jaiza : learning ka amal jare rahky expert banny ky bad

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : learning ka amal jare rahky expert banny ky bad
    forex aik bohat bara business hain agar hum forex mai kam karny ky expert ban gy hain to be hamy learning karty rahna chahey hamy demo mai rozana kam karna chahey pher he hum psai kama saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex all world mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain hum is mai agar market ky ksie rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal or unique business ban cuka hain is mai hamara koi be boss nahi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : learning ka amal jare rahky expert banny ky bad

    Kesi be senior traders aur junior traders ko ye soch nahi rakni chaye key us ki learning complete ho gai hay aur wo expert traders ban gaye hey, agar Forex business me success hasil ho be jati hay per be learning process ko finish nahi karna chaye aur always continue learning karty rehna chaye, expert aur professional traders kabi be learning process ko stop nahi karty aur kesi na kesi source se learning aur Forex business ki study karty rehty hay es ley khud ko expert trader samjny ki ghalti kabi be nahi karni chaye aur hamesha koch na koch Forex se related knowledge hasil karny ki koshish karni chaye.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : learning ka amal jare rahky expert banny ky bad

      G han Forex trading business me success ko agar maintain rakna ho to es key ley zarori hay key learning karna ham kabi be stop na karen, agar learning stop kar dia jaye to traders success aur profit earn karny ko kabi be maintain nahi rak saken gey, agar expert traders be ham ban jaty hey to per be hamy learning ki bahot zarorat ho sakti hay, jo traders knowledge hasil karny aur learning karny ko life me stop kar dety hey esy traders par 1 time esa be ata hay key wo zeyda time tak apny success aur profit earn karny ko maintain nahi rak paty.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : learning ka amal jare rahky expert banny ky bad

        G ha dear ye to bahot hi zarori hai k hum ko ais market mai kaam karny k sath sath learning to karni hi hoti hai agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ye pata hona chaye k ais market mai jab hum ne kaam karna hota hai to ais mai sath learning bahot zarori hai jab hum ais market mai expert ban jaty hai to hum ko chaye k hum ais mai sath learning ko na chory kun k ais market mai kuch na kuch sekhny ko milta rehta hai jo humri help kar sakta hai agar hum ais market mai acha kaam karty hai to hum ko ais mai ye dekh lena chaye k ais market mai hum jitna zayda sekhy gay humry liay atna hi zayda acha ho ga kun k ais market mai agar hum expert ban jaye to sath learning ka faida hi ho ga aus se banda mazeed market ko achi tarha samjh sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : learning ka amal jare rahky expert banny ky bad

          yes dear bilkul ap nay boht achi bat ki hai forex market main jitna bhi learn kar lia jay kbhi bhi wo 100 knowledge tak nahi pounch sakta jiss waja say hmain expert banny ky bad bhi new learning ki need rehti hai forex market main har tiem aik jesi movement nahi rehti hai economy policy change hony k stah stah forex market main kafii change ati rehti hai jis ko samjhny ky lea ap ko bhi ani skills ko upgrade karna parta hai aur new new knowledge sehna parta hai is lea ager ap earning lag bhi jaty hain tu phir bhi ap ko learning karni nahi chorni chaehay phir he ap market main advanced level par kam akr sakty hain aur forex main market main ap ko aik success milti hai iss lea forex main kabhi bhe apny ap ko expert na samjhain iss main asay kam karain jesy ap aik new trader hain.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : learning ka amal jare rahky expert banny ky bad

            g ap ny bilkul thek kaha jasa k hum k janty han k forex trading aik bohat bara business hy is main expert bnny k lia hamyn knowledge or experience ki zarort hoti hy ya aik risky or profitable business hy is main mahnat karny ki zarort hy knowledge or information tab hi hasil hoti hy jab hum learning karty han forex trding main larning bohat aham hy kamyab hony k lia is ki proper learning ki bohat zarort hoti hy agr traders expert b ban jay to isy learning nai chorni chahya .
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : learning ka amal jare rahky expert banny ky bad

              hanji bhae bilkul forex main jitni learning ki jay utni he kam hain aik international market main kam karna aik asan kam nahi hota hai ap ko 2 say 3 year main forex makret ka knowledge he ata hai aur uss ky bad ju ap practice kar ky market main experience laty hain uss ko bhi kafi time lagta hai jis ki waja say leanring hoti hai aur wo learning complete nah hoti hai itni dair main sirf ap ko market ka over view he milta ha ap ko forex main apni skill ko upgrade bhi karty rehna chaheay aur ju acha system mily usko pehly demo account main try karain phir real main try karain phir he ap forex market main success hasil kar sakty hain aur ap ko forex main kam karty hoay jald bazi say avoid akrna ho ga forx aik risky market ha es mai aik galti bhi ap ko asa nuksan daiti hai ju ap aik month main pora karty hain.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : learning ka amal jare rahky expert banny ky bad

                Learning ka ammal kabhi bhi nahi rukta. Kiyu kay hum seekhnay kabhi khatam ker he nahi saktay. Her roz kuch na kuch seekhna he kaamyabi hai. Forex mai bhi aisa he hai. Forex trader jitna bhi expert ho jaey ye aik aisa business hai kay wo kabhi bhi ye nahi keh sakta kay ab mujhay learning ki zaroorat nahi hai. Forex mai her waqt new say new cheezain aa rahi hoti hai ,news aa rahi hoti hai jinhain parhnay aur samajhnay ko bhi learning he kaha jata hai. Agar learning khatam ho jaey ya ruk jaey to tarraqi ruk jaati hai. Forex mai expert bannay kay baad bhi seekhnay ka ammal jaari rehta hai.Bulkay expert ko ziada zaroorat hoti hai seekhnay ki kiyu kay uss nay dusroo ko bhi guide kerna hota hai. Iss liye expert bannay kay baad learning khatam nahi ziada ker daini chaiye
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : learning ka amal jare rahky expert banny ky bad

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                  forex aik bohat bara business hain agar hum forex mai kam karny ky expert ban gy hain to be hamy learning karty rahna chahey hamy demo mai rozana kam karna chahey pher he hum psai kama saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex all world mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain hum is mai agar market ky ksie rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal or unique business ban cuka hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main learning ka amal kabi khatam ni hota ha ap ko daily new chezen seekeny ko milti Han forex trading main jtna ziada ho ap ko seekna chae ha jtna knowledge or experience ho ga ap k pass to ap utny ziada successful ho sakty han dear forex trading start karny sy pehly ache tahra learning karny or demo account main practice karny maximum ta k ap ko ziada sy ziada knowledge or experience hasil ho is sy ap k andar confidence aay ga or ap ziada sy ziada profit hasil Kar sakty han or loss sy Bach sakty han
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : learning ka amal jare rahky expert banny ky bad

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                    forex aik bohat bara business hain agar hum forex mai kam karny ky expert ban gy hain to be hamy learning karty rahna chahey hamy demo mai rozana kam karna chahey pher he hum psai kama saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex all world mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain hum is mai agar market ky ksie rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal or unique business ban cuka hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading duniya ka wasee business ha is ley hum is ki learning kabi bi khatam ni kar sakty han is sy hum daily new chezen seekty han is ley humy apni learning jari rakhni chae han or hum proper money management or risk management sy trading kar sakty han jtni ache trading karny gy to hum behtar trading kar sakty han chae hum expert trader ban jany tab bi humy apna seekeny ka amal chorna in chae ha is ley hum proper money management or risk management ko seekena or samjena ho ga or proper lots size laga k ache earning karni ho ge tab he kamyab ho sakeny gy or behtar planning or strategy sy ache earning kar sakeny gy

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X