jaiza : agar hum forex mai kam karny ky experts hain to hamy trend ky sat cahlna ho g
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : agar hum forex mai kam karny ky experts hain to hamy trend ky sat cahlna ho g
    agar hum forex mai kamyabe hasial karna chatey hain to hamy trend ko follow kar ky market mai amount invest karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai agar trend ky against kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai live trading kar sakty hain agar hamary pass paisa nahi hain to hamy bager pasiao ky account bana kar forex mai kam karna chahey pher he hum paisa kama saky gy forex aik international business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik real business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : agar hum forex mai kam karny ky experts hain to hamy trend ky sat cahlna

    Forex business me expert aur perfect traders banny ka ye matlab bilkul be nahi hay key market trend key against trading ki jaye, professional traders ka ye trading ka rule hota hay key agar wo news data ya indicators se trading signals hasil kar be lety hey to wo per be market trend key against kabi be trades ki open nahi karty es ki waja ye hay key market trend agar apni movement continue raky to market ka support ya resistance level break ho sakta hay es waja se ye movement aur be zeyada long ho sakti hay aur es condition me agar traders market trend key against trades open kar len gey to un ko bahot zeyda loss ka samna ho sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : agar hum forex mai kam karny ky experts hain to hamy trend ky sat cahlna

      G han bilkul expert aur senior traders banny ka ye matlab nahi key market trend ko hi ignore kar dena start kar dia jaye, koi be professional ya expert trader market trend key against trading nahi kar sakta hay, esy traders ko trading ka aur market movement ka acha expernice hota hay es waja se wo janty hey key agar market trend key against trades ko open kia jaye to 90% chance yahi hota hay key ye orders loss de sakty hey es ley koi be mature trader trend key against nahi ja sakta hay, new traders ne be note kia ho ga key jo traders market trend key against jaty be hey wo apna hi nuksan karty hey.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : agar hum forex mai kam karny ky experts hain to hamy trend ky sat cahlna

        G ha dear ye to zarori hai k agar hum ne ais market mai kaam karna hai to hum ko ais market mai trend k sath chalna chaye kun k agar hum ais market mai long term par trade kar rahy hai to hum ko ais market mai koi aisi trade ni lagani chaye jo trend k opposite ho agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais market mai hamesha trend dekhna chaye aor aus k hisab se hi kaam karna chaye ais market mai jo banda kaam sekh jata hai wo ais mai asani se trend ko dekh leta hai aor ais market mai trend k sath trade kar leta hai agar hum ais market mai trade ko profit mai hold rakh saky to hum ais mai apna account asani se growth kar sakty hai aor market mai apna capital safe kar sakty hai magar ais k liay sabar karna parta hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : agar hum forex mai kam karny ky experts hain to hamy trend ky sat cahlna

          Expert aur senior traders hamehsa trends kay saath he chaltay hain kiyu kay Agar over all trading market ko view kia jaey tou yehi pata chalta hai kay forex trading market mai ziada ter trends he bann rahey hotay hain jinn ko Agar achi Tarah pehlay say he read ker Lia jaey tou bohat achi trading ki jaa sakti hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai Agar traders analysis kerna achi Tarah seekh lain aur market ki news kay saath sahi tarah khud ko attach ker lain aur MT4 trading terminal ko bhi iss Tarah seekh lain kay unn pay mojud tamaam trading tools ko use unhain achi Tarah aata ho. Forex trading mai trends ko smajhna bohat mushkil nahi hai Agar traders ko koi news milay tou usay trading terminal kay charts pay big time frames open ker kay verify kia jaa sakta hai kiyu kay market ki movements say news ki validity ka bhi pata chall Jata hai aur uss kay saath saath he trends ka pata chall Jata hai jiss say traders ko apni future planning aur strategies bananay ka bohat acha moqa mill Jata hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X