Jaiza: chart aur candlestick ka introduction

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: chart aur candlestick ka introduction
    Chart aur candlestick

    Forex business ko agar learn karny ki bat ki jaye to sab se important ye hay key traders ko market key chart aur candlestick ka introduction ho jaye. jab tak chart aur candlestick chart pattern ka knowledge traders ko nahi ho ga wo kabi be chart me market ki movement ko nahi samaj sakty, chart aur candlestick ka introduction es ley be zarori hay key es se market ko analysis karna bahot asan ho jata hay aur kesi indicator ki be zarorat nahi pardti, traders without any indicator signals ko follow key be chart aur candlestick key help se market ka overall jaiza leny me kamyab ho sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: chart aur candlestick ka introduction

    Chart introduction aur candlestick chart pattern ki learning ye Forex education aur learning ka part hona chaye, traders apni learning me chart aur candlestick chart pattern ki learning ko importance den gey to hi us key ley market analysis karna asaan amaal ho sakta hay otherwise agar chart aur candlestick ki traders ko information aur introduction nahi ho gi to esy traders market ko na samjty howy bahot si trading me mistakes kar sakty hey, traders ko chaye key wo learning me chart aur candlestick ki learning ko apna aim samjye, chart ki reading ko agar asaan karna hay to ye bahot hi zarori topic hey jes ki learning zarori hay.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: chart aur candlestick ka introduction

      Chart trading price open close in specific time frame.show krta hai apko candlestick chart pattern ko smjhna chye
      Yeh bahot acha chart hai jo bahot simple aor beautiful tareeky sy market ko represent krta hai candles ky major two types hain bearish candle aor bullish candle yeh dono market ma bull aor bear ki power ko described lrty hain Candle ki bhi bahot sari types hain aor yeh aik candle dosri candle sy mukhtalif bnti hai aor har aik candle ki apni aik pechan hoti hai yeh market ky previous aor current scenario ko beyan krti hai aor is sy ap market ko smjh skty hain candlestick chart ma mukhtalif patterns hain jo market ky predictions dety hain aor hum is sy mazeed trades ly kr acha profit earn kr skty hain
      Candlestick chart patterns Japanese old trading system hai jis ko sekhny ky leay apko demo account ma practice krty rehna chye.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: chart aur candlestick ka introduction

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        Chart aur candlestick

        Forex business ko agar learn karny ki bat ki jaye to sab se important ye hay key traders ko market key chart aur candlestick ka introduction ho jaye. jab tak chart aur candlestick chart pattern ka knowledge traders ko nahi ho ga wo kabi be chart me market ki movement ko nahi samaj sakty, chart aur candlestick ka introduction es ley be zarori hay key es se market ko analysis karna bahot asan ho jata hay aur kesi indicator ki be zarorat nahi pardti, traders without any indicator signals ko follow key be chart aur candlestick key help se market ka overall jaiza leny me kamyab ho sakty hey.
        Assalamualaikum forex business Ko Agar learn Karne Ki Baat ki Jaaye to sabse important ki Jaaye to sabse important Baat yah hai ki traders ko market ke chart Aur candlesticks Ka introduction Puja jab tak chat aur candlesticks chart pattern ka knowledge Nahin Hoga vah kabhi bhi charge Mein maarpeet ki movement Ko Nahin samajh sakte Chahat aur candlesticks introduction se isliye bhi zaroori hai ke is marksheet ko analyses karna bahut Aasan ho jata hai aur kisi ne Kata ki bhi jarurat Nahin padati trading without any indicator singles ko follow signal scope Polo ke recharge aur candlestick ki help se market ka overall Jayega Lene Mein Kamyab ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: chart aur candlestick ka introduction

          mere Bhai forex trading market mein jo hamen broker chat mahiya karta hai vah din ke samay hote hain sabse pahla hota hai line chart aur dusre number per hota hai bar chart sorry dusre number per hota hai candlesticks aur kis number par hota hai lekin jyadatar candlestick chart hi istemal hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: chart aur candlestick ka introduction

            hamy knowledge ko best bana kar charts ko use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy forex aik asa busness hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex mai hum agar kamyabe hasial karna chatey hain to hamy acha knowledge gain kar ky market ky rules ko follow kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik legal business hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: chart aur candlestick ka introduction

              chart aor candlestick chart ka aik he mtlb hai bqr chart ki bat he alg hai us ma candlestick use nhi hoti hai candlestick ki bat kren to Japanese model candlestick chart patterns ki bat smjh ati hai candlestick old system hai trading ma utar chrhao ko dekhny aor iska tajzia krny ky leay lehaza apko forex trading market ma candlestick chart ko lazmi smjhna chue yeh apky leay primary focus hona chye chart ma kitni tyoes ki candlestick hain in ki kya basic work theory hai apko sub maloom hona chye ta ky ao yahan py trading ma zeyada sy zeyada efforts kren aor zeyada profit earn kren ab agr dekha jay to Pakistan Forex forum things ko discuss kia jata hai lehaza apko ma yeh btana chahta hon ky humen trading sari candlestick ko smjhna chye iski major typee ko aor in ky dermeyan combination ko bhi smjhna chye ta ky ap isko bnny ky bad is sy prediction ly sken
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: chart aur candlestick ka introduction

                Dear jaha tak baat hai ais market mai candles ko samjhny ki to ais mai hum ko ye dekhna hota hai k hum ko jo candles nazar aa rahe hai aun k bary mai hum ko kitna pata hai aor hum aus par kaisy trade kar sakty hai magar jaha tak baat hai chart patterns ki to ais mai hum ko ye dekhna hota hai k hum ne agar market mai kaam karna hai to hum ko ais mai chart ko dekhna parta hai k ais time candles mil k kon sa pattern bana rahe hai aor hum ais market mai agar chart pattern ko samjh jaty hai to aus k baad hum ais market mai asani se ye dekh sakty hai k ais time market trend mai move kary gi ya reversal moment kary gi ais liay hum ko ais market mai candles stick ka pata hona chaye aor aus k baad ais mai chart k patterns ko bhi sekhna chaye.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: chart aur candlestick ka introduction

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                  Jaiza: chart aur candlestick ka introduction<br />Chart aur candlestick<br /><br />Forex business ko agar learn karny ki bat ki jaye to sab se important ye hay key traders ko market key chart aur candlestick ka introduction ho jaye. jab tak chart aur candlestick chart pattern ka knowledge traders ko nahi ho ga wo kabi be chart me market ki movement ko nahi samaj sakty, chart aur candlestick ka introduction es ley be zarori hay key es se market ko analysis karna bahot asan ho jata hay aur kesi indicator ki be zarorat nahi pardti, traders without any indicator signals ko follow key be chart aur candlestick key help se market ka overall jaiza leny me kamyab ho sakty hey.
                  Ji bhai jan ap nay candlestick chart kay baray main bil kul thek information share ki hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon Forex trading main 3 qisam kay charts pattern use hotay hain.
                  1: Bar charts pattern
                  2: Line charts pattern
                  3: Candlestick chart pattern
                  in sab main say ziada tar candlestick chart pattern use hota hay kun k isay others 2 charts pattern ki nisbat ziada easily understand kia ja sakta hay yeh chart pattern this time world main sab say ziada famous hay is kay baray main kuch information jo maray knowledge main hay share kar raha hoon.
                  History of candlestick chart pattern
                  Candlestick chart pattern world main sab say ziada old chart pattern hay isay first time taqreban 300/400 years pehlay Japan kay aik rice farmer nay rice ki prices kay up down ko understand karnay kay liay use kia tha yahan yeh bat bhi kehna bil kul thek ho ga k candlestick chart kay mojad yehni ejad karnay walay Japanese hi hain is kay bad Steve NisonClick image for larger version

Name:	Steve.jpg
Views:	1
Size:	8.1 کلوبائٹ
ID:	12322828 nami shakhs nay US main stock exchange ko understand karnay kay liay use kia tha jo kaj poori world main Forex trading market aor stock exchange market main use ho raha hay candlestick chart kay chand aik samples darj zail hain Click image for larger version

Name:	187883f1c17d87ff8383bda72a0db875.jpg
Views:	2
Size:	59.8 کلوبائٹ
ID:	12322829Click image for larger version

Name:	ca7447c57dcc4d98da6482095f4d7faf.jpg
Views:	1
Size:	19.5 کلوبائٹ
ID:	12322830Click image for larger version

Name:	candlesticks1_6_5.jpg
Views:	1
Size:	20.0 کلوبائٹ
ID:	12322831
                  aik candle Forex market main Open,High, Low and close prices ko show karti hay aor is say market kay trend ko bhi identify kia ja sakta hay candlestick chart pattern say guzray howay din mojoda din aor aanay walay din mainmarket ki movement ko judge kia ja sakta hay aor profit hasil karnay main candlestick chart ki kafi help hoti hay.
                  منسلک شدہ فائلیں

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X