Re: Jaiza: Trading me mistakes karna
dear yeh baat aik hakeekat hay k ham sab koi bhi business kr lain hamko us main kisi na kisi jagha pay mitakes ki wajha say he lose ka samna krna parta hay ham jitni marzi koshish kr lain ham say koi na koi kisi na kisi jagha pay aisi mistakes hoty hain jinki hamko kuch khabar bhi nai rehty hay agar ham is baat pay zaida tawajo daitay hain k ham honewali har ik mistakes ko aik notbook pat note krtay jayen aur inko repeart honay say bachatay jayen to hamko honay walay lose say bhi chutkara mil sakta hay aur ham market main har ik trades ko win krnay main bhi success ho saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим