Meta trader 4 ma kitny indicators hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Meta trader 4 ma kitny indicators hain?
    Dear forex trading members meta trader 4 ma kitny indicators hon aor kon kon sy best hain jin sy hum market ko asani sy smjh akry hain?
    Acha kaam achy daam
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Meta trader 4 ma kitny indicators hain?

    MT 4 terminal me indications bahot hi zeyda hey jes ko count karna bahot hi zeyda mushkil hay es ki waja ye hay key indicators koi be ham use kar sakty hey es ley es ki counting karny ki zarorat hi nahi, app ko esa indicator use karna chaye jes ko understand karna be app key ley asaan ho aur sath me ye good trading results be de saken, agar indicators good signals provide karny me fail ho ya app ko indicator samjny me be asani na ho to esa koi be indicator app ko use nahi karna chaye, 1 good technical indicator hi app ki trading performance ko behtar kar sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Meta trader 4 ma kitny indicators hain?

      dear forum friends Asalamoalikum
      janab forum ma indicators discuss keay jaty hain meta trader4 ma bhi kafi sary indicators hain jin ma sy aksar yahan discuss keay jaty hain in ma sy o ky name mq yahan py discuss kr deta hun
      Relative strength index indicator
      bolliger band indicators
      ichimoku kinko hyo indicators
      parabolic SAR
      standard deviation indicators baki bhi bahot sary oscillator hain jo arket ki fluctuations ko discuss krty hain apko forex trading market ma trading ky leqy indicators ko lazmi circle ma lana chue aor insy achi achi information aor updatee leni chye market ky trend ko btany ky keay yeh sary indicators use hoty hain
      • #4 Collapse

        Re: Meta trader 4 ma kitny indicators hain?

        Dear forex trading members Assalamualaikum
        Meta trader 4 ma indicators bahot zeyada hain lkn in ko category ky hisab sy divide kia gia hai
        1. Trend finding indicators
        2. Oscillators yeh bhi market ma indicators he hain lkn yeh oscillations ky rules py kam krty hain

        In ma bahot sary achy indicators hain jin ko use krna bahot asan hai hai in ma sy kch to ma ny is contest ma bahot dafa discuss keay hain
        1. Bollinger band indicator
        2. Fibonacci retracment indicator is ratios bnti hain 6 main ratio hoti hain
        3. Dynamic momentum index indicator
        4. Relative strength index indicator
        5. Bull bear power indicator
        6. On balance volume indicator
        7. Moving average indicator
        8. ADX indicator
        Yeh sary he bahot achy indicators hain qor bahot authentic information share krty hain aor in ki information reliable hai
        • #5 Collapse

          Re: Meta trader 4 ma kitny indicators hain?

          dear ap ne bohat achi information share ki hai hume indicotor k bhre main information hone chaiye lekin meta trader four main bohat zada indicotor hein jis ko count krna muskil hai is main agr hum ko success hasil krne hai tu sarif indicotor py depends nai krna chaiye hume is main analysis ko be fallow krna hota ha ur news chart ko be sab se important hai is main menat jo insan is main experince and knowledge hasil kr k kam krta hai wohi is main kameyab hota ha eik mind mind main rakhy jo insan is main jald kameyab hona chahta ho matlab k is business main lalach krta ha wo is main asani se kameyab nai hota ha forex lalachi bandey ko success nai deti hai
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: Meta trader 4 ma kitny indicators hain?

            MT 4 terminal indicators ki agar bat ki jaye to hamy bahot zeyda indicators MT 4 terminal me signals hasil karny key ley mil sakty hey, jes me popular indicators ye hey,

            1. Relative Strength Index (RSI)
            2. Moving average indicator
            3. Dynamic momentum index
            4. Support and resistance levels indicators

            Es key sath momentum aur moving average key bahot se indicators hamy signals hasil karny key ley mil sakty hey, traders ko chaye key wo indicators key calculation ko sab se pehly samjy es key bad hi es ko use karny ki koshish karen, agar indicators key bary me zeyda information na ho to ye indicators signals be loss ki waja ban sakty hey.
            • #7 Collapse

              Re: Meta trader 4 ma kitny indicators hain?

              Dear jaisy ap ne baat ki hai ais market mai jo software use ho raha hai aus mai kitny indicators hai to dear ais mai kafi zayda indicators hai jin ko hum use kar k ais market mai trade kar sakty hai ais mai agar hum ne dekha ho to hum ko ais mai her tarha k indicators milty hai jin ko use kar k hum trade laga sakty hai aor ais market mai faida autha sakty hai agar hum ais software mai koi aor indicator use karna chaty hai to hum ais mai kisi bhi site se download kar k use kar sakty hai ais mt4 mai hum ko kisi kisam ka masla ni hai k hum ais mai kon sa indicator use karty hai agar hum ais market mai acha result lena chaty hai to hum ais mai koi bhi indicator use kar k help le sakty hai aor ais mai profit bana sakty hai.
              • #8 Collapse

                Re: Meta trader 4 ma kitny indicators hain?

                MT4 mein bahut jyada indicators hain isko use Karke ham market ka analysis kar sakte hain aur acchi profitable trade order Laga sakte hain Hamen chahie ki Ham easily indicators ko use karna sikhana chahie Taki Hamen indicators ka istemal Aaye Aur profitable trade select kar sake MT4 graph ko analysis karna currency ka sequence currency rate take profit stop loss free margin lot size delete indicators Hai jisse Ham easily profitable trade select kar sakte hain Ham kabhi bhi indicator without knowledge information use nahi kar sakte isliye Hamen chahie ki Ham Apna learning process sabse pahle complete Karen than earning ka soche bagair learning ke Ham Kabhi Kamyab Nahin ho sakte indicators ko samajhna aur usko best tarike se use Karna Had trader ko Aana bahut jaruri hai aur MT4 Hamen help Karta Hai Bus indicators profitable select karne ke liye
                • #9 Collapse

                  Re: Meta trader 4 ma kitny indicators hain?

                  Dear Mt4 mein bahut jyada indicators hai mere Khyal se indicators ismein 8 say 10 indicators maujud hai lekin yah Sabhi indicators bahut hi acchi aur perfect hai agar aap ine ko hi acchi Tarah Se Sikh Le To aap kabhi bhi Forex trading Mein nuksan Nahin Hasil Karenge Kyunki Forex trading Mein Mt4 mein jitne bhi indicators Dale gaye hain vah sab ke sab professional aur acche indicators Hai Kyunki Inko agar aap use karte hain aur Inki trading strategy ko acchi Tarah Se samajh Lete Hain To aap isase kafi acha profit Hasil kar sakte hain aur Kafi acchi and Hasil ki Ja sakti hai to ine indicators Ka istemal Karna chahie Taki aapko Jyada se jyada fayda ho sake aur acchi training ki Ja sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Meta trader 4 ma kitny indicators hain?

                    Ji Bhajan aapane bahut acchi information share Ki Hai Ham indiketar Ke Bade Mein information hone chahie lekin Mita trader form mein bahut jyada indiketar hai Jisko count karna Mushkil Hai ismein Agar Ham Ko successful Hasil Karna Hai To Sirf indicator pay depend nahin karna chahie Hamen ismein analyses ko bhi follow karna hota hai aur news chat ko bhi sabse important hai ismein mehnat jo Insan ismein experience and knowledge Hasil Karke kam Karta Hai Vahi ismein Kamyab Hota Hai Ek mind mind mein rakhkar jo Insan ismein jald Kamyab Hona Chahta Ho matlab ke is business Mein lalach karta ho vah ismein aasani se Kamyab Nahin ho sakta flex lalchi Bande Ko secufull Nahin deta
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Meta trader 4 ma kitny indicators hain?

                      Aapane bahut acchi information share Ki Hai Hamen Indica door ke bare mein information Hona chahie lekin metatrader 4 mein bahut jyada indiketar hai jinko account karna Mushkil Hai ismein Agar Humko successful Hasil Karna Hai To Sirf Indica Taur pay depend nahin karna chahie Hamen ismein analysis copy follow karna hota hai aur news chart ko bhi sabse important hai ismein mehnat jo Insan is my experience and knowledge Hasil Karke kam Karta Hai Vahi ismein Kamyab Hota Hai Ek mind Mein Rakhe Jo Insan ismein jald Kamyab Hona Chahta Hai matlab ke Business mein lalach Kahta Hai vah ismein aasani se Kamyab Nahin ho sakta fresh lalchi Bande Ko Safal Nahin deta
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Meta trader 4 ma kitny indicators hain?

                        Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapane bahut hi acchi information share Ki Hai Ham indiketar Bade bare mein information Hona chahie lekin Mita traders forum mein bahut jyada indiketar hai Jisko can count karna Mushkil Hai ismein Agar Humko full Hasil Karna Hai To Sirf indicator pay depend nahin karna chahie Hamen ismein adress ko bhi follow karna hota hai aur news Chahat ko bhi sabse important hai ismein minut Jo ke Insan ismein experience on Knowledge Hasil Karke kam karta hai vah hi isme Kamyab Hota Hai Ek mind Mein rakhte Hue Jo Insan ismein jaldi kam Kamyab Hona Chahta Hai matlab ke Business mein Ilaaj Karta Hai vah ismein aasani se Kamyab Nahin ho sakta Forex lalchi wale Bande Ko Safal Nahin deta use Bande Ko acchi earning bhi Deta Hai Achcha profit bhi deta hai jo ki ismein bahut vajah se kam karta hai aur Main usse kam karta hai aur belos hokar khidmat karta hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: hassanraja پيغام ديکھيے
                          Dear forex trading members meta trader 4 ma kitny indicators hon aor kon kon sy best hain jin sy hum market ko asani sy smjh akry hain?
                          Janab ap ko meta trader 4 main kafi sary builtin indicators mil jaty hain jo kay 30 sy upar hai or es kay sath ap apny custom indicators ko be meta trader 4 main use kar sakty hain. Lekin sub sy khas bat yeh hai kay ap jitny kam sy kam indictors ka use karain gy us kadar ap apni trading sy acha result hasil karain gy. bar bar indicators or pairs ko change karny sy ap ki performance main kami ati hai. Esleye kuch khas indicators ko bar bar use karny sy ap us mai expert ho jaty hain or achy sy ap us mai trade kar kay earning kar sakty hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X