Trading me confusion se bachna chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me confusion se bachna chaye
    Trading me kesi be kisam key confusions se bachny ki koshish karni chaye traders indicators ki waja se bahot zeyda confuse ho sakty hey esy traders ko chaye key wo chart ki reading kesi 1 indicator key base par hi karen, agar bahot zeyda indicators be chart me laga dey jaye to es key signals traders key confusions me bahot zeyda ezafa kar sakty hey traders jo be decisions lety hey un ko kabi be confuse nahi hona chaye aur hamesha safe trading par us ko focus karna chaye, trading me confuse na hona be traders ki 1 quality hoti hay jo har trader me nahi ho sakti.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me confusion se bachna chaye

    forex aik legal business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai agar confuce ho ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hamy cofidence ky sat forex mai kam karna chahey forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international businss hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai pakistan mai legal ban cuka hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading me confusion se bachna chaye

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
      Trading me kesi be kisam key confusions se bachny ki koshish karni chaye traders indicators ki waja se bahot zeyda confuse ho sakty hey esy traders ko chaye key wo chart ki reading kesi 1 indicator key base par hi karen, agar bahot zeyda indicators be chart me laga dey jaye to es key signals traders key confusions me bahot zeyda ezafa kar sakty hey traders jo be decisions lety hey un ko kabi be confuse nahi hona chaye aur hamesha safe trading par us ko focus karna chaye, trading me confuse na hona be traders ki 1 quality hoti hay jo har trader me nahi ho sakti.
      Ji han bhai jan ap nay bil kul thek kaha hay main ap say agree karta hoon dar asal Forex aik international business hay jo this time poori world main popular ho chuka hay aor kai countries main log Forex trading kar rahay hain aor yeh 24 h kam kar rahi hay yehni Forex trading 24 hours world main ho rahi hay is soorat main is ki market ki movement bhi lamha ba lamha hoti rehti hay is wajah say jo new traders hotay hain jin ko Forex trading main ziada experience nahi hota woh jab market ki tazi say tabdeel hoti howi condition ko dakhatay hain to trade laganay kay hawalay say confuse ho jatay hain jis say un say trade wrong lag jati hay ya phir woh koi mistake ho jati hay jis say trade kharab honay say un ko loss ho jata hay is liay behtar yahi hay k traders ko confusion ka shikar nahi hona chahiay aor soch samajh kar market kay analysis kar kay aor movement ko judge kar kay trade lagani chahiay is say trading main traders say mistakes honay kay chance kam ho jatay hain aor un ko trading main kamyabi hoti hay
      • #4 Collapse

        Re: Trading me confusion se bachna chaye

        G han bilkul traders agar trading karty time confuse hon gey to es ka effect us ki trading par bahot zeyda ho sakta hay bahot se traders double mind be ho sakty hey agar bahot se indicators ko use kia jaye to traders ka double minded hona ya confuse hona yakeeni ho jata hay magar esi confusions ko khatam karny key ley traders ko koshish karni chaye aur 1 hi indicator par depend kar key signals hasil karny ki koshish karni chaye, sab se best technique confusions se bachny ka aur double minded hony se bachny ka ye hay key 1 indicator ko use kia jaye aur sath me news par nazar raki jaye, indicator ko es maqsad key ley use kia jaye key market trend ki identification karny me asani ho to trading performance es se behtar ho sakti hay.
        • #5 Collapse

          Re: Trading me confusion se bachna chaye

          G ha dear ye to hai k agar hum ne ais market mai kaam kar k acha profit banana hai to hum ko ais mai agar aik trade mil jaye to aus ko apny account par laga lena chaye ais mai ye ni hai k hum aus ko kisi aor time frame mai dekhy to confuse ho jaye aor wo trade hi na lagaye agar hum ais market mai confuse hoty rahy gay to ais mai trading ni kar sakty ais liay hum ko ais market mai jab bhi koi trade mily to apny plan k hisab se apny account mai laga leni chaye aor aus k sath take profit aor stop loss lazmi lagana chaye ais market mai kabi bhi atna zayda risk na ley jis se account wash ho jaye ais market mai hum ko apny account k hisab se kaam karna chaye tab hi hum ais market mai kamyab ho sakty hai magar ais k liay hum ko mehnat karni ho gi.
          • #6 Collapse

            Re: Trading me confusion se bachna chaye

            Ji haan mere Bhai agar aap trade karne lage Hain agar aapko usmein Koi confusion a jaati hai to hamen usi waqt ruk Jana chahie use trade ka nahin lagana chahie kyunki confusion ki vajah se Ham loss mein ja sakte hain ismein hamen confuse nahin hona chahie bol ke ful confidence ke sath aur apne experience trade karni chahie jitna jyada hamare pass experience hoga utna hi Ham jyada confident Ho Gaya kaise karenge isliye hamen jyada se jyada knowledge hasil karna chahie ismein jyada se jyada time spend karna chahie Taki Ham ko iske bare mein experience ho sake aur ham full confidence ke sath trade kar sakte isliye hamen confusion se bachana chahie agar hamen ismein confusion hai to Ham usi waqt aur iske bare mein jyada se jyada knowledge knowledge hasil Karen hum 1 achi trade lga saken
            • #7 Collapse

              Re: Trading me confusion se bachna chaye

              Trading business mai confusion mamlaat ko bohat kharaab kernay ka sabab banti hai. Forex trading business mai aisay traders hamesha nakaam rehtay hain jo confuse ho kay trading kertay hain. Forex mai confused traders unhain kaha jata hai jo apni kisi bhi trade ko open kertay huay itna sochtay hain kay aik acha entry time sochtay sochtay zaya ker daitay hain wo market kay trends kay saath nahi chaltay bulkay apni confusion kay saath entry kertay hain. Confusion ka koi faida nahi hota kiyu kay jo bhi faisla karain usay action say pehlay he achi tarah soch samajh laina faidamand hota hai . action kernay kay baad sochnay ka koi faida nahi hota uss kay baad tou sirf wait kerna hota hai . kabhi bhi aisi situation mai trade open nahi karain jiss waqt aap confuse ho aur sahi faisla nahi ho raha ho
              • #8 Collapse

                Re: Trading me confusion se bachna chaye

                Forex may trade lagty hoe humain full confidence or sure hona chahye pair select karty waqt or trade order lagty waqt jo trader confusions may trade lagty hain unsure ho kay trade lagne say bohat dafa loss ka samna karNa parhta hai kamyab trade lagne Kay liye humain apna experience ko built karna chahye or demo account may practice karty rahna chahye ta Kay confidence say trade lagai jiye begaar knowledge or experience say hum kabi bhi confidence say trade nahi laga sakty or kabi bhi profitable trade nahi lagai ja sakti forex may trade confusions ka koi faida nahi Hota Kyu Kay humain business may kamyab hone Kay liye humre pas knowledge hona bohat zarori hai confusion say bachne Kay liye shukria...
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me confusion se bachna chaye

                  yes,dear confusion har aik bimari ko janam daity hay agar jo banda is say bachnay ain success hota hay usay kisi lose ka koi khatra nai rehta hay is liye hamko thora earn krna seekhna chaye laikin aisay tukkay aur bay tukky trades say agar ham bachna seekh jatay hain to ham markeet main bhi success hain ,maine daikha hay k bahut saray traders markeet k baray main bahut acha kuch jantay huvay bhi is main aisi mitakes kr jatay hain k unko kuch samjh nai rehty hay uska sabab bhi confusions banty hain hamko jub tak kisi pair main milnay walay signals ka kuch confirm nai ho jata hay tab tak agar ham bay tukky trades laitay hain to yeh hamri mistake bhi hay aur ham khud lose ko dawat bhi dainay walay samjhay jatay hain is liye mairay khayal say confusion har lose ki bunyaad hay.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me confusion se bachna chaye

                    Ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main humy chart different indicator ni lagany chae han is sy humy samj ni ati ha kya ho raha ha is ley humy safe trading k ley achy indicator 1 ya 2 lagany chae han jin ko hum samjty hon
                    Is k alawa trading karny to apny account k mutabiq trading karny or itni he trade open karny jin ko ap ahsani sy dakh sakeny or manage kar sakeny ye na ho both ziada trade open kar lan or confuse ho jany or ap ko samj he na aay ab kya karna ha
                    Forex trading ko hum jtna sabir sy kam karny gy to kamyab hon gy lalich ya jukdbazi karny gy to loss ho ga is ley humy loss sy bachena ho ga or pur sakun ho k trading karni ho ge

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X