mumkin hay jab k brokers apnay clients ko bohat si facilities provide kar rahay hain jin main say aik leverage ki facility bhi shamil hay leverage main yeh hota hay k traders kay pass investment kay liay jo raqam yehni amount mojod hoti hay jisay woh trading kay liay invest karta hay woh haqeqat main bohat kam hoti hay jis say trading nahi ho sakti lakin broker yeh karta hay k woh trader ki invest ki hoi amount say oper ki amount jo investment kay liay require hoti hay woh khud broker hi invest kar data hay aor jab traders ko profit hasil ho jata hay to broker apni traders ko di hoi borrow money deduct kar lata hay aor traders ki investment + profit dono traders kay account main dal data hay yeh sara amal leverage hi kehlata hay leverage kay traders ko bohat say faiday hain jis main sab say bara faida yeh hay k traders small investment say bhi trading kar saktay hain is kay ilawa bhi kai facilities broker trader ko data hay leverage kay related chand aik images darj zail hain jin say mazeed leverage ko samajha ja sakta hay.

            Click image for larger version

Name:	Leverage -2.jpg
Views:	3
Size:	625.2 کلوبائٹ
ID:	12322793
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Leverage size ka advantage

              bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai or main apki bat se sehamt krta hun forex trdaing main hmari leverage ki badolat he hum bari currency ko small balnce k sath trading kar skty hain or yah oppertunity hmain broker provide krta hai jis se hum apni trdaing ko achy point k sath jari rakh kar es bsuiness se faida otha skty hain tu apko aghr forex main kamyb hona hai tu apko apny leverge ko achi trha mange kar k trading karni chahye q k ayh odffer hmain broker ki traf se hoti hai jub hum es ka chi trha se use kar skty hain tu hum aik kamyb trdaing kar skty hain warna aghr hum apni trading main high leverage ko jub ap kam knowledge k sath set kar dety hain tu bhi apko loss ho jta hai tu es oppertunity se ahiyat se faida othaen ta k apko loss na ho
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Leverage size ka advantage

                studying business Mein Hum Apna Jitna Jyada leverage size Chhota rakhte Hain utna Jyada loss Se badhate Hain Kyon Ke Kabhi Bhi Jyada risk per trade Nahin Lagani chahie Hamare brokers Hamen Zyada leverage Lene se Rog hote hain Kyunki Jyada leverage Hamare amount ko khatm kar deti hai sometime loss hone ki vajah se Hamen chahie ki Ham kam profit Mein Hi khush rahe Jyada profit ke Chakra Mein loss ka Samna na Karen Agar Ham Jyada average Lete Hain To isase Jyada loss ka Khatra rahata Hai Magar sometime Agar Ham behtarin analysis Karke trade lagaen aur high leverage size rakhen tab Hamen Achcha profit Hasil hota hai without knowledge or experience ke Hamen kabhi bhi hai leverage betrayed Nahin Lagani chahie aur koshish Karni chahie kya Ham kam leverage Mein Hi trade order lagaen

                اب آن لائن

                Working...
                X