jaiza : forex ke learning be muskil hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : forex ke learning be muskil hain
    forex mai learning hasial karna be muskil hain hamy demo account mai daily kam karna ho ga is mai kam karny ky bad hum expert ban jaty hain hum internet oy live learning gain kar sakty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary ggy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik bohat bara busiens hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy acha knowledge or expeirence hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky market mai amount invest karne chahey pher he h hum market mai rin kar saky gy or hum munafa kama saky gy
    Last edited by ; 25-08-2019, 12:34 AM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : forex ke learning be muskil hain

    G nahi dear Forex business ki learning ko ham khud agar mushkil na banaye to ye learning hamary ley kabi be mushkil nahi ban sakti hay, learning karny me agar proper good time spend na kia jaye to learning karna zaror mushkil ho sakti hay, agar regular other education ki tarha Forex education ko be hasil karny ki koshish ki jaye to es business ki learning aur knowledge hasil karna bahot easy ho jata hay, life me kesi be cheez ko mushkil nahi samjna chaye, Forex business ko be esi tarha hi treat karna chaye, learning karny ko easy samjy to es business ki learning hi hamary ley life me sab se easy work ban sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : forex ke learning be muskil hain

      Dear mery khayal me kesi be business ki learning mushkil nahi hoti aur na hi es ko mushkil samjna chaye, Forex business ki market be esi hey es me learning karna bahot easy hay agar mehnat ki jaye to es business ko ham asaan be bana sakty hey aur profitable be bana sakty hey ye traders key hath me hi es ka control hota hay, agar regular knowledge hasil karny key ley be mehnat ki jaye aur practical trading ki practice ko be daily ka aim bana leya jaye to learning karna hamary ley bahot easy ho jati hay aur kamyabi be asani se mil jati hay.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : forex ke learning be muskil hain

        Dear dunia mai koi bhi kaam muskil ni hai agar aus mai mehnat ki jaye aor aisy hi ais market mai kaam karny k liay learning hai jis ki start mai samjh ni aati magar thory time k baad banda ais market mai sab kuch sekh jata hai k ais market mai hum ne trade kaisy dhondni hai aor ais market mai hum ne kaisy kaam karna hai aor ais mai market ka trend kaisy dekhna hai ais mai thora sa time lagta hai magar aus k baad hum ais market mai acha profit bana sakty hai ais market mai hum learning start karty hai to ais market mai hum ko tab hi kamyabi ho gi jab hum ais market mai achy se kaam sekh k kaam kary gay agar hum ne ais market mai learning karni hai to kisi achy teacher se sekhna chaye ta k hum ais market mai acha kaam kar k profit bana saky.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : forex ke learning be muskil hain

          G han friend ap ki bt bilkal durst hy forex aik bot bara profitable or kbi b bnd na hony wala business hy is m hamy sb sy ahm Chez learning ki zarort hoti hy agr ham bagar learning k forex ko join karan gy to kbi b profit hasil ni kr skan gy dun
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : forex ke learning be muskil hain

            Forex trading ko agar hum zara ziada tawajho say seekhnay ki koshish karey tou issay seekhnay mai kuch zaroori batey hain jinn ki aik terteeb bana li jaey tou forex ko seekhna bohat asaan hojata hai. pak forex forum pay hum forex kay barey mai learning aur knowledge haasil ker laitay hain. Humain forum pay members ki posts aur threads say technical aur basic forex education asaani say mil jaati hai. Uss kay baad hum demo trading account open ker kay uss learning aur knolwedge kay mutabiq waha pay pracice shur ker laitay hain. Jo batey ya terms samajh na aey unhain dobra forum pay pooch saktay hain. jab humain demo pay achi tarah practice krnay kay baad trading ki samajh ajaey tou hum real time mai trading market mai working shuru ker saktay hain. Iss tarah forex ki learning ko mushkil ki bajaey bohat assan banaya jaa sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : forex ke learning be muskil hain

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
              forex mai learning hasial karna be muskil hain hamy demo account mai daily kam karna ho ga is mai kam karny ky bad hum expert ban jaty hain hum internet oy live learning gain kar sakty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary ggy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik bohat bara busiens hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy acha knowledge or expeirence hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky market mai amount invest karne chahey pher he h hum market mai rin kar saky gy or hum munafa kama saky gy
              Assalamualaikum Forex trading business business 24 hours open rahata Hai Iski Agar Hamen acche learning Hasil karni hai To Hamen bahut jyada hard working se kam karna hoga tab hi iski acchi running Hasil ho sakti hai Main To Yahi kahunga ki agar Forex trading ke children Hasil karni hai to Aaj Kal ke digital Jamane Mein Koi Mushkil Nahin Hai Ham bahut hi isiliye Achche Lagne ka Sirka sakte hain bus Hamen Apne time ki investment thoda Jyada Karni Hogi aur Pakistan Forex forum ko thoda Jyada time Dena hoga
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : forex ke learning be muskil hain

                forex trading main learning ki boht ahmiyat hai q k jitni leraning achi hogi otna he hmari earning achi hoti hai es liye learning ki traf har trador ki khas tawajah honi chahye q k jub hum achi learning kart hain tab he hmain achi trading karni ati hai warna hmain loss hony k chnaces zyada hoty hai es liye hmain aghr forex main kamyab hona hai tu hamin forex ki learnig ki traf focus karna hoga q k learnig ki base par he hum market ko achi trha smjh skty hain or acha knolwedege gain kar skty hain knowledge acha hoga tab he hum kamyab traidng kar skty hain jis main loss hony k chnaces bhi kam hoty hain or hum apni tading main acha profit bhi tab he gain kar skty hain jub hum achi learing kar skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : forex ke learning be muskil hain

                  forex trading ki leraning ap jesy jesy forex main apna time spend karty hain wesy wesy apko milti rahti hai ap aik he din main kbhi bhi leraning nahi kar skty es k liye apko boht time lag jta hai esi trha boht se mambers ko lgta hai k hum forex main aghr trade lgany k qabil ho gy hain tu hmain forex ki leraning boht achi hai or hum acha profit gain kar rahy hain tu hum ny learning kar li tu yah un ki sub se bari galt fehmi hai hai q k hum kbhi bhi kuj dinu or kuj months main leraning nahi kar skty hmari trading main jesy jesy hmra expiernce gain hota hai osi trha hmari leraning sath sath hoti rahti hai es liye hmaisha apni trading main kamybhi k liye jald bazi na karen q k jub ap yah chahty hain k hmain jaldi he forex ki leraning ho jay or jaldi he forex ko over all smjh kar karny lag jaen tu yah only soch he rah jati hai hmari
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : forex ke learning be muskil hain

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
                    forex mai learning hasial karna be muskil hain hamy demo account mai daily kam karna ho ga is mai kam karny ky bad hum expert ban jaty hain hum internet oy live learning gain kar sakty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary ggy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik bohat bara busiens hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy acha knowledge or expeirence hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky market mai amount invest karne chahey pher he h hum market mai rin kar saky gy or hum munafa kama saky gy
                    as-salamu alaykum Forex trading business se ek bahut hi Mushkil aur critical business hai lekin Mere Khyal mein hai aajkal ke Daur Mein Hamen Kisi bhi business ki acchi knowledge or experience ko Hasil karna hai itna Jyada Mushkil Nahin Hai khaskar Forex trading ki Jiske acche experience ko Hasil karne ke liye Hamen Ek real platform Jaisa demo account Diya Gaya Hai Is per practis karne se bahut acche results Hasil ho sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : forex ke learning be muskil hain

                      Dear friend ap ny bilkal tek kaha ha main ap sy agree karta hon k forex trading ki learning both muskal ha par jab ap learning kar Katy han to ap ko forex trading bari easy lagti ha forex trading ko musalsal seekna chae ha or is main practice karny ta k ap ko maximum knowledge or experience hasil ho
                      Forex trading main knowledge or experience ki both important ha is ley humy ziada sy ziada learning karni chae ha ta k humary pass forex trading na acha knowledge or experience ho jis sy hum ache trading kar sakeny or trading sy ache earning kar sakeny
                      Forex trading aam business ni ha is ko proper learning k bad start karny
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : forex ke learning be muskil hain

                        World main koi bhi kam aisa nahi hay jes ko sekhna na mumkin ho han albata learning main kam ki condition kay hisab say kuch time lag jata hay esi taran Forex trading hay jes ko complete learning kay bad join karna faida mand sabit ho sakta hay aj say kuch years pehlay Forex ki learning bhi kisi had tak mushkil thi kun k logon kay pas learning sources nahi thay ya bohat kam thay khas kar Pakistan main to yeh problem bohat ziada tha lakin ab chand years main technology nay bohat taraqi ki hay jes ki wajah say logon ko learning kay liay bohat ziada saholiat mil gai hay ab Forex ka knowledge and learning karna har admi kay liay easy ho chuka hay aor bohat say log ghar bethay internet kay zariay self base par learning kartay hain es liay yeh bat kehna k Forex ki learning mushkil hay thek nahi hay this time ham Pak Forex Forum say easily Forex ki learning kar saktay hain internet, books, and live Forex teacher say bhi Forex trading ki learning ki ja sakti hay es liay yeh bat kehna bil kul thek na ho ga k Forex ki learning mushkil hoti hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : forex ke learning be muskil hain

                          Dear friend aapki baat bilkul theek hai Forex key learning Kafi Mushkil Hai Lekin itni mushkil Nahin Hai Isko Aasan Banaya Ja sakta hai Jaise ke Pakistan Forex forum aapke liye learning bahut hi iji kar deta hai is form ki help se aap bahut hi Achcha Forex ko Jaan sakte hain Jiski vajah se Forex Mein kam karna aapke liye bahut hi Aasan ho jata hai Jaise ke Forex trading ko acchi Tarah Se knowledge Hasil karne ke liye Pakistan Forex form ka Awaz Kiya gaya hai jisse aap bahut hi fast aur acchi learning han Sikha sakte hain jaise ke form mein aap koi bhi question poochh kar Forex ke related uska Achcha reply Hasil kar sakte hain aur uske sath sath agar aap demo account use karen to vah aapke liye bahut hi Achcha hai jitni acchi hard practice demo account Mein Karenge utna hi aapko accha benefit Hasil hoga jo ki aapki trading ke liye benefit Hasil hoga
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : forex ke learning be muskil hain

                            Ji han dear duniya mein Koi bhi kaam mushkil nahin hai agar usmein mehnat ki jaaye aur aise market mein kam karne ke liye learning hi jiski start mein samajh nahin aati magar thode time ke bad Banda is market mein sab kuchh Sikh jata hai humne trade kaise dhundh li hai aur is market mein humne kaise kam karna hai aur is main market ka turant kaise dekhna hai to is market mein Ham ko tab hi kamyabi hogi jab Ham is market mein acche se kam sikhe kam karenge agar humne is market mein learning karni hai to acche to Koi acche teacher se sikhana hoga Kam mein kam experience ki jarurat hai to isliye forex mein bhi hai forex trading ko jyada se jyada 2 hazar ki jarurat hai jitni vajah se aap sikhenge utna hi profit UN kar sakenge practice karne se a Ham is forex trading ka bahut aasani se a prophet han kar sakte hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X