jaize : forex mai thread ka umwan sada rahky taky sub ko samj aa jy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaize : forex mai thread ka umwan sada rahky taky sub ko samj aa jy
    forex aik online busienss hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai live thread kar sakty hain hum is mai aik din mai 4 thread kar sakty hain hamy unwan sada rahkna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy hamy ache information wala thread is liye karna chahey taky sub ko samj aa jy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain forex mai hum trade be place kar sakty hain forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex aik bohat bara busines hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaize : forex mai thread ka umwan sada rahky taky sub ko samj aa jy

    Thread title

    Thread title simple rakna be zarori hay aur short hona be es ka bahot zarori hay, jab key description agar tafseel se bayan kia jaye to ye zeyda behtar hay, members ko thread ka title es tarha rakna chaye key traders ko ye samjny me asani ho key es ki tafseel kia ho sakti hay aur es topic par discus kia gia hay, agar thread key title key sath description ko be difficult bana dia jaye aur words be bahot simple na ho to members ko read karny me be asani nahi ho gi aur sath me members behtar posting be es threads par nahi kar saken gey.
    • #3 Collapse

      Re: jaize : forex mai thread ka umwan sada rahky taky sub ko samj aa jy

      Ji han bilkul bahut Sare senior trader apni friend ko Aise post Karte Hain ke dusre Logon Ko Samajh Mein Nahin Aata jo ki news hai isliye koi bhi post karne se pahle post easy Banakar post Karen Taki dusre trader ko bhi samajh sake ki post Kis Tarah Ki Hai Aur Kismat ki hai isliye after posting karne ki vajah se dusron ki help ho sakti hai otherwise senior puchal Mushkil post Karke dusre Nu Kada ke liye Mushkil Paida karte hain isliye easypost honi chahie aur Aam Sada Zubaan Mein posting ho to baithe hai jisse Kafi Sara fayda ho sakta hai aur Urdu mein posting Kari Jaaye to sabse behtar hai isliye Urdu mein posting Karen Taki aap trading kar sake
      • #4 Collapse

        Re: jaize : forex mai thread ka umwan sada rahky taky sub ko samj aa jy

        Assalam Walekum bhai aapane bahut acchi baat ki hai ki bahut sary senior people Jab thread ko post Karte Hain To bahut Mushkil words Mein kar dete hain Jo new Jo new member ke liye samajhna bahut hi Mushkil Ho Jaati Hai post bahut hi sada simple honi chahie jo new members ko bhi samajh a sake aur wo usse fayda Utha sakte hain Agar Ham aik complex post Karenge Jo dusron ko samajh Nahin Aaegi to uska koi fayda nahin hai Hamen Aisi post Karni chahie jo dorso ko samajh aa sake hamari ek acchi post Se dusron Ki help ho sakti hai isliye isliye hamein Apni post ko Sada Rakhna chahie khas tor py agar Post Apne Urdu mein Karen Tu Hi sabse best rahega Kyunki Ham Urdu mein post Karenge to vah sab ke liye aasani se samjh ayega aur log us se help ly hasil Karenge
        • #5 Collapse

          Re: jaize : forex mai thread ka umwan sada rahky taky sub ko samj aa jy

          G han thread ka title es waja se be short rakna chaye key ye posting ka rule be hay jes thread ka title short ho ga aur description zeyda large ho gi esy member key threads ko zeyda like kia jata hay aur es ki quality ko be achi samji jati hay, title etna short hona chaye key other member thread key description ko understand kar saken key kon se topic par bat ho rahi hay, agar title zeyda tafseel me ho ga to jo members es ko read karen gey wo confuse ho sakty hey es confusion se bachny key ley members ko thread ka title bahot zeyda short rakna chaye ta key thread ki quality ko behtar banaya ja saky.
          • #6 Collapse

            Re: jaize : forex mai thread ka umwan sada rahky taky sub ko samj aa jy

            G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai kun k ais forum par jab hum thread banaty hai to hum ko ais mai aisa topic rakhna chaye kun k ais forum par humra thread ka topic acha ho ga to aus se humri baat asani se samjh aa jaye gi aor hum ais mai apni baat asani se samjh saky gay jab thread acha ho ga to humra thread jo bhi parhy ga wo hum ko ais par thanks dey ga aor hum ais par zayda bonus hasil kar sakty hai kun k ais forum par jis user ko zayda thanks milty hai aus par hi bonus zayda milta hai ais forum par agar hum ne kaam karna hai to hum ko ais mai aisy thread banany chaye jis par her kisi ko baat asani se samjh aa jaye aor wo aus par asani se reply kar ley ais mai hum jitna acha kaam kary gay atna hi zayda bonus mily ga.
            • #7 Collapse

              Re: jaize : forex mai thread ka umwan sada rahky taky sub ko samj aa jy

              Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say bil kul agree karta hon Pak Forex Forum ka asal maqsad to Forex ki best learning and knowledge hay is pay bohat say expert and senior traders apna knowledge and experience share kartay hain is main ziada tar faida others members kay threads pay reply karnay par hay na k khud just threads hi create karnay par hay aam Forex ki guftagu main to ham thread kafi tadad main kar saktay hain lakin contest main yeh just 3 say 4 daily create kar saktay hain aor forum kay rules kay hisab say thread ko Forex kay topic pay hi create karna hota hay aor aisa thread create karna hota hay jis kay topic pay pehlay koi aor thread forum pay mojod na ho aik hi topice pay bar bar thread create karnay ki ajazat nahi hay Forex say hat kar fazool kisam kay threads create karnay say ap apna time to wast kartay hi hain sath main ap others members jo ap ko reply kartay hain yehni ap kay threads pay reply kartay hain un ka time bhi wast hota hay aor us par ap ko aor reply karnay walay dono ko koi faida nahi hota lehaza threads ko create karnay say pehlay rules and regulation ko zaror reed kar kay in ko follow karna chahiay aor threads ka topice easy hona chahiay ta k isay easily understand kia ja sakay aor is pay correct reply bhi kia ja sakay. aor ziada threads create karnay ki bajay others members kay threads pay reply karan ta k ap ko bhi koi faida hasil ho aor others members kay knowledge main bhi azafa ho.
              • #8 Collapse

                Re: jaize : forex mai thread ka umwan sada rahky taky sub ko samj aa jy

                Hamen form per Aisi post Karni chahie Jis Ke quality aur quantity donon Jyada honi chahie form per Hamesha trading se related hi post Karni chahie jitni acchi Hamare post Hogi Hamen utna hi Achcha form se bonus Milega isliye Hamesha form Forex trading se related knowledge share Karen isase aapki post ki value Jyada Hogi aur jo bonus Milega vah Bhi Jyada hoga
                • #9 Collapse

                  Re: jaize : forex mai thread ka umwan sada rahky taky sub ko samj aa jy

                  Pakistan Forex forum per Jab ham log thread create Karte Hain To Ham Logon Ko sabse pahle Achcha Sa name friend ka select karna Hota Hai Jab ham log name ko select kar lete hain to Uske bad Ham logon ko aur Agar name Achcha hoga to Hamari trade popular Hogi isliye sabse pahle Achcha thread ke type Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: jaize : forex mai thread ka umwan sada rahky taky sub ko samj aa jy

                    Pak forex forum mai her member daily 4 threads ker sakta hai kiyu kay iss say ziada thread kernay say wo threads delete ho saktay hain aur iss kay elawa 24 hours ki limit bhi lagg jati hai. Threads iss liye kiye jatey hain takay apna koi bhi sawaal ho to wo members say poocha jaa sakey ya phir agar koi new information mili hoto usay bhi thread ki soorat mai likha jaa sakta hai. Forum jab bhi thread kiye jaey tou iss tarah likhay jaey kay wo asaan alfaaz mai ho aur sada aur mukhtasir likha jaey takay sub members usay asaani say samajh bhi lain aur uss pay acha jawaab bhi day sakey. Agar thread ka unwaan sada hoga tou her member usay parh kay thread ko bhi open karey ga iss tarah usay acha knowledge bhi share ho jaey ga
                    • #11 Collapse

                      Re: jaize : forex mai thread ka umwan sada rahky taky sub ko samj aa jy

                      Pyare doston Pakistan Forex forum mein aap Jahan Bhi post Karen woh Chahy General Forex conversation Ho yah contest mein hisa lain to Ek Baat Ko Apne demagh mein rakhen ke post ka title aur short and brief Hona chahiey. Aap ko Haq Hasil hai ki aap Kisi bhi topic per Forex se Mutaliq discuss kar sakte hain Magar koshish karen ki aap ki post informative Ho aur aap Jo Baat batana Chahtey Hain woh Baat dusre trader Tak mukmmal pahunch Jaaye. Agar aap ki post mein Main 500 words ya 300 words Mukammal Ho Jaate Hain aur aap post ko Adhura Chor Dete Hain to us post ka Koi fayda Nahin Hai community ko. Aapko chahie ki aap apni post mukmmal Karen Chahey 1000 word hi Kyon Na Ban jaen Kyunki is Forum ka maksad Forex trading ki learning hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaize : forex mai thread ka umwan sada rahky taky sub ko samj aa jy

                        Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha Pakistan forex forum pe jo bi new thread post karny to us ka anwan bilkal saada or ahsan sa ho jis sy humy thread ki sahe samj aa jay or new members bi easily samj sakeny or un k knowledge or experience main azafa ho or wo ache tahra kamyab ho sakeny ta k humy maximum profit hasil ho forex trading hum log jtni ache earning karny gy utny he ziada kamyab ho sakty han
                        New members ko chae ha k wo Pakistan forex forum pe sab thread ko read karny or samj k reply karny ta k uny maximum knowledge or experience hasil ho saken jis sy wo easily ache trading kar sakeny or forex trading main ache earning kar k kamyab ho sakeny
                        • #13 Collapse

                          Re: jaize : forex mai thread ka umwan sada rahky taky sub ko samj aa jy

                          Ji han friend ham forum m kam karty han to hamy is m daily k 50 posts or 4 thread krny hoty han ham jo thread krty han us py sb rply kr ry hoty han to hmara farz bnta hy k ham asi thread creat karan jo sb ko smj a sky asan lfzon m bt ki gai ho jo sb ki smj m aiay or sb us ka rply achy sy dan jis sy ap ka b bonus acha aiay or dosry b acha bonus hasil kr sken ham posts or thread sada urdu m krty han to hamy asan lfzon m apni bt ko define krna chaiy hmari posts ki quilty ki trf zyada dhyan dyna chaiy agr ham sirf posts ki tadad py hi zor dyty han to hamy acha bonus ni milta hmari koshish honi chaiy k ham acha or mayari kam karan q k is m knowledge share kia jata hy to hmari posts sy dosron ko acha knowledge hasil ho
                          • #14 Collapse

                            Re: jaize : forex mai thread ka umwan sada rahky taky sub ko samj aa jy

                            g han bilkul bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se sehamt kta hun forex forum main jub ap koi bhi threads create karty hain tu ap apny threads ka sada sa unwan rakhen q k jub ap sada unwan rakhty hain tu logon ko asani s smjh a jati hai jis ki explain karny main bhi asani hoti hai es liye es bat par goor kna chahye ta k hmain forum main akm karny main kiis bhi trha ka koi masla na ho forex main hmai eraning or hmari trading donu he hmary liye best palce hain tu hmain en par focus karny k liye din rat forum main mahnat krna parhti hai tu hmain apny kam ko bahtr karny k liye mahnat karni chahye or os mahnat ko asan lafzon k sath karny main he hmara bhala hai q k jub hum apna he kam muhskil kar dety hain tu os main pher masla ban jata hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaize : forex mai thread ka umwan sada rahky taky sub ko samj aa jy

                              Forex forum pa thread k unwan ko asan rakhny ca forum Ka bunyadi maksed "learning proces"asan ho jata ha aur new members Jo k bilkul b es forum ki samaj ni hoti en members k Lea bht faida mand hoti ha.
                              Thread ka unwan asan hony ki waja ca Kam ca Kam knowledge rakhny Wala member b reply krta ha aur apny en swalat ko clear krny ki koshsh krta ha Jo wo thread k unwan k mushkil hony ki waja ca kesi ca nahi poch sakta.
                              Thread ka unwan asan hony ka ek faida ya b ha k thread asani sa her member ki samaj men a jata ha aur es trha es thread pa her member post krny men b asani mehsos krta ha aur es trha achi behas krny ko milti ha aur learning process aur b asan ho jata ha .
                              Thread ager asani sa samaj any Wala ho aisy thread zayada waqat tak forum dlet nahi karta aur members k lea fiady aur achy bounce ka sabab banta ha.
                              الحمد لله رب العالمين

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X