Jaiza: Loss reason

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Loss reason
    Loss reason

    Trading me loss ka main reason ye hota hay key jab be traders ko indicators confuse kar dety hey to es cheez ki waja se traders koch esy decisions le leta hay jo key us key big loss ki waja ban jaty hey, agar trading me decisions leny me ghalti na ki jaye aur indicators traders key confusions me ezafa na karen to mery khayal me kesi be traders ko big loss nahi ho saky ga, loss ka main reason hi yahi hota hay key ham bahot zeyda indicators ko use karny ki ghalti kar lety hey, aur es ghalti ki waja se hamari confusion me ezafa ho jaata hay, market ko analysis karny key ley indicator to zaror use karna chaye magar zeyda indicator ka use karna bilkul be ghalat hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Loss reason

    Forex aik international business hay aor aik profitable business hay this time world main in khasosiat ki biana par sab say ziada famous hay is kay bawajod is main 80 say 90% log nakam hotay hain aor yahi wajah hay k isay aik risky business bhi kaha jata hay yeh jo 80% say 90% tak log Forex main loss ko face kartay hain in ki kai wajohat hain jin main say chand aik darj zail hain.
    1: Forex kay knowledge ki kami
    Forex ko jitna famous aor profitable samjha jata hay utna hi isay join karnay kay liay aor is main kamyabi kay liay authentic knowledge gain karna bohat zarori hay aor traders kay pas Forex ka full and strong knowledge hona bay had zarori hay lakin aksar traders jo Forex main loss kar bethtay hain un kay pass Forex ka ya to knowledge nahi hota ya phir kam knowledge hota hay.
    2: Experience ki kami
    Forex main loss ki aik wajah yeh bhi hay k traders kay pas Forex trading ka experience nahi hota ya phir bohat kam hoya hay experience na honay ki wajah say trading kay doran trader say mistake ho jati hay jis say loss ho jata hay.
    3:Lalach aor jald bazi
    Forex trading main loss ki aik wajah yeh bhi hay k aksar nakam traders pehlay trading main ziada profit hasil karnay kay liay bohat ziada lalach kartay hain isi lalach ki wajah say jald bazi main wrong trade laga datay hain jis say loss ho jata hay.
    4: Market kay against trade open karna
    Aksar traders market ki movement pay nazar nahi rakhtay aor na hi news pay koi dhian nahi datay aor market kay against trade open kartay hain is say loss taqreban yaqeeni ho jata hay
    is kay ilawa bhi kai reasons hain jin ki wajah say traders ko loss ho jata hay lehaza in say bachna chahiay ta k loss na ho
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Loss reason

      loss hamy apne he waja sy htoa hain jab hum forex mai kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamara account wash ho jata hain is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hamy is mai loss ko avoid kar ky mahnet sy kam karna ho ga hamy apne har aik mistake ko find out kar ky durust kar ky kam karna ho ga pher he hm los sy bach saky gy forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex business pakistan mai legal ban cuka hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik acha business hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Loss reason

        Loss reasons

        G han app ki bat teek hay bahot zeyada indicators traders key ley market analysis karny ko asaan nahi kar sakty hey ye bahot se indicators traders key confusions me ezafa zaror kar sakty hey magar es key elawa be esy reasons hey jo loss ki waja banty hey, market ko analysis 1 hi indicator se kia ja sakta hay aur traders ko 1 hi indicator se help lena chaye, indicators ko short time me agar follow kia jaye to ye be loss ki waja ban sakty hey, kesi be technical indicator par fully depend nahi karna chaye aur large time me indicator ka use karna be zarori hota hay aur short time me kesi be powerful indicators key signals ko follow karny ki ghalti nahi karni chaye.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Loss reason

          Loss reasons:
          1. forex ka knowledge na hona: forex ma nakami ki wajah forex ko ashi tarah se na seekhna ha, is lye forex jo learn ni kartay hain woh is ma kamyab ni hotay hain
          2. Demo pe practice na karna bhi forex trading ma failure ki ahme wajah ha, aur is se loss hota ha
          3. apni trading strategy ko follow na karna bhi loss ki reasons ma se ha
          4. trend k against trading karna loss ki sab se badi reason ha
          5. greed karna bhi aik badi wajah ha forex ma loss ki
          6. stop loss aur take profit ko use na karna
          7. big lot size ki trading karna
          8. money management k mutabiq trading na karna bhi loss ki ahm wajah hoti ha,
          9. himat harna bhi loss ki wajah hoti ha
          10. over confidence bhi loss honay ki reasons ma se ha
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Loss reason

            Dear Amir..

            Fake Indicators.
            Apki post jo apne indicators ke barey mein batai hey waqai bohot hi informative aur bohot hi pasand i hey.
            Waqai is mein koi shak ki bat nahin hey keh agar hum forex business mein bohot sarey indicators ka istamal kartey hein jo keh bilkul sahi nahin hotey hein aur market mein aisey hazaron Indicators a chukey hein jo keh bilkul fake hotey hein aur traders un sab indicators ko use karke is mein Confusion ka shikar hotey hein aur woh is market mein fail hotey hein.

            Lack of Knowledge About Market.
            Bohot sarey dosty aisey bhi hein jinko forex market mein kuch ziada experience nahin hota hey jiski wjha se woh indicators ka istamal kartey hein lekin is mein unki bhi ghalti nahin hoti hey bohot sarey fake persons is business mein unko yeh indicators provide kartey hein aur woh is par believe kar lete hein kioun keh unhen jab market ka pata hi nahin hota to unhen yeh bhi pata nai chalta keh yeh indicator fake hein.

            Advise:
            Kabhi bhi indicator ka istamal karne se pehle Expert trader se zaroor Mashwara lena chahiye aur agar hum indicator ka istamal karna bhi chahen to hamen default indicator jo Mt4 ke ander diye gaye hotey hein un par ziada trust karna chahiye. woh hamare liye behtreen hotey hein aur test shuda hein.

            Shukriya.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Loss reason

              Dear jaha tak baat hai loss ki to ais k diffrent reasons hai jin ki waja se traders ais market mai loss kar rahy hai aor wo ais market mai jab kaam start karty hai to ais mai koi plan ni banaty hai aor ais market mai jab wo learning karty hai to ais mai thora sa kaam sekh k kaam start kar dety hai aor aus k baad ais mai wo loss kar dety hai ais market mai zayda log wo loss kar rahy hai jinho ne ais mai kaam ni sekha aor ais market mai jo log money management k hisab se kaam ni karty wo ais market mai hamesha loss hi karty hai ais market mai jo log risk zayda lety hai wo ais mai profit bahot kam dafa baaty hai magar ais mai loss bahot zayda dafa karty hai aor ais market mai apna paisa zaya kar dety hai aor market mai kaam choar k chaly jaty hai.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Loss reason

                bhai jan forex trdaing main loss hony ki boht se wajohat hoti hai har trador he apni trading main osi wjah se loss ko face karty hain jis point ko wo achi trha smjhty nahi hain yah un ko use nahi krna ta or aghr hum indicators ki bat karen tu boht se indicators ayse hain jin se hum apni trading ko boht acha mange kar skty hain jis main loss bhi nahi hota hai or yah hmary analysis hoty hain jo weak ho jaty hain jis ki wjah se hmain loss ho jta hai es liye aghr tu forex main kamyb hona hai tu fully expience k sath os method ko use karen jis ka apko bhi confidence ho jub tak ap apni trading main confidence nahi rakh skty ap kbhi bhi kamyb nahi ho skty
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Loss reason

                  loss ke resam jald baze mai kam karna hain hamy jald baze ko avoid karna ho ga pher he hum loss ko avoid kar saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar loss ko katem karna chatey hain to hamy jald baze ko avoid karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hm is mai full time be kam kar sakty hain forex mai talib ialm be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty han is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Loss reason

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                    Loss reason

                    Trading me loss ka main reason ye hota hay key jab be traders ko indicators confuse kar dety hey to es cheez ki waja se traders koch esy decisions le leta hay jo key us key big loss ki waja ban jaty hey, agar trading me decisions leny me ghalti na ki jaye aur indicators traders key confusions me ezafa na karen to mery khayal me kesi be traders ko big loss nahi ho saky ga, loss ka main reason hi yahi hota hay key ham bahot zeyda indicators ko use karny ki ghalti kar lety hey, aur es ghalti ki waja se hamari confusion me ezafa ho jaata hay, market ko analysis karny key ley indicator to zaror use karna chaye magar zeyda indicator ka use karna bilkul be ghalat hay.
                    Dear friend forex trading main hum log jab tak apny knowledge or experience ko ziada ni karny gy to hum acha fasila ni la sakty han humary pass Knowledge ki kami ho ge to hum darty raheny gy or ache trading ni karny gy chae humy acha moqa bi mily phr bi hum log is ko ni avail karny gy q k humary anadar dar hota ha is ley humy is dar ko dor karna ho ga or ziada behtar trading karni ho ge jab hum ache trading karny gy to hum Ziada behtar earning ho ge par is k ley humary knowledge or experience ko bi ziada sy ziada hona chae ha is ley humy maximum knowledge or experience hasil karny pe tawaja dani chae ha ta k hum successful ho sakeny
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Loss reason

                      Loss kay different reasons hotay hain. Traders ki learning,knowledge aur training ki kammi loss ka main reason ho saktay hain. Aur iss say bhi ziada agar iss baat pay ghour kia jaey tou loss kay ziada serious aur severe reasons trader kay paas mojud knowledge,learning aur practice say haasil honay waley tajurbay ko use na kerna hain. Jab traders trading shuru kertay hain tou unki thinking ye hoti hai kay kabhi ghalti nahi kerni,kabhi over trading nahi kerni,kabhi lot size ziada nahi rakhna magar aisa hota nahi hai aur traders uss kay ulat jatey hain jiss ki wajah say end nateeja loss ki soorat mai nikalta hai. Traders ko inn cheezoo ka bohat khayaal rakhna chaiye kiyu kay jab traders apni learning aur knowledge ko use karengay tou loss nahi ho sakey ga iss liye traders ko iss baat ko samajhna chaiye kay sirf worng trades he loss ka sabab nahi hotay hain bulkay wrong trades say pehlay kiye janey waley wrong decisions assal mai loss ka baaes hotay hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Loss reason

                        g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai forex trdaing main bohts e tradors confuse ho kar trdaing kartyt hain jin ki wjah se un ko loss ho jata hai forex main boht se ayse reasons hoty hain jin ki wjah se hmain loss ho jata hai or kuj tu comon reasons hoty hain jin ki wjah se sub ko loss ho jata hai es liye hmain aghr forex main kuj ayse awmal par los hona yakini hai tu hmain chahye k hum on factors ko apni trading se dor kar den nikal den q k jub tak hum khud en baton par gor nahii karty han hum tab tak trading nahi ka skty hain meri nazar main jo common reasions hain loss hony k wo darj zeel hain.
                        1: jo trdars market ko achi trha smjh nahi skty hain un ko loss hota hai.
                        2: market k trend ko jo follow nahi kary un ko bhi loss ho jata hai
                        3: jin k pass rdaing ka knolwedge kam hota hai un o bhi loss ho jata hai
                        4: jo laalch karty hain un ko bhi zyda loss hota hai
                        5: jald bazi se ki gai trdaing se bhi ap loss ko face karty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Loss reason

                          Forex trading business Mein Lo Sone Ki Sabse Badi vajah Hamen Le lack of knowledge hai Hamen indicators aur tools Hamesha confuse kar de Hain Jiski vajah se Ham galat trade lagakar loss bardasht Karte Hain isiliye Hamen chahie ki Ham indicators on tool ka istemal behtarin tarike se karna sikhen Jitna Jyada hamare pass knowledge and skills hongi Ham utna easily Achcha profitable trade select Karke order Laga sakte hain aur profit ka vate kar sakte hain Ham Hamesha analysis karne ke liye indicators ka use karte hain Magar Hamen some time indicators ka use karna Nahin Aata isiliye Hamen chahie ki Ham sabse pahle indicators ko land karne aur koshish karen Kay ke indicators ki techniques ko samajhkar apply Karen kya khelo se bacha Ja sake Ham Jitna Jyada learning aur Karenge Hamare liye utna Jyada Behtar Hoga ke ham loss se bachte Hue Achcha profit Hasil kar sake Shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Loss reason

                            ji mere Bhai aap agar duniya mein Koi bhi kam karte hain to ismein loss and profit to hota hai ISI tarah agar Ham forex trading karte Hain to isliye bhi liver cirrhosis karta hai lekin uski hone ki vajah kuchh Na kuchh to jarur hoti hai kisi mistake ho ja shuru hoti hai in mein se, mistake yah hai ki aap lalach mein a jaate Hain yahan lalaj karke train laga dete Hain jiski vajah se aapko laws of motion trade karte hain yah bhi ek uska Bada reason hai iske alava aap jyada karte hain aur aapke paas hota haiaur iske alava aapka jyada experience nahin hai ki aapke pass experience ki kami agar aapke pass experience nahin hai to aap ismein Kam nahin kar sakte balki ismein aap logon ka samna karna pad sakta hai isiliye is samay aane se pahle aapko jyada se jyada experience hasil karna hoga kyunki jitna aap demo phone kar kam karenge aur jitni aap is samay mehnat karenge utna hi aapko ismein kya profit milega iske alava ismein loss ka samna kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Loss reason

                              Dear friend Sab Logon Ke Apne khayalat Hote Hain Ki kis wajah se loss hota hai lekin mera Yahi Khayal Hai Ki Jyada lalach Karne Ki vajah se 1 to ye hai aur dusri vajah yah banti hai ki Jab aapke pass Forex trading ke bare mein Achcha experience Nahin Hota To aap Fir Bhi trading ki taraf aatey Hain To is vajah se aapko nuksan hota hai to isliye jaruri hai ki sabse pahle Forex ki basic learning Hasil Karen aur demo account Banakar usmein acchi practis Karen Jab aap is Kabil ho jayegi aapko market analysis karna a Jaaye tab aap training ki taraf Aaye jisse aap acchi earning kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X