Jaisa kay aap sub jaantay hain pichlay kuch months say CHINA or USA mai trade war chal rahi hai jis ki waja say dono countries aik dusrey mai tax ki bharmaar ker rahey hain or billions dollars kay tax dono countries nay aik dusray pay impose ker diye hai. Un taxes ka asar ziada ter china pay araha hai ikiyu kay china ki ziada goods usa mai arahi hai or usa pay iss liye ziada asar par raha hai kay goods to thori china jaati hai but china nay taxe ua ki ratio say impoe kiye hain. Economics experts kay mutabiq china ki june or july 2019 mai 50% or 67% production kamm hui hai jiss ka asar directly china ki development growth pay para hai.Pichlay 30 saal ki lowest satah pay growth rate agaya hai.
Gold market ki khabroo kay mutabiq china or russia mil kay gold ki bohat ziada buying ker rahey hain phir bhi ye pichlay saa ki ratio say bohat kamm hai.Iss ka matlab forex expert ye laitay hain kay kisi bhi waqt china or russia dobara gold ki sell shuru ker daingay jiss say market bohat ziada neechay ajaey gi.jab aik baar market bohat ziada neechay ajaey gi o dono countries again gold ki buying ker laingay jiss say kamzoor maeshat waley countries khaas tor pay usa ko bohat ziada loss ho jaey ga.
Gold mai ab downfall aey ga jis say hum jaisay traders faida utha saktay hain magar bohat daikhbhaal kay trading kerni hogi.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим