jaiza : short cuts mai kam karny sy kuch be hasial nahi hota

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : short cuts mai kam karny sy kuch be hasial nahi hota
    forex aik online business hain hum is mai agar short cuts mai kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga hamy loss ho jy ga forex mai short cuts ke gunyish nahi hain hamy isy avoid karna ho ga or hamy forex ky mutabik kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international business hain yai kabe be band na hony wala business hain humis mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : short cuts mai kam karny sy kuch be hasial nahi hota

    G han Forex business ko esy persons be join karty hey jo learning karny ko bahot zeyda hard samjty hey aur kamyab hony key ley shortcut ways ko use karny ki koshish karty hey mery khayal me Forex business me success hasil karny key ley kesi be shortcut way ka use nahi kia ja sakta hay jo traders shortcut ways use karny ki koshish karty be hey to wo successful hony key bajaye es business me fail ho jaty hey, traders ko proper knowledge aur expernice key base par success hasil karny ki koshish karni chaye aur esy har shortcut way ko avoid karny ki koshish karni chaye jo es business me traders ko fail kar sakti hay.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : short cuts mai kam karny sy kuch be hasial nahi hota

      Forex trading business aik bohat acha or long term kay liye kiya janey wala bahtreen business hai. Forex trading business mai short cuts say ksis bhi soorat mai kaamyab nahi hua jaa sakta hai kiyu kay iss business mai short cuts ka koi role nahi hai. Forexx trading mai kuch traders hedging ki strategy apnatay hain jiss ka matlab ye hota hai kay trades ko jaldi cut ker diya jaey. or small profits ko jama ker kay ziada profit bana lia jaey. Magar iss tareeka kaar ko bhi short cut ka tareeka nahi kaha jaa sakta hai. Forex trading mai short cut ka matlab hai kay aap apnay account ka sara balance kisi aik trade pay laga kay jaldi jaldi bohat ziada profit kamanay ki koshish karain. Jo aap ko profit to nahi dey sakta magar aap ko bohat barra loss zaroor day sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : short cuts mai kam karny sy kuch be hasial nahi hota

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        G han Forex business ko esy persons be join karty hey jo learning karny ko bahot zeyda hard samjty hey aur kamyab hony key ley shortcut ways ko use karny ki koshish karty hey mery khayal me Forex business me success hasil karny key ley kesi be shortcut way ka use nahi kia ja sakta hay jo traders shortcut ways use karny ki koshish karty be hey to wo successful hony key bajaye es business me fail ho jaty hey, traders ko proper knowledge aur expernice key base par success hasil karny ki koshish karni chaye aur esy har shortcut way ko avoid karny ki koshish karni chaye jo es business me traders ko fail kar sakti hay.
        Assalamu Alaikum aaj kal Ek Chand Sa ban gaya hai Jise Dekho shortcut Ke Piche laga hua hai kisse Jyada Se Jyada earning kar sake Thode Se Thode time aur thodi c4d manate hai khana Kaya Tarika bilkul galat hai aur Khaas Tor par Forex pompadour Aise log Aise members ka shopping new traders bilkul na kam ho Jate Hain Kyunki jab tak Aap Yahan properly Apne learning aur knowledge par Dhyan nahi Denge properly aap apne senior se experience Unka share Nahin Karenge jab tak aap market ko samajhne Ke Kabil nahi honge aap Kamyab nahi ho sakte Aur Yeh Sab cheez hai aapko shortcut Se Nahin Mil sakti balke step by step learning se aur knowledge se Hasil hoti hai Mere Khayal Mein shortcut bilkul 100 Zulf chij hai aur kabhi na Kamyab Hone Wali 1 situation Mera muskuraya Hai new members ko kya hua shortcut Ko Chod de isko Har Kisna apnayen Puri tour Jo aur Puri Lagan aur Puri mehnat ke saath kaam Karen Tujhe ki main kamyabi aapke Kadam chume ji Shukriya
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : short cuts mai kam karny sy kuch be hasial nahi hota

          G han ye Forex business ki 1 haqeekat hay key Forex business me kamyabi traders ko kabi be shortcut ways use karny ki waja se nahi mil sakti hay, jab tak mehnat aur lagan se learning work na kia jaye aur market ko samjny key ley technical aur fundamental points ko samja na jaye traders key kamyab hony key chances bilkul be nahi ho sakty, es business me kamyabi mil sakti hay magar mehnat aur koshish se hi mil sakti hay, traders agar shortcut ways profit earn karny key ley use karty hey to us ko kesi had tak kamyabi mil sakti hay magar success kabi be esy traders nahi ho sakty.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : short cuts mai kam karny sy kuch be hasial nahi hota

            Dear banda jab bhi koi kaam karta hai to ais mai aus ko pata hota hai k ais mai short cut kon sa hai aor ais mai sahe tareeka kon sa hai magar jab hum ais dunia mai koi bhi business karty hai to hum ais mai kamyab tab hoty hai jab hum ais mai sahe tareeky se kaam karty hai agar hum ais market mai bhi kaam kary to hum ko ye dekhna hai k hum ais mai koi short cut use na kary kun k ais market mai bhi dekha gia hai jo log ais market mai short cut k checker mai lot bahot bari use karty hai aor aik hi din mai profiit banana chaty hai wo bhi ais market mai loss kar jaty hai kun k ais market mai jab ap zayda risk lo gay to ap ko ais mai ho skata hai k atna zayda loss ho jis se ap ka account wash ho jaye ais liay hum ko ais mai short cut use ni karna chaye.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : short cuts mai kam karny sy kuch be hasial nahi hota

              g han bhai jan ap ny shai bat ki hai forex trdaing aik real online trading ka bsuiness hai es main kisi bhi trha ka kuj bhi fake nahi hai jis ki wjah se hum yah kahen k es main aghr hum koi short cut ks ath trading karen tu hmain boht paisa mil skta hai aysa kuj bhi nahi hota hai ap jitni mahant karty hain otna he ap kamyb hoty hain es liye aghr hum es ko professonnal ho kar karen tu hum apni trading ko achi trha mange kar skty hain jis ko hum gher bethy he eraning ka zariya bna skty hain tu hmain cahhye k hum apni trdaing main intrest paida karen or apn trading ko learn karen ta k hmain bhi afiad mily es business ka laken es main koi bhi apka short cut method apko kamyb nahi hony dea ga or na he ap es main kuj earn kar skty hain
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : short cuts mai kam karny sy kuch be hasial nahi hota

                Dear Friend:

                Apne bohot hi achi bat ki hey keh Forex mein shortcut bilkul nahin hey. Aur jo log bhi forex mein shortcut dhoondhte hein woh kabhi bhi is business mein kamiyab nahin ho saktey hain aur is business mein kamiyab hone keliye hamen always Achi trha se Real work karna hota hey Hardwork karna hota hey tab hi hum is mein kamiyab ho saktey hain is mein koi ShortCut nahin hey..

                95% Looser Traders ki Wajoohat.

                Jesa keh aap sab jantey hein keh forex ki Dunia mein 95% Traders loss hi kar rahey hein aur iski sab se bari wajha yehi he keh 95 percent loser traders bhi wohi hotey hein jo chahtey hein keh hum shortcut se Forex mein bohot sara pesa kamayen lekin wo nahin kama patey hein aur phir loss kar bethtey hein.
                Bhai Forex koi gambling nahin he keh aap is mein shortcut Tarikey se pese kamayengey.
                Yeh aik Real Business hey Aur isko hum real business samajh kar hi is mein work karengey to hum is mein kamiyab ho saktey hain. Otherwise hum is mein kabhi bhi kamiyab nahin ho saktey hain aur Always Nakam hotey hein.

                SHUKRIYA.
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : short cuts mai kam karny sy kuch be hasial nahi hota

                  Ji han bilkul sahi Kaha shortcut se Hamesha aap apni Jindagi Mein Bhi aur Forex main bhi nuksan hi uthaenge Joker shortcut se Insan jaldbaji karta hai aur Jahan Mein laalach Paida hoti hai aur jaldbaji mein jyada Se Jyada Paise kamane Ki lalach aapko nuksan deti hai isliye agar aap Baithe trading karna chahte hain to long-term Chalen aur koi bhi shortcut Na Mare Jiski vajah se aap ko bhi nuksan ho aur aapki trading ko bhi nuksan ho isliye Baithe trading ke liye aapke pass Achcha experience Ka Hona bahut jaruri hai aur shortcut ke sath aap jald badi badi trader Baithe Hain Jiski vajah se aapki Ek bhi trade Agar class Mein Chali Jaaye to Aapka Sara account Hua So sakta hai isliye mehnat Karen aur long term trading plan ke sath Chale tabhi aap achha profit Hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : short cuts mai kam karny sy kuch be hasial nahi hota

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
                    forex aik online business hain hum is mai agar short cuts mai kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga hamy loss ho jy ga forex mai short cuts ke gunyish nahi hain hamy isy avoid karna ho ga or hamy forex ky mutabik kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international business hain yai kabe be band na hony wala business hain humis mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                    Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha Pakistan main maximum log short cuts k chaker main hoty han jis ki waja sy humy loss k chance ziada hoty han or profit k kam jab agr hum short cut k bajay proper learning karny or demo account main practice karny to humy maximum knowledge or experience hasil ho sakta ha jis sy hum behtar trading kar sakty han is ley humy proper analysis karny seekeny chae han or maximum practice sy forex trading ko seekena or samjena chae ha ta k humy trading karny koi masla na ho or hum easily ache trading kar sakeny gy or ache earning kar sakeny gy or forex trading main kamyab ho sakeny gy
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : short cuts mai kam karny sy kuch be hasial nahi hota

                      Assalamu Alaikum dear Forex members is bhai ne bahut hi acchi baat ki hai maine se bilkul mutamin hun koi bhi business show Forex Ke alava Bhi to usmein successful hone ke liye usmein time spend karna bahut Jaruri hota hai kabhi kabhi bhi shortcut ki taraf Nahin Jana chahie shortcut Hamesha Hamen marwat Hain Kuchh lovely members shortcut ki taraf Jaane lag Jaate Hain jinki vajah se vah Chahte Hain Ki Hamen jaldi aur Jyada profit Hassan Ho Jaaye lekin Aisa Nahin hota hai ismein Jyada time spend karne se Jitna 10 experience Hasil Karenge tabhi Ham ismein achha profit, Sakenge isliye Ye shortcut Ki Taraf Na Jaaye balki proper tarike Se Achcha experience on Holi Hasil Karke trade Karen tabhi aapas Mein successful Ho Sakenge aur acche experience ke liye Jyada Se Jyada time Dam account mein. Karen jisse aapko Ek Achcha Insan se ho jaaye Uske bad aapke account mein investment Karke acchi trading karke bahut hi kam time Mein Ek accha profit earn kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : short cuts mai kam karny sy kuch be hasial nahi hota

                        Forex trading ki learning Hasil karne ke liye Pakistan Forex forum acchi jagah Hai is mein Ham forex ki basic, indicator ka istemal, different strategy ko use kar sakte hain. Jab ham trading ki basic learning Hasil kar lete hain us ke bad demo trading account per trading ki training shuru kar dete Hain hamare liye bahut critical hoti hai is ko hamen bahut serious Lena chahie agar is ka Koi fayda nahin hota. Demo trading account mein emotions aise hone chahie ke jaise aap real trading account per kam kar rahe hain aur is account mein currency ko fake kabhi bhi nahin samajhna balke real trading account ki tarah small lot size use kar ke trading start karni hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : short cuts mai kam karny sy kuch be hasial nahi hota

                          Ap ny bilkal tek kaha hy forex m trading krna koi asan kam ni isy ham kafi arsa lga kr or mehnat sy sekhty han is m short cuts ki gunjaish ni hoti ye aik difficult business hy is m jb b koi trader lalich krta hy or short cuts sy kam lyta hy or zyada profit hasil krny k liay bari trades open krta hy to usy hmasha loss hi hota hy wo kbi b profit hasil ni kr skta forex aik international business hy jo k kbi b bnd na hony wala business hy ham is m rat or din m koi b timetable bna kr acha kam kr skty han forex m hamy hmasha apny lalich ki waja sy loss hota hy is liay hamy lalich sy bach kr trading krni chaiy forex m bagar learning k kam krny walon k liay b koi jga ni jb tk hmari learning pori ni ho gi ham achi trading ni kr skty

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X