jaiza : money managment agar nahi kary gy to hamy loss ho ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : money managment agar nahi kary gy to hamy loss ho ga
    agar hum forex mai money management nahi kary gy to hamy loss ho jy ga hamara account wash ho jy ga is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai out of cost account bana kar be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai mahnet kry gy to hum kamyab ho jy gy forex kabe be katem na hony wala busiens hain forex mai students or house wife's or job less mans or poor mans be kam kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : money managment agar nahi kary gy to hamy loss ho ga

    G han agar trading me money ko manage na karny ki ghalti ki jaye to traders ko loss ho sakta hay sab se best ye hay key proper money management ki training aur information hasil ki jaye traders agar trading me money ko manage kar sakty hey to es ka matlab hay key wo achi trading be kar sakty hey aur apny account balance ko loss se be bacha sakty hey, jo traders money management ko zarori nahi samjty mery khayal me un key ley Forex business me survive karna aur kamyab trader banna dream ban jata hay, trading me money ko manage karna be us ki quality samji jati hay, money ko manage karna traders ki kamyab banany me important roll play karta hay har trader ko achi trading key ley money ka manage zaror karna chaye.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : money managment agar nahi kary gy to hamy loss ho ga

      g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai or main apki bat se agree krta hun forex trading main money mangemnt ko qaik rakna har trador ki zimydari hoti hai money mangemnt se hmain loss bhi kam hota hai or aghr loss ho bhi jay tu hmara ccount bhi wash nahi hota hai tu hmain chahye k aghr hum apni trading main acha proft gain krna chahty hain tu apni trading main risk ko mange karen apni trading ko ayse kamyb bnaen k apko loss na ho or ap apni trading main acha faida otha kar kam karen yah apki apni himat hoti hai jub ap apny account ko save rakhty hain
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : money managment agar nahi kary gy to hamy loss ho ga

        Money management traders ka sab se important trading rule hona chaye, traders agar money management ko trading me apna aim samjy gey to esy traders ko bahot zeyda loss kabi nahi ho sakta hay, money management traders key account ko safe rakta hay aur us ko profit earn karny ki unlimited opportunities provide karta hay, successful traders bahot zeyda money management par hi depend karty hey, jo traders money ko manage asani se kar sakta hay us key ley loss ko recover karna aur profit earn karna zeyda hard sabit nahi ho sakta.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : money managment agar nahi kary gy to hamy loss ho ga

          Forex trading business mai sub say important batey jin ka khayal rakhna zaroori hai wo 2 hain. Money management or time management. Agar sahi time pay sahi trade sahi lot size kay saath open ker li jaey to bohat faida hota hai. aksar traders trading seekh laitay hain or bohat achi investment pocket say ya forum bonus say ho wo bhi ker laitay hain magar phir bhi loss mai chalay jatey hain to uss ki waja sirf time or money managemnt ki kammi hoti hai kiyu kay traders inn do cheezo ko trading kertay huay ehmiat he nahi daitay hain. Demo account mai practise kertay huay agar trading kay saath saath money management bhi seekh lain to achi baat hai. Lot size ki sahi setting hamari money management ko zaahir kerti hai
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : money managment agar nahi kary gy to hamy loss ho ga

            Dear agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko sab se phly aik plan bana lena chaye aor aus k hisab se hum ko ais market mai kaam karna chaye jab hum ais market mai plan bana rahy hoty hai to aus time hum ko ais market mai money management k hisab se kaam karna chaye kun k ais market mai hum jab kaam karty hai to hum ko ais market mai apny account k hisab se hamesha trade lagani chaye kun k jab hum ais market mai apny account k hisab se lot lagaty hai aor ais market mai humri agar koi trade loss mai jati hai to humra account safe hi rehta hai kun k ais market mai jab humri lot choti hoti hai to aus time humra account safe hota hai aor hum asani se apni trade ko loss mai bhi hold rakh sakty hai.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : money managment agar nahi kary gy to hamy loss ho ga

              Ji han aapane theek hai agar Ham money manage karke nahin jante to ismein hamen loss ho sakta hai isliye hamen money management ke sath chalna chahie aur apni mummy ko manage karna chahie Taki Ham ek acchi trade kar saken aur uske bad Ham ek achcha profit hasil kar saken agar Ham money management nahin karenge to ismein hamen loss ho sakta hai jo ki hamare liye nuksandayak hamara kaun ho sakta hai ek achcha beta trader hamesha money management ke sath chalte hain aur vah successful bhi tabhi banta hai jab vah money management ke saath Jo hota hai ache expert aur experience traders ok trading ki duniya mein expert hai vah hamesha ine baton mein Kya rakha hai aur rule regulation ka follow karte hue mananiy management ke sath chalta hai uska pata hota hai kitna train lagani hai aur kis tarah hamen profit has lo sakta hai

              اب آن لائن

              Working...
              X