Jaiza: Reasonable lot size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Reasonable lot size
    Trading me reasonable ya fix lot size ka use karny ko me es ley behtar samjta hon key es se market ki movement control me rehti hay aur agar market ki movement zeyda be ho jaye to reasonable ya fix lot size key base par traders ko zeyda loss nahi hota, trading me fix lot size ko es ley use kia jata hay key market kabi be hamary control se baghir na ho, market price agar esy point par ho jo key market analyzing key base par jo reversal point ho agar yaha se zeyda lot size ka use kia jaye to ye strategy be behtar hoti hay magar market trend agar clear na ho to fix lot size ka use karna hamy loss se bacha sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Reasonable lot size

    Reasonable lot size ko understand krny ky leay apko trading management ko smjhna chye
    Trading management ki three types hain
    1. Account management
    2. Trade managemen
    3. Risk management
    Apko forex trading members market ma sub sy pehly apna capital aor market ky analysis ky according management measures leny chye

    Trading sy pehly market ka technical analysis fundamentals analysis aor iska combination sentiments ko jana phr usky hisab sy support and resistance ko smjhna aor phr tradw entry point lena aor usko manage krna sub lot size selection qor management ma he ata hai lot size kabi bhi maximum select na kren
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Reasonable lot size

      trading ma management ki bari ahmeyat hai forex trading ma sub sy zeyada promote krta hai apko Pakistan Forex forum ka knowledge aor is ma daily share hony waly authentic tios tricks strategiesmarket ma knowledge application ky leay bhi apky pas gur hony chye forex forum members maeket ma apko sub sy zeyada jis chez py zor dena chye wo hai jaiza market ka jaiza smjhna chye isi ma baohet he zeyada maloomat posheda hoti hai market ka candlestick chart bajot he aeyat ka hamil hota hai apko knowledge full aor uodate rehna chye manage krny keay qpko lot size minimum rakhni chye aor stoploss zaroor rakhna chye take profit aor stoploss he market na apko bahot perfect bnata hai learning sy earnings increase ki ja skti hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Reasonable lot size

        Risk ko manage karny key ley lot size ko ya to small rakna ho ga aur ya market key condition ko dekty howy reasonable point par rakna ho ga, agar ham lot size use karny me kesi kisam ki ghalti karty hey to trading me es ka result hamy negative me mil sakta hay, traders ko hamesha reasonable lot size aur kam trades open kar key market me entry karni chaye, traders ka ye rule hona chaye key wo apna lot size reasonable ya fix raken, es ka 1 faida ye be hota hay key trading me ham greed se bach sakty hey agar lot size ko fix na raka jaye to trading me ham kesi be condition me greed karny se khud ko nahi rok sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Reasonable lot size

          Market ma trade open krny sy apko sub sy pehly option jo nazar ata hai wo lot size selection ka hota hai apko lot size lgany ki smjh hini bye agr apko capital ma 200$ deay jain to aor apko leverage 1:50 di jay to ao us ky hisab sy 1.0 ki standard lot lga skty ho lkn is ma apko
          Aik pip market move kry gi apki favor ma to aik dollar profit aor aik dollar against move kry gi to aik dollar loss ho ga us surat ma apko agr apki favor ma market 200pip move kr gai to balance double lkn agr market 200 pip against move kr gai to apka account wash ho jay gi is leay alko reason able lot size bhi lgany chye aor agr ap full lot size use krty ho to apko stoploss zaroori hai lgana keun ky apko limited loss ho ga aor aoki trade auto py clsoe ho jay gi is leay aokk lot size management krni hye aor risk ko smjhna smjhna chye
          Acha kaam achy daam
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Reasonable lot size

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            Trading me reasonable ya fix lot size ka use karny ko me es ley behtar samjta hon key es se market ki movement control me rehti hay aur agar market ki movement zeyda be ho jaye to reasonable ya fix lot size key base par traders ko zeyda loss nahi hota, trading me fix lot size ko es ley use kia jata hay key market kabi be hamary control se baghir na ho, market price agar esy point par ho jo key market analyzing key base par jo reversal point ho agar yaha se zeyda lot size ka use kia jaye to ye strategy be behtar hoti hay magar market trend agar clear na ho to fix lot size ka use karna hamy loss se bacha sakta hay.
            Professional traders hmesha fixed and reasonable/maximum lot size hi use krty hen is trhan wo apne account ko big loss se b mehfoz rakh skty hen. Q K market kabhi kabhi breakout or reversal movement b krti hai jis se agr hm ne Big lot laga rakhi ho or market against chli jaey to hmen big loss ho jata hai. is lye wisely hmen small ya reasonable lot size se hi profits bnany ki try krni chahye.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Reasonable lot size

              forex aik world wide business hain hamy is mai ache lot laga kar amount invest karne chahey pher he hum market mai ruin kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy or hum apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote agar hamare lot pance jy to hamy isy remove karna chahey or hamy next time apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy or hum apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik bohat bara or unique business hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Reasonable lot size

                Dear jaisy ap ko pata hai k hum ne ais market mai jo bhi trade lagani ho wo money management k hisab se lagani hoti hai ais market mai agar hum ne 1000$ invest kia ho aor ais par hum ne trade karni ho to hum ko ais mai standrad account k hisab se 0.03 ki lot use karni chaye kun k agar ap ki aik trade loss mai jati hai to ap ais mai aor 0.03 ki lot asani se use kar sakty hai ais tarha ap ka account bhi safe rahy ga aor ap ais mai asani se kaam kar sakty hai ais market mai jab ap choti lot se kaam karty hai to aus time ap beshak diffrent levels se trades lagaty jaye ap ka account wash ni hota aor ap ais market mai asani se profit bana sakty hai kun k ais market mai ap ki lot par ap ki trading depend kar rahe hoti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Reasonable lot size

                  Forex trading mai jin 2 ya 3 baatoo ka sub say ziada khayal rakhna zaroori hota hai un mai volume of trade ya lot size aik important tool hai. Agar saada say alfaaz mai baat ki jaey takay sub members ko samajh ajaey kay reasonable lot size kia hona chaiye to usay hum apnay account mai mojud balance or jis pair ya cfds pay trading kerni ho uss kay spread kay saath aik ratio bana kay set ker saktay hai. Agar account balance thora ho or trade ka spred ziada hoto to lot size bhi thora rahain ye aisa he hai jaisay pehlay aap minus ko kahatam karengay phir profit mai jaen gay. Agar account balance acha hai or strong hai to lot size tab ziada rakhain jab reversal point aa chuka ho ya news or analysis kay mutabiq prices reverse modes pay pohanch rahi ho but reversal point bhi aisay 100% confirm nahi hota or low balance or margins waley accounts margin calls pay aik he trade mai bhi pohanch jatey hain. In short lot size average rakhain takay nuqsaan say bacha jaa sakey kiyu kay profit thora bhi hua to theek hai but loss thora bhi hua to recover kerna mushkil bhi ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Reasonable lot size

                    lot size Hamesha Apne balance dekh kar select karna chahie Apne balance ko Dekhte Hue Hamesha lot side select karna Har acche trader Ki Nishani Hai Hamen Hamesha 0.01 lot size left karna chahie aur profit Ka vate Karna chahie hamare pass Dallas $100 se $200 tak ki amount ko 0.01 lot size best rehta hai Kyunki Hamen Jyada risk Nahin Lena chahie Kyunki Forex trading business bahut hi risky business hai Hamen profit ke sath sath loss ka bhi Khatra rahata hai $300 se $500 Tak Hamen 0.05 Taka lot size rakhkar apni trade order Lagani chahie ISI Tarah Hamen Apne account ko manage karna bahut jaruri hai jo traders Apne account balance ko ignore karte hain aur Jyada risk lete hain hi lot size rakhkar trade order Lagate Hain vah loss ka Samna karte hain law se bachne ke liye Hamen Hamesha Apne balance ko Dekhte Hue lot size set karna chahie Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Reasonable lot size

                      Lot size ki ahmiyat.
                      Foreign currency trading mein lot size ko bahut zyada ahmiat hoti hai us ki sab se bari wajah yah hai ki agar aap lot size reasonable nahin rakhen ge to aap ko apne trading account mein huge loss ho sakta hai. Lot size trading account ki basic term jis ka matlab yah hota hai ki aap ne jitni bari lot trading mein use Karin gay utna hi zyada capital aap ka trading account mein use ho ga. Lot size ko different parts mein divide Kiya gaya hai us ko mini lot size bhi kahate Hain aur micro lot size bhi kaha jata hai. Magar buniyadi taur per Jab Ham trading karte hain to micro lot size use karte hain Jo ke hamen apne total capital ke hisab se manage karni chahie ziada profit ki lalach mein bari lot-size lagane se bara loss bhi ho sakta hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Reasonable lot size

                        Lot size Hamesha Apne balance Dekhkar select karna chahie Apne balance ko Dekhte Hue Hamesha load side select karna Har Achcha trailer Ki Nishani Hai Hamen Hamesha 0.01 lot size share karna chahie aur profit ki Gate karna chahie hamare pass dollars s 100 sy 200 tarkki amount ko 001 lot size best rehta hai Kyunki Hamen Jyada risk Nahin Lena chahie Kyon Forex trading business bahut hi Rishta business hai Hamen profit ke sath Sa loss bhi ho sakta hai s 600 sy 500 tak lot size dekhna chahie apni trade order Lagani chahie ISI Tarah Hamen Apne account ko manage karna bahut jaruri hai Jo traders Apne account balance ko ignore karte hain aur Jyada risk lete hain hi load size Rakhna kar trade order Lagate Hain vah loss ka Samna Karte Hain Apne balance ko Dekhte Hue lot size set karna chahie Shukriya

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X