Jaiza: Hunting trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Hunting trading
    Hunting trading

    Hunting trading ki agar bat ki jaye to scalping trading ko be ham hunting trading keh sakty hey magar professional traders esi trading ko na to like karty hey aur na hi profitable samjty hey, esy traders risky trading karny ka mashwara be kesi junior traders ko nahi dety hey, hunting trading esi trading ka name hay jab market fast movement me ho to short key ley ho be buy ya sell entries place ki jati hey agar es ko small profit me hi close kar dia jaye to es ye hunting trading hi hoti hay, jab key professional traders esi strategy use karny ki koshish karty hey key trades long time tak open ho aur big profit hi single trade me earn kia jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Hunting trading

    forex aik wasee business hain hum is mai hunting trading be kar sakty hain lakin yai risky hote hain hum sacalping kar ky is mai kam karty hain forex aik unique business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik real business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka blam nahi hota forex pakistan mai legal ban cuka hain yai dunya bar mai bohat taze sy famous hony wala real business hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Hunting trading

      Hunting trading

      Blind trading karny waly traders hunting trading hi karty hey agar un ko profit ho gia to teek warna loss to wo face kar hi lety hey es ko hunting trading ka hi name dia jata hay, scalping trading ko hunting bilkul be ham nahi samaj sakty hey es ki main waja ye hay key other trading techniques key sath scalping trading be 1 technique hi hay jes key base bar short term ki trading ko ham profitable bana sakty hy, hunting trading wo hoti hay jo blind aur andazy ki trading hoti hay jes me profit aur loss ka andza bilkul be nahi lagaya ja sakta hay aur risky trading karny per hi traders ko depend karna hota hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Hunting trading

        Dear Brother.

        Aap ne bohot hi achi post ki hey aur waqai agar hum forex business mein properly work kartey hein aur Scalping yeni keh Hunting trade se avoid kartey hein to phir hum is business mein long term tak work kar saktey hain aur yeh kamiyab traders ki khoobian hoti hein aur jo log bhi chota chota profit lekar market se nikel jatey hein isko Scalping kehtey hein.

        Disadvantages of Scalping.

        Scalping aik aisi chez he keh jis mein aap thora thora profit lekar market se nikel jatey hein, I think yeh us waqat tak sahi hey jab tak keh ap profit kar rahey hein ya market apka sath de rahi hey ya Move bohot hi kam ho Market mein, Lekin jese hi Market yakdam koi bari move karti hey aur fast hoti hey to apki Trades phansti chali jati hein aur phansti chali jati hein aur phir apka account musalsal loss mein chala jata hey..
        Is trha jo Profit apne thora thora karke banaya hota hey aur close kiya hota hey woh sara profit bhi loss mein hi chala jata hey aur ulta apka account bhi wash ho jata hey aur yeh bohot sarey traders ke yehi reasons hi dekhne ko miley hein.

        Advice:
        Hamen Always Successful traders ko follow karna chahiye jo kabhi bhi is business mein greedy nahin bantey hein aur na hi scalping kartey hein, wo always Long term mein trade kartey hein aur aik hi trade se bara profit nikaal kar market se out ho jatey hein aur unhen is market mein koi tention nahin hoti hey aur yeh aik kamiyab trader ki nishani hey.

        I HOPE apko mery bat ki samajh i hogi aur mery post apko pasand i hogi.

        SHUKRIYA.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Hunting trading

          Dear jaisy ap ne baat ki hai k ais market mai jo scalping karty hai wo ais mai hunting trading karty hai aor ais mai agar hum achi trading karna chaty hai to hum ko ais market mai long term mai kaam karna chaye aor ais market mai hum ne koi bhi trade lagani ho to aus mai hum ko price action par kaam karna chaye aor ais mai jab hum koi trade lagaty hai to ais mai hum ko ye pata hota hai k hum ais market mai stop loss kam use karty hai aor ais mai jo target bahot zayda hota hai magar ais mai hum ne agar kamyab hona hai to hum mai sabar hota hai kun k ais mai hum ais mai jo trade lagaty hai aus mai target zayda hota hai magar aus mai hum ko wait karna parta hai aor aus k baad hi hum ais market mai acha profit bana sakty hai jab hum ais market mai sabar k sath kaam karty hai.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Hunting trading

            forex trading main hunting trading main scalping technique hai tu os main bhi yah hunting na name tradors ny khud rakhy howe hain jis main aik satrtgy set kar k trading kar lety hain osko apny hisab se un ko trdaing method name de dety hain jub k aghr hum scalping trading ki bat karen tu hum apni trading main short term k sath trading kar k profot eran kar skty hain es main apny profot ko earn karny k bad apni trade close kar dety hain or es main jo time period hota hai wo bhi short hota hai es liye aghr hum apni trading main koi bhi trdaing method use kar rahy hain apko oska expernce hona zarori hai q k hum koi bhi method use karen aghr tu hmain acha expiernce hai tu hum acha profit gain kar skty hain

            اب آن لائن

            Working...
            X