jaiza : forex mai stop los or take profit ko ahameyat hasial hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : forex mai stop los or take profit ko ahameyat hasial hain
    forex aik wasee busienss hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hamy is mai trading karny ky liye acha knowledge or expeirence hasial kar ky stop loss ko use kar ky take profit ko use kar ky kam karna chahey pher he hum paisa kama saky gy or hum apne zarorto ko pura kar saky gy or hum apne life ko asan bana saky gy agar hum forex mai kam karty howe stop loss or take profit ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hamy kabe be in kamyabe deny waly tools ko ignore nahi karna chahey forex aik international busienss hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain forex aik acha business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : forex mai stop los or take profit ko ahameyat hasial hain

    G han bilkul risk ko manage karny me take profit aur stop loss hi esy 2 tools hey jes ko bahot zeyda importance hasil hay, agar ye tools be risk ko manage karny me use na key jaye to risk management karna impossible ho sakta hay, traders ko chaye key wo take profit be har trade me laga leya karen aur sath me stop loss ko be use karna zaror samjy, trading key be koch rules hoty hey aur take profit aur stop loss har trader key rules ka hisa hona chaye, jo traders take profit use karty hey magar stop loss ko ehmeyat deny ki koshish nahi karty esy traders apna hi nuksan karty hey.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : forex mai stop los or take profit ko ahameyat hasial hain

      Dear ye to bahot hi zarori hai k hum ne agar ais market mai kaam karna hai to hum ko ais market mai rules k hisab se kaam karna pary ga jab hum ko apni trading strategy k hisab se trade mily to aus time hum money management k hisab se trade lagye gay aor aus k sath sath hum ais market mai jo bhi trade lagye gay aus k sath take profit aor stop loss lazmi lagye gay kun k agar market humry opposite jati hai to hum ko ais mai stop loss lagan chaye ta k thory se loss mai trade close ho jaye aor account safe ho jaye aor agar hum ais market mai take profit lagaty hai to aus ka ye faida hai k kai dafa market profit mai jati hai magar phir wapis aa jati hai aor humri trade aus time auto par close ho jati hai beshak hum market mai online na bhi ho to.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : forex mai stop los or take profit ko ahameyat hasial hain

        Dear Abid.
        Apki Post "Stop Loss aur Take Profit" ke Barey mein bohot pasand i.

        Benefits of Stop Loss and Take Profit.
        Waqai apne jo baten batai hein stop loss aur Take profit ke barey mein yeh bilkul sahi hein aur hamen chahiye keh hum Always in tools ka achi trha se istamal karen kioun keh agar hum Stop Loss and Take Profit ko istamal mein nahin latey hein to phir hum kabhi bhi Decipline trading nahin kar saktey hain phir hamen thora bohot profit to ho jata hey lekin phir jab hamen loss hota he to hamara account totally wash hi ho jata hey kioun keh us mein koi Plan nahin hota hey aur without Plan aur Without Stop Loss and Take Profit ke agar aap trading kartey hein to phir aap kabhi bhi is business mein kamiyab nahin ho saktey hain.

        Advice:
        Hamen Always "Stop Loss" tools ko use kartey rehna chahiye is se hamara account Hamesha safe hi rehta hey aur hum utna hi loss kartey hein jitna keh hum efford kar saktey hain aur is se hum trading mein long term work kar saktey hain.

        Shukriya.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : forex mai stop los or take profit ko ahameyat hasial hain

          Take profit and Stop loss

          Terminal me jaha traders ko unlimited profit earn karny ka advantage dia gia hay yahi par esy tools ko use karna be aam kar dia hay key jes se investors ko account ki safety me asani ho, take profit aur stop loss be esy hi tools samjy jaty hey jes se trades ko zeyda loss se roka jata hay aur sath me profit waly trades ko be profit me hi close karny ko asaan kar dia hay, jo traders ye useful tools use karny ki koshish nahi karty mery khayal me wo account ki safety ka khayal na rakny ki sab se big mistake kar rahy hoty hey, good trading karna take profit aur stop loss use karny se hi possible ho sakta hay.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : forex mai stop los or take profit ko ahameyat hasial hain

            Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. MT4 trading terminal pay traders ko stop loss aur take profit kay tools ko laazmi use kerna chaiye. Forex trading business mai sub tools he trading mai helpful hotay hain laikin stop loss aur take profits 2 aisay tools hain jinn ki madad say traders na sirf achi trading ker saktay hain bulkay apnay loss aur profit ko khud say control bhi ker saktay hain. Stop loss aik aisa tool hai jiss mai traders apni trade open kernay say pehlay aik level pay loss ko bhi set ker laitay hain kay Agar trade loss mai jaey tou uss level kay aa kay khud ba khud close ho jaey iss Tarah loss ziada nahi hota hai aur loss stop hojata hai.

            Issi tarah profit bhi set ker Lia Jata hai aur jabb woh level touch hojata hai tou uss profit pay trade khud ba khud close ho jaati hai. Forex traders stop loss aur take profits ko uss waqt ziada use kertay hain jab traders khud trades open kernay kay baad market mai time na day sakain
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : forex mai stop los or take profit ko ahameyat hasial hain

              Dear friend yah donon trading to use bahut hi Forex trading Mein Ham Karda Radha karte hain interesting to usko use her expert trader karta hai qk take profit aur stop loss donon Aise towel Hai Jin ki madad se Ham Apna Ek profitbook kar sakte hain jaise ki agar humne apni trade Mein take profit use kiya hai to auto trade close Ho Jaati Hai Aur Uske alava dusra stop loss ka maksad yah hai ki Jab aap koi bhi trade open Karte Hain To aap Jyada stoploss se bhej sakte hain to isliye Jyada loss se bachne ke liye interviews ko use karna chahie acchi trade ke liye ine donon tools ko use karna hi behtar hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : forex mai stop los or take profit ko ahameyat hasial hain

                Forex trading main stop loss or take profit ki both ziada importance ha stop loss k bagar trading apny ap ko khud loss karwany k barabar ha is ley humy loss sy bachena ha to humy apni trade k sath stop loss or take profit istamal karna ho ga
                Stop Loss
                Forex trading main stop loss humary account ko safe rakhta ha or humary account ko wash hony sy bachata ha is ley humy stop loss ko lazmi istamal karna ho ga stop loss k ley humy ache analysis karny hon gy q k bagar analysis stop loss lagany gy to humy he loss ho ga is ley humy stop loss lagany sy pehly ache tahra analysis karny hon gy us k bad he ache tahra analysis karny hon gy is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge stop loss k sath
                Take Profit
                Stop loss ki tahra take profit ki apni importance ha jab bi take profit istamal karny gy to humy fast movement or apna target achieve ho saken ga is ley humy chae ha k hum log behtar planning or strategy sy trading karny or apny analysis k mutabiq take profit lazmi istamal karny ta k humy maximum profit hasil ho

                اب آن لائن

                Working...
                X