jaiza : forex risky hony ky bawajod he dunya mai phal raha hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : forex risky hony ky bawajod he dunya mai phal raha hain
    forex aik risky business hain lakin yai dunya mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum is mai live or sada urdu mai trading kar sakty hain hum is mai amount be invest kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex mai hum bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international busienss hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex pakistan mai legal ban cuka hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : forex risky hony ky bawajod he dunya mai phal raha hain

    G han Forex business bahot teezi key sath popular hony key sath profitable business key name se pehchana jany wala business ban gia hay, risk factor Forex market me hi nahi hota jes business be investment ki jaye us me risk ka hona yakeeni hota hay magar Forex business me risk ko kam karny ki facility be provide ki jati hay agar app ko Forex business risky lagta hay to app ko chaye key risk ko reduce karny ki koshish me app esi strategies ka istemal kia karen key app without any risk key acha profit earn karny me kamyab ho saken.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : forex risky hony ky bawajod he dunya mai phal raha hain

      G han Forex business risky be hay magar per be all world key traders me bahot hi zeyda popular ho chuka hay es ki waja aur koch be nahi hay, 1 to Forex business me investors ko jo facilities aur opportunities milti hey wo kesi be largest business me be nahi mil sakti hey 1 waja Forex business key popular hony ki ye be hay key traders ko unlimited profit ki umeed be hoti hay ye esi facility hay jes ki waja se har investor ki koshish hoti hay key wo Forex business ko hi join kar le, bahot kam traders kesi aur business me investment ka soch sakty hey magar mery khayal me 80 percent investors esy hey jo key Forex business me hi investment ko mehfooz aur profit earn karny key ley acha samjty hey.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : forex risky hony ky bawajod he dunya mai phal raha hain

        Dear ye to hai kun k ais market mai sab se zayda risk hai magar ais market mai hum ko ye pata hai k ais market mai jitna zayda risk hai atna hi zayda ais market mai profit hota hai kun k ais market mai agar hum kaam sekh lety hai aor aus k baad ais market mai kaam karty hai to hum ais market mai paisa kama sakty hai magar ais market mai jab hum kaam sekhy baghair kary gay to loss ho ga is market mai zayda log ais liay kaam kar rahy hai kun k ais market mai paisa bahot zayda hai aor ais market mai jab hum thora sa paisa invest kar k mehnat karty hai to hum ais market mai se paisa asani se kama sakty hai aor ais market mai kamyab ho sakty hai ais market mai hum ko agar acha profit lena hai to hum ko ais market mai mehnat karni pary gi.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : forex risky hony ky bawajod he dunya mai phal raha hain

          G han friend ap ny bilkal tek kaha hy forex aik difficult or risky business hy is k bawjod b ye dunya m bot tazi sy phalta ja ra hy ye hmari mehnat py hota hy k ham isy apny liay ktna difficult bnaty han agr ham achi mehnat kr k trading krty han to kamyab han forex ap ko bot c saholyat dyta hy jasa k ap forex m apni investment krty han agr kisi k pas investment k liay pasy ni han to wo pak forum m posts kr k bonus hasil kr skta hy or phr us bonus ko invest kr k us m trading kr skty han agr ap ko trading ni ati to ap contest m posts kr k widraw able bonus b hasil kr skty grz forex hamy bot c saholyat dyta hy jo koi b business hamy kbi ni dy skta
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : forex risky hony ky bawajod he dunya mai phal raha hain

            Ji han bilkul Forex Ek bahut hi risky business hai aur Jaise Ki Duniya Mein Forex trading Jyada fail rahi hai uski man Badi Baat ye hai ki Forex mein agar Achcha experience Ho To risky Nahin rahata ismein bahut hi acchi e learning Kari Ja sakti hai aur Forex Asher work Hai jismein kam time mein bahut hi acchi aur faster Nahin Kari Ja sakti hai isliye risk ko Dur karne ke liye Forex Mein hard work Karen accha experience share Karen demo account small Karen aur form Mein achha hard work Karen tabhi aapko Forex se kamyabi Hasil Hogi aur aap ismein bagair Uske kam kar sakte hain aur Achcha profile Hasil kar sakte hain isliye Bata running ke liye risk ko Dur Karen aur FIR Forex Mein kam start karen
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : forex risky hony ky bawajod he dunya mai phal raha hain

              yes ,dear yeh aik zinda missaal hay k jo phal jitna meetha hoga usk pass utnay he kantay be hongay isi tarha agar forex risky hay to sath isay samjhnay walay is main say bahut ziada earn bhi to krtay hain jis hisaab say is main risk hay isk sath sath is main reward bhi utna he hay lose ka hona must hay laikin agar ham risk bhi kam laingay to hamko lose bhi kam hoga ham aisa kaam karain he na jis say markeet main hamko kam say kam lose ho aur thora thora krk is main earning milay aaj ham daikhtay hain k markeet main jink pass achi skils hain unk pass achi invest krnay k sath sath bahut ziada wo earning bhi krtay hain q k yeh markeet agar risky hay to is main reward bhi hamko usi hisaab say milta hay.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : forex risky hony ky bawajod he dunya mai phal raha hain

                Forex kay barey mai ye kehna kay yeh aik risky business hai sahayd knowledge ki kammi tou ho sakti hai laikin iss baat mai haqeeqat nahi ho sakti. Agar yeh risky hota tou pooray world Mai investors aur online business kernay waalo kay liye sub say ziada reliable aur trusted business nahi ho sakta Tha. Forex mai her waqt laakhoo traders pooray world say online trading ker rahey hotay hain aur her waqt market mai trillion dollars ka business ho raha hota hai. Traders pooray world say her waqt withdraw lay rahey hotay hain aur deposits ho rahey hotay hain tou ye risky kaisay ho sakta hai. Ab Agar zara soch samajh kay jaiza Lia jaey tou forex kay phailnay ki wajah bhi yehi hai kay ye online mai sub say ziada trusted business hai. Online business market bohat barri hain laikin forex jaisa koi dusra business model mojud nahi hai jiss kay peechay pooray world ki real markets mojud ho.

                اب آن لائن

                Working...
                X