Real account se pehly demo account me trading zarori hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Real account se pehly demo account me trading zarori hay
    Real account me agar trading ki jaye to ye trading traders key emotions ko test kar sakty hey, real account se pehly demo account esi waja se bahot zarori hay key emotions ko ham trading me control kar saken, real account me emotions ko face karny se zeyda acha hay key es ko demo account me hi face be kia jaye aur es ko control karny ki be koshish ki jaye, traders ko apny emotions demo account me hi remove karny ki koshish karni chaye real account ki trading me agar emotions hamara test len gey to hamy es ko control karny se pehly hi big loss ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Real account se pehly demo account me trading zarori hay

    Kisi had tak ap ki bat bil kul thek hay Forex trading aik aisa business hay jis ko bina experience kay start karna bohat mushkil hay aksar new traders jo first time trading start kartay hain trading main un ko loss ho jata hay us ki sab say bari wajah Forex trading main ziada experience na hona ya phir bil kul na hona hay traders ko sab say pehlay to yeh chahiay k woh Forex trading ki poori taran learning karay aor Pak Forex Forum say ya phir kisi aor zariay say Forex trading ka poori taran knowledge hasil karay is kay bad real account main trading karnay ki bajay Demo account pay Forex trading ki practice zaror karay aor jab usay yaqeen ho jay k us nay Forex trading ka poori taran knowledge hasil kar lia hay tab ja kar real account main Forex trading start karay
    • #3 Collapse

      Re: Real account se pehly demo account me trading zarori hay

      Traders ko hamesha real account mai trading say pehlay demo account mai practice kerni chaiye. Demo account mai trading ki practice kernay kay liye zaroori hai kay demo account minimum amount say bana kay trading seekhi jaey. real account mai direct trading shuru kernay say trading seekhtay seekhtay kaafi loss ho sakta hai. Uss loss say bachnay kay liye demo account bohat acha option hai kiyu kay demo account mai bhi real trading account ki tarah tamam tools mojud hain or saath saath real trading market mai virtual money say trading ki live practice bhi mil jaati hai. Jo kay baad mai real trading account mai kaam kertay huay bohat kaam aati hai. Demo account mai apni jaldbaazi or emotions pay qaabu rakh kay trading ki training real account mai kaam kertay huay bohat kaam aati hai
      • #4 Collapse

        Re: Real account se pehly demo account me trading zarori hay

        G han bilkul real account me trading karna es time bahot hi difficult ho jata hay jab market ki analyzing ka experience be na ho trading risk management banana be na ata ho, demo account ko trading key ley sab se pehly use karna chaye aur achi trading practice traders ko perfect trader bana sakti hay, agar demo account me honest ho kar aur es ko real samaj kar trading practice ki jaye to traders ko real account me be trading karna easy ho jata hay aur real account me esy traders ki trading performance be behtar se behtar ho jati hay.
        • #5 Collapse

          Re: Real account se pehly demo account me trading zarori hay

          Asalam o alikum dear ap ki bt bilkal tek hy forex jasa k hr trader ko bot c saholyat frahm krta hy isi tra forex ny hamy demo account ki sorat m aik bot achi saholat di hy demo account jis m ham practice kr k experience hasil krty han hamy real account sy phly demo account m trading krna bot zrori hy demo account ko b hmasha real account smj kr hi trading krni chaiy demo account ki wja sy hamy hmary emotions control krny m madad milti hy ham lalich krna khtam kr dyty han is liay demo account ki practice hmary liay bot zyada zrori or profitable hy hamy hmasha phly is m phly practice krni chaiy tb hi ham successful hon gy
          • #6 Collapse

            Re: Real account se pehly demo account me trading zarori hay

            demo account mai kam karna asan hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex mai hum apny boss kud ap he hoty hain hamy pahly ache learnign hasial karne chahey or hamy aik time table bana kar mahnet sy or dil laga kar kam karna chaey pher he hum paisa kama skay gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai out of cost account bana kar be kam kar sakty hain forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik involve hain forex aik real business hain
            • #7 Collapse

              Re: Real account se pehly demo account me trading zarori hay

              Dear forex trading members Assalamualaikum
              Ma ap sub ki baton sy agreed hun Pakistan forex forum ma knowldge learning aor demo account ma experience hasil krna chye basic taleem forex business ki hasil keay bina agr ap chly jaty ho real bonus py trading krny to apko bahot he preshani ka samna krna pr skta hai lehaza ma apko yeh btana chahta hun ky demo account ma apko kam az kam 3 4 month practice kr leni chye aor sath apko experimental view trades lgani chye
              Ab demo account bhi apko insta forex broker ky sath leverage aor amount apko kam sy kam select krna chye aor lot size ko low aor management ky sath select krna chye aisa na ho ky ap forex trading ma capital big ki practice kren bonus to apko maximum 500 he mil skta hai
              • #8 Collapse

                Re: Real account se pehly demo account me trading zarori hay

                g han bhai jan main apki bat se agree karunga forex trdaing main jub ap trading karty hain tu apki trading tab he bahtr hoti hai jub apka expiernce acha hota hai es liye hmain sub se pahly tu apni trading ki practice demo account main karni cahhye demo account main trading karnys e hmain acha prpft rael main milta hai q k aik tu hmari trading ability gain hoti rahti hai or sath main ap apni trading main acha proft bhi gain kar lety hain es liye sub se pahly tu hmain demo account main trading sikhni chahye or tab tak sikhty rhna chahye jub tak hum real trading ko abhtr nahi kar lety hain or hmain acha profit nahi mil jta r yah tab he ho skta hai jub hum demo par apna knowledge chek na kar len
                • #9 Collapse

                  Re: Real account se pehly demo account me trading zarori hay

                  G ha dear ye to bahot hi zarori hai k hum ne agar ais market mai kaam karna hai aor ais mai apni investment karni hai to aus se phly hum ko ais market mai kaam sekhna chaye aor aus k baad hum ko ais market mai demo account par achy se practice kar leni chaye kun k jab hum ais market mai demo par kaam karty hai to aus k baad hum ais market mai real account par asani se kaam kar sakty hai magar jab hum real account par direct kaam start kar lety hai to hum ais market mai loss kar lety hai kun k ais market mai agar hum demo par kaam karty hai to hum ko ais market mai kaam karny ka pata chal jata hai aor hum ais market mai asani se kaam kar sakty hai ais market mai apni investments ko safe rakh k kaam karna chaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Real account se pehly demo account me trading zarori hay

                    forex trdaing main real accunt main hmain loss or profot donu he real hoty hain jub k demo account main hmari trading se hmain real loss or profot tu nahi hota laken hum apni trdaing ko tets kar yah pta kar skty hain k hmari trading ability kitni strong hai or hum kis lvel par rah kar apni real trading kar skty hain es liye aghr dekha jay tu demo account main trading ki practice karen or apny expiernce ko gain karen q k yah ap k fady k liye he hai k aghr ap demo ko sue karty hain tu apko es main acha profit milta hai or ap apni trading ko achi trha sikhny k bad achi eraning karny wali trading kar skty hain tu hmain demo account ko use krna chahye or apni trading ki practice karni chahye ta k hmain loss na ho real main or hum achi trdaig kar skarn
                    • #11 Collapse

                      Re: Real account se pehly demo account me trading zarori hay

                      real account se pahly demo account main trading ki practice karen jub ap demo account main trading ki practice karty hain tu ap apni trdaing main acha profit gain kar skty hain q k demo par trdaing karny se hmari trdaing bahtr hoti hai jis main hum apni trdaing main acha profit tab he gain kar skty hain tu hmain chahye k hum demo account ko zyda arsa tu nahi jitna possible hai otna tu use karen q k os main hmari trdaing ko bahtr karny ka moka hota hai or hum apni trading main real account se ayse he faiada otha skty hain es liye yah zarori hai apki trading mains uccesshasil karny k liye or mahant karny se he ap es bsuiness main kamyb ho skty hain or apko es main pahly hard work krna hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Real account se pehly demo account me trading zarori hay

                        Assalamu Alaikum dear friend aapane bahut hi acchi baat ki hai real account se pahle demo account Mein kam karna bahut jaruri hai kuch log Josh Mein Aakar apni personal investment real account mein Laga Dete Hain jabki unke Paas koi bhi experience Nahin Hota aur Unka account wash ho jata hai aur vah ek bahut bada loss Apne Sar Le Lete Hain yah bilkul bhi galat hai Agar aapke pass experience Nahin Hai To yah bahut jaruri hai ki aap pahle Damo account mein kam Karen jisse aapko Achcha experience mil jaaye demo account ka bahut faida hai yah Hamari sahollat ke liye hai agar Ham Damo account Mein Kitna time spend Karenge aur acche se kam ko samjhenge utni hi Hamara faida Hoga Ham us experice ko. Real account mein apply Karke achi earning kar sakein gay wo bhi bilkul fast Kyunki Har Vishwas Mein Kamyab hone ke liye experience Ka Hona bahut jaruri hai is vajah se Hamen experience lene ke liye demo account mein kam Jarur karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Real account se pehly demo account me trading zarori hay

                          Dear Amir..

                          Apne Emotion ke Barey mein bataya he keh Demo account mein hum apne emotions ko Test Kar saktey hein aur Control kar saktey hein.
                          Is mein Koi shak nahin he keh agar hum apne emotions ko achi trha se control karne mein kamiyab ho jatey hein to phir hum kabhi bhi forex mein fail nahin hotey hein.

                          Benefits of Emotions Control.

                          Emotions ko Control karne ke bohot hi ziada benefits hein aur mein samjhta hun keh agar hum apne emotions ko achi trha se control karne mein kamiyab ho jatey hein to phir hum is business mein achi trha se profit kar saktey hain aur hum Bohot hi kam Loss kartey hein aur bohot hi ziada profit hasil kar saktey hain..

                          Advice:

                          Agar Hamarey ander bohot hi ziada emotions hon aur hum control na kar saktey hein to jesa keh Amir bhai ne bataya he keh hamen Waqai Demo par work karna Chahiye aur apne emotions ko wahan par check karke hamen pata chal jata he keh is ke kitne nuqsanat ho rahey hein isliye mein apko yeh advice dunga keh always patience ke sath trade karen kabhi bhi Apne emotions barh jane ki surat mein demo ke ilawa Real par trade na karen to yeh hum sab keliye bohot hi acha hey aur behter rahega aur hum kamiyab ho sakengey.

                          SHUKRIYA.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #14 Collapse

                            Re: Real account se pehly demo account me trading zarori hay

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                            Real account me agar trading ki jaye to ye trading traders key emotions ko test kar sakty hey, real account se pehly demo account esi waja se bahot zarori hay key emotions ko ham trading me control kar saken, real account me emotions ko face karny se zeyda acha hay key es ko demo account me hi face be kia jaye aur es ko control karny ki be koshish ki jaye, traders ko apny emotions demo account me hi remove karny ki koshish karni chaye real account ki trading me agar emotions hamara test len gey to hamy es ko control karny se pehly hi big loss ho sakta hay.
                            Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha k forex trading main real account main trading karny sy pehly humy demo account main practice zaror karni chae ha ta k humy maximum knowledge or experience hasil ho k forex trading market movement Kasey karti ha or hum is main Kasey kam kar sakty han is ley humy both ziada mehnat karni ho ge demo account main practice kar k humy analysis karna seekena hon gy or isi tahra planning or strategy banani ho ge to he hum forex trading k demo account main or real account main kamyab ho sakeny gy jab hum forex trading main mehnat kar k kam karny gy to auto pe behtar trading karny gy or humy maximum profit hasil ho ga is ley humy proper analysis sy money management or risk management sy trading karni ho ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Real account se pehly demo account me trading zarori hay

                              ji mere Bhai agar aap forex ki market mein kamyab hona chahte Hain to sabse pahle is mein aane se pahle aapko iske bare mein jyada se jyada apne experience cagayan karna hoga jitna jyada aapke pass experience gained hoga aur jitna jyada time spend karenge utna hi achcha business profit discuss karenge isme ek sabse badi hai ki aap ismein jyada se jyada demo account per kam Karen kyunki ismein aap demo account per kam karenge to aapke knowledge mein wafa Ho Gaya aapko serious hoga aur usmein loss or profit ka koi chance nahin hota aur usmein aapko? Karni chahie kya aap jyada se jyada profit hasil Karen Taki aap jab real account per aaye toto ek achcha profit set kar sake isliye hamen sadak mein aane se pahle iski market ko analyse karna chahie aur ismein demo account per jyada se jyada kam karna chahie Taki Ham ek acche aur successful trader Ban chuke

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X