patience ka be acha experience hona chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    patience ka be acha experience hona chaye
    Trading me patience ki ehmeyat be bahot zeyda hay demo account ki trading me agar ham patience karny ki be proper training hasil karen gey to real account me ye patience be hamary ley bahot zeyda help de sakty hey, traders agar patience (sabar) key sath trading karty hey to ye be possible ho jata hay key us key loss key trades profit me change ho jaye, professional traders patience ki trading ko be 1 trading ki strategy aur part samjty hey, es base par be hamy kabi be kamyabi hasil nahi ho sakti key trades ko jald open ya close kia jaye jab tak traders patience nahi karen gey us ko profit be nahi ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: patience ka be acha experience hona chaye

    G han traders me agar patience ki kami ho gi to es ka effect be us ki trading performance ko mutasir kar sakta hay, demo account aur market knowledge key base par traders ko patience level ko be increase karna chaye, demo account me trading agar real account aur real money samaj kar ki jaye to traders key trading skills key sath us key patience level me be ezafa ho sakta hay, trading ki practice agar formality samaj kar pori ki jaye to na to traders key skills me behtri a sakti hay aur na hi us key patience level me ezafa ho sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: patience ka be acha experience hona chaye

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
      Trading me patience ki ehmeyat be bahot zeyda hay demo account ki trading me agar ham patience karny ki be proper training hasil karen gey to real account me ye patience be hamary ley bahot zeyda help de sakty hey, traders agar patience (sabar) key sath trading karty hey to ye be possible ho jata hay key us key loss key trades profit me change ho jaye, professional traders patience ki trading ko be 1 trading ki strategy aur part samjty hey, es base par be hamy kabi be kamyabi hasil nahi ho sakti key trades ko jald open ya close kia jaye jab tak traders patience nahi karen gey us ko profit be nahi ho sakta hay.
      G han sir forex business me successful hony k lye na sirf Hard working jarori hai blky Patience b boht jarori hai. Q k agr ap me sabr nai ho ga to ap acha profit earn nai kr saken gy. kabhi market against move krnti hai magr bad me apni asal signals pr move krne lgti hai . agr ap sabr/patience se wait krn to apko boht acha profit mil skta hai.is ley hmen Patience ka b Experience hona chaye taky successful ho saken.
      • #4 Collapse

        Re: patience ka be acha experience hona chaye

        hamy patience ky mutabik kam karna ho ga pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum paisa kama saky gy forex aik international business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik asa business hain jo hamy ache learning be deta hain or hamy ache earning be deta hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky market mai amount invest karne chahey
        • #5 Collapse

          Re: patience ka be acha experience hona chaye

          G ha dear ais market mai jab hum kaam karty hai to humry pass ais market mai kaam karny ka best tareeka ye hai k hum ais market mai sabar k sath kaam kary agar hum ais market mai jald bazi karty to hum ais market mai loss kar sakty hai ais liay hum ko ais market mai kaam karny k liay sabar karna chaye ye zarori ni hai k hum ais market mai hum agar agar achi practice kar ley gay to hum ais market mai hum khud ko patience k sath kaam karna chaye agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ais market mai demo par kaam kar k practice kary agar hum ais market mai practice karwaty waqat hum ais market mai ye mind mai rakhy k hum ne jo bhi trade lagani hai aus mai jald bazi ni karni to hum real account par acha kaam kar sakty hai.
          • #6 Collapse

            Re: patience ka be acha experience hona chaye

            patience ky sat kam karna hamy kamyabe deta hain forex aik interantional business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar kam kar sakty hain forex all world wide mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik unique business hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik bohat bara busienss hain hamy demo account mai aik sal practice karny ky bad real account mai kam karna ho ga forex aik real or acha business hain
            • #7 Collapse

              Re: patience ka be acha experience hona chaye

              Asalam o alikum dear ap ki bt bilkal durst hy forex aik profitable business hy jo k hamy bot sa profit dyta hy achi earning k sath achi learning b dyta hy forex m jb ham trading krty han to hamy patience rakhna chaiy jb ham jald bazi krty han or chahty han k jaldi sy ziada profit mily to trade ko sochy samjy bagar close kar dyty han or bd m pchtawa hota hy k thora or patience rakhty or jb market hamy loss dy ri hoti hy to b ham jald bazi krty han k hamy zyada loss na ho jaiy or trade ko close kr lyty han or market k wapis any ka intzar ni krty isi tra trade ko open krny m b jaldi krty han hamy demo account m trading ki practice or experience k sath sath patience rakhny ka b experience lazmi hasil krna chaiy
              • #8 Collapse

                Re: patience ka be acha experience hona chaye

                Forex trading business traders ko bohat ziada learning aur knowledge daita hai. Forex hamey bohat si aisi cheezay bhi sikhati hai jo humain sirf trading mai he kaam nahi aata hai bulkay zindagi mai social life mai bhi hum uss say bohat faida lay saktay hain. Patience bhi forex trading mai aik bohat eham muqaam rakhta hai. Agar traders patience ko apnay business ka aik eham satoon bana lain to nakaami ka muh kabhi bhi nahi daikhengay aur kaamyaabi bohat jald unka muqaddar ban jaati hai.

                patience ko forex trading mai use uss waqt hota hai jab market mai movement hoti hai aur analysis kiye baghair aur trend daikhay baghair traders trade open na karain.
                • #9 Collapse

                  Re: patience ka be acha experience hona chaye

                  g apny bilkul thek kaha main ap ki is bat sy agree karti hon forex trading aik risky or profitable business hy is main practice k lia b experience ki bohat zarort hy is main hamyn mehnat karni chahya ta k zayadsy zayyada fayda hasil hota hy is main hamyn k knowledge ki zarort hoti hy ya b mahnat sy h hasil hota hy earning k sath achi learning b ho ta k hum kamyab ho sakyn .hamyn apni mistake ko ignor na karyn or mistake ko control karni ki koshish karyn.
                  • #10 Collapse

                    Re: patience ka be acha experience hona chaye

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    Trading me patience ki ehmeyat be bahot zeyda hay demo account ki trading me agar ham patience karny ki be proper training hasil karen gey to real account me ye patience be hamary ley bahot zeyda help de sakty hey, traders agar patience (sabar) key sath trading karty hey to ye be possible ho jata hay key us key loss key trades profit me change ho jaye, professional traders patience ki trading ko be 1 trading ki strategy aur part samjty hey, es base par be hamy kabi be kamyabi hasil nahi ho sakti key trades ko jald open ya close kia jaye jab tak traders patience nahi karen gey us ko profit be nahi ho sakta hay.
                    Assalamu alaikum bhai jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading with message mein Vahi log kamyabi Hasil Karte Hain Jo patience se kam karte hain Kyunki agar aap apni Ek trade ko open kar dete hain aur uske bad jaldbaji se kam Karte Hain To vah bahut jyada loss ho sakta hai lekin Agar Ek Chhed ko open karne ke bad aap patience ya FIR Sab ke sath kam Karte Hain To aap ke Kafi Jyada chances increase Ho Jaate Hain Achcha karo Pathan karne ke liye isliye Forex trading business Mein Jarur patience ke sath kam Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: patience ka be acha experience hona chaye

                      Dear friend ap ny bilkal tek kaha ha main ap sy agree karta hon k hum forex trading main jtna sabir karny gy humy utny kamyab ho sakty han is ley trade main agr loss ho raha ha to achy analysis k bad stop loss laga k wait karny sabir karny ap ko profit ho ga agr stop loss hit bi hota ha to ap ko ziada loss ni ho ga
                      Forex trading main humy bilkal bi juldbazi ni karni chae ha balky sabir sy trading karny or trade open karny sy pehly humy achy analysis karny chae han jis sy hum log stop loss or take profit use karny sahe tahra ta k humy ziada sy ziada fayda ho sakey
                      • #12 Collapse

                        Re: patience ka be acha experience hona chaye

                        Practice karna zarori hota he is leye ap ko yaha pe mehnat se kam karna hoga ku ke agar parctice karne he to ap ko yaha pe time dena ho ga ku ke jo log mehnat karte hen wo he yaha pe kamyab hote hen or yaha pe ache income kama lete hen or maze karte hen.
                        • #13 Collapse

                          Re: patience ka be acha experience hona chaye

                          Ji haan mere Bhai forexs mein patience hona bahut jaruri hai kyunki ismein market uptodown hoti rahti hai aur ismein hamen profit bhi hota hai aur loss bhi hota hai jitna jyada hamare pass experience hoga utna jyada profit tejaji nagar hamare pass experience nahin hai to Ham ismein loss bhi kha sakte hain isiliye isme patience ki bahut jyada hi mita kyon kya kabhi market chal jaati hai kabhi niche a jati hai isliye hamen ismein sabse kam Lena chahie aur ismein emotion se Kam nahin Lena chahie aur na hi ismein lalach karni chahie hamen apne experience ke sath aur main uske sath kam karna chahie aur sab se Ahmedabad ismein sabar hamen hona chahie ek achcha successful trader hamesha patients ke sath kam leta hai aur vah isko proper plan ke sath karta hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: patience ka be acha experience hona chaye

                            Importance of patience in trading.
                            Patience ya tahamal mizaji ko Forex trading Ho ya stock trading Har Jagah buniyadi Zaroorat Samjha jata hai. Trading main market ke sath sath trader ka zehan Bhi bahut fast moment kar raha Hota Hai agar aap trading ko apne Asaab per Havi kar lenge to aap ke liye earning karna bahut Mushkil kam ho ga, aap ko Mushkil Waqt mein cool mind ke sath kam karna ho ga Jis ka aap ko bahut acche results Milen ge. Patience ki bahut ahmiyat hai trading mein Kyun ki Jo bhe trader patient se trading nahin karta vah hundred percent chance Hai Ki money lose Kare ga, Tamam traders ko chahiy ki Jab aap ki koi trade loss Mein ja rahi hai to aap patience ke sath market ko watch Karte Rahe. Agar aap ne money management achi ki hai apni trades Main To aap ko Koi Khatra Nahin ho ga is liye aap apne mind ko cool Kar ke trading Karen.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X