lose say bachnay k liye hamko confuse ho kr trading nai krni chaye..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: lose say bachnay k liye hamko confuse ho kr trading nai krni chaye..

    Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex hi kya dunya ka koi bi kam ham agr tnsn ya kisi prshani m karan gy to wo kbi b successful ni ho ga ham usy achi tra ni kr pain gy isi tra forex profitable hony k sath sath aik risky or difficult business hy is liay is m b ham jb kam karan to pori tra relex hon hmary zahn m koi tnsn ni honi chaiy jb ham kisi tnsn m hon or confuse hon to hamy trade kbi b open ni karni chaiy q k tnsn m kiay gy kam m ham kbi b successful ni hoty is liay hamy apny zahn ko mukmal relex krny k bd hi trading start krni chaiy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: lose say bachnay k liye hamko confuse ho kr trading nai krni chaye..

      Aap ki baat boht qabil e ghour hai. traders ziada ter wrong trades uss waqt open ker laitay hain jab unka zehan kisi aur taraf masroof hota hai ya unhain koi tension hoti hai. Maira bhi aik mashwara hai kay kabhi bhi aisay waqt trade open nahi karain jab aap koi aur kaam bhi saath saath ker rahey hoo. Ya aap ko koi tension hai tou jab tak usay door nahi ker lain tab bhi trade open kernay say ijtinaab he behtar hai. Aisi situation mai traders apnay bohat say asool tore baithtay hain jin ka baad mai yaad ana bhi honay waley nuqsaan ko nahi bacha sakta. trade open kernay kay liye metally bilkul fresh hona bohat zaroori hai. Agar mentally fresh nahi hain tou market watch karey aur trade open na he karain to behtar hoga
      • #18 Collapse

        Re: lose say bachnay k liye hamko confuse ho kr trading nai krni chaye..

        Forex may trading karty hoe humain confuse nahi hona chahye kohish karain Kay apna knowledge or experience build karty hoe trade lagain jis say humian ziyda sy ziyda profit mily... Forex ek risky business hai jaha humain trade lagty hoe apne mind ka use karna chahye or apne account balance ko dikhty hoe trade lagni chahye jab humre pas ziyda knowledge or information hoti hai about forex trading market tu hum easily Trade laga sakty hain kabi bhi confuse nahi hona chahye confidence say apna knowledge or skills ko use karty hoe trade lagain or profit ka wait karNa zarori hai..forex may hum confuse tab hoty hain jab humre pas knowledge or information kam hOta hai or hum thik tariky say profitable trade select nahi kar paty..
        • #19 Collapse

          Re: lose say bachnay k liye hamko confuse ho kr trading nai krni chaye..

          Ji haan mere bhai aapane yah baat bilkul theek hi hai agar hamen forex mein profit hasil karna hai to hamen ismein confuse nahin hona balki apne experience ke sath trade karni hai aur ismein mehnat karni hai agar Ham ismein lalach karke yah confuse Hoke trade karenge tu to hamen loss bhi ho sakta hai kyunki ek confuse insan acchi trade nahin laga sakta usko pure confidence ke sath kam karna hai tu Hi vah ek acchi train laga sakega aur portrait profit mein jayegi aur ismein sabse jaruri hai ki aapke pass iske bare mein experience Ho Taki aap apne experience ke sath ek achi train laga sake aur law se bachake aur full confidence ke sath kam karna chahie aur mehnat karni chahie
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: lose say bachnay k liye hamko confuse ho kr trading nai krni chaye..

            Ji han aapki baat bilkul theek hai confidence ke sath trading ki sabse best trading Hai Kyunki Agar aapke pass Achcha Kaun Hai dance Nahin Hoga aap kabhi bhi market Mein Kamyab Nahin ho sakte Kyunki aap khud ka Aisa Faisla Nahin Le Sakte ke market mein aap Sahi trade Lagate time Ek acchi trade open kar sake Kyunki Sahi Time aane per agar aap confidence Kho Baithe Hain To aap ka Kafi Achcha profit Nahin Mil Pata isliye confidence ke sath trading Karen loss Se Mat Karen Jab aapke pass Achcha experience maujud Hoga aur backup ke liye achha balance maujud hoga to aapko Darne ki jarurat Nahin honi chahie confidence ke sath hard work ke sath agar aap analyse Kar Ke market ko trading Karte Hain To Aap Ki Har trade Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain aur vaise bhi profit aur loss 1 Business ka hissa hai lekin Fir Bhi acche experience ke sath trading Karen aap apni life ko change kar sakte hain

            اب آن لائن

            Working...
            X