Jaiza; Capital protection
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza; Capital protection
    Capital protection

    Capital ko safe rakny aur capital ki protection karny wala trader kabi be Forex market me big loss nahi kar sakta hay, magar capital ko es time tak ham safe nahi rak sakty hey jab tak proper good knowledge aur trading ka experience ko hasil na kia jaye, Forex market ko easy samajny ki ghalti har trader karty hey aur zeyda tar traders esi waja se account capital ki safety aur protection me fail be ho jaty hey magar koch professional aur acha trading experience waly traders apni mehnat ki waja se account capital ko long time tak safe rakny ki koshish me kamyab be ho jaty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza; Capital protection

    Capital protection

    Forex trading business me agar koch difficult hay to wo hay capital ki protection karna, Forex market me risk other financial market se koch zeyda hi involve hota hay es ley capital ki protection traders key ley easy nahi ho sakta hay, es key ley strategies aur trading plan powerful hona chaye jo key capital ko fully protect karny me trades ki help kar saken, Forex trading business me profit earn karna es condition me hi possible ho sakta hay jab capital ko completely protect kia ja saky, jo traders capital ki protection karny me kamyab nahi hoty esy traders profit earn be nahi kar sakty aur zeyda time tak Forex market me survive be nahi kar sakty.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza; Capital protection

      Dear jab banda ais market mai investment karta hai to aus time aik plan banaya jata hai k ais market mai jab bhi trade karni ho to hum ne ais mai lot kitni use karni hai aor ais market mai hum ko agar ais market mai achy se kaam karna hai to hum ko ais market mai sab se phly apna account safe rakh k kaam karna chaye ais k liay zarori ye hai k hum ais market mai jab bhi trade kary to ais mai lot choti hi use kary kun k ais mai agar hum lot choti use karty hai to aus mai hum ko agar loss hota bhi hai to hum ais mai asani se ais loss ko recover kar sakty hai kun k ais market mai jo bhi kamyab trader hai wo ais mai agar loss karta bhi hai to wo ais market mai risk apny account k hisab se leta hai aor aus ko recover kar leta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza; Capital protection

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Capital protection

        Capital ko safe rakny aur capital ki protection karny wala trader kabi be Forex market me big loss nahi kar sakta hay, magar capital ko es time tak ham safe nahi rak sakty hey jab tak proper good knowledge aur trading ka experience ko hasil na kia jaye, Forex market ko easy samajny ki ghalti har trader karty hey aur zeyda tar traders esi waja se account capital ki safety aur protection me fail be ho jaty hey magar koch professional aur acha trading experience waly traders apni mehnat ki waja se account capital ko long time tak safe rakny ki koshish me kamyab be ho jaty hey.
        Assalamu Alaikum Forex trading business mein agar Kuchh difficult hai to Hua Hai capital ki protection karna forex market mein risk other financial markets Kuchh jyada hi involve Hota Hai isliye capital ki ki protection traders ke liye easy Nahin ho sakti iske liye strategies aur trading plan ko powerful Hona chahie ke aap ke capitalcow Puli protect karne mein main trades ki help kar Saken Forex trading business Mein profit earn karna is position Mein Hi possible ho sakta hai Jab capital ko complete protect kiya jaaye Jo traders capital ko protect karne mein Kamyab Nahin ho sakte vah traders profit karne mein bhi e Kabhi Kamyab Nahin ho sakte aur Jyada time tak market mein survive nahin kar sakte Shukriya
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza; Capital protection

          forex trading main har trador ki trading main capital aik aysa point hota hai jis main wo apni trading ko manage kar k trading kar skty hain or jub tak hum apni trading main capital ko achi trha manage nahi karty tab tak hum apni trading main apny account ko manage nahi kar skty hain es liye apko apni trading main jub tading karni hoti hai tu apni invest ko achi trah sue krna cahhye q k boht se tradors apny capital ko bhi achi trha use nahi karty han or un ko loss ho jta hai or hum aghr apni trading main capital k sath trading nahi karty hain tu hmari trading ka bhi koi fada nahi hota hai or hum apny accont ko bhi lamby arsy tak istmal nahi kar skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza; Capital protection

            Capital Protection

            Forex business ka sara dar o madaar apke capital par hi hota hey aur mein samjhta hun keh jab tak aap apne capital ko achi trha se safe nahin rakhtey hein tab tak aap forex market mein strong position nahin bana saktey hain iske liye zaruri hey keh aap always Forex ke rules ke mutabiq hi work karen aur kabhi bhi aisey rules jo forex mein nuqsan ka zariya hein unhen follow mat karen to aap apna Capital Always safe rakh saktey hein, Aur kisi bhi barey loss se bach saktey hein.

            Why Money Management is Most important in Forex trading?
            Money Management forex business ka aik bohot hi important part hey aur agar hum chahtey hein keh hum apne capital ko achi trha se protect karen to hamen kabhi bhi Money Management ke against trade open nahin karni chahiye aur agar aap always Money Management ke sath work kartey hein to phir aap kabhi bhi is business mein fail nahin ho saktey hain aur phir apka Capital Always safe hand mein hota hey.

            SHUKRIYA
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza; Capital protection

              forex aik international or kabe be katem na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik unique business hain hum is mai agar capital invest karna chatey hain to hamy high amount invest karne ho ge lakin is ky liye hamara experience be acha hona chahey pher he hum paisa kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain yai business pakistan mai legal busines ban cuka hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza; Capital protection

                capitakl protection ko hum apny experience ky mutabik rahky gy pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik wasee business hain hum is mai agar market ky kise rule ko ignore kar dy gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga forex mai students be kam kar sakty hain forex jasa koi or business nahi hain hum is mai agar market mai run karna chatey hain to hamy indicators ko zaror use karna ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza; Capital protection

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                  Capital protection

                  Capital ko safe rakny aur capital ki protection karny wala trader kabi be Forex market me big loss nahi kar sakta hay, magar capital ko es time tak ham safe nahi rak sakty hey jab tak proper good knowledge aur trading ka experience ko hasil na kia jaye, Forex market ko easy samajny ki ghalti har trader karty hey aur zeyda tar traders esi waja se account capital ki safety aur protection me fail be ho jaty hey magar koch professional aur acha trading experience waly traders apni mehnat ki waja se account capital ko long time tak safe rakny ki koshish me kamyab be ho jaty hey.
                  Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main sab sy pehly apny account k capital ko safe karna chae ha is k alawa humy proper learning karni chae ha jis sy humy maximum knowledge or experience hasil ho or demo account main practice kar k account ko safe rakhena seekena chae ha ta k hum log maximum ache trading kar sakeny jis sy humara account bi safe ho or humy maximum profit bi hasil ho or hum forex trading main kamyab ni ho sakeny is ley humy proper analysis karny seekeny chae han or proper money management or risk management sy trading karni ho ge is ley humy ziada behtar trading kar k ache earning karni ho ge ta k humara account bi safe ho or humy maximum profit bi hasil ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza; Capital protection

                    Forex traders ko sub say ziada fikar apnay capital ko safe rakhnay ki hoti hai kiyu kay jab tak capital safe nahi hota uss waqt tak achay tareekay say trading bhi nahi ho sakti hai. Jo traders apnay capital ko safe rakhna seekh laitay hain wo iss business mai jaldi successful hojatey hain. Forex mai 2 traeekay say traders apni investment ya capital ko safe kertay hain. Pehli type unn traders ki hoti hai jo capital invest kernay kay baad uss waqt apnay capital kay barabar profit bana kay withdraw ker laitay hain aur phir capital safe ker kay profit say mazeed trading kertay rehtay hain aur profits laitay rehtay hain. Iss tarah apna capital bhi safe ker laitay hain aur profits say account bhi chalatay rehtay hain. Dusri type unn traders ki hoti hai jo capital kay ooper honay wala profit withdraw kertay rehtay hain aur capital ko bhi baseline bana kay equity aur margins ko safe rakhtay hain. Mairay nazdeek pehli type kay traders ziada faiday mai rehtay hain aur unn ka capital ziada protected rehta hai
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza; Capital protection

                      Business mai capital investment ko safe kerna he kisi bhi business mai kaamyabi ki nishaani hoti hai. Conventional business ho ya koi bhi online business ho uss mai capital investment he asal ehmiat rakhti hai. Forex trading business mai bhi capital investment he pooray business ki buniyaad hoti hai. Jaisay kisi building ko build kernay kay liye uss ki base jitni achi hoti hai utna hi building oonchi aur mazboot hoti hai.

                      Capital investment ko safe kernay kay liye sub say achi practice demo account mai hoti hai. Jo traders instaforex kay 100$ kay account mai demo trading kertay hain aur uss capital ko safe rakhnay ki practice kertay hain unhain real trading account mai bhi koi problem nahi ata. Forex mai capital hamehsa traders kay business ko grow kernay kay liye kaam ata hai aur usi pay pooray business nay run kerna hota hai jiss kay liye Traders ko mehnat kerni chaiye
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza; Capital protection

                        Ji bhai jaan jab Bandar is market Mein investment karta hai to use time LIC plan banaya jata hai ki is market Mein Jab Bhi trade karni ho to Humne ismein lot Kitni use karni hai aur is market mein humko Agar is market Mein acche se kaam karna hai To Humko is market Mein sabse pahle Apna account saaf Rakhe kam karna chahie iske liye jaruri hai ki Ham is market Mein Jab Bhi trade karen to ismein lot Chhoti hi use Karen Kyunki ismein Agar Ham lot Chhoti use karte hain To usmein Ham Tu Agar loss hota Bhi Hai To Ham ismein Asami se is loss ko recover kar sakte hain Kyunki is market Mein Jo Bhi Kamyab reader Hain vah ismein Agar loss Kaat Di Hain To vah is market Mein risk Apne account ke hisab se lete hain aur uske recover kar lete hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza; Capital protection

                          G han needed member main aapki baat se mukmmal taur per ittefaq karta hun ki aap trading ek Aisa online business hai jis mein aap ne hamesha management karke kam karna hota Hai agar ek trade acchi tarike se management nahin kar sakta to woh Forex mein kamyabi bhi Hasil nahin kar sakta. Particularly yahan per hamen sabse ziada focus Money Management per rakha jata hai ki aapke trading account mein jitna bhi capital hai usko humne secure rakhte hue earnings kaise karni hai. Agar ek trader Aisa karne mein nakam ho jata hai to fir vah kabhi bhi professional trader Nahin Ban sakta. expert trader hamesha advice karte Hain ki agar aapke trading account mein 100 US dollar maujud Hai to aapane apni activtrades mein just $20 paint karne hai, agar is se ziada invest karenge to phir aap ki total capital kyon Nahin rahata aur aap ka capital per a jata hai.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza; Capital protection

                            AMU Alaikum Pyare bhai frock status ko sabse Jyada Fikar Apne capital ko safe rakhne ki Hoti Hai Kyunki jab tak capital safe Nahin Hota use Waqt Tak acche tarike se trading bhi nahin ho sakti hai jo traders Apne capital ko safe Rakhna Sikh lete hain vah is business Mein Jaldi Safal ho Jaate Hain lyrics Mein Do tarike se traders apni investment ya capital ko sev karte hain pahle type an traders ki hoti hai jo capital invest karne ke bad use Waqt Apne capital ke barabar profit Banakar kar lete hain aur FIR capital sev Karke profit se Masjid reading Karte rahte hain aur profit se lete rahte hain ISI Tarah Apna capital bhi sev kar lete hain aur profits se account bhi chalate Rehte Hain dusri type ki Hoti Hai Joker capital ke upar hone wala profit direct Karte rahte hain aur capital ko bhi Paisa line Banakar equity aur margon score safe Rahte rahte hain Mere nazdeek pahle type K traders Jyada fayde mein rahte hain aur Unka capital Jyada protech jata hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X