jaiza : agar market down hain to is mai enter na hon

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : agar market down hain to is mai enter na hon
    forex aik unique business hain is ke market bohat bare hain agar market down hain to hamy is mai kam karny ka risk nahi lena chahey q ky hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik aam business ke nisbat acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain agar hum is mai greedy ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik asa busienss hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hamy is mai expeirence ko 100% secure bana kar kam karna ho ga forex mai hum apny boss ap he hoty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : agar market down hain to is mai enter na hon

    Dear mery khayal me yahi time hota hay best entry karny ka, agar market bahot zeyda depth level par move karny lagy to ye possible nahi key market ki yahi movement zeyda din tak continue reh sakti hay, market trend ki average ko dekna chaye agar es me koch kami ajaye to buying entry karny ka ye sab se best time ho sakta hay, market ki bearish trend kesi be time depth level par khatam ho sakti hay aur market correction karna start kar sakti hay esy time me traders ka experience aur knowledge hi us key bahot kam a sakta hay, traders ki achi strategy us ko market key har move se us ko acha profit gain karny me help de sakti hay.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : agar market down hain to is mai enter na hon

      Forex market 24 hours trading key ley open to hoti hay magar kabi be koi trader full time trading kar key apny trades ko profit me change nahi kar sakta hay some time traders ka wait karna be zarori hota hay aur every time market profit earn karny key ley suitable be nahi hoti, agar ghalat time me trades place kar dey jeye to market opposite direction me move karny ki waja se bahot zeyda loss be traders ko de sakti hay es ley market trend aur market ki movement ko jab tak samja na jaye us time tak trades open karny ka ghalat decision leny ka risk nahi lena chaye.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : agar market down hain to is mai enter na hon

        Ji ap ki bat kisi had tak thek bhi hay aor theek nahi bhi hay agar to ap Forex ko achi taran nahi jantay aor Forex main market kay trends ko bhi poori taran nahi jantay to aisa karna ap kay liay loss ka sabab bhi ban sakta hay lakin yeh bat kehna bil kul thek na ho ga k kisi bhi traders ko market down honay par enter nahi hona chahiay is ki wajah yeh hay k bohat say traders market down ho rahi ho to woh enter ho jatay hain aor bearish trend use kar kay faida hasil kartay hain bearish trend woh hay jis main traders us waqat trade open kartay hain jab market ki movement down ho rahi ho aor base currency ki prices nechay ki taraf move kar rahi hon to woh this tim bearish trend ka use kartay howay trade lagatay hain aor profit earn kartay hain lakin is kay liay bohat ziada knowledge ki zarorat hoti hay aor trader kay pas experience bhi hona bohat zarori hay tab ya kar woh kamyab ho sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : agar market down hain to is mai enter na hon

          Dear ais market mai ap ne dekha hai k ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap ko ais mai hamesha trend k sath kaam karna chaye kun k ais market mai agar hum kaam karna chaty hai to hum ko ais mai agar market ka trend sahe na mily to hum ko ais market mai kaam ni karna chaye ais liay hum ko ais market mai kamyab hona hai to hum ko ais market mai hum ne agar kamyab hona hai to hum ko ais mai sirf tab hi enter hona chaye jab hum ais mai achi entry dekhy ais market mai hum ko agar kamyab hona hai to hum ais market mai kaam aik plan k lehaz se kary aor aus k baad ais market mai agar kabi risk lena bhi hai to hum ko ais mai risk lena chaye kun k ais market mai hum ko kamyab hona hai to hum ko ais mmarket mai mehnat karni chaye.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : agar market down hain to is mai enter na hon

            Forex trading kisi bhi waqt ki jaa sakti hai aur iss mai aisi koi pabandi nahi hoti kay kis waqt trading ki jaey aur kiss waqt na ki jaey. Jab market mai movement ho rahi hoti hai uss waqt trading mai he ziada faida hota hai. Forex traders ko market down ya up honay say koi faraq nahi parta hai kiyu kay business tou business hota hai aur jabb market low hoti hai tou uss waqt tou traders ko ziada acha business kamanay ka moqa mill Jata hai. Low market mai business bohat acha ho sakta hai. Market ki prices aik range mai move ker rahi hoti hai aur aisa bohat Kamm hota hai kay market aik level say neechay movement Karey. Iss liye jab market bohat ziada down ajaey tou uss waqt buy ki entry Kerna bohat ziada profit day Jati hai. Iss liye forex market mai traders ko aisay mowaqay say faida zarur uthana chaiye jinn say achi earnings ho sakti hai. Jab market high hojaey tou sell aur jab market low hojaey tou buy ki entry hamesha faida daiti hai

            اب آن لائن

            Working...
            X