Market ke Trend ka kese pata chalta hey Buy ya Sell ka?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ke Trend ka kese pata chalta hey Buy ya Sell ka?
    Dear Members...
    Aslam O Alaikum..
    Hope You Fine..


    Aaj yahan par sab seniors ka Imtihan hoga aur mein sab seniors se yeh puchna chahta hun keh woh sab asaan alfaaz mein bayan karen keh market "Trend" ka kese pata chalega keh yeh trend ab "Buy" mein he ya "Sell" mein hey.

    Kioun keh Jab bhi hum kisi new Clients ko Forex trading mein enter kartey hein to woh sab se pehley yehi sawal karta he keh mujhey kese pata chalega Buy & Sell ka Aur mein is mein kis tarah BUy & Sell ki Confirm trade lagaunga..

    Is liye mere mind mein yeh sawal bohot hi arsa se araha tha to aaj mene socha keh apne seniors se iska jawab lun kioun keh jitne tak mujhey ata hey mn sab clients ko batata rehta hun lekin Yahan par Hazaron Members hein Aur sab apne apne tarike key sath jab batayengey to is se New Clients ko bohot hi ziada faida hoga aur unke mind mein jo aik problem chal rahi hoti hey keh hum Buy & Sell ka kese pata chala saktey hein to aap Seniors yahan par Asaan Alfaaz mein Samjha kar Apna Knowledge Share karen..

    Umeed karta hun keh newbies ko is post par achey achey replies dekhne ko milengey aur unhen "Trend" ko Confirm karne ke Behtreen "Tips" Yahan par Mil jayengey

    Shukriya..
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ke Trend ka kese pata chalta hey Buy ya Sell ka?

    Dear market trend ki maloomat ya es ki identification key ley different tareeqy use key ja sakty hey, traders chart ko technical source be use kar sakty hey aur fundamental (News data) jesy source use kar sakty hey, traders es time tak buy ya sell kar decision nahi lety jab tak wo apni tasaali nahi kar leta, agar traders ko kesi kisam ki confusion ho to us ko buy sell order place karny ki ghalti nahi karni chaye, technical source use karny key ley chart me indicators be use key ja sakty hey aur news hamy economic calendar se be hasil ho sakti hey aur other news websites se be mil sakti hay.
    • #3 Collapse

      Re: Market ke Trend ka kese pata chalta hey Buy ya Sell ka?

      Bhai jan forex trading ka bsuiness over all he buy or sell k gird ghomta hai yah tu hmain kisi currency ko buy krna hota hai yah sell krna hota hai or yah krna kesy hain yah hmain market se pta chlta hai jis k liye hmain market ko dekhna hota hai or smjhna hota hai es k bad market ko bhi boht se tarikon se smjha jta hai jis se hmain pta chlta hai jis main sub se pahly tu hum INDICATORS ki help se market ko chek kar skty hain k market main ab kiya tren d chal rha hai or hmain trading k liye buy karny se faida hoga k sell karny se tu hmain yah sub market se pta chalani hoti hai
      BUY/SELL concept:
      misal k tour par jub ap kisi pair main trading krna chahty hain tu os main apko aik pair main 2 molokon ki currency milti hai jis main pahli currency bas urrency hoti hai or dosri quote hoti hai aghr tu hum apni trading main buy krna chahty hain tu hmain base currency ko buy krna hota hai osk badly main hum agli currency ko sath main sell karty hain jis se hmain faida milta hai
      • #4 Collapse

        Re: Market ke Trend ka kese pata chalta hey Buy ya Sell ka?

        Dear market trend ki agar bat ki jaye to es ko identify traders ki responsibility me shamil hoti hay, jab tak ham trend ko identify nahi karty hamy loss ka dar trading me hamesha hi rahy ga, trend ko identify karny key ley market ka jaiza lena chaye hay aur market ko different tareequ se jaiza leya ja sakta hay jes me sab se zeyda ehmeyat fundamental analysis ko dia jata hay, professional traders technical market ka jaiza be lety hey magar es ko fundamental analysis se zeyada ehmeyat kabi nahi dety, important news se trading idea leny ko hi fundamental analysis kaha jata hay.
        • #5 Collapse

          Re: Market ke Trend ka kese pata chalta hey Buy ya Sell ka?

          trend ka pata cahlna hain to hamy market ke movement ko dahkna chahey hamy is ko achy sy samjna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy forex aik real business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai hum apny boss kud ap he hoty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is maik agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik bohat bara business hain hum is mai buy or sell ka order place kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hmay earning be deta hain
          • #6 Collapse

            Re: Market ke Trend ka kese pata chalta hey Buy ya Sell ka?

            Dear ap ne dekha ho ga k ais market mai hum chart ko dekh k market k trend ka pata lagaty hai ais mai agar hum ne market ka trend dekhna ho to hum ais mai candles ko study karty hai jaisy market higher high aor higher low banar rahe hoti hai to aus time hum ko pata chal jata hai k hum ais market mai agar enter hona chaty hai to hum ko buy ki trade lagani chaye agar market ap k samny lower low bana rahe hai aor higher low bana rahe hai to ais ka matlab hai k market ka trend bearish hai aor market ne down side jana hai agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais market mai trend ko dekh k hi kaam karna chaye kun k ais market mai hum ko jab tak trend ka pata na ho to hum ais market mai enter na ho.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Market ke Trend ka kese pata chalta hey Buy ya Sell ka?

              dear trend ko urdu main ham mizaaj k name say jantay hain kisi banday ka agar ham nay mizaad janna hay to hamko sab say pehlay us say baat krni hoty hay k wo kis mizaaj ka banda hay agar uska mizaad karwa hay to hamko us say baat krnay main bahut ziada aehtiaat ki zarurat hay aur agar wo baat ko jaldi samjh sakta hay to hamko ziada mehnat ki zarurat nai parege ham us say baat ba asaani kr saktay hain same isi tarha say forex markeet ka trend hay agar ham 100 ki aur 50 ki moovinaverage ko use krtay hain aur chart ko d1 say check krtay hain to agar markeet mooving averages say down hay to ham ba asaani samjh saktay hain k markeet ka trend donwn hay hamko is main enter har haal main sell main he hona better hay aur agar ham yeh daikhtay hain k markeet un mooving averages say up side main hay to ham markeet main har haal main buy ka he order laingay mairay khayal say to yahi tareeka hay isko check krnay ka.

              اب آن لائن

              Working...
              X