Jaiza: Most risky trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Most risky trading
    Most risky trading

    Traders ko market ka technical aur fundamental jaiza es ley nahi lena chaye key wo most risky trading karny ki koshish karen, market me risk ko kam karny key ley hi technical aur fundamental jaiza leny ki koshish karni chaye, koch traders esy be hey jo key market ka jaiza be behtar tareeqy se le lety hey aur trading planing aur strategy me be kesi kisam ki koi kami nahi hoti magar most risky trading karny ki koshish karty howy ye traders bilkul be fail ho jaty hey, es traders ko apny mistakes se learning karny ki bahot zeyda zarorat hoti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Most risky trading

    Most risky and dangerous trading

    New traders key sath senior traders par be kesi time greed ka effect ho sakta hay aur risky aur dangerous trading karny ka khayal us key mind me a sakta hay magar esy traders kabi be esa risk leny ka nahi sochna chaye, es ki waja ye hay key most risky aur dangerous trading se ham na to perfect traders ban sakty hey aur na hi regular profit earn karny me ham life time kamyab ho sakty hey to etna zeyda risk leny ka faida kia hay jes ko ham afford nahi kar sakty hey, risk zaror lena chaye magar etna hi key jes ko recover karny me hamy asani ho.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Most risky trading

      Dear ais market mai agar hum ne kam karna hai to hum ko ais mai ye pata hona chaye k ais mai kon sa time risky hota hai kun k ais market mai agar hum kaam karty hai to hum ko ais mai news k time par trade ni karni chaye kun k aus time market bahot hi zayda fast hoti hai aor aus time jab market moment start karti hai to thori si dair mai bahot zayda move kar jati hai aor aus mai agar dekha jaye to aus mai humri lot agar loss mai jati hai to aus mai humra account thori si dair mai hi wash ho sakta hai agar hum ais market mai safe ho k kaam karna chaty hai to hum ko ais market mai news k time par agar trade karni ho to ais mai lot bahot choti use karni chaye aor ais mai apni trade k sath stop loss use karna chaye tab hi faida ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Most risky trading

        forex trading main jo mambers apni trading ko zyda risky bna lety hain wo apni trading main buri trha fail ho jaty hain or wo apni trading main greed k sath trading kar k bara profot chahty hain jis se wo apni trading main risk ka bhi khyal nahi rakhty hain jin se un ko baara loss ho jta hai or un ka loss bhi bara ho jata hai or apka account bhi wash ho jta hai tu hmain apni trading main risk ko manage kar k trading karni chahye kam risk main hmain loss bhi kam hota hai or hmaraa ccount bhi wash hoy se bach jta hai es liye apni trading main os trading satrtgies ks ath trading karen jis main loss kam se kam ho or ap apni trading main acha profot gain karen yah apki apni trading main kamyb hony k liyez arori hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Most risky trading

          dear apki baat theek hay k hamko markeet main aisa kaam krna he nai chaye jis say agar ham risk ziada laitay hain to hamara markeet main win krna bhut he mushkil ho jata hay ham aisa risk lain he na jiki wajha say hamko lose ka samna zaida aur earning kam milay waisay bhi hamko konse jaldi hay k ham jaldi jaldi markeet say kuch hasil kr lain koi aisa nai hay k market thoray dino ki mehmaan hay usk baad is nai khatam ho jana hay agar ham aisi soch say kaam laitay hain to haamra markeet main kaam krnay ka koi faida nai hay aur ham is say kuch hasil bhi nai kr sakaingay ge hamko koshish isi baat ki he krni chaye k ham is main fail nai hona hay balk is main say kuch na kuch win krna hay jis say hamari tarding bhi achi hoge aur ham khud bhi is say satisfied rahngay.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Most risky trading

            Brother aap nay vaat bilkul theek ki k market may ham logou k aisay kaam kerna chahiyay k jis may ham kam say kam risk lay qk trading may risk laynay partay hay laykin ham baray risk na lay chotay chotay risk lay kounsa ham nay aik dam ameer ho jaana hay or kounsa market khatam ho jaye ge. Hamay laalich ker k fast fast kaam nai kerna chahiyay or boht say log is laalich k chakkar may apna accoun wash kerwa bethtay hay. Or hamay lot size daykh k lagaana chahiyay especially news k time nai qk us time market voht fast ho jaati hay or usi may ham mistake ker bethtay hay jou hamaray loss ka sabab banti hay. Isi liaye trading aik risky trading hay iskay liaye aapkay paas experience ka hona boht zaruri baghair experience k aap sirf loss he khaaye gay
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Most risky trading

              brother market main technical and fundamental b trading ka hisa hai is k b apnay apnay faida hai forex main trading karnay paisa kamanay k boht sare tarikay hai sare tarikay waisay hi nai banay kuch tarika waqat par acha faida daite hai kuch loss karte hai is liay kisi b forex k tariqay ko ignore nai karna chayie seb ko ek ek kar sikhna chayie is main hi kamyabi hai aisa nai hona chayie paisa kamana sikh kar mazeed baki forex sikhna chor do
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Most risky trading

                Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha humy kabi bi ziada ki lalich ni karni chae ha or na he risky trading karni chae ha balky safe trading karni chae ha ta k humy ziada loss na ho or humy acha profit hasil ho forex trading main hum jtni ache learning karny practice karny gy to humy utna he profit ho sakta ha is ley humy ziada sy ziada behtar analysis karny seekeny hon gy or forex trading main successful hony k humy ziada sy ziada knowledge or experience hasil kar k trading start karni ho ge ta hum behtar learning Kar saken forex trading main hum jtni risky trading karny humy utna he loss ho sakta ha is ley humy sabir sy kam krna chae ha
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Most risky trading

                  Dear friend Forex trading mein jo trader apni trading ko risky banaa lete hain vah ismein Aksar fail ho Jaate Hain Hamen Kabhi Bhi Jyada Kila Lage Nahin Karni chahie aur na hi jyada bonus ki vajah se apni trade ko iski Nahin banana chahie aur Hamen sev hi trading Karni chahie Taki Hamen Jyada loss Na Ho aur Hamen Achcha profit Hasil Ho trading Mein Ham jitni acchi e learning Karenge utani hi acchi earning kar Sakenge gay successful hone ke liye Hamen Jyada Se Jyada ismein hard work karna chahie mehnat Karni chahie over large nahin karna chahie aur na hi risky trade Lagani chahie tabhi Ham ismein Achcha work Karke kamyabi Hasil kar sakte hain aur success Hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Most risky trading

                    Business mai risk liye jatey hain laikin risks ka taaluq laalach nahi innovations say hona chaiye. Koi bhi conventional business ho uss mai risk uss waqt liye jatey hain jab koi new cheez ya product market mai introduce kerwao jaati hai. Business man uss mai investment kerta hai tou usay pata nahi hota kay yeh chalay gi ya nahi. Forex trading business mai tou aisa koi maamla he nahi hai. Forex kay her her minute ki movement record ka hissa bann rahi hoti hai aur koi bhi trader sirf market chart mai time frames kay zariye current say pichaky 10 saal ki history bhi check ker laita hai iss liye forex mai risk ka chance he nahi hota laikin phir bhi traders risk laitay hain aur aik achay profitable business ko risky Bana laitay hain. Traders ko chaiye kay apnay trading business ko risky bananay ki bajaey patience kay saath karain aur hamehsa long time business ki strategies Bana kay kaam kia karain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Most risky trading

                      Dear friend forex trading main humy itna he risk lana chae ha jtna hum easily la sakty han humy apny account ko apny zahan main rakh k trading karni chae ha jab hum log behtar trading kar k ache earning karty han to hum log ache trading kar sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni hi ge jtni hum behtar trading karny gy proper money management or risk management sy trading karny gy to humy utna he ziada fayda hon ga jab k bagar stop loss or take profit k trading karny sy humy ziada loss ho sakta ha is ley humy pehly ache planning or strategy banani ho ge phr apny account k hessab sy lots size istamal karna ho ga or apny analysis k mutabiq apna stop loss or take profit istamal karna ho ga ta k hum easily kamyab ho sakeny jtna hum behtar planning or strategy sy trading karny gy to hum kamyab ho sakty han
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Most risky trading

                        Business main risk liye Jaate hain lekin risk ka Taluk lalach Nahin innovation se Hona chahie koi bhi convention business Ho usmein risk use Waqt Diye Jaate Hain Jab Koi new chij ya product market Mein intrado karvai Jaati Hai Business mein usmein investment Karke to use pata nahin hota hai ki yah Chalegi ya nahin Forex trading business Mein To Aisa Koi Amal hi Nahin Hai Forex ke har har minut ki movement record ka hissa ban rahi hai hoti hai aur koi bhi trade sirf market chart mein time frames Kesariya current se Piche ke 10 sal ki history bhi check kar lete hain lekin Fir Bhi traders risk lete hain aur ek acche profitable business ko risk Bana Lete Hain usko chahie ki Apne a Teddy business ko risk banane ki vajah se use Achcha business banaa kar kam Karen Taki vah Kamyab ho sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Most risky trading

                          Business mein risk liya Jaate hain lekin risk ka Taluk lalach Nahin Hota Hona Hona chahie koi bhi Vamsi Mal business Ho usmein risk use Waqt liya Jata Hai Jab Koi new chij ya product market mein Main ine product karvaya Jata Hai Business mein usmein investment karte hain to use pata nahin Hota ke yaha Chalegi ya nahin Forex trading business mein Aisa Koi Mamla hi nahin hai frax ke har har minut ki movement record ka hissa ban rahi hai aur koi bhi trider sirf market charge Mein timeframe ke jariye current se Piche 10 sal ki ki history bhi check kar lete hain isliye frocks Mein risk ka chance hi nahin Hota lekin Fir Bhi traders risk lete hain aur ek acche profitable business ko risk ki Bina lete hain traders ko chahie ki Apne trading business ko aur Iske banaen ki Bajaye patterns ke sath kam Karen aur Hamesha long time business ki tarike kar Banakar kam Kiya Karen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Most risky trading

                            Ye mere dost aapane bilkul theek hai kya mere hisab se moski reading is gold or CL Ki Hai Jahan per aap crude oil Limited karte hain aur gold method karte hain aap ko bahut jyada karne ke bad hi trade open kar sakte hain Agar aapko bagair to committed open kar di hai to aap bahut jyada mushkil mein fas sakte hain aur aapko Shayad hatching Karni Pad Jaaye Iske andar serial EK bahut jyada hi Jiski per hai Jiske andar Basa to bahut Hai Magar lalach Mein deta hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X