Web trader Vs Terminal trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Web trader Vs Terminal trading
    Forex trading business web trader par be ho sakti hay aur Terminal ko use kar key be ho sakti hay magar me samjta hon agar trading key ley terminal use kia jaye to es key bahot zeyda benefits hamy ho sakty hey, terminal me har tarha key indicators ko use karny ki facility provide ki jati hay aur sath me traders ko pending order use karny ki be azadi hoti hay agar web trading ki bat ki jaye to proper platform na hony ki waja se web trading me traders ko koch mushkilat ka samna ho sakta hay, koshish karni chaye key trading key ley terminal ko hi use kia jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Web trader Vs Terminal trading

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    Forex trading business web trader par be ho sakti hay aur Terminal ko use kar key be ho sakti hay magar me samjta hon agar trading key ley terminal use kia jaye to es key bahot zeyda benefits hamy ho sakty hey, terminal me har tarha key indicators ko use karny ki facility provide ki jati hay aur sath me traders ko pending order use karny ki be azadi hoti hay agar web trading ki bat ki jaye to proper platform na hony ki waja se web trading me traders ko koch mushkilat ka samna ho sakta hay, koshish karni chaye key trading key ley terminal ko hi use kia jaye.
    Yes sir i am agree with your Points... Web Trading me boht say masly aty hen jin me aik ye hai k wahan hmen Sb tools or indicators available nai hoty hen js jwa se hm correct trading nai kr paty hen. Jb k Terminal ka na sirf Interface both interesting hota hai blky wahan boht sy useful tools hoty hen jo hamri trading me kafi helpful sabit hoty hen. is lye hmesha Terminal se hi trading behtar rahti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Web trader Vs Terminal trading

      forex mai mt4 or mt5 achy terminal hain hamy in ko apny experience ky mutabik use kar kar ky kam karna chahey pher he hum paisa kama saky gy forex aik world wide business hain hum is mai apne mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai hum apny boss kud ap he hoty hain is mai talib ilam be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakt hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex all world mai bohat taze sy famous or unique ban raha hain
      • #4 Collapse

        Re: Web trader Vs Terminal trading

        Web trading aur terminal trading me bahot zeyda difference hay, broker esi ley terminal ki facility provide karty hey key traders key ley trading karna aur market ko analysis karna asaan ho jaye, agar web trading ki bat ki jaye to bahot se tools ham web terminal me use nahi kar sakty hey ye facility siraf terminal me hi mil sakti hay, terminal me bahot se useful tools aur indicators majood hey jo key web trading me hamy provide nahi key jaty hey, mera mashwara yahi hay key traders ko web trading karny se behtar hay key wo trading key ley terminal ko use karen, terminal me agar trading ki jaye to web trading se zeyda asani se trading ki performance ko behtar kia ja sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Web trader Vs Terminal trading

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          Web trader Vs Terminal trading<br />Forex trading business web trader par be ho sakti hay aur Terminal ko use kar key be ho sakti hay magar me samjta hon agar trading key ley terminal use kia jaye to es key bahot zeyda benefits hamy ho sakty hey, terminal me har tarha key indicators ko use karny ki facility provide ki jati hay aur sath me traders ko pending order use karny ki be azadi hoti hay agar web trading ki bat ki jaye to proper platform na hony ki waja se web trading me traders ko koch mushkilat ka samna ho sakta hay, koshish karni chaye key trading key ley terminal ko hi use kia jaye.
          Ji han ap nay bil kul thek bat ki hay main ap kay point of view say bil kul agree karta hoon. Forex trading world main taran say ho rahi hay aik web trading aor dosra terminal trading web trading main traders ko khud say trading karna hoti hay jis main koi khas plat forum nahi hota aor kai tools jo terminal trading main hotay hain woh web trading main nahi avail hotay jis ki wajah say traders ko kafi mushkalat ka samna karna parta hay is kay ilawa investment karnay main to un ko bohat ziada diqat hoti hay jaisay k investment bohat baray pemanay par karana hoti hay jo k aam traders kay bas ki bat nahi hay lakin terminal trading main aisa nahi hay jahan traders ko aik plat forum milta hay aor trading karnay main bhi bohat ziada asani hoti hay kun k is main indicators ko understand karnay main koi mushkil pash nahi aati aor kai tools bhi mojod hotay hain jin ki wajah say trading aasan ho jati hay dosray lafzon main yeh kehna kisi had tak thek ho ga k brokers kay zariay Forex trading karna terminal trading ki aik misal hay
          • #6 Collapse

            Re: Web trader Vs Terminal trading

            Dear jaha tak baat hai trading ki to asal kaam karny ka maza to trading terminal par hi aata hai ais mai agar hum kaam karty hai to hum ko bahot sary indicators aor bahot sary tool milty hai jin ko hum use kar k market mai analysis kar sakty hai aor ais market mai profit bana sakty hai agar hum ais mai website par kaam kary to aus mai kafi zayda cheazy hai jo ni hoti agar hum ne ais mai analysis karny ho to aus mai wo maza ni hai jis se hum asan se kaam kar saky agar hum ne ais market mai kaam karna hai to hum ko ais mai her time apna laptop pass rakhna chaye agar laptop na ho to aus time banda ais market mai kisi k bhi system par website par apna account dekh sakta hai aor trades laga sakta hai ais mai asani hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Web trader Vs Terminal trading

              Assalam Walekum jahan tak baat hai web trading aur terminal trading ki. To Mere Khyal se Terminal trading Jyada best Hai ismein kam karne ka Aasan rahata hai Kyunki ismein Hamen bahut jyada kisam ky indicators aur bahut Sare different tools Milte Hain Jis ko use kar ke analyse karna asan Hota Hai jabki Agar Ham web trading Mein kam karen to vahan per Hamen Itni Jyada tools aur indicators Nahin Milte jisse analyse karna Mushkil hota hai aur Hamen Har Waqt Apna laptop Apne Paas Rakhna padta hai agar hamare pass apna laptop apne pass na bhi Hi Ho To Ham Kisi Aur Ko system per open karke trade kar sakte hain aur aur Market ke sab Halat ko dekh sakte hain isliye isliye Ham Sabke Liye terminal trading zaida best ha Ham web trading mein bhi kam kar sakte hain lekin uske liye Hamen Apna zaida time Dena padta hai jab kay agar hum terminal trading mein kaam karein To Hamen Apna time bhi kam Dena padega aur ham zaida aasani se trading kar Sakenge
              • #8 Collapse

                Re: Web trader Vs Terminal trading

                Forex trading kay liye 2 option use hotay hain. Instaforex ki website pay jab client cabinet open ki jaati hai tou uss pay bhi trading ki jaa sakti hai jo kay current trade kay option mai ho sakti hai. Web trading usay he kaha Jata hai laikin web trading mai aik waqt mai aik he pair ya commodity ko daikha jaa sakta hai aur aik he chart open hota hai. Web trading kay liye uss waqt prefer kia jaa sakta hai jab traders ko meta trader kay trading terminal MT4 ya MT5 ki sahoolat available nahi ho. Web trading bohat limited ki jaa sakti hai.

                MT4 trading terminal design he trading kay liye kia gaya hai. Iss liye trading terminal mai her woh tool aur option mojud hai jiss say traders ko trading kernay mai bohat asaani hoti hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Forex trading kay liye mojud MT4 trading terminal pay trading kernay kay liye aik waqt mai aik say ziada charts ko open ker kay monitor kia jaa sakta hai jo aik bohat achi facility hai aur phir bohat say aisay indicators aur dusray helping tools hain jinhain web trading mai use kernay ki access nahi mill sakti hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Web trader Vs Terminal trading

                  Dear friend donon hi best hai agar aap web trading karna chahte hain to vah bhi acchi hai Kyunki papa aap phone login Hoga usmein Kam kar sakte hain aur kisi bhi PC per baith kar sakte hain aur use time login hokar apni trade open kar sakte hain aur bad Mein usko Khoj kar sakte hain lekin Bajaye Iske ki agar aap Ham training ki jagah terminal Koi Bhi Mat trading platform use karte hain jaise MT4 trading platform use karte hain to yah Ek bahut hi Achcha software Hai Jiski madad se aap trading kar sakte hain Kyunki ismein indicators ko use kar sakte hain aapko Pata hota hai ki Kaise aap market ko market ke trend ko Maloom kar sakte hain aur acche indicators Ka istemal Karke aap software use kar sakte hain to isliye MT4 software banta hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X