Pip and points say kia murad hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pip and points say kia murad hay?
    Mara Pak Forex forum members say sawal hay k Forex trading kay doran Forex market main currency pair ki price system main aik term pip ya point ki use hoti hay yeh pip aor points kia chez hain? is ki sari detail share zaror karan
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pip and points say kia murad hay?

    percentage in point ko hi short words me PIP ka name dia jata hay Forex exchange market ka rate ko determine esi pips value se kia jata hay, successful traders pips ki earning ko hi calculate karty hey aur jo traders profit ko calculation se zeyda pips earning ko ehmeyat dety hey esy traders ko ba asani ye adnaza ho sakta hay key us ki trading performance ketni improve howi hay, agar profit ko hi calculate kia jaye to traders ko ye andaza nahi ho sakta key us ne daily aur weekly ketny pips ki earning ki hay, currency pair key price me majood last 4th digit ko hi pip kaha jata hay.
    • #3 Collapse

      Re: Pip and points say kia murad hay?

      Asalam.o.alikum bhai forex trading market ma pip unit use hoti hai market ki movement ko measures krti hai agr ap ko yeh jana ho ky market up kitni move ki hai ya market down kitni move ki hai to is ko pip ki surat ma measures kr skty hain aik market ki pip currency pair ka 4th digit hota hai aor wo point ky after hota hai
      Ab agr example don ma to
      Gbpusd ma 1.2175 ka point ky bad ka 4th digit 5 bn raha hai yeh mark3t ki movement ko pip ma bta raha hai aor yeh point after bhi hai aisy he gold ka 4th digit 1499.56 etc ma sy 6 pip kehlata ga
      Apko market ma basics ka maloom hona zarori hai yeh knowledge apky oas ho ga to he ap market ma survive kr sko gay aor technical analysis aor fundamental analysis ko smjh sko gay market ma sentiments ko bhi smjhna zaroeri ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Pip and points say kia murad hay?

        forex mai hamy entery points ko dahk kar kam karna cahey pher he hum paisa kama saky hain or hum forex mai kam kar ky pips be earn kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex kabe be katem na hony wala business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik aam business ke nisbat acha business hain hum is mai gar kamyab hona chatey hain to hamy analysis ko use karna chaehy
        • #5 Collapse

          Re: Pip and points say kia murad hay?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
          Mara Pak Forex forum members say sawal hay k Forex trading kay doran Forex market main currency pair ki price system main aik term pip ya point ki use hoti hay yeh pip aor points kia chez hain? is ki sari detail share zaror karan
          Assalamu Alaikum percentage in. Cochin short words Mein pipe ka naam Diya jata hai Forex exchange main market ka rate ko determine ISI pipes values ke ke sath Kiya jata hai successful traders pipe ki earning ko hi calculate karte hain aur jo traders profit ka calculation Se Zyada pipes earning ko ahmiyat Dete Hain Aise traders ko Basani Ye andaza ho sakta hai ki a uski trading performance Kitni improve hoti hai agar profit ko hi calculate Kiya J2 traders ko yah andaza Nahin Hota ke usne daily or weekly kitne pipe ki earning ki hai currency pair ke price Mein maujood last 4 digit kohi pipe Kaha jata hai Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Pip and points say kia murad hay?

            Dear pip ko hi simple world me percentage in point kaha jata hay, market price ko pip se hi determine kia ja sakta hay aur ye price point me hi samji ja sakti hay, agar EUR/USD ki market price 1.2590 hay to es ko point me samjny key ley hamy sab se pehly pip ko maloom karna ho ga, es price me 0 jo key market ka 4th digit hay ye es pair ka pip hay jo teezi key sath change ho kar market ki total value ko be change kar sakta hay, pip hamesha pair ka smallest value ko kaha jata hay jo ya to 4th digit ho ga ya 5th digit par be mushtamil ho sakta hay.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Pip and points say kia murad hay?

              Dear jaha tak baat hai ais market mai pip ki to ais market mai ap ne dekha ho ga k ais market mai hum ne agar 5 digit mai kaam karna ho to ais mai agar hum eurusd mai trade lagaty hai to aus mai hum ne agar ais ko buy kia hai to hum ais mai 1.12110 se buy karty hai to ais mai agar trade yaha se move karti hoi 1.12200 ar jati hai to ais mai market ne total 9 point move kia hai magar ais mai jo last digit hai aus mai wo pipet hota hai aor ais ki moment par market ki moment dekhty hai magar ais mai ye hai k hum jab ais market mai 4 digit par kaam karty hai to hum ko ais mai ye pipet show ni hota aor sirf ais market mai sirf pip hi nazar aata hai ais mai agar hum kaam karty hai to hum ko ais mai ye pata hona chaye k market kitny pips move kar gai hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X