World main aj say taqreeban 300 ya 400 years pehlay aik Japanese rice farmer nay rice ki prices kay up and down ko understand karnay kay liay first time candlestick chart ka use kia tha is taran Japanese ko hi candlestick chart ka mojad kehna koi ghalt nahi ho ga is kay bad US kay Stem Neeson nami shakhs nay candlestick chart ko stock exchange ko understand karnay kay liay use kia tha us waqat say lay kar ab tak candlestick chart ka use stock exchange aor Forex trading main bohat ziada ho raha hay khas kar Japan main to isay bohat ziada importance hasil hay Forex trading main bohat say traders candlestick chart pattern ko hi use kartay hain kun k isay samajhnay main dosaray charts ki nisbat bohat ziada asani hoti hay maray knowledge main jo candlestick chart ki history thi main nay share kar di hay jo ap Forum members kay pas mazeed knowledge hay usay share zaror karan ta k new members kay knowledge main bhi azafa ho sakay thanks for all.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим