jaiza : loss sy bachny ky liye musalsal mahnet karne ho ge
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : loss sy bachny ky liye musalsal mahnet karne ho ge
    hamy loss ko avoid karny ky liye hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum bonus earn kar saky gy forex aik bohat bara busness hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hite hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik unique busines hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai hum agar kamybae hsial karna chatey hain to hamy acha knowledge hasial karna chahey hamy market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky mrket mai amount invest karne chahey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : loss sy bachny ky liye musalsal mahnet karne ho ge

    g han bhai jan ap ny shai bat ki hai forex trading aik aysa bsuiness hai jis ko daily base par he sikhna hota hai q k daily base se he hmari trading bahtr hoti hai en sub k liye tu hmain boht kuj karna bhi parhta hai hmain forum main time deny ka bhi boht afida milta hai q k yahan se he hum boht kuj sikh lety hain es liye aghr tu forex main kamyb trading karni hai tu apko trading achi trha sikhni hogi jis se ap apni trading ko achi trha sikh bhi skty hain sath maina pko loss bhi tab he kam hota hai jub ap apni trading main acha profot gain karny ki mahnt karty hain or trading ko bahtr karny k liye apko daily forex ko time dena hoga
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : loss sy bachny ky liye musalsal mahnet karne ho ge

      Loss se bachny ki koshish har trader ko hi karni chaye aur es key ley traders ko achi planing aur achi strategy key sath market me entry karna zarori hay, traders ko esi strategy hi trading me use karny ki koshish karni ho gi jes me loss ki percentage bahot kam ho, without trading planing key agar market me entry ki jaye to loss se bachna traders key ley mushkil ho jata hay, agar loss ko face be kia jaye to esi strategy hamary pass option me majood honi chaye key key base par overall loss ko recover kia ja saky, profit earn karny key ley hi strategy key mutabeq trading nahi karni chaye sath me loss ko recover karna be hamari strategy ka part hona chaye.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : loss sy bachny ky liye musalsal mahnet karne ho ge

        Trading aik aisa business hai jo her waqt jaari rehnay wala hai. Forex ko jitna ziada seekha jaey utna he ziada samajh mai aata hai. Forex trading mai loss say bachnay kay liye learning,knowledge or experience mill kay aik acha profit kamanay mai madad kertay hain. Loss say bachnay or profit kay liye bilkul musalsal mehnat ki zaroorat hoti hai. Aik acha trader hamesha mehnat or soch samajh kay trading kerta hai jis ki wajah say kaamyab bhi rehta hai. Forex trading business aik unique business hai isay achi tarak learning kay baad kernay say loss kam say kam ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : loss sy bachny ky liye musalsal mahnet karne ho ge

          G han trading me loss se asani se traders khud ko bachany me kamyab ho sakty hey agar risk management ki proper training le jaye aur risk management ki learning be ki jaye, traders ki har strategy me risk ko control karny ka option hona chaye, jab tak risk ko control karny ki koshish na ki jaye traders apny account balance ko loss se bachany me kamyab nahi ho sakty, big capital be loss se nahi bach sakta agar risk management key ley mehnat na ki jaye, professional traders zeyda profit earn karna kabi be zarori nahi samjty aur na hi es ko good trading samjty hey, esy traders ko control karny ko hi good trading aur apni kamyabi samjty hey.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : loss sy bachny ky liye musalsal mahnet karne ho ge

            Dear her banda ais market mai kamyab ni ho sakta kun k ais market mai agar dekha jaye to ais market mai hum ko agar kisi waja se loss ho raha ho to hum ko ais mai ye dekhna chaye k hum ne ais market mai aisi kon si ghalti ki hai jis ki waja se hum ko ais market mai loss ho raha hai kun k ais market mai jab hum trade lagaty hai to hum ais market mai risk sirf apny account k hisab se ley agar hum ais market mai risk apny account k hisab se lety hai to hum ais market mai long time kaam kar sakty hai aor ais market mai hum jab trade lagaty hai to ais mai hum agar stop loss use na kary to ais market mai loss zayda kary gay ais liay hum ko apni her trade k sath stop loss use karna chaye aor ais market mai kamyab ho sakty hai.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : loss sy bachny ky liye musalsal mahnet karne ho ge

              yes,dear forex amrket main sab say main kaam yahi hay k ham apnay aapko honewlay lose say kaisay bacha saktay hain agar ham is baat pay kamyab hotay hain k ham lose say bach bhi saktay hain aur isk honay say ham isay recover bhi achay tareekay say kr saktay hain to hamari yahi mehnat hamaray liye kaafi hay acha earn krnay k liye aur agar ham din raat ki mehnat say bhi lose ko nai rok saktay hain aur na he ham ko isay recover krnay k kuch ideas ho saktay hain to hamari mehnat bilkul bhi bekaar hay aur hamar earn kia huva profit bhi bahut jald lose main chhange hota huva ham daikh sakingay is liiye haamray liye better yahi hay k ham mehnat is hisaab say karain k hamko honewalay lose k baray main he mehnat ki jaye us k baad hamko profit apnay aap he hona start hota jayega.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : loss sy bachny ky liye musalsal mahnet karne ho ge

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
                hamy loss ko avoid karny ky liye hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum bonus earn kar saky gy forex aik bohat bara busness hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hite hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik unique busines hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai hum agar kamybae hsial karna chatey hain to hamy acha knowledge hasial karna chahey hamy market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky mrket mai amount invest karne chahey
                Assalamu Alaikum worldwide online business bahut risky business Samjha jata hai ismein Sari Duniya Se log is per kam Karte Hain Sahi Baat Hai Jab ismein profit Jyada hota hai to loss bhi Hota Hai Lo Se bachne Ke Liye Hamen Zyada mehnat Karni chahie Kyunki jitni Jyada mehnat Karenge utna hi jyada Ham knowledge ekattha kar Payenge jab tak Hamare Paas business se related proper education Nahin Hogi Ham use Waqt Tak close Se Nahin Bach Sakte Lo Se bachne Ka Tarika sirf yahi hai ki Ham Jyada Se Jyada learning aur knowledge Katha Karen market ki movement ko samajhne ke liye usko analysis karne ke liye Jyada Se Jyada experience ekattha Karen tab hi ham loss se Bach sakte hain aur Jyada earning kar sakte hain Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : loss sy bachny ky liye musalsal mahnet karne ho ge

                  Bilkal friend ap ny tek kaha agr dunya m koi b kam ham krty han us m ham mehnat ni krty to kbi b successful ni ho skty isi tra forex trading b aik difficult or risky business hy ye profitable b hy mgr is k liay b hamy bot zyada mehnat ki zarort hoti hy mehnat k bagar ham forex trading m agy ni bahrh skty ye aik asa business hy jisy koi b kr skta hy is m loss ki sb sy bari waja greedy hona hy mtlb ap zyada ameer banny k liay lalich shro kr dan lalich sy ap apna account wash kr dan gy ye ap ko kbi b profit ni dyta forex trading m successful hony k liay hmary pas acha knowledge acha experience or perfect learning ka hona bot zrori hy hmari mehnat hi hamy kamyab bnati hy
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : loss sy bachny ky liye musalsal mahnet karne ho ge

                    Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon. Forex trading main loss and profit dono part of business hain yeh dono Forex main ho saktay hain aor ziada tar Forex main loss kay hi chances hotay hain profit bohat kam log hasil kartay hain khas kar Pakistan main to 80% say 90% tak kay log Forex main nakam hi hotay hain aor un ko business main loss hi hota hay is ki sab say bari wajah knowledge ki kami aor Forex main experience na hona hay is kay liay agar ham log Forex main kamyabi hasil karna chahtay hain to haman Forex ka achi taran knowledge hasil karna chahiay aor Forex ki demo pay practice karni chahiay Forex trading main loss say musalsal bachnay kay liay musalsal mehnat karna parti hay rules and rregulation kay hisab say trading karna parti hay tab ya kar Forex main kamyabi milti hay aor loss say mehfooz raha ja sakta hay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : loss sy bachny ky liye musalsal mahnet karne ho ge

                      ji mere Bhai agar Ham koi bhi kam karte Hain to usmein hamen mehnat ki jarurat hoti hai kya mehnat nahin karenge to usmein hamen profit nahin hota isliye ISI tarah flex mein bhi agar Ham mehnat nahin karenge to ismein hamen loss ka samna karna pad sakta hai ismein itni jyada mehnat ki hai aur jitna jyada experience hoga utna acche se aap trade kar sakenge aur kitna iska sasur Ban sakenge ek successful trader hamesha ismein mehnat karta hai agar aap kisi bhi export kar dekhenge to vah ismein time spend karta hai aur ismein jyada se jyada profit hasil karne ki koshish karta hai aur jitna voice mein type. Karta hai utna hi uske propertis karne ke chances jyada hote hain isiliye hamen bhi ismein jyada se jyada mehnat karni chahie agar ismein kamyab hona hai to ismein to experience karna hogi to hi Ham ismein kamyab ho sakte hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X